sandhaya
Guest
|
«Reply #195 on: May 20, 2005, 07:54:22 AM » |
|
good work Tosha, Humttum and Faree........and also nice Chiraag.....
Iss dil ke dushman hai bahut issliye gabrata hai ye dil ki tu thaam le aakar isse tuh hume bhi rahat mile
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|
Tosha
Guest
|
|
«Reply #196 on: May 20, 2005, 08:04:50 AM » |
|
thanx a lot chiraaaaag .... n sahdhya!!!!! >>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>
|
|
|
Logged
|
|
|
|
sandhaya
Guest
|
|
«Reply #197 on: May 20, 2005, 08:21:58 AM » |
|
thanx a lot chiraaaaag .... n sahdhya!!!!! >>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>> ur always welcome tosha ji ............
|
|
|
Logged
|
|
|
|
chiraaaaaaaaag
Guest
|
|
«Reply #198 on: May 20, 2005, 08:32:18 AM » |
|
arre aap logoon ke jazbaat to pakeezzzzah hain isme shukrane ki kya baat hai
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Tosha
Guest
|
|
«Reply #199 on: May 20, 2005, 09:05:45 AM » |
|
kya kahe is dil main modabbat hai to daard bahi hai kya kare jab koi malham ghavo pe laga jaye to is dil se dua nahi niklegi is dil se dua hi niklegi ... gunha to nahi kiya maine jab ki usse mohabbat vo mohabbat sikhane wala hi hume bevafa tharagaya
|
|
|
Logged
|
|
|
|
chiraaaaaaaaag
Guest
|
|
«Reply #200 on: May 20, 2005, 09:08:41 AM » |
|
bahut shandaar ......
"shab-e-gam ai mere allaah basar bhii hogii raat hi raat rahegi ke sahar bhii hogii
main ye sunata hun ke vo duniya ki khabar rakhte hain jo ye sach hai to unhe meri khabar bhi hogi
chain milane se hai unke na juda rehne se aakhir ai ishq kisi tarah basar bhi hogi
"
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Tosha
Guest
|
|
«Reply #201 on: May 20, 2005, 09:25:15 AM » |
|
kaise jiyu main tum bin tum bhin jiyun main kaise maut se lambi yeh rate rato se lambe hai yeh din [NM]
|
|
|
Logged
|
|
|
|
riazhunzai
Guest
|
|
«Reply #202 on: May 20, 2005, 11:06:48 AM » |
|
us ki ankhonn may mohabbat ka sitarah hoga aik din ayain ga wo shakas hamara hoga
tum jahan maray liyain seepiyain chuntee hogee wo kisse or hi dunya ka kinara hoga
zindagee ab ka mara nam na shamil karna ghar yah tay hai kay yahi khel dubara hoga
ya achanak jo ujala sa huwa jata hai dil nay chupkay say tara nam pukara hoga
ishq karna hai tou din raat usay sochna hai or kuch zaban may aya tou khasara ho ga
ya jo pani may chala aya sunahra sa gurur us nay darya may kahi paree utara hoga
mij ko maloom hai juhi may kadam rakkhoon ga zindagee tara koi or kinara hoga
jo maree rouh may badal say garajtain hai wasii us nay seenay may koi dard utara hoga
kam mushkil hai mager jeet hi loon ga us ko maray moulaa ka wasi juhii ishara hoga
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Tosha
Guest
|
|
«Reply #203 on: May 20, 2005, 01:52:29 PM » |
|
wow...chiraaaagh n riazhunzai ... bahut khoob bahut .... khoob ............................
|
|
|
Logged
|
|
|
|
HumTum
Guest
|
|
«Reply #204 on: May 22, 2005, 12:40:56 PM » |
|
yeh razamandi ke baat nahi yeh to mohabbat hai pyaar hai na samjne tum baat meri meri nazro main to izzhar hai
Tosha :dance: Aao jha se duur khi ik nya Asiyaan bnaye hum dono ki muhoobtooN se us Asiyaaney ko sajaye hum Hum Aur Tum :wink: yaki hai tujhpe khud se jayda lakin phie bhi najane ghabrata hai yeh dil teri mohabbat meri ibaddat hai sanam teri mohabbat main nahi koi kami yeh kya aise hi hota hai sapno se kyo dar lagta hai tu baas aaja aab yuh na sata aap aake mujhe aapna bana Tosha ... kya kehney aap ke ... :thumb:
tere hi paas aaunga e' janeeywaffa tere daar ke siwa aur mujhey jana hai kha yeh gansoo yeh Ankhien yeh chehra tera in sab ke ilawa mera aur thikana hai kha kuch waqt aur hai intzaar-e-muhhobat mein lakin maney mera kehna yeh dil deewana hai kha
Hum Aur Tum :dance:
Bhool na jana teri bhi koi raha dekhta hai yaad karte hai vo din betaye sang tere hawao sse teri baat karta hai kya pata ek din rukh badal ke aAPNA tujh tak yeh paigam pahucha de saat samundar paar koi tera intezzar karta hai Tum aur Hum Thanks Waheed n TDTS ....
n tosha ...
tadpta hoon tere paas aney ko mein bhi kya kru yeh zalim majboori hai muhoobat apni parwaan chadegi bus kuch din ki hi to doori hai tu ker rhi hai intzaar yeh malum hai mujhey tere tasvuur se meri bhi har shaam sindoori hai ker yaqeen mujh pe aaunga tere paas ik din tere hi naam ker di meiney apney jeevan ki doori hai
Hum Aur Tum
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Tosha
Guest
|
|
«Reply #205 on: May 22, 2005, 04:28:17 PM » |
|
beautiful ... humtum
yakin karti hun tujhpe mohabbat pe aapni yakin hai chahe tu jo karle mere paas tera zameer hai bhula na paye ga mohabbat meri yeri mohabbat meri ibbabat hai rahega tera intezzar jaldi aana e mere sanam dekhti hun raha teri taktaki bechaye palkho se
Tum aur Hum ...
|
|
|
Logged
|
|
|
|
fakharenaveed
Guest
|
|
«Reply #206 on: May 22, 2005, 08:00:06 PM » |
|
ashq mile to pee lete hain hum aap kahain to mar jahain hum aap kahain jee lete hain hum hum to hain un phoolon jaise jo kaaton main bhee jee lete hain hum
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Tosha
Guest
|
|
«Reply #207 on: May 23, 2005, 05:32:30 AM » |
|
bahut acche sabhi....naveed ...khoob kaha aap ne ..........................................
|
|
|
Logged
|
|
|
|
tanha dil tanha safar
Guest
|
|
«Reply #208 on: May 23, 2005, 11:04:29 AM » |
|
beautiful ... humtum
yakin karti hun tujhpe mohabbat pe aapni yakin hai chahe tu jo karle mere paas tera zameer hai bhula na paye ga mohabbat meri yeri mohabbat meri ibbabat hai rahega tera intezzar jaldi aana e mere sanam dekhti hun raha teri taktaki bechaye palkho se
Tum aur Hum ... bula le apne paas usse inetzaar kar le tu uska tere siwa iss dunia mein koi nahi hai jiska.
|
|
|
Logged
|
|
|
|
fakharenaveed
Guest
|
|
«Reply #209 on: May 23, 2005, 09:42:31 PM » |
|
bahut acche sabhi....naveed ...khoob kaha aap ne .......................................... AAp k NAAm Tumhari zulf ke saye me sham kar lunga, safar is umar ka pal me tamam kar lunga, nazar milayi to puchunga ishq ka anzam, gar jhukayi nazar to khali salam kar lunga...
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|