Kashmakash

by thycreator on April 23, 2005, 09:51:44 AM
Pages: 1 ... 13 14 15 16 [17] 18 19
ReplyPrint
Author  (Read 11947 times)
thycreator
Guest
«Reply #240 on: May 21, 2005, 06:12:39 AM »
Reply with quote
Quote from: "sandhaya"
Teri dosti se ae dost hume acha laga
tere saath gujra hua wakt hume sacha laga
kyun tere jaane se zamana mujhko virana laga
tu gaya dur jab mujhse dil tutta mera aisa laga


Sandhaya ji,
Apni jindagi apne sharton pe jiyo na kissi ke aasre raho,
Jo sath de koi toh sath chalo,par uspe na hamesha bharosa karo,
Nahi rakho kabhi ummeed kissi se ki tumhe sahara mile,
Khud ko apna gulam banao, bas tum apne dil hi bat ab bat suno.
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
kashmakash by neerajB in Shayri-E-Dard
- Kashmakash - by Meena in Shayri-E-Dard « 1 2  All »
Ye zindagi ki kashmakash.....!!! by Talat in Shairi - E - Zindagi « 1 2  All »
Kashmakash by sunilastin in Shayri for Khumar -e- Ishq
kashmakash by chitralsony in Shayri for Khumar -e- Ishq
sandhaya
Guest
«Reply #241 on: May 21, 2005, 06:24:49 AM »
Reply with quote
Creator ji ...............

zindagi kabhi assan nahi badi muskil hoti hai
isse zine ke liye ek humsafar ki jarurat hoti hai
hum na kare uspe aitbaar kya ye waffa hoti hai
ki jise maan liya hai khuda kya use aajmane ki gunjaish hioti hai
Logged
thycreator
Guest
«Reply #242 on: May 21, 2005, 06:34:23 AM »
Reply with quote
Quote from: "sandhaya"
Creator ji ...............

zindagi kabhi assan nahi badi muskil hoti hai
isse zine ke liye ek humsafar ki jarurat hoti hai
hum na kare uspe aitbaar kya ye waffa hoti hai
ki jise maan liya hai khuda kya use aajmane ki gunjaish hioti hai


Sandhaya ji,
Jisse bhi tum mano apna,wahi toh yaha dhoka karta hai,
Jajjbaton se khelta hai aur phir yu hi chod ke chalta hai,
Kyu na karo khud se dosti, khud ko pehchano ek toh bar,
Khud ko janoge toh phir insaa ko bhi pehchanoge behtar...
Logged
Aflatoon
Guest
«Reply #243 on: May 21, 2005, 06:36:44 AM »
Reply with quote
nice work all ....

apne seene se lagaye hoe umeed ki laash
muddaton zeest ko nashad kia hai ham ne
tum ne to ik hi sadme se kia tHa d0char
dil to har tarHa se barbad kia hai ham ne...
Logged
sandhaya
Guest
«Reply #244 on: May 21, 2005, 06:46:09 AM »
Reply with quote
khudko kyun iss tarah barbaad karte ho tum
ki duniya main bahtu tarike hai khus hone ke
Logged
thycreator
Guest
«Reply #245 on: May 21, 2005, 06:47:22 AM »
Reply with quote
Quote from: "Aflatoon"
nice work all ....

apne seene se lagaye hoe umeed ki laash
muddaton zeest ko nashad kia hai ham ne
tum ne to ik hi sadme se kia tHa d0char
dil to har tarHa se barbad kia hai ham ne...


Thanx a lot aflatoon......gud one too....naam accha hai apka...;-)
Logged
Aflatoon
Guest
«Reply #246 on: May 21, 2005, 06:47:51 AM »
Reply with quote
ab to koi bhi umeed bhar nazar nhi aati
yeh haal ho gya hai apna judai mein yaar ki !!
Logged
thycreator
Guest
«Reply #247 on: May 21, 2005, 06:49:40 AM »
Reply with quote
Aflatoon ji,
Judai na hoti toh phir maza milan ka kya hota,
Bichadne ke bad milo toh uska maza hi alag hai..
Logged
tanha dil tanha safar
Guest
«Reply #248 on: May 21, 2005, 06:49:46 AM »
Reply with quote
Quote from: "sandhaya"
khudko kyun iss tarah barbaad karte ho tum
ki duniya main bahtu tarike hai khus hone ke


dhoondte hai woh koi bhana phir se hasne ke liye
shayad koi nahi hai aashiyana mere basne ke liye.
Logged
Aflatoon
Guest
«Reply #249 on: May 21, 2005, 06:52:02 AM »
Reply with quote
Naam-a-afjai ke liye shukriya miyaan creator  :wink:

matna hoon ke hai alag hi mazza milney ka judai ke baad
lekin kaun hai jo dilaye yaqeen ke hogi saher iss shab-e-firaq ki bhi
Logged
sandhaya
Guest
«Reply #250 on: May 21, 2005, 06:54:37 AM »
Reply with quote
tum kyun hamesha judai ki baat karte ho
ki kahi milan ki gadi ye sunke lout nah jaye
Logged
tanha dil tanha safar
Guest
«Reply #251 on: May 21, 2005, 06:55:41 AM »
Reply with quote
Quote from: "Aflatoon"
Naam-a-afjai ke liye shukriya miyaan creator  :wink:

matna hoon ke hai alag hi mazza milney ka judai ke baad
lekin kaun hai jo dilaye yaqeen ke hogi saher iss shab-e-firaq ki bhi


yaqeen to ab apni zindagi par bhi raha nahi
phir aayi hai maut khud per yaqeen dilane ke liye.
Logged
Aflatoon
Guest
«Reply #252 on: May 21, 2005, 06:56:59 AM »
Reply with quote
Quote from: "tanha dil tanha safar"
Quote from: "Aflatoon"
Naam-a-afjai ke liye shukriya miyaan creator  :wink:

matna hoon ke hai alag hi mazza milney ka judai ke baad
lekin kaun hai jo dilaye yaqeen ke hogi saher iss shab-e-firaq ki bhi


yaqeen to ab apni zindagi par bhi raha nahi
phir aayi hai maut khud per yaqeen dilane ke liye.



us marhaley o mout bhi kehtey hai yaroon
pal mein chuut jaye jha zindgi ka sath !!
Logged
sandhaya
Guest
«Reply #253 on: May 21, 2005, 06:57:47 AM »
Reply with quote
Tere liye bhi khuda ne chuna hai kisi ki nigaon main ek ghar
tuh apni manjil ki taraf badhe ga tuh paa lega usse
Logged
thycreator
Guest
«Reply #254 on: May 21, 2005, 06:58:38 AM »
Reply with quote
Quote from: "Aflatoon"
Naam-a-afjai ke liye shukriya miyaan creator  :wink:

matna hoon ke hai alag hi mazza milney ka judai ke baad
lekin kaun hai jo dilaye yaqeen ke hogi saher iss shab-e-firaq ki bhi


Jab bhi sham aati hai toh paigam e subah bhi lati hai,
Ummeed pe dunia hai tiki, ye bat khushi dilati hai...
Logged
Pages: 1 ... 13 14 15 16 [17] 18 19
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 15, 2024, 12:54:32 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:55:06 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 06:58:58 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.09 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8508 Real Poets and poetry admirer