khubsurat

by Shuruti on July 14, 2013, 05:37:00 AM
Pages: 1 [2] 3  All
Print
Author  (Read 1613 times)
nandbahu
Mashhur Shayar
***

Rau: 122
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
20 days, 4 hours and 11 minutes.
Posts: 14553
Member Since: Sep 2011


View Profile
«Reply #15 on: July 14, 2013, 08:01:34 PM »
very nice
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
TUM KHUBSURAT HO by BHONDU in Shayri for Khumar -e- Ishq « 1 2  All »
khubsurat by RAHBARE ISLAM NAYYER in Share:Love Poetry
khubsurat tu hai by saahill in Shayri for Khumar -e- Ishq
khubsurat by saahill in Shayari -e- Husn
khubsurat ho tum by saahill in Shayari -e- Husn
Advo.RavinderaRavi
Guest
«Reply #16 on: July 14, 2013, 09:01:24 PM »
वाह वाह बहुत खूब
Logged
Shuruti
Guest
«Reply #17 on: July 15, 2013, 12:27:00 AM »
Applause Applause Applause
Isi ko kahte hain Ghar Ki Murghi Daal Barabar  Giggle
ok
Logged
Shuruti
Guest
«Reply #18 on: July 15, 2013, 12:28:37 AM »
nice lines shruti
thnk
Logged
FARE
Guest
«Reply #19 on: July 15, 2013, 12:32:01 AM »
 Applause Applause Applause Applause
Logged
Shuruti
Guest
«Reply #20 on: July 15, 2013, 12:36:10 AM »
Applause Applause Applause Applause
thnk
Logged
Shuruti
Guest
«Reply #21 on: July 15, 2013, 12:40:27 AM »
वाह वाह बहुत खूब
thnk
Logged
ghayal_shayar
Guest
«Reply #22 on: July 15, 2013, 12:45:11 AM »
mohtarma khubsurati dekhne waale ki aaNkhon meN hoti hai, na ki kisi ke chehre meN, waise taazgi hai sher meN, umeed hai waqt ke saat aap khayaaloN ko bhi pukhta kar ke yuNhi likhti raheNgi... ye ek khayal aaya aapki peshkash ko padh kar, gar bura lage to maafi ka talabgaar rahunga...!!


tu hai khubsurat ye mujhjo maloom ho chala hai,
par tu sabse khubsurat nahiN, dil to manchala hai....
Logged
Shuruti
Guest
«Reply #23 on: July 15, 2013, 12:52:23 AM »
mohtarma khubsurati dekhne waale ki aaNkhon meN hoti hai, na ki kisi ke chehre meN, waise taazgi hai sher meN, umeed hai waqt ke saat aap khayaaloN ko bhi pukhta kar ke yuNhi likhti raheNgi... ye ek khayal aaya aapki peshkash ko padh kar, gar bura lage to maafi ka talabgaar rahunga...!!


tu hai khubsurat ye mujhjo maloom ho chala hai,
par tu sabse khubsurat nahiN, dil to manchala hai....
tujhe ilm nahin meri khoobsurati,
saara muhalla hai qayal is hussan ka,
tere jaise kayi padhe hain mere piche,
mujhe fursat nahin sirfiro ke liye,
Logged
ghayal_shayar
Guest
«Reply #24 on: July 15, 2013, 12:58:23 AM »
ahaaa ye hui na baat... ab aayega maza...


ye ilm bhi bada zaalim hai,
mohallon me yun banta nahi,
meri ghazal ban ke dekho,
khoobsurati khud aa jaayegi....
Logged
Shuruti
Guest
«Reply #25 on: July 15, 2013, 01:06:25 AM »
ahaaa ye hui na baat... ab aayega maza...


ye ilm bhi bada zaalim hai,
mohallon me yun banta nahi,
meri ghazal ban ke dekho,
khoobsurati khud aa jaayegi....
teri diwangi to bemani,
nahin tujh me zra bhi jawani,
chala aashiqi tu hai karne,
zra aaina to dekh leta,
chala hussan ko ptaane,
nahin tujh me zra bhi rawani,
Logged
ghayal_shayar
Guest
«Reply #26 on: July 15, 2013, 01:10:54 AM »
ishq hai paas aur lafzon me mere jawaani hoti hai,
saath hote haiN husn-o-ishq tabhi rawaani hoti hai,
itrana to hai shauq husn ka, saadi ishq ki fitrat rahi,
kahaani husn ki nahi hoti, ishq ki kahaani hoti hai...
Logged
Shuruti
Guest
«Reply #27 on: July 15, 2013, 01:55:19 AM »
ishq hai paas aur lafzon me mere jawaani hoti hai,
saath hote haiN husn-o-ishq tabhi rawaani hoti hai,
itrana to hai shauq husn ka, saadi ishq ki fitrat rahi,
kahaani husn ki nahi hoti, ishq ki kahaani hoti hai...
gar hussan na hota to ye ishq bhi na hota,
na hoti koyi ghazal tu shayar bhi na hota,
Logged
ghayal_shayar
Guest
«Reply #28 on: July 15, 2013, 02:00:02 AM »
ghazaloN ka mafoom ishq hi nahiN hota hai,
husn hai to ishq hai ke ishq se husn hota hai...
Logged
Shuruti
Guest
«Reply #29 on: July 15, 2013, 02:04:01 AM »
ghazaloN ka mafoom ishq hi nahiN hota hai,
husn hai to ishq hai ke ishq se husn hota hai...
hussan ko dekh kar hi ishq jawan hota,
jhaan hussan nahin wahaan musayera hi na hota,
Logged
Pages: 1 [2] 3  All
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 25, 2024, 07:57:43 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by mkv
[December 22, 2024, 05:36:15 PM]

[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.113 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer