Khuda kare ki wo mera nasib ho jaye...

by r@vi on May 30, 2012, 10:08:31 AM
Pages: [1]
ReplyPrint
Author  (Read 18556 times)
r@vi
Guest
Reply with quote
Khuda kare ke wo mera nasib ho jaye, wo jitna dur hain utna karib ho jaye,
tu chumti hain ibaadd-e-sabha badan uska, teri tarha se hi mera nasib ho jaye,
jo mere khuaboo khayalo ke aasman per hain, ussi ke jism ki khusboo nasib ho jaye,
jo dil main hian wo nigao se saaf kehe dijiye, to fir ye ravi bada khusnasib ho jaaye,
wo jitna dur hain utna karib ho jaye, Khuda kare ke wo mera nasib ho jaye
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Khuda kare tera mobile kho jaye by Pooja in Mazahiya Shayri(Funny Shayari) « 1 2 ... 10 11 »
Khuda Kare by Pooja in Mazahiya Shayri(Funny Shayari) « 1 2 3  All »
Hum Kese Yaad kare Ki Usse Pata Chal jaye.......... by aspn_love in Shayri for Khumar -e- Ishq
khuda kare tu yun hi by saahill in Miscellaneous Shayri
Garib Hai Nasib Khana Mera...!!..Miru by Miru;;;; in Shayri-E-Dard
r@vi
Guest
«Reply #1 on: May 30, 2012, 10:12:58 AM »
Reply with quote
Khuda kare ke wo mera nasib ho jaye, wo jitna dur hain utna karib ho jaye,
tu chumti hain ibaadd-e-sabha badan uska, teri tarha se hi mera nasib ho jaye,
jo mere khuaboo khayalo ke aasman per hain, ussi ke jism ki khusboo nasib ho jaye,
jo dil main hian wo nigao se saaf kehe dijiye, to fir ye ravi bada khusnasib ho jaaye,
wo jitna dur hain utna karib ho jaye, Khuda kare ke wo mera nasib ho jaye

Logged
sksaini4
Ustaad ae Shayari
*****

Rau: 853
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
112 days, 8 hours and 51 minutes.
Posts: 36414
Member Since: Apr 2011


View Profile
«Reply #2 on: May 30, 2012, 10:46:09 AM »
Reply with quote
 Applause Applause
Logged
~Hriday~
Poetic Patrol
Mashhur Shayar
***

Rau: 115
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
101 days, 3 hours and 51 minutes.

kalam k chalne ko zamaana paagalpan samajhta hai.

Posts: 16243
Member Since: Feb 2010


View Profile WWW
«Reply #3 on: May 30, 2012, 02:07:56 PM »
Reply with quote
 Applause Applause Applause Applause Applause
Logged
r@vi
Guest
«Reply #4 on: June 05, 2012, 04:18:31 AM »
Reply with quote
thanks to all
Logged
Ankita Gora
Guest
«Reply #5 on: December 12, 2012, 03:17:45 PM »
Reply with quote
Kabhi Kabhi sochti hun tanhai me. . .ye lamhe jo mile hai judai ke. . .asliyat me ye hi haqikat bayan karenge hamari inteha e mohhobbat ki kabiliyat ka. . .
only and only for Mysher. . .Always and Forever yours. . .happy9
Logged
kashif akram
Guest
«Reply #6 on: April 29, 2014, 05:10:26 PM »
Reply with quote
Khuda kare ke wo mera nasib ho jaye, wo jitna dur hain utna karib ho jaye,
tu chumti hain ibaadd-e-sabha badan uska, teri tarha se hi mera nasib ho jaye,
jo mere khuaboo khayalo ke aasman per hain, ussi ke jism ki khusboo nasib ho jaye,
jo dil main hian wo nigao se saaf kehe dijiye, to fir ye ravi bada khusnasib ho jaaye,
wo jitna dur hain utna karib ho jaye, Khuda kare ke wo mera nasib ho jaye

Logged
Sana Adeeb
Guest
«Reply #7 on: May 14, 2014, 02:58:31 AM »
Reply with quote
Khuda kare ke wo mera nasib ho jaye, wo jitna dur hain utna karib ho jaye,
tu chumti hai baade saba  badan uska, teri tarha se hi mera nasib ho jaye,
jo mere khawabon  khayalon ke aasman per hai, ussi ke jism ki khusboo nasib ho jaye,
jo dil main hian wo nigao se saaf kah dije, to pir ye "saif" bada khusnasib ho jaaye,
wo jitna dur hain utna karib ho jaye, Khuda kare ke wo mera nasib ho jaye


Ye Ghazal Khuda Kare Ke wo Mera Naseeb Ho Jaye...........
Ustad Ahmad Husain Ustad Mohammad Hussain Ne Album "Aah" Ke Liye Gaye Aur Isko Likha Hindotaan Ke Mashoor Shayr Saif Babar (Mohd Saif Babar)Ne Aur Caompose kiya Majnu Narain Ne
Is Ghazal ko Mohammad Vakil Ne Bhi TIMES MUSIC KE Album "GUZARISH; Gaya Ye Ghazal Itni Mashoor Hui Ki Ab Log Isme Apne Jazbaat Talash Kar rahe Hain,Ise Azmat husain Ne Bhi Zee Sa re Ga Ma Me ghaya
Shayar Saif Babar Lucknow Ke Rahne Waale Hain


Sana Adeeb
Logged
Sana Adeeb
Guest
«Reply #8 on: May 14, 2014, 03:04:45 AM »
Reply with quote
Khuda kare ke wo mera nasib ho jaye, wo jitna dur hai Utna Qarib ho jaye,
tu chumti hai ba'de saba  badan uska, teri tarha se hi mera nasib ho jaye,
jo mere khawabon  khayalon ke aasman per hai, usi ke jism ki khushboo nasib ho jaye,
jo dil main hai wo nigahon se saaf kah dije, to pir ye "saif" bada khushnasib ho jaaye,

Ye Ghazal Khuda Kare Ke Wo Mera Naseeb Ho Jaye...........
Ustad Ahmad Husain Ustad Mohammad Hussain Ne Album "Aah" Ke Liye Gaye Aur Isko Likha Hindostaan Ke Mashoor Shayar
Saif Babar (Mohd Saif Babar)Ne Aur Compose kiya Majnu Narain Ne
Is Ghazal ko Mohammad Vakil Ne Bhi TIMES MUSIC KE Album "GUZARISH" Me Gaya Ye Ghazal Itni Mashoor Hui Ki Ab Log Isme Apne Jazbaat Talash Kar rahe Hain,Ise Azmat Husain Ne Bhi Zee Sa re Ga Ma Me Gaya
Shayar Saif Babar Lucknow Ke Rahne Waale Hain

Sana Adeeb
Logged
Helal saify
Guest
«Reply #9 on: April 05, 2017, 09:09:25 AM »
Reply with quote
Khuda kare ke wo mera nasib ho jaye, wo jitna dur hain utna karib ho jaye,
tu chumti hain ibaadd-e-Nazra badan uska, teri tarha se hi mera nasib ho jaye,
jo mere khuaboo khayalo ke aasman per hain, ussi ke jism ki khusboo nasib ho jaye,
jo dil main hian wo nigao se saaf kehe dijiye, to fir ye Helal saify bada khusnasib ho jaaye,
wo jitna dur hain utna karib ho jaye, Khuda kare ke wo mera nasib ho jaye
I Love u Nazra
Logged
Pages: [1]
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 08, 2024, 04:05:14 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 08, 2024, 09:59:08 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:55:06 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 06:58:58 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.116 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8505 Real Poets and poetry admirer