--"KANHAN HAI WO"--.......kamal

by kamal aggarwal on July 05, 2011, 07:26:12 AM
Pages: [1]
ReplyPrint
Author  (Read 838 times)
kamal aggarwal
Guest
Reply with quote
kanha hai wo yun humse be-khabar hai,
khwab bankar aate hain wo jisme meri nazar hai,
kyun  nahi  hai  zazbaat kabu  me  mere,
unhe kya maaloom hume unse mohhbat kis kadar hai
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
"TERE DIDAAR KE LIYE".......kamal by kamal aggarwal in Shayri-E-Dard
" GUJARTE LAMHE KE SAATH."...kamal by kamal aggarwal in Shayri for Khumar -e- Ishq
"USNE MUJHE DEKHKAR"....kamal by kamal aggarwal in Shayeri for Dard -e- Bewafai
--"khush naseeb"--.....kamal by kamal aggarwal in Shayri for Dard -e- Judai « 1 2  All »
--"humari baaten"--....kamal by kamal aggarwal in Shayeri for Dard -e- Bewafai
Rahi2001
Maqbool Shayar
****

Rau: 1
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
5 days, 19 hours and 8 minutes.

ミ★яαнι★彡¤ℓσνє¤ ●๋•кιηg σƒ ωαソ●๋•

Posts: 745
Member Since: Nov 2008


View Profile WWW
«Reply #1 on: July 05, 2011, 08:37:44 AM »
Reply with quote
kanha hai wo yun humse be-khabar hai,
khwab bankar aate hain wo jisme meri nazar hai,
kyun  nahi  hai  zazbaat kabu  me  mere,
unhe kya maaloom hume unse mohhbat kis kadar hai


bhut khub kamal jiiiiiii

achi peshkash hai aapki

ek jawab diya hu pasand aaye to bataiyega

na pata ho to bata do haal e dil apna
kabhi na suna ho aisa suna do geet apna
na jaye chhod kar andhere me bhi kabhi tumko
talash karo aur banalo aisa meet apna
Logged
kamal aggarwal
Guest
«Reply #2 on: July 05, 2011, 04:18:01 PM »
Reply with quote
thanks rahi ji
aapne jo kaha uska jawab hai plz boora na maane

man ke meet talashe nahi jate rahi
man ki raah par kud-b-kud takra jate hai
jo kehna pade haal-e-dil ya unka sun-na pade
wo anjaan musaphir hote hai meet nahi kehlaate
Logged
sarfira
Guest
«Reply #3 on: July 05, 2011, 05:37:10 PM »
Reply with quote
kahlaye jo meet mann ka
ban jaye wo geet jeevan ka
band palkon me fir nazar wo aaye
khulee aankhon me sapne sa saj jaye tongue3
Logged
Rahi2001
Maqbool Shayar
****

Rau: 1
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
5 days, 19 hours and 8 minutes.

ミ★яαнι★彡¤ℓσνє¤ ●๋•кιηg σƒ ωαソ●๋•

Posts: 745
Member Since: Nov 2008


View Profile WWW
«Reply #4 on: July 06, 2011, 05:14:08 AM »
Reply with quote
thanks rahi ji
aapne jo kaha uska jawab hai plz boora na maane

man ke meet talashe nahi jate rahi
man ki raah par kud-b-kud takra jate hai
jo kehna pade haal-e-dil ya unka sun-na pade
wo anjaan musaphir hote hai meet nahi kehlaate

nahi yr ham bura nahi manty aap ka jawab bhi lajawab hai aap ki tarah

milty hai mann ke mit achan hi bhale,par pahchanna to padta hai
jivan me bhut si raahen bikhri hai unhe talashna to padta hai


Logged
kamal aggarwal
Guest
«Reply #5 on: July 10, 2011, 02:02:48 PM »
Reply with quote
talashte-talashte jidgi basar ho jati hai
ruh ko mohbt ki bimari lag jati hai
ilaaj nahi hai is rog ka koi
jism se jaan tak nikal jati hai
Logged
khamosh_aawaaz
Guest
«Reply #6 on: July 28, 2011, 09:44:32 AM »
Reply with quote
kanha hai wo yun humse be-khabar hai,
khwab bankar aate hain wo jisme meri nazar hai,
kyun  nahi  hai  zazbaat kabu  me  mere,
unhe kya maaloom hume unse mohhbat kis kadar hai


GUD KA
Logged
kamal aggarwal
Guest
«Reply #7 on: August 29, 2011, 03:35:01 PM »
Reply with quote
thanku kA
Logged
Pages: [1]
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 21, 2024, 04:04:48 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 21, 2024, 09:01:29 AM]

[November 16, 2024, 11:44:41 AM]

by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.099 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8506 Real Poets and poetry admirer