Kashmakash

by thycreator on April 23, 2005, 09:51:44 AM
Pages: 1 ... 4 5 6 7 [8] 9 10 11 12 ... 19
ReplyPrint
Author  (Read 12155 times)
fakharenaveed
Guest
«Reply #105 on: May 04, 2005, 10:17:03 PM »
Reply with quote
Quote from: "sandhaya"
Quote from: "fakharenaveed"
Quote from: "sandhaya"
Quote from: "fakharenaveed"
Quote from: "sandhaya"
Quote from: "fakharenaveed"
har shaam ko guzarata hoon mein ajab kashmkash mein
k shayd aaj ki raat hi un ka deedar ho jaye hum ko
aahe bharata hai tu jiski chahat main
vo tuh tere hi palko ki chaon main rehte hai

chaha tha us ko ruh ki gahraioon kay sath ..
zinda hoon apni zat ki tanhaoon kay sath……
roka nahin tha us ko bicharny kay waqat bhi…..
apni wafa pa naz tha sachayoon kay sath

wow Faree..... bahut acha laga really good

waafaein kiye ja tuh unse koi umeed na kar
ki mahobaat tuh naam hai bas diye jane ka humdum

hum wafa kr chukey hain
woh jafa kr rhaya hain
hum dua kr chukay hain
woh khfa ho rahay hain
hum dil de chukay hain
woh inkaar kr chukay hain
hum un ko jaan de chukay hain
woh humein duniya s juda kr chukay hain
aaj tuh fariston ko bhi iljaam deti hai duniya
hum tum tuh phir mamuli insaan hai ..........
nice

farishton s bhi ziada pakeeza thi woh meri jaan thi
uski saadgi dekh kr sari duniya hi   heran thi  !!!!!
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
kashmakash by neerajB in Shayri-E-Dard
- Kashmakash - by Meena in Shayri-E-Dard « 1 2  All »
Ye zindagi ki kashmakash.....!!! by Talat in Shairi - E - Zindagi « 1 2  All »
Kashmakash by sunilastin in Shayri for Khumar -e- Ishq
kashmakash by chitralsony in Shayri for Khumar -e- Ishq
thycreator
Guest
«Reply #106 on: May 07, 2005, 04:52:35 AM »
Reply with quote
Quote from: "sandhaya"
thanks Creator Ji .......and good stuff

mehbub sabse tera hi nirala hai
kon hai jisne tujhpe ye jadu dala hai

Sandhaya ji,
Kaise main naam lu uska, kaise badnaam usse karu,
Jisse chaha khuda se jyada, kaise ilzaam usse ye du,
Haan jadu hi toh hai jo dil machal jaye uske yaad mein,
Wo janam hai mera, kaise jadugar mai usse kahu...
Logged
thycreator
Guest
«Reply #107 on: May 07, 2005, 04:54:39 AM »
Reply with quote
Quote from: "sandhaya"
wow Faree..... bahut acha laga really good

waafaein kiye ja tuh unse koi umeed na kar
ki mahobaat tuh naam hai bas diye jane ka humdum

Bahut acche sandhaya ji,
Muhabbat wo bhi karti hai, muhabbat hum bhi karte hai,
Wo bas saansein leti hai aur hum bas aahen bharte hai.
Logged
thycreator
Guest
«Reply #108 on: May 07, 2005, 04:57:57 AM »
Reply with quote
Very nice naveed sahab,
Kyu ummeed hai tujhko ki wo dunia de tujhe,
Tune usko khuda mana,usne ye karar na kiya,
Wafa ke badle mein wafa mile toh gam kya rahe,
Usne bhi shayad pyar kiya,par ijhaar na kiya.
Logged
sandhaya
Guest
«Reply #109 on: May 07, 2005, 05:09:27 AM »
Reply with quote
Quote from: "thycreator"
Quote from: "sandhaya"
thanks Creator Ji .......and good stuff

mehbub sabse tera hi nirala hai
kon hai jisne tujhpe ye jadu dala hai

Sandhaya ji,
Kaise main naam lu uska, kaise badnaam usse karu,
Jisse chaha khuda se jyada, kaise ilzaam usse ye du,
Haan jadu hi toh hai jo dil machal jaye uske yaad mein,
Wo janam hai mera, kaise jadugar mai usse kahu...

good Creator Ji
tu uska naam na le par koi ishara tuh de
hum bhi dil ki nazar rakhte hai usse pehchaan hi lenge
Logged
sandhaya
Guest
«Reply #110 on: May 07, 2005, 05:13:35 AM »
Reply with quote
Quote from: "thycreator"
Quote from: "sandhaya"
wow Faree..... bahut acha laga really good

waafaein kiye ja tuh unse koi umeed na kar
ki mahobaat tuh naam hai bas diye jane ka humdum

Bahut acche sandhaya ji,
Muhabbat wo bhi karti hai, muhabbat hum bhi karte hai,
Wo bas saansein leti hai aur hum bas aahen bharte hai.

sukhriya Creator ji ......aur kya baat hai bahtu ache
tune suni hi nahi kabhi uski saanson ki awaj
ki uski har saans tera hi tuh naam leti thi
Logged
thycreator
Guest
«Reply #111 on: May 07, 2005, 05:16:13 AM »
Reply with quote
Quote from: "sandhaya"
good Creator Ji
tu uska naam na le par koi ishara tuh de
hum bhi dil ki nazar rakhte hai usse pehchaan hi lenge

Wah Sandhaya ji,
Humko ye shaq nahi ki ek ishare pe usse jan loge tum,
Uss sa koi aur toh iss jahan mein hua nahi,
Wo jan hai meri, uski tasveer hai aankhon mein,
Kabhi milo toh wo bhi kahe jo kabhi kaha nahi.
Sunke ye dastaan e muhabbat tum bhi ro padoge,
Jab janoge k mere khuda ko mujhse muhabbat nahi.
Logged
sandhaya
Guest
«Reply #112 on: May 07, 2005, 05:17:05 AM »
Reply with quote
goods naveed really nice and nice one Creator ji.....

kya sabab tha uski aankhon main na samje hum
vo katil bhi tha aur jine ki dua bhi de gaya humko
Logged
thycreator
Guest
«Reply #113 on: May 07, 2005, 05:18:23 AM »
Reply with quote
Quote from: "sandhaya"
Quote from: "thycreator"
Quote from: "sandhaya"
wow Faree..... bahut acha laga really good

waafaein kiye ja tuh unse koi umeed na kar
ki mahobaat tuh naam hai bas diye jane ka humdum

Bahut acche sandhaya ji,
Muhabbat wo bhi karti hai, muhabbat hum bhi karte hai,
Wo bas saansein leti hai aur hum bas aahen bharte hai.

sukhriya Creator ji ......aur kya baat hai bahtu ache
tune suni hi nahi kabhi uski saanson ki awaj
ki uski har saans tera hi tuh naam leti thi

Wah Sandhaya ji,
Kaise ye maan le uski saanso mein mera hi naam hai,
Ek muddat hui usko hothon se mera naam liye hue...
Logged
sandhaya
Guest
«Reply #114 on: May 07, 2005, 05:20:38 AM »

good answer
hothon se pyass vo chalakne nahi deti apni
ki dil pe uske ek muddat se bunde nahi barsi
Logged
thycreator
Guest
«Reply #115 on: May 07, 2005, 05:23:55 AM »
Reply with quote
Wah Sandhaya ji.........
Humne toh usko apna khoon e jigar bhi de diya,
Kya aur chahiye usko, wo ek bar toh kahe....
Logged
sandhaya
Guest
«Reply #116 on: May 07, 2005, 05:24:45 AM »
Reply with quote
Quote from: "thycreator"
Quote from: "sandhaya"
good Creator Ji
tu uska naam na le par koi ishara tuh de
hum bhi dil ki nazar rakhte hai usse pehchaan hi lenge

Wah Sandhaya ji,
Humko ye shaq nahi ki ek ishare pe usse jan loge tum,
Uss sa koi aur toh iss jahan mein hua nahi,
Wo jan hai meri, uski tasveer hai aankhon mein,
Kabhi milo toh wo bhi kahe jo kabhi kaha nahi.
Sunke ye dastaan e muhabbat tum bhi ro padoge,
Jab janoge k mere khuda ko mujhse muhabbat nahi.

sukhriya .........and nice replie again

tu kehta hai ki teri mahobaat hai ik tarafa
chalti hai curian dil pe ye sunke tujhse
ki vo tuh tere hi intzaar main jite rahe aaj tak
Logged
thycreator
Guest
«Reply #117 on: May 07, 2005, 05:25:31 AM »
Reply with quote
Quote from: "sandhaya"
goods naveed really nice and nice one Creator ji.....

kya sabab tha uski aankhon main na samje hum
vo katil bhi tha aur jine ki dua bhi de gaya humko

Wow sandhaya ji,
Yahi toh rasm e muhabbat hai, jo aaj tum samjhe,
Yaha katal karke tadapne k liye sab chod dete hai...
Logged
sandhaya
Guest
«Reply #118 on: May 07, 2005, 05:27:00 AM »
Reply with quote
nice Creator ji

tu samajta kyun nahi uski majburi kyun vo chup hai
ki kuch jayada hi sarmila sanam hai tera ae dost
Logged
thycreator
Guest
«Reply #119 on: May 07, 2005, 05:28:18 AM »
Reply with quote
Quote from: "sandhaya"
[
sukhriya .........and nice replie again

tu kehta hai ki teri mahobaat hai ik tarafa
chalti hai curian dil pe ye sunke tujhse
ki vo tuh tere hi intzaar main jite rahe aaj tak

Sandhaya ji,
Mera pyaar iktarfa nahi par usne kubul bhi toh na kiya,
Wo toh darta hai iss dunia se, iqrar e muhabbat se.....
Logged
Pages: 1 ... 4 5 6 7 [8] 9 10 11 12 ... 19
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.

Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 23, 2024, 08:29:02 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by mkv
[December 22, 2024, 05:36:15 PM]

[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.132 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer