KHATA

by luvable_vishal on October 12, 2006, 08:27:19 AM
Pages: [1]
ReplyPrint
Author  (Read 998 times)
luvable_vishal
Guest
Reply with quote
Main Lafzon se kuch bhi izhaar nahi karta,
iska matlab ye nahin ki main tujhe pyar nahi karta,
chata hun tumhe aaj bhi par
teri soch mein apna waqt bekar nahi karta,
tamasha na ban jaye kahin mohobat mein mera islye
apne dard ko bayan nahi karta,
jo kuch bhi mila hai usi mein khush hu mein
tere liye khuda se taqrar nahi karta,
par kuch to baat hai teri fitrat mein
zalim warna tujhe chahne ki khata baar baar nahi karta
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
.....joote khata hoon wife se by sweet_gal in Mazahiya Shayri(Funny Shayari)
khata by salaam2all in Shayri for Khumar -e- Ishq
ho gayee humse khata by jochahohojayein in Shayri-E-Dard
DIL NE PHIR SE KHATA KI by ANKIT RAO in Shayri for Khumar -e- Ishq
***KHATA*** by baadal102 in Shayri-E-Dard
ranjana
Guest
«Reply #1 on: October 12, 2006, 08:40:51 AM »
Reply with quote
baat lafazo se ishq ki bayaan ki jaaye
aankho se wafa ki baat bhi ki jaaye

sharma rahi hai meri har nazar aaj unke ishaare per
dil ki geeli rait per tere kadamo ki nishaani dekhi jaaye

gujar jaaye aaj ishq mein har intehaa se hum sanam
baat per kuch toh aaj ishq ki ishq ke nashe mein ki jaaye !!
Logged
luvable_vishal
Guest
«Reply #2 on: October 12, 2006, 08:45:22 AM »
Reply with quote
Quote from: "ranjana"
baat lafazo se ishq ki bayaan ki jaaye
aankho se wafa ki baat bhi ki jaaye

sharma rahi hai meri har nazar aaj unke ishaare per
dil ki geeli rait per tere kadamo ki nishaani dekhi jaaye

gujar jaaye aaj ishq mein har intehaa se hum sanam
baat per kuch toh aaj ishq ki ishq ke nashe mein ki jaaye !!
VERY NICE RANJANA JI

Piyaar hi who jazba hey jo sab key dil mey basta hey
Piyaar hi key dam sey insaan rotey rotey hansta hey,
Piyaar hi apni kamzori, piyaar hi apni taaqat hey
Piyaar hi her aik ki manzil ko janey wala rasta hey,
Piyaar hi aayyashi hey, piyaar hi zaroorat hey
Piyaar hi anmol hey sab sey, piyaar hi sab sey sasta hey,
Piyaar kisi key jeeney ka maqsad, kisi key jeewan ka amrat hey
Piyaar hi kisi ko naag ki manind, baar baar dasta hey,
Piyaar hi who jazba hey jo sab key dil mey basta hey
Piyaar hi key dam sey insaan rotey rotey hansta hey
Logged
Pages: [1]
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 22, 2024, 09:28:47 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by mkv
[December 22, 2024, 05:36:15 PM]

[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.109 seconds with 22 queries.
[x] Join now community of 8508 Real Poets and poetry admirer