Khuda Khud Pyar karta....

by Aryaan on April 02, 2005, 05:34:19 PM
Pages: 1 2 3 4 5 [6] 7 8
ReplyPrint
Author  (Read 9285 times)
Aryaan
Guest
«Reply #75 on: April 17, 2005, 07:24:32 PM »
Reply with quote
Bohat shukriya  Sanya......................Usual Smile
Logged
Princess21
Guest
«Reply #76 on: April 17, 2005, 08:33:38 PM »
Reply with quote
Quote from: "Aryaan"
Thanks Pandit & Princess....................


UR welcome~!!!

JAhan BHi Jayoon...Sirf Tum ko PAyoon.....
Tumhare Bina..Ek pal BHi na Reh Payoon....
Pagal HO gayi HOon TUmhare PYar main...
Samjhana BHi chahoon iss dil ko TO na Samjha Payoon!!
Logged
Aryaan
Guest
«Reply #77 on: April 17, 2005, 08:48:56 PM »
Reply with quote
Wah! Princess bohat khoob.....

Jitna tumko chaha tha hum ne
Utna kisi ko chah na sake
Socha tha bhool jaayen ge kabhi na kabhi
Lekin najaane kyun bhula na sake
Honton ne tau chupa liye armaan dil ke
Lekin aankhon se chupa na sake..
Logged
Princess21
Guest
«Reply #78 on: April 17, 2005, 08:52:05 PM »
Reply with quote
Quote from: "Aryaan"
Wah! Princess bohat khoob.....

Jitna tumko chaha tha hum ne
Utna kisi ko chah na sake
Socha tha bhool jaayen ge kabhi na kabhi
Lekin najaane kyun bhula na sake
Honton ne tau chupa liye armaan dil ke
Lekin aankhon se chupa na sake..



Thanx Aryaan!!
wah Wahh !! KYa likha hai aryaan!! BeautiFul.!!

Bhulana ITna Assan HOta To Tum bhoolte na...
Chorna ITna Assan HOta To tum..CHorte na...
Iss DIl main PYar Hi Itna Hai ke Rok nahi sakte Apne App ko...
Dil KO samjhana Itna Assan HOta To Samjhate Na...!
Logged
Aryaan
Guest
«Reply #79 on: April 17, 2005, 09:06:06 PM »
Reply with quote
Thanks Princess.... aap ne bhi kya khoob reply kiya hai.....

Kiya baadlon mein safar zindagi bhar
Zameen par banaya na ghar zindagi bhar

Sabhi log jeene ka funn jaante hain
Na aaya hamein ye hunar zindagi bhar

Mohabbat rahi chaar din zindagi mein
Raha chaar din ka asar zindagi bhar..
Logged
fakharenaveed
Guest
«Reply #80 on: April 17, 2005, 09:55:31 PM »
Reply with quote
jis din mere labo per tera naam na aaye,
khuda kare aisi koi shaam na aaye,
ae mere dost yeh kabhi mumkin hi nahi,
ki mein afsana likhu aur tera naam na aaye...!
Logged
Princess21
Guest
«Reply #81 on: April 18, 2005, 12:29:39 AM »
Reply with quote
Quote from: "Aryaan"
Thanks Princess.... aap ne bhi kya khoob reply kiya hai.....

Kiya baadlon mein safar zindagi bhar
Zameen par banaya na ghar zindagi bhar

Sabhi log jeene ka funn jaante hain
Na aaya hamein ye hunar zindagi bhar

Mohabbat rahi chaar din zindagi mein
Raha chaar din ka asar zindagi bhar..


hmmmm Thanx...OR app ki to baat hi ALag haiiii Wahhhhhhhh!! and Naveed NICe..!


Kiya baadlon mein safar zindagi bhar
Zameen par banaya na ghar zindagi bhar
Yunhi Tumhe Chaha OR chahtey Rahenge...
Chahe TUm milo ya na MIlo Zindagi Bhar!!
Logged
fakharenaveed
Guest
«Reply #82 on: April 18, 2005, 12:35:13 AM »
Reply with quote
Quote from: "Princess21"
Quote from: "Aryaan"
Thanks Princess.... aap ne bhi kya khoob reply kiya hai.....

Kiya baadlon mein safar zindagi bhar
Zameen par banaya na ghar zindagi bhar

Sabhi log jeene ka funn jaante hain
Na aaya hamein ye hunar zindagi bhar

Mohabbat rahi chaar din zindagi mein
Raha chaar din ka asar zindagi bhar..


hmmmm Thanx...OR app ki to baat hi ALag haiiii Wahhhhhhhh!! and Naveed NICe..!


Kiya baadlon mein safar zindagi bhar
Zameen par banaya na ghar zindagi bhar
Yunhi Tumhe Chaha OR chahtey Rahenge...
Chahe TUm milo ya na MIlo Zindagi Bhar!!
SHUKRIA  NEHA JANUUUU
Logged
Aryaan
Guest
«Reply #83 on: April 18, 2005, 01:18:14 AM »
Reply with quote
Quote from: "Princess21"
Quote from: "Aryaan"
Thanks Princess.... aap ne bhi kya khoob reply kiya hai.....

Kiya baadlon mein safar zindagi bhar
Zameen par banaya na ghar zindagi bhar

Sabhi log jeene ka funn jaante hain
Na aaya hamein ye hunar zindagi bhar

Mohabbat rahi chaar din zindagi mein
Raha chaar din ka asar zindagi bhar..


hmmmm Thanx...OR app ki to baat hi ALag haiiii Wahhhhhhhh!! and Naveed NICe..!


Kiya baadlon mein safar zindagi bhar
Zameen par banaya na ghar zindagi bhar
Yunhi Tumhe Chaha OR chahtey Rahenge...
Chahe TUm milo ya na MIlo Zindagi Bhar!!

Thanks Princess.... and nice one again....
Logged
fakharenaveed
Guest
«Reply #84 on: April 18, 2005, 02:13:49 AM »
Reply with quote
Chahe TUm milo ya na MIlo Zindagi Bhar!
tera hi deewana rahoon ga zindgi bhar !!


Quote from: "Princess21"
Quote from: "Aryaan"
Thanks Princess.... aap ne bhi kya khoob reply kiya hai.....

Kiya baadlon mein safar zindagi bhar
Zameen par banaya na ghar zindagi bhar

Sabhi log jeene ka funn jaante hain
Na aaya hamein ye hunar zindagi bhar

Mohabbat rahi chaar din zindagi mein
Raha chaar din ka asar zindagi bhar..


hmmmm Thanx...OR app ki to baat hi ALag haiiii Wahhhhhhhh!! and Naveed NICe..!


Kiya baadlon mein safar zindagi bhar
Zameen par banaya na ghar zindagi bhar
Yunhi Tumhe Chaha OR chahtey Rahenge...
Chahe TUm milo ya na MIlo Zindagi Bhar!!
Logged
Princess21
Guest
«Reply #85 on: April 18, 2005, 06:24:14 AM »
Reply with quote
Quote from: "Aryaan"
Quote from: "Princess21"
Quote from: "Aryaan"
Thanks Princess.... aap ne bhi kya khoob reply kiya hai.....

Kiya baadlon mein safar zindagi bhar
Zameen par banaya na ghar zindagi bhar

Sabhi log jeene ka funn jaante hain
Na aaya hamein ye hunar zindagi bhar

Mohabbat rahi chaar din zindagi mein
Raha chaar din ka asar zindagi bhar..


hmmmm Thanx...OR app ki to baat hi ALag haiiii Wahhhhhhhh!! and Naveed NICe..!


Kiya baadlon mein safar zindagi bhar
Zameen par banaya na ghar zindagi bhar
Yunhi Tumhe Chaha OR chahtey Rahenge...
Chahe TUm milo ya na MIlo Zindagi Bhar!!

Thanks Princess.... and nice one again....


hmmm acha likha app ki waja se app ne likha tha na!! Starting main!! Usual Smile

tum ho wahan Main hoon yehan...,
Jane humare beech main keun hain yeh dooriyan....,
hum se to abb bardasht kya nahi jata....,
kash hum bhi hote tumhare saath...Tum hi jahan!!
Logged
sandhaya
Guest
«Reply #86 on: April 18, 2005, 06:30:44 AM »
Reply with quote
Quote from: "Aryaan"
Wah! Princess bohat khoob.....

Jitna tumko chaha tha hum ne
Utna kisi ko chah na sake
Socha tha bhool jaayen ge kabhi na kabhi
Lekin najaane kyun bhula na sake
Honton ne tau chupa liye armaan dil ke
Lekin aankhon se chupa na sake..


good Princess, fakaree and aryaan

pyar ka dard dil main chupate kyun ho
jiske dum se chalti hai teri zindagi
usse aankhon se girate kyun ho
vo bhul gai tumko tuh kya hua
tum uski yaad ko dil se bhulate kyun ho
Logged
Princess21
Guest
«Reply #87 on: April 18, 2005, 06:35:26 AM »
Reply with quote
Hmmm thanx sandhaya...buhat ache!! Yaar!! BUhat khooB!!
Logged
sandhaya
Guest
«Reply #88 on: April 18, 2005, 06:41:28 AM »
Reply with quote
Quote from: "Princess21"
Quote from: "Aryaan"
Thanks Pandit & Princess....................


UR welcome~!!!

JAhan BHi Jayoon...Sirf Tum ko PAyoon.....
Tumhare Bina..Ek pal BHi na Reh Payoon....
Pagal HO gayi HOon TUmhare PYar main...
Samjhana BHi chahoon iss dil ko TO na Samjha Payoon!!


nice one princess.............

hum tere saath hai banke saaya tera
ankhon main har raat sapna bas aaya tera
tum samma gaye ho mujhme abh iss kadar
ki aaine main bhi mujhko cheha nazar aaya tera
Logged
sandhaya
Guest
«Reply #89 on: April 18, 2005, 06:59:28 AM »
Reply with quote
Quote from: "Aryaan"
Thanks Princess.... aap ne bhi kya khoob reply kiya hai.....

Kiya baadlon mein safar zindagi bhar
Zameen par banaya na ghar zindagi bhar

Sabhi log jeene ka funn jaante hain
Na aaya hamein ye hunar zindagi bhar

Mohabbat rahi chaar din zindagi mein
Raha chaar din ka asar zindagi bhar..


wow too good Aryaan............

zindagi bhar hum khwabo main jite rahe
kabhi dekha hi nahi humne haqiqat main utar kar
zindagi main dard bahut hai mahobaat ke siva bhi
ye jana bhi tuh humne zindagi ke aakhri kadam par
Logged
Pages: 1 2 3 4 5 [6] 7 8
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 23, 2024, 07:35:39 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by mkv
[December 22, 2024, 05:36:15 PM]

[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.117 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8508 Real Poets and poetry admirer