Karte HaiN Yaad Tujhe Utna Chand Ke Jahaan Tak..!!...Shireen Hakani

by Shireen Hakani on January 03, 2013, 08:51:34 AM
Pages: [1]
ReplyPrint
Author  (Read 2050 times)
Shireen Hakani
Guest
Reply with quote
Jitni Hai Doori Is Zameen Se Us Aasmaan Tak,
Karte HaiN Yaad Tujhe Utna Chand Ke Jahaan Tak..!!

Hai Mohabbat Tum Se Kitni Aa Kar Kabhi Dekh Lo,
Na Milegi Aaisi Misaal Kissi Bhi Kehkashaan Tak..!!

Har Pal Tujh Ko SochooN, Tujhe Hi ChahooN MaiN,
Ho Base Tum, Pehli Khwaish Se Akhri Aarmaan Tak..!!

Tere Hone Se MaiN HooN, Tere Bin Kuch Bhi Nahi,
Hai Rishta Jaise Teri Zindagi Ka Meri Jaan Tak..!!

Teri SaansoN Ki Garmi Ka Mere LaboN Ki Narmi Se,
Rahe Yeh Silsila Aakhri Saans Ki Pehchaan Tak..!!


Shireen Hakani
Logged
sksaini4
Ustaad ae Shayari
*****

Rau: 853
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
112 days, 8 hours and 51 minutes.
Posts: 36414
Member Since: Apr 2011


View Profile
«Reply #1 on: January 03, 2013, 09:29:04 AM »
Reply with quote
waah waah bahut kyaa devotion hai
Logged
sahal
Umda Shayar
*

Rau: 109
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
47 days, 3 hours and 51 minutes.

love is in the Air,but CuPiD is alone here.

Posts: 4410
Member Since: Sep 2012


View Profile WWW
«Reply #2 on: January 03, 2013, 09:34:35 AM »
Reply with quote
Jitni Hai Doori Is Zameen Se Us Aasmaan Tak,
Karte Hai Yaad Tujhe Utna Chand Ke Jahaan Tak..!!

Hai Mohabbat Tum Se Kitni Aa Kar Kabhi Dekh Lo,
Na Milegi Aaisi Misaal Kissi Bhi Kehkashaan Tak..!!

Har Pal Tujh Ko Sochoon, Tujhe Hi Chahoon Main,
Ho Base Tum, Pehli Khwaish Se Akhri Aarmaan Tak..!!

Tere Hone Se Main Hoon, Tere Bin Kuch Bhi Nahi,
Hai Rishta Jaise Teri Zindagi Ka Meri Jaan Tak..!!

Teri Saanson Ki Garmi Ka Mere Labon Ki Narmi Se,
Rahe Yeh Silsila Aakhri Saans Ki Pehchaan Tak..!!

Shireen Hakani


LAJAWAAB SHIREEN JI..
ApplauseApplauseApplauseApplauseApplause
ApplauseApplauseApplauseApplauseApplause
Logged
aqsh
Guest
«Reply #3 on: January 03, 2013, 10:12:47 AM »
Reply with quote
 Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause
kya baat hai shireen ji beautifully written dheron daad qubool kare
Logged
~Hriday~
Poetic Patrol
Mashhur Shayar
***

Rau: 115
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
101 days, 3 hours and 51 minutes.

kalam k chalne ko zamaana paagalpan samajhta hai.

Posts: 16243
Member Since: Feb 2010


View Profile WWW
«Reply #4 on: January 03, 2013, 10:14:15 AM »
Reply with quote
Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause  hmmm asar ab bhi baaki hai, jaadu mohabbat kaa ab bhi chal raha hai... kahin se mehek aa rahi hai mohabbat ki aur nashaa saa chhaa rahaa hai.... bahut khoob Shireen hi , bahut bahut khoob.... bole to mindblowing....!!!

mere aankhon ke khwaab, dil ke armaan ho tum
tum se hi to main hoon, meri pehchaan ho tum

main zameen hoon agar to mere aasmaan ho tum
sach maano mere liye to saaraa jahaan ho tum

tumse hi shuru ho ke tum pe khatam hoon main
main agar aaghaaz hoon to mere anjaam ho tum

saanson ki dor tumhaare saanson se judi hain
mere ragon mein behte khoon ki rawaan ho tum

na poochho mujhse ki mohabbat kitni hai tumse
jaanaa, dhadkane tumse hain, meri jaan ho tum

*****HRIDAY*****
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #5 on: January 03, 2013, 10:50:45 AM »
Reply with quote
Jitni Hai Doori Is Zameen Se Us Aasmaan Tak,
Karte Hai Yaad Tujhe Utna Chand Ke Jahaan Tak..!!

Hai Mohabbat Tum Se Kitni Aa Kar Kabhi Dekh Lo,
Na Milegi Aaisi Misaal Kissi Bhi Kehkashaan Tak..!!

Har Pal Tujh Ko Sochoon, Tujhe Hi Chahoon Main,
Ho Base Tum, Pehli Khwaish Se Akhri Aarmaan Tak..!!

Tere Hone Se Main Hoon, Tere Bin Kuch Bhi Nahi,
Hai Rishta Jaise Teri Zindagi Ka Meri Jaan Tak..!!

Teri Saanson Ki Garmi Ka Mere Labon Ki Narmi Se,
Rahe Yeh Silsila Aakhri Saans Ki Pehchaan Tak..!!

Shireen Hakani



Bahut Bahut Khooooooob Shireen jee

Beautiful!!! Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
Logged
anmolarora
Guest
«Reply #6 on: January 03, 2013, 11:21:50 AM »
Reply with quote
 Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause
Logged
nandbahu
Mashhur Shayar
***

Rau: 122
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
20 days, 4 hours and 11 minutes.
Posts: 14553
Member Since: Sep 2011


View Profile
«Reply #7 on: January 03, 2013, 02:41:01 PM »
Reply with quote
bahut khoob
Logged
jeet jainam
Khaas Shayar
**

Rau: 237
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
60 days, 12 hours and 13 minutes.

my rule no type no life and ,i m happy single

Posts: 10150
Member Since: Dec 2012


View Profile WWW
«Reply #8 on: January 03, 2013, 03:24:43 PM »
Reply with quote
 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
wah wah bro
Logged
~Hriday~
Poetic Patrol
Mashhur Shayar
***

Rau: 115
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
101 days, 3 hours and 51 minutes.

kalam k chalne ko zamaana paagalpan samajhta hai.

Posts: 16243
Member Since: Feb 2010


View Profile WWW
«Reply #9 on: January 03, 2013, 03:44:34 PM »
Reply with quote
waah waah Shireen bhaai kyaa khoob likhaa hai aapne... 2nd time aapne bhaai ban ke likha hai... heheheheheh.... tongue3

Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
wah wah bro
Logged
suman59
Guest
«Reply #10 on: January 03, 2013, 03:46:27 PM »
Reply with quote
Jitni Hai Doori Is Zameen Se Us Aasmaan Tak,
Karte Hai Yaad Tujhe Utna Chand Ke Jahaan Tak..!!

Hai Mohabbat Tum Se Kitni Aa Kar Kabhi Dekh Lo,
Na Milegi Aaisi Misaal Kissi Bhi Kehkashaan Tak..!!

Har Pal Tujh Ko Sochoon, Tujhe Hi Chahoon Main,
Ho Base Tum, Pehli Khwaish Se Akhri Aarmaan Tak..!!

Tere Hone Se Main Hoon, Tere Bin Kuch Bhi Nahi,
Hai Rishta Jaise Teri Zindagi Ka Meri Jaan Tak..!!

Teri Saanson Ki Garmi Ka Mere Labon Ki Narmi Se,
Rahe Yeh Silsila Aakhri Saans Ki Pehchaan Tak..!!

Shireen Hakani


bahut khoob shireen jee
Logged
Shireen Hakani
Guest
«Reply #11 on: January 03, 2013, 04:57:14 PM »
Reply with quote
Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
wah wah bro

Shukariya!!! But Main Miss Hoon!!! Usual Smile
Logged
ParwaaZ
Guest
«Reply #12 on: January 03, 2013, 05:45:03 PM »
Reply with quote
Shireen Sahibaa Aadaab!


Awwal toH nayaa saal bahut bahut mubbarak ho jee... Usual Smile
Aur ummid hai is saal bhi aapki aisi umda kalaamoN se
ruberu hone ka mouqa milta raheNga hume... Usual Smile


Behad pyaari aur umdaa kalaam kahi hai aapne.. Sabhi
ashaar waqai behad dilkash rahe... aik behad pyaari
aur umda kalaam par humaari hazaaroN dili daad O mubbarak
bad kabul kijiye... Usual Smile

Aise hi umdaa kalaamOn se bazm ko roshan karte rahiye...
Shaad O aabaad rahiye... Usual Smile

Khuda Hafez... Usual Smile
                   

Logged
prashad
Guest
«Reply #13 on: January 04, 2013, 01:02:59 AM »
Reply with quote
wah wah
Logged
Shireen Hakani
Guest
«Reply #14 on: January 05, 2013, 06:21:44 AM »
Reply with quote
Shireen Sahibaa Aadaab!


Awwal toH nayaa saal bahut bahut mubbarak ho jee... Usual Smile
Aur ummid hai is saal bhi aapki aisi umda kalaamoN se
ruberu hone ka mouqa milta raheNga hume... Usual Smile


Behad pyaari aur umdaa kalaam kahi hai aapne.. Sabhi
ashaar waqai behad dilkash rahe... aik behad pyaari
aur umda kalaam par humaari hazaaroN dili daad O mubbarak
bad kabul kijiye... Usual Smile

Aise hi umdaa kalaamOn se bazm ko roshan karte rahiye...
Shaad O aabaad rahiye... Usual Smile

Khuda Hafez... Usual Smile
                   



Thanq So Much Parwaaz Jee!!
Logged
Pages: [1]
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 21, 2024, 08:33:54 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 21, 2024, 09:01:29 AM]

[November 16, 2024, 11:44:41 AM]

by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.109 seconds with 22 queries.
[x] Join now community of 8506 Real Poets and poetry admirer