Kashmakash

by thycreator on April 23, 2005, 09:51:44 AM
Pages: 1 2 [3] 4 5 6 7 ... 19
ReplyPrint
Author  (Read 12147 times)
thycreator
Guest
«Reply #30 on: April 23, 2005, 03:14:52 PM »
Reply with quote
Mat roko apne dil ko,jo karta hai karne do,
Jitne pehere lagaoge,ye utna hi bhagega...
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
kashmakash by neerajB in Shayri-E-Dard
- Kashmakash - by Meena in Shayri-E-Dard « 1 2  All »
Ye zindagi ki kashmakash.....!!! by Talat in Shairi - E - Zindagi « 1 2  All »
Kashmakash by sunilastin in Shayri for Khumar -e- Ishq
kashmakash by chitralsony in Shayri for Khumar -e- Ishq
Talat
Guest
«Reply #31 on: April 23, 2005, 03:22:36 PM »
Reply with quote
dil ko rokna to nahin hai kisi ke bas main
magar zindagi bhi kheenchti hai saath me
Logged
thycreator
Guest
«Reply #32 on: April 23, 2005, 03:27:58 PM »
Reply with quote
Dil saccha ho toh wo galat raste par nahi jata,
Jahan le jaye dil chalte raho,jehen par jor mat dalo.
Logged
Talat
Guest
«Reply #33 on: April 23, 2005, 03:35:35 PM »
Reply with quote
dil kabhi jazbaat main bhatak jaata hai
anjaan raston par phir use le jaata hai
Logged
waheed_rose2004
Guest
«Reply #34 on: April 23, 2005, 05:40:48 PM »
Reply with quote
very  nice  talat................thy..................

dil  ki  fitaran  insaan  samajh  nahin  paata   hai
uske  armaan  hi anjaan  raaston  per le jaata hai
Logged
Talat
Guest
«Reply #35 on: April 23, 2005, 06:10:27 PM »
Reply with quote
thanks waheed n nice one !!

ye dil bhi insaan ko kya kya rang dikhaata hai
kabhi hansa ke rulaye kabhi rula ke hansata hai
Logged
thycreator
Guest
«Reply #36 on: April 23, 2005, 06:28:12 PM »
Reply with quote
Quote from: "Talat"
dil kabhi jazbaat main bhatak jaata hai
anjaan raston par phir use le jaata hai


Dil ko kaboo mein karna itna mushkil bhi nahi hai,
Bas khud ko pehchan lene se hi ye kasil hota hai...
Logged
thycreator
Guest
«Reply #37 on: April 23, 2005, 06:29:21 PM »
Reply with quote
Quote from: "waheed_rose2004"
very  nice  talat................thy..................

dil  ki  fitaran  insaan  samajh  nahin  paata   hai
uske  armaan  hi anjaan  raaston  per le jaata hai


Thanx Waheed bhai,
Dil ki fitrat toh kuch bhi nahi hai gar soch kar dekho,
Ye toh aaina hai tera,tere aks ko wo samne lata hai..
Logged
thycreator
Guest
«Reply #38 on: April 23, 2005, 06:30:37 PM »
Reply with quote
Quote from: "Talat"
thanks waheed n nice one !!

ye dil bhi insaan ko kya kya rang dikhaata hai
kabhi hansa ke rulaye kabhi rula ke hansata hai


Dil mein jajjbat aise hai jo humko rulate hansate hai,
Phir bhi chahe toh hum inn sab pe bhi kaboo pate hai...
Logged
Talat
Guest
«Reply #39 on: April 23, 2005, 06:34:44 PM »
Reply with quote
Quote from: "thycreator"

Dil ko kaboo mein karna itna mushkil bhi nahi hai,
Bas khud ko pehchan lene se hi ye kasil hota hai...


shayad aasaan hai dil ko qaabu main karna
ho jaaye yeh jab dil band kar de dhadakna
Logged
fakharenaveed
Guest
«Reply #40 on: April 23, 2005, 06:35:09 PM »
Reply with quote
kabhi hansa ke rulaye kabhi rula ke hansata hai
woh mere dil mein kyun aisi aag lagta hai
Logged
Talat
Guest
«Reply #41 on: April 23, 2005, 06:35:59 PM »
Reply with quote
Quote from: "thycreator"

Dil mein jajjbat aise hai jo humko rulate hansate hai,
Phir bhi chahe toh hum inn sab pe bhi kaboo pate hai...


jaane kab dil ko aayega rasme-e-mohabbat
dekha nahin use ki bas shor macha diya !!
Logged
thycreator
Guest
«Reply #42 on: April 23, 2005, 06:39:43 PM »
Reply with quote
Quote from: "Talat"
Quote from: "thycreator"

Dil ko kaboo mein karna itna mushkil bhi nahi hai,
Bas khud ko pehchan lene se hi ye kasil hota hai...


shayad aasaan hai dil ko qaabu main karna
ho jaaye yeh jab dil band kar de dhadakna


Dil dhadakta bhi aur baton ko manta bhi hai aye dost,
Tune kabhi bat hi na ki uss se,usse samjha hi nahi...
Logged
thycreator
Guest
«Reply #43 on: April 23, 2005, 06:40:46 PM »
Reply with quote
Quote from: "Talat"
Quote from: "thycreator"

Dil mein jajjbat aise hai jo humko rulate hansate hai,
Phir bhi chahe toh hum inn sab pe bhi kaboo pate hai...


jaane kab dil ko aayega rasme-e-mohabbat
dekha nahin use ki bas shor macha diya !!


Muhabbat mein koi bhi rasm nahi hoti hai mere humdum,
Ye toh wo seh hai jo sab bandhan ko tod jati hai...........
Logged
Talat
Guest
«Reply #44 on: April 23, 2005, 06:42:52 PM »
Reply with quote
dil se jab bhi humne baat kiya hai
dil ne ro ro kar kisi ko yaad kiya hai
Logged
Pages: 1 2 [3] 4 5 6 7 ... 19
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 23, 2024, 04:46:53 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by mkv
[December 22, 2024, 05:36:15 PM]

[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.104 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer