Kareeb

by Pooja on August 09, 2004, 07:04:00 PM
Pages: 1 2 3 4 [5] 6
ReplyPrint
Author  (Read 8384 times)
lovebites
Guest
«Reply #60 on: December 14, 2004, 01:55:39 AM »
Reply with quote
Quote from: "myheart_ursonly"
Quote from: "lovebites"
Aap ki tasveer dekh kar hum kho bhaitey
soncha tha ki aap pahile kyon nahi miley ..
kyon na aap humay dilse apnale ..
th k hum iss thodi si zindagi ka safar kushi kushi sey jeeley .



very nice   glasses2


Thanks.................!
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
kareeb by aryan_mantri in Shayri-E-Dard
saugaat dard ka de kar kareeb aata kya hai by Yoindian Ghunda in Shayri for Khumar -e- Ishq
~~~DIL KE KAREEB~~~ by Ravinder in Shairy-e-Dost (Friendship Poetry)
Musafir manzil se kareeb nahi to kia... by talha_inr in Shayri-E-Dard
smile_deep1
Guest
«Reply #61 on: December 14, 2004, 06:53:58 AM »
Reply with quote
Quote from: "lovebites"
Quote from: "smile_deep1"
Quote from: "lovebites"
Aap ki tasveer dekh kar hum kho bhaitey
soncha tha ki aap pahile kyon nahi miley ..
kyon na aap humay dilse apnale ..
th k hum iss thodi si zindagi ka safar kushi kushi sey jeeley .


khona nahin abb apko pana hain,
pehlay jo nahin kiya usay kar jana hain......
dil-o-jaan se ab tumhey apnana hain.,
ab to yeh zindagy tere saath hi bitana hain.............


wah bohat khoob............!


shukriya lovebites ji
Logged
lovebites
Guest
«Reply #62 on: December 14, 2004, 08:02:25 AM »
Reply with quote
My pleasure Deep..............!

Hazaroan doobnay walay bacha liye lekin
Usay main kaisay bachaoon jo doobna chahay
Logged
Talat
Guest
«Reply #63 on: December 14, 2004, 10:11:44 AM »
Reply with quote
Nice!!!!
Logged
waheed_rose2004
Guest
«Reply #64 on: December 14, 2004, 01:40:50 PM »
Reply with quote
Quote from: "sharmaarunkumar"
Quote from: "friendnidhi"
Quote from: "sharmaarunkumar"
Quote from: "waheed_rose2004"
Quote from: "waheed_rose2004"
Yeh Aankhon Key Jhapakney Mein Huwa Sard Yeh Bazaar
Yeh Shorat Key Khareedar Ko Shorat Sey Mila Kya….


na jaane ashk se ankhon mein kyun hai aye howay
guzar gayaa zamaanaa tujhe bhulaaye hue....................


Waaah very Nice waheed Bhai!!!

Aandhiyon Ke saath Kya manzar Suhane aaye hain!
Aaj Maidaanon mein Baghon ke Khazaane aaye hain!

Ab Mere talwon ke neeche ki Zameen Aazaad Hai,
Aasmaanon se mujhe Badal Bulaane aaye hain!

Reit se Dariya ate hain Khak se Jheelein pateen,
Yeh Parinde Khoon mein Shayad Nahane aaye hain!!

In mein Roshan hain abhi tak tere Boson ke Chiragh,
Isliye Hum Apni Aankhein Khud Sajaane aaye hain!

Khwab jis dil mein raha karte the kab ka mar chuka,
Kiska Darwaza yeh bachche Khatkhatane aaye hain!


(Dr.Basheer Badra)


Hello,
 It was really a very nice one

Na Chaho Kisi Ko Itna Ki Chahat Tumhari MAjburi ban jaye
Chaho Kisi ko itna ki tumhara pyar uske liye zaroori ban jaye


Thanx Friend Nidhi ji!!!

Pyaar to Pyaar hai Is par kisi ka bus nahin hota hai!
Yeh Woh Chiraagh hai jo dilon mein Roshan Khud hi Hota hai!


ur welcome nidhi.............arun bhai.......................nice work all..........
Logged
Pooja
Guest
«Reply #65 on: December 15, 2004, 04:38:35 PM »
Reply with quote
Good one!!
Logged
sharmaarunkumar
Guest
«Reply #66 on: December 16, 2004, 10:15:20 AM »
Reply with quote
Thanx Waheed Bhai N Nice all!!!
Logged
stalin
Guest
«Reply #67 on: December 22, 2004, 07:12:59 AM »
Reply with quote
" jab woh mere kareeb se hanskar gujar gaye
  kuchh khaas doston ke chehre utar gaye
  afsos doobne ki tammana hi reh hayi
  toofan jindagi ke yoon hi gujar gaye"
Logged
sharmaarunkumar
Guest
«Reply #68 on: December 22, 2004, 08:00:51 AM »
Reply with quote
Waah Stalin Ji!!!Nice!!!

Next Line of this poem is:

Kashti Koi Dubo ke Subakdosh ho gaya,
Ilzaam Jis kadar the Toofaan ke sar gaye!

Its a very Nice ghazal of Musheer Zhanzhanvi
Logged
waheed_rose2004
Guest
«Reply #69 on: December 22, 2004, 01:59:01 PM »
Reply with quote
wah!!!!!!!!!!!!!!  aryn bhai.......stalin bahot khoob...
Logged
sharmaarunkumar
Guest
«Reply #70 on: December 22, 2004, 03:54:57 PM »
Reply with quote
Thanx Waheed Bhai!!!!
Logged
Arif Saifi
Guest
«Reply #71 on: April 08, 2005, 12:19:24 PM »
Reply with quote
Quote from: "myheart_ursonly"
tu apni yaad is dil se mita de musafir
dam nikalne mein abhi do pal baaki hain...


 :sadblue:


dil kyoo lagaya iss musaafir se ...
jo itni mushkil hai dam niklne me
Logged
Pooja
Guest
«Reply #72 on: October 31, 2008, 10:02:36 PM »
Reply with quote


na jaane ashk se ankhon mein kyun hai aye howay
guzar gayaa zamaanaa tujhe bhulaaye hue....................

Waaah very Nice waheed Bhai!!!

Aandhiyon Ke saath Kya manzar Suhane aaye hain!
Aaj Maidaanon mein Baghon ke Khazaane aaye hain!

Ab Mere talwon ke neeche ki Zameen Aazaad Hai,
Aasmaanon se mujhe Badal Bulaane aaye hain!

Reit se Dariya ate hain Khak se Jheelein pateen,
Yeh Parinde Khoon mein Shayad Nahane aaye hain!!

In mein Roshan hain abhi tak tere Boson ke Chiragh,
Isliye Hum Apni Aankhein Khud Sajaane aaye hain!

Khwab jis dil mein raha karte the kab ka mar chuka,
Kiska Darwaza yeh bachche Khatkhatane aaye hain!


(Dr.Basheer Badra)

bahoot khoob AKS ji!!
Logged
Rajesh Harish
Guest
«Reply #73 on: November 01, 2008, 01:20:17 AM »
Reply with quote
rahty jo ajnabi, to hum jayada kareeb thy
lakar apko kareeb, ajnabi bana liya

Wafa jab mili nahi to ajnabi bana diya
Ankhon ki bhasa ne tha hume kareeb la diya
Logged
Sonia01
Guest
«Reply #74 on: November 01, 2008, 02:38:39 AM »
Reply with quote
rahty jo ajnabi, to hum jayada kareeb thy
lakar apko kareeb, ajnabi bana liya

wah simply good...

Logged
Pages: 1 2 3 4 [5] 6
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 09, 2024, 01:44:06 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 08, 2024, 09:59:08 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:55:06 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 06:58:58 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.111 seconds with 22 queries.
[x] Join now community of 8505 Real Poets and poetry admirer