khubsurat

by Shuruti on July 14, 2013, 05:37:00 AM
Pages: 1 2 [3]  All
Print
Author  (Read 1616 times)
ghayal_shayar
Guest
«Reply #30 on: July 15, 2013, 02:08:33 AM »
hey thanks for being a sport maam, will have to leave now, have got bored, keep writing, will catch up wid u some other time...

muskurahat pe ashqoN ki chab ishq hai...
dard ki ye milawat ghazab ishq hai...

On this note gud nite maam...!!
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
TUM KHUBSURAT HO by BHONDU in Shayri for Khumar -e- Ishq « 1 2  All »
khubsurat by RAHBARE ISLAM NAYYER in Share:Love Poetry
khubsurat tu hai by saahill in Shayri for Khumar -e- Ishq
khubsurat by saahill in Shayari -e- Husn
khubsurat ho tum by saahill in Shayari -e- Husn
Sapna Pandit
Guest
«Reply #31 on: July 15, 2013, 02:10:01 AM »
Shuruti kyun Taish bhaijan ko chida rahi ho,kahin Taish aa gaya to?
Logged
Shuruti
Guest
«Reply #32 on: July 15, 2013, 02:14:08 AM »
hey thanks for being a sport maam, will have to leave now, have got bored, keep writing, will catch up wid u some other time...

muskurahat pe ashqoN ki chab ishq hai...
dard ki ye milawat ghazab ishq hai...

On this note gud nite maam...!!
na kar sake mukabla to bhag gaye,
chale the hussan se mukabla karne,
Logged
Shuruti
Guest
«Reply #33 on: July 15, 2013, 02:15:56 AM »
Shuruti kyun Taish bhaijan ko chida rahi ho,kahin Taish aa gaya to?
nahin yaar din me eyse kayi Taish mil jate hai hum ko,
tum ko bhi milte honge.
Logged
ghayal_shayar
Guest
«Reply #34 on: July 15, 2013, 02:22:28 AM »
na kar sake mukabla to bhag gaye,
chale the hussan se mukabla karne,


ye baat hai to chaliye hum bhi raat bhar yahiN haiN...


husn hai do pal ka pighal jaayega,
ishq ka jaadu sadiyoN tak chal jaayegaaa....

Logged
ghayal_shayar
Guest
«Reply #35 on: July 15, 2013, 02:24:47 AM »
nahin yaar din me eyse kayi Taish mil jate hai hum ko,
tum ko bhi milte honge.


aur maidam rahi baat kayi taish ki, to vo koi aur honge shayri ki adab me ye mera naam hai, mujhe likhne ka shauq hai aap me koi dilchaspi nahiN, to kam se kam thoda lihaaz rakhiye kisi ke naam ka shayarana mehfil meN, ek darkhwast hai, baaNki aap samajhdara haiN...
Logged
Shuruti
Guest
«Reply #36 on: July 15, 2013, 02:26:22 AM »

ye baat hai to chaliye hum bhi raat bhar yahiN haiN...


husn hai do pal ka pighal jaayega,
ishq ka jaadu sadiyoN tak chal jaayegaaa....


ye hussan hi to hai,
jo raat bhar jaga sakta hai,
shmma ban jo jl jaaye to,
parwaane hazar mita sakta hai,
Logged
ghayal_shayar
Guest
«Reply #37 on: July 15, 2013, 02:30:23 AM »
ye hussan hi to hai,
jo raat bhar jaga sakta hai,
shmma ban jo jl jaaye to,
parwaane hazar mita sakta hai,

har shamma ko bujh raakh ban bikhar jaana hai,
parwana banta hai jalta hai fir saNwar jaana hai...
Logged
marhoom bahayaat
Guest
«Reply #38 on: July 15, 2013, 02:32:26 AM »

aur maidam rahi baat kayi taish ki, to vo koi aur honge shayri ki adab me ye mera naam hai, mujhe likhne ka shauq hai aap me koi dilchaspi nahiN, to kam se kam thoda lihaaz rakhiye kisi ke naam ka shayarana mehfil meN, ek darkhwast hai, baaNki aap samajhdara haiN...


gr8888888888 sir, i have gone through all the tuk bandi and i found the ma'am what's name --shruti has used some coarse sort of word in her tukbandi which i suppose a decent girl can not use .. you are right ,sir
Logged
Shuruti
Guest
«Reply #39 on: July 15, 2013, 02:37:58 AM »

gr8888888888 sir, i have gone through all the tuk bandi and i found the ma'am what's name --shruti has used some coarse sort of word in her tukbandi which i suppose a decent girl can not use .. you are right ,sir
tameej me raho to acha hoga,
tum DECENT ho,
chaplus kahin ka.
main sirf Taish ke sawal ka jawab de rahi hun,na ki aashiqi.samza.ladkiyo se bat karne ki tameej sikh.
Logged
marhoom bahayaat
Guest
«Reply #40 on: July 15, 2013, 02:39:30 AM »
tameej me raho to acha hoga,
tum DECENT ho,
chaplus kahin ka.
main sirf Taish ke sawal ka jawab de rahi hun,na ki aashiqi.samza.ladkiyo se bat karne ki tameej sikh.


 very nice , ma'am keep it up

Logged
Shuruti
Guest
«Reply #41 on: July 15, 2013, 02:43:18 AM »
har shamma ko bujh raakh ban bikhar jaana hai,
parwana banta hai jalta hai fir saNwar jaana hai...
tum se ye umeed na thi,
apne dosto se likhwate ho,
shayari nahin kar pate to,
be-imani pe utar aate hoi,........
use tameej sikha o.
Logged
marhoom bahayaat
Guest
«Reply #42 on: July 15, 2013, 02:44:19 AM »
tum se ye umeed na thi,
apne dosto se likhwate ho,
shayari nahin kar pate to,
be-imani pe utar aate hoi,........
use tameej sikha o.

wonderful.ma'am
Logged
Shuruti
Guest
«Reply #43 on: July 15, 2013, 02:46:25 AM »

 very nice , ma'am keep it up


zindgi me kisi girl ko decent hai ya nahin kahne se pahale apni maa-bahno ki tarf bhi dekh lena?
warna kanun hai phir
Logged
ghayal_shayar
Guest
«Reply #44 on: July 15, 2013, 02:51:53 AM »
mohtarma ab baat badh rahi hai, pehli baat maine unhe nahin kaha tha, unhone apni marzi se kaha tha, par main fir bhi dono ki taraf se maafi ka talabgaar huN ab agar is tukbandi ko yahiN khatm kiya jaaye to behtar hoga meri samajh se... Waise aapse bhi darkhwast rahegi ki personal comments avoid kareN to bahtar rahegaa, chuNki mujhe nahiN lagta maine koi personal comment aap par kiya hai, so aapka bhi isse parhez karna hi behtar hai, baaNki likhti rahiye, padhti rahiye aur yahaaN ek khusnuma waqt guzaariye...

Allah haafiz,
Taish
Logged
Pages: 1 2 [3]  All
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 25, 2024, 08:33:23 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by mkv
[December 22, 2024, 05:36:15 PM]

[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.105 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer