Khuda Ne Hume Mila Diya.

by majid on June 17, 2009, 08:44:42 AM
Pages: [1] 2  All
ReplyPrint
Author  (Read 2900 times)
majid
Guest
Reply with quote
   Bechain Se Dil Ko Mere Sukoon Sa Dila Diya
   Ujhde Hue Baagh Ko Jaise Phir Se Khila Diya.

   Kuch Is Ada Se Batayaa Usne Mujhe Khas Ki
   Jaise Khud Mujhe Apna Hi Deewana Bana Diya.

   Barso Baad Kal Phir Se Suni Uski Mitthi Aawaz
   Uske Lafzon Ne Sehad Se Bhi Jyada Maza Diya.

   Na Jane Uske Khayal Mein Aisa Kya Tha Shihab
   Ki Milon Ki Doorie Se Bhi Dhadkano Ko Hila Diya.

   Usski Ke Ehsaas Se Sajhti Hai Mere Dil Ki Mehfil
   Usski Ke Naam Se Maine Apni Gazlon Ko Saja Liya

   Zamaane To Bohat Chaha Ki Judaa Ho Jaye Hum
   Magar Humare Khuda Ne Hume Phir Se Mila Diya.


                  ~Shihab~
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Hume Mohaabat Ne Itna Dard Diya Dosto, by muneeb in Shayri-E-Dard
hume pyaar mila hai bewafaai ke baad by majid in Shayeri for Dard -e- Bewafai
HUME TO LUTF MILA HAI................... by Tanha(Saurabh) in Shayri-E-Dard
Behka Diya Hume.... by majid in Share Video
hume rula diya....... by Apra in Shayri-E-Dard
shab
Guest
«Reply #1 on: June 17, 2009, 08:52:22 AM »
Reply with quote
    BAHUT KHOOB SHIHAB JI;
BADIYA QALAAM ARZ KIYA AAPNE
Logged
Talat
Guest
«Reply #2 on: June 17, 2009, 09:52:41 AM »
Reply with quote
 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley

Waah waah...bohot khoob Majid....khaas kar ye sher bohot achcha laga:

Na Jane Uske Khayal Mein Aisa Kya Tha Shihab
Ki Milon Ki Doorie Se Bhi Dhadkano Ko Hila Diya.


Very nice !
Logged
madhuwesh
Guest
«Reply #3 on: June 17, 2009, 10:09:58 AM »
Reply with quote
Wow Shihab,wonderful creation,excellent, Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
hmm,kiya baat hai pyaare dost. Is it SO! Winking
Logged
salil2002
Guest
«Reply #4 on: June 17, 2009, 11:35:34 AM »
Reply with quote
bahut khoob shihab bahi..........bahut hi ummda likha hai aapne......daad qabool karein
Logged
pandit
Guest
«Reply #5 on: June 17, 2009, 12:54:54 PM »
Reply with quote
Bechain Se Dil Ko Mere Sukoon Sa Dila Diya
Ujhde Hue Baagh Ko Jaise Phir Se Khila Diya.

Kuch Is Ada Se Batayaa Usne Mujhe Khas Ki
Jaise Khud Mujhe Apna Hi Deewana Bana Diya.

Barso Baad Kal Phir Se Suni Uski Mitthi Aawaz
Uske Lafzon Ne Sehad Se Bhi Jyada Maza Diya.

Na Jane Uske Khayal Mein Aisa Kya Tha Shihab
Ki Milon Ki Doorie Se Bhi Dhadkano Ko Hila Diya.

Usski Ke Ehsaas Se Sajhti Hai Mere Dil Ki Mehfil
Usski Ke Naam Se Maine Apni Gazlon Ko Saja Liya

Zamaane To Bohat Chaha Ki Judaa Ho Jaye Hum
Magar Humare Khuda Ne Hume Phir Se Mila Diya.


BAHUT KHOOB SHIHAB JEE..
Logged
deepika_divya
Guest
«Reply #6 on: June 17, 2009, 04:45:18 PM »
Reply with quote
Bahoot Khoob Shihab.. Very beautiful creation.!
Logged
dead heart
Guest
«Reply #7 on: June 17, 2009, 07:21:28 PM »
Reply with quote
Nice one Majid bhaijan...Likte rahiyega...
Logged
poppoetry
Guest
«Reply #8 on: June 18, 2009, 11:01:38 AM »
Reply with quote
 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
bahut bahut pyara likha h aapne Shihab ji....bahut khub kha aapne...

               zmaane ne to bahut chaha juda ho jaye hum
               Lkn mere khuda ne hame phr se mila diya
     
    bahut bahut bahut hi sunder....... Applause Applause

             Tere pyar ki taakat ne khuch is kadar majbur kiya
             K khuda ne teri zindagi ko mohabbat se nuro-nur kiya
 
Logged
SARVESH RASTOGI
Guest
«Reply #9 on: June 18, 2009, 11:10:18 AM »
Reply with quote
Kboob bahut khoob Shihab Ji
wah wah
SARVESH RASTOGI
Logged
aaina
Guest
«Reply #10 on: June 20, 2009, 08:49:58 AM »
Reply with quote
Bechain Se Dil Ko Mere Sukoon Sa Dila Diya
Ujhde Hue Baagh Ko Jaise Phir Se Khila Diya.

Kuch Is Ada Se Batayaa Usne Mujhe Khas Ki
Jaise Khud Mujhe Apna Hi Deewana Bana Diya.

Barso Baad Kal Phir Se Suni Uski Mitthi Aawaz
Uske Lafzon Ne Sehad Se Bhi Jyada Maza Diya.

Na Jane Uske Khayal Mein Aisa Kya Tha Shihab
Ki Milon Ki Doorie Se Bhi Dhadkano Ko Hila Diya.

Usski Ke Ehsaas Se Sajhti Hai Mere Dil Ki Mehfil
Usski Ke Naam Se Maine Apni Gazlon Ko Saja Liya

Zamaane To Bohat Chaha Ki Judaa Ho Jaye Hum
Magar Humare Khuda Ne Hume Phir Se Mila Diya.


bhut khoob shihaab
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #11 on: June 20, 2009, 08:58:08 AM »
Reply with quote
Bechain Se Dil Ko Mere Sukoon Sa Dila Diya
Ujhde Hue Baagh Ko Jaise Phir Se Khila Diya.

Kuch Is Ada Se Batayaa Usne Mujhe Khas Ki
Jaise Khud Mujhe Apna Hi Deewana Bana Diya.

Barso Baad Kal Phir Se Suni Uski Mitthi Aawaz
Uske Lafzon Ne Sehad Se Bhi Jyada Maza Diya.

Na Jane Uske Khayal Mein Aisa Kya Tha Shihab
Ki Milon Ki Doorie Se Bhi Dhadkano Ko Hila Diya.

Usski Ke Ehsaas Se Sajhti Hai Mere Dil Ki Mehfil
Usski Ke Naam Se Maine Apni Gazlon Ko Saja Liya

Zamaane To Bohat Chaha Ki Judaa Ho Jaye Hum
Magar Humare Khuda Ne Hume Phir Se Mila Diya.


Subhan ALLAH, Behad Umda Kalaa Pesh Kiya Hai Mere Bhai,.
Bohat BohatAchche,.
Bohat Achche Yunhi LIkhte Rehna,.
Logged
poppoetry
Guest
«Reply #12 on: June 20, 2009, 12:04:35 PM »
Reply with quote
Zahe Naseeb Ki Aapko Pasand Aaya...
Bahut Bahut Shukariya Pop Ji
Aapka Tahe Dil Se Mashqoor Hoon Ki
Aapne Padne Ke Saath Saath Mehsus Bhi Kiya
Shukariay Ji...

Aur Bhaut Pyaari Baat Kahi Hai Aapne Bhi
Kum Shabdon Main Bahut Kuch Keh Diya
Keep It Up Ji.....


Saraapa Aey Sanam Hum Sanwar Gaye Hai
Jab se Aap Mere Dil Mei Utar Gaye Hai.

Is Qadar Ki Tujhe Paane Ki Tamanna Ki
Aap Yun Achaanak Mile To Darr Gaye Hai.


Shukriya Sahihab ji....khub kha  aapne in lines mai...

            Ye to safar ki shuruaat h,manjil ko abhi pana h
Darr ki kaisi gunjaish yha,kadam dheere dheere bdhana h
Logged
diya786
Guest
«Reply #13 on: June 20, 2009, 12:46:10 PM »
Reply with quote
bahut umda likha hai Majid Bhai
waise to har ek lafz khaas hai lekin mujhe last 4 lines bahut bahut acchi lagi
bahut bahut bahut khoob......
Applause Applause Applause Applause Applause Applause
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #14 on: June 24, 2009, 11:26:07 AM »
Reply with quote
Bohat Achche Majid Bhai,.
Logged
Pages: [1] 2  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 21, 2024, 05:43:56 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 21, 2024, 09:01:29 AM]

[November 16, 2024, 11:44:41 AM]

by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.107 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8506 Real Poets and poetry admirer