Karoo Tu Kis Liye

by Qutubuddin on April 16, 2005, 08:33:41 AM
Pages: [1]
ReplyPrint
Author  (Read 1253 times)
Qutubuddin
Guest
Reply with quote
Karoo Tu  Kis Liye
 

Karoo Tu  Kis Liye Akhir Karo Malal Uss Ka
Usse Nahi Tu Mujhey Bhi Nahi Khayal Uss Ka

Her Ek Room Mere Wasty Bemani Hai
K Bass Chukka Hai Mere Ankhoo Main Jamal Uss Ka

Mere Wafa Nay Banaya Hai Bewafa Uss Ko
Kisi Adda Main Nahi Hai Koi Kamal Uss Ka
 
Mere Naseeb Ki Yeh Bhi Tu Khush Naseebi Hai
K Mujh Ko Dekh Kay Sab Pochty Hai Haal Uss Ka

Yahi Dua Main Karoo Har Baras Kay Pahly Din
Mere Bager Na Guzry Koi Bhi Saal Uss Ka

Mere Urooj Ko Uss Kay Naseeb Main Likh De
Khuda-E Pak ! Mujhey Sonm De Zawal Uss Ka
 
Shab-E Faraq Kisi Roz Dhal Hi Jaye Gee
Khuda Se Har Ghadri Manga Karoo Wisaal Uss Ka
 
Khushi Kay Naam Se Anye Laga Hai Khuf Uss Ko
Dukhoo Nay Jab Se Kiya Hai Badan Nidhaal Uss Ka


Ques...
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
sataya na karoo by muneeb in Shayri-E-Dard « 1 2 3  All »
Ladkoon se pyaar nahin pitaa karoo by Delicate_Doll in Mazahiya Shayri(Funny Shayari) « 1 2 3  All »
Ab mai kya karoo by Sshiv007 in Mazahiya Shayri(Funny Shayari)
BAtaoo Kaya Karoo'n....Kash by Sanjeev kash in Miscellaneous Shayri
you r so beautyful.... by Dineshkumarjonty in Shayri for Khumar -e- Ishq
nidhi_yadein
Umda Shayar
*

Rau: 2
Offline Offline

Gender: Female
Waqt Bitaya:
1 days, 7 hours and 46 minutes.
~ nidhi ~

Posts: 5725
Member Since: Nov 2004


View Profile
«Reply #1 on: April 16, 2005, 08:38:11 AM »
Reply with quote
Quote from: "Qutubuddin"
Karoo Tu  Kis Liye
 

Karoo Tu  Kis Liye Akhir Karo Malal Uss Ka
Usse Nahi Tu Mujhey Bhi Nahi Khayal Uss Ka

Her Ek Room Mere Wasty Bemani Hai
K Bass Chukka Hai Mere Ankhoo Main Jamal Uss Ka

Mere Wafa Nay Banaya Hai Bewafa Uss Ko
Kisi Adda Main Nahi Hai Koi Kamal Uss Ka
 
Mere Naseeb Ki Yeh Bhi Tu Khush Naseebi Hai
K Mujh Ko Dekh Kay Sab Pochty Hai Haal Uss Ka

Yahi Dua Main Karoo Har Baras Kay Pahly Din
Mere Bager Na Guzry Koi Bhi Saal Uss Ka

Mere Urooj Ko Uss Kay Naseeb Main Likh De
Khuda-E Pak ! Mujhey Sonm De Zawal Uss Ka
 
Shab-E Faraq Kisi Roz Dhal Hi Jaye Gee
Khuda Se Har Ghadri Manga Karoo Wisaal Uss Ka
 
Khushi Kay Naam Se Anye Laga Hai Khuf Uss Ko
Dukhoo Nay Jab Se Kiya Hai Badan Nidhaal Uss Ka


Ques...
apka to jawab nahi hai qutubji,once again excellent,wonderful,beautiful.

"Yun keh to diya apne apko khayal nahi uska,
 jee rahe hain,likh rahe hain,yahi to hai pyar uska."
Logged
Qutubuddin
Guest
«Reply #2 on: April 16, 2005, 08:41:13 AM »
Reply with quote
Thank you Nidhi..

And Good Continuation....

"
Yun keh to diya apne apko khayal nahi uska,
jee rahe hain,likh rahe hain,yahi to hai pyar uska.
"

Ques.....
Logged
Meena
Guest
«Reply #3 on: April 16, 2005, 11:32:34 AM »
Reply with quote
"Mere Wafa Nay Banaya Hai Bewafa Uss Ko
Kisi Adda Main Nahi Hai Koi Kamal Uss Ka

Mere Naseeb Ki Yeh Bhi Tu Khush Naseebi Hai
K Mujh Ko Dekh Kay Sab Pochty Hai Haal Uss Ka "


yeh lines to mujhe sabse achi lagi hai!!!!!!!!! just a great poem qutu ji!!!! i wud love to c more of ur post!!!

nidhi kuddiye tumen bhi kamal kar diya!!

 :D
Logged
Qutubuddin
Guest
«Reply #4 on: April 16, 2005, 11:49:36 AM »
Reply with quote
Thank you Very very Much Meena..

yes the reply from nidhi is very good.....

Hai Kamal Uss Ka...

Ques....

****************************************
Logged
pandit
Guest
«Reply #5 on: April 16, 2005, 11:57:33 AM »
Reply with quote
kab se aarzoo thi tumhari tumhe kya pata,
tere liye rooh pyasi thi tujhe kya pata,
ab tujhe paya to sukoon e dil mila,
jaha ki khushi hai mili tujhe kya pata.
Logged
HumTum
Guest
«Reply #6 on: April 16, 2005, 12:12:36 PM »
Reply with quote
Quote from: "Qutubuddin"
Karoo Tu  Kis Liye
 

Karoo Tu  Kis Liye Akhir Karo Malal Uss Ka
Usse Nahi Tu Mujhey Bhi Nahi Khayal Uss Ka

Her Ek Room Mere Wasty Bemani Hai
K Bass Chukka Hai Mere Ankhoo Main Jamal Uss Ka

Mere Wafa Nay Banaya Hai Bewafa Uss Ko
Kisi Adda Main Nahi Hai Koi Kamal Uss Ka
 
Mere Naseeb Ki Yeh Bhi Tu Khush Naseebi Hai
K Mujh Ko Dekh Kay Sab Pochty Hai Haal Uss Ka

Yahi Dua Main Karoo Har Baras Kay Pahly Din
Mere Bager Na Guzry Koi Bhi Saal Uss Ka

Mere Urooj Ko Uss Kay Naseeb Main Likh De
Khuda-E Pak ! Mujhey Sonm De Zawal Uss Ka
 
Shab-E Faraq Kisi Roz Dhal Hi Jaye Gee
Khuda Se Har Ghadri Manga Karoo Wisaal Uss Ka
 
Khushi Kay Naam Se Anye Laga Hai Khuf Uss Ko
Dukhoo Nay Jab Se Kiya Hai Badan Nidhaal Uss Ka


Ques...


Shayar hai Janab "Taneez Ahmed"

Janab Qutu ji Plz mension NOT MINE if not your creation
Logged
pandit
Guest
«Reply #7 on: April 16, 2005, 12:14:45 PM »
Reply with quote
sahi farmaya hum tum.............................................. ....................................
Logged
Qutubuddin
Guest
«Reply #8 on: April 16, 2005, 12:20:17 PM »
Reply with quote
Bhai HumTum, You are there to give us the name of the Shayar .. As really I was not knowing the name..

I am not taking any unwanted credit, just posting the thinks which I am getting in my mail box.

So, please don't mind even if I am not mention N/M.

Do keep on writing the Name of Shayar ....

Thank you for this...

Ques...
Logged
Manish_Friend
Guest
«Reply #9 on: April 16, 2005, 02:06:53 PM »
Reply with quote
Wah Pandit.. wah
"kab se aarzoo thi tumhari tumhe kya pata,
tere liye rooh pyasi thi tujhe kya pata,
ab tujhe paya to sukoon e dil mila,
jaha ki khushi hai mili tujhe kya pata."

This is really very good.
Logged
nidhi_yadein
Umda Shayar
*

Rau: 2
Offline Offline

Gender: Female
Waqt Bitaya:
1 days, 7 hours and 46 minutes.
~ nidhi ~

Posts: 5725
Member Since: Nov 2004


View Profile
«Reply #10 on: April 16, 2005, 04:13:53 PM »
Reply with quote
Thanx meena Usual Smile and nice pandit and manish...........bohat khoob.!!!!!!!!!!!!!!!!!!!1
Logged
Pages: [1]
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 22, 2024, 09:42:57 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by mkv
[December 22, 2024, 05:36:15 PM]

[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.108 seconds with 26 queries.
[x] Join now community of 8508 Real Poets and poetry admirer