Khumaar-e-Ishq Chaa Gaya,.

by Jaanasheen on February 02, 2009, 06:03:00 PM
Pages: [1] 2  All
ReplyPrint
Author  (Read 2146 times)
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
Reply with quote
Har Taraf Har Jagah Khumaar-e-Ishq Chaaya Hai,.
Bhai Ka Huzaina Pe, Aur Huzaina Ka Bhai Par Dil Aaya Hai,.

Duaa Hai Meri Ke Har Pyaar Karne Waala Apni Manzil Ko Paaye,.
Agar Kisi Ko Kisi Se Pyaar Hojaaye, To Wo Us Se Na Chupaaye,.

Pyaar Ke Safar Mein Main Bhi Hoon, Pyaar Mujhe Bhi Hogaya,.
Ek Anjaan Dhardkan Ki Naam Pe, Mera Dil Bhi Khogaya,.

____________________________-Jaanasheen-
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
ISHQ KA KHUMAAR BAQI RAHE... by ahmad_rd in Shayri for Khumar -e- Ishq
Khumaar-e-ishq !! by Rishi in Shayri for Khumar -e- Ishq « 1 2  All »
Khumaar-E-Ishq - For my love ! by ishu_singh10 in Shayri for Khumar -e- Ishq
ishq ka khumaar by saahill in Shayri for Khumar -e- Ishq
JAB KABHI DIL PAR HAMARE GHAM KA BAADAL CHAA GAYA by pradeep srivastava raunaq in Shayari-e-Parastish
angel4u
Guest
«Reply #1 on: February 02, 2009, 06:31:51 PM »
Reply with quote
Ishq ka rang faila hai har soo kuch is tarah,
sadiyon baad mila ho koi dilbar jis tarah,
manzil mil gayi yunhi raah mein chalte chalte,
pyaase ko mil gaya ho jharna jis tarah...
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #2 on: February 02, 2009, 06:49:26 PM »
Reply with quote
Valentine Maheena Mohabbat Ka Jo Aa Gaya,.
Har Ek Pe, Yahaan Khumaar-e-Ishq Chaa Gaya,.

Sab Kar Rahe Hain Pyaar Mohabbat Ki Baatein,.
Kat Rahi Hain Khwaabon Mein Sabki Raatein,.

Tadap Raha Hai Har Koi, Deedaar-e-Yaar Ke Liye,.
Duaa Khushiyon Ki Kar Raha Hai Apne Pyaar ke Liye,.

Ise Mausam Ko Kabhi Na Zawaal Aaye,.
Jinke Dil Toote Hain, Unke Bhi Jurd Jaaye,.

Aameen,.

______________________-Jaanasheen-











Logged
anjaan dharkan
Yoindian Shayar
******

Rau: 0
Offline Offline

Gender: Female
Waqt Bitaya:
10 days, 13 hours and 44 minutes.
-May Allah Bless You-

Posts: 1900
Member Since: Jul 2008


View Profile
«Reply #3 on: February 02, 2009, 07:27:16 PM »
Reply with quote
Valentine Maheena Mohabbat Ka Jo Aa Gaya,.
Har Ek Pe, Yahaan Khumaar-e-Ishq Chaa Gaya,.

Sab Kar Rahe Hain Pyaar Mohabbat Ki Baatein,.
Kat Rahi Hain Khwaabon Mein Sabki Raatein,.

Tadap Raha Hai Har Koi, Deedaar-e-Yaar Ke Liye,.
Duaa Khushiyon Ki Kar Raha Hai Apne Pyaar ke Liye,.

Ise Mausam Ko Kabhi Na Zawaal Aaye,.
Jinke Dil Toote Hain, Unke Bhi Jurd Jaaye,.

Aameen,.

______________________-Jaanasheen-













Ameen... pyaar bahot khubsurat hai, nahi?
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #4 on: February 02, 2009, 07:55:10 PM »
Reply with quote
Ameen... pyaar bahot khubsurat hai, nahi?

Haan Bohat KHubsurat Hai, Iska Ehsaas Aapne Hi to Karaaya,.
Logged
honeyrose
Guest
«Reply #5 on: February 03, 2009, 04:34:01 AM »
Reply with quote

Wah wah bohat khoob bhaijaan
Logged
abdulqadeer
Guest
«Reply #6 on: February 03, 2009, 04:52:55 AM »
Reply with quote
Husn ki tarif me eak nayab ashar nazar karta hon jo pyaar karne walon ke liye hamesha zinda rahega !!

Ab mai samjha tere ruqsaar pe til ka matlab !!
daulath-a- husn pe darban bitha rakha hai !!
............Mirza Galib Sahab........

Qadeer Toopchi
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #7 on: February 03, 2009, 08:04:21 AM »
Reply with quote
Shukriya Jaya Sis,.

And Nice Lines Qadeer Bhiaya,.
Logged
anjaan dharkan
Yoindian Shayar
******

Rau: 0
Offline Offline

Gender: Female
Waqt Bitaya:
10 days, 13 hours and 44 minutes.
-May Allah Bless You-

Posts: 1900
Member Since: Jul 2008


View Profile
«Reply #8 on: February 03, 2009, 12:38:39 PM »
Reply with quote
Haan Bohat KHubsurat Hai, Iska Ehsaas Aapne Hi to Karaaya,.
shhhh!
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #9 on: February 03, 2009, 12:44:20 PM »
Reply with quote
shhhh!

Tera Har Lafz Mere Dil Ko Bada Hi Sukoon Pahoonchata Hai,.
Tu Gaali Bhi De Mujhe, To Lagti Hai Duaa Jaisi,.
Logged
anjaan dharkan
Yoindian Shayar
******

Rau: 0
Offline Offline

Gender: Female
Waqt Bitaya:
10 days, 13 hours and 44 minutes.
-May Allah Bless You-

Posts: 1900
Member Since: Jul 2008


View Profile
«Reply #10 on: February 03, 2009, 01:08:54 PM »
Reply with quote
Tera Har Lafz Mere Dil Ko Bada Hi Sukoon Pahoonchata Hai,.
Tu Gaali Bhi De Mujhe, To Lagti Hai Duaa Jaisi,.

hum iss qadar mohtabar insaan ko ka b gaali nahee dey saktay!
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #11 on: February 03, 2009, 01:37:54 PM »
Reply with quote
hum iss qadar mohtabar insaan ko ka b gaali nahee dey saktay!

Uski Mohabbat Paakar Main Hawaaon Mein Hoon,.
Ya Rab Tu Mujhe Baadalon Ki Zameen Ataa Karna,.

_________________________-Jaanasheen,.
Logged
anjaan dharkan
Yoindian Shayar
******

Rau: 0
Offline Offline

Gender: Female
Waqt Bitaya:
10 days, 13 hours and 44 minutes.
-May Allah Bless You-

Posts: 1900
Member Since: Jul 2008


View Profile
«Reply #12 on: February 03, 2009, 02:26:43 PM »
Reply with quote
Uski Mohabbat Paakar Main Hawaaon Mein Hoon,.
Ya Rab Tu Mujhe Baadalon Ki Zameen Ataa Karna,.

_________________________-Jaanasheen,.

subhan allah! and Ameen... ub jo duwa aap kee, wohee humaree bhi hai!
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #13 on: February 03, 2009, 03:27:07 PM »
Reply with quote
subhan allah! and Ameen... ub jo duwa aap kee, wohee humaree bhi hai!

Ab Hum Do Jism Ek Jaan Hai,.
Main Tera Tu Meri Shaan Hai,.

Kaise Rahoonga Tujh Bin Main,.
Tujhse Hi To Meri Pehchaan Hai,.

______________-Jaanasheen-


Logged
anjaan dharkan
Yoindian Shayar
******

Rau: 0
Offline Offline

Gender: Female
Waqt Bitaya:
10 days, 13 hours and 44 minutes.
-May Allah Bless You-

Posts: 1900
Member Since: Jul 2008


View Profile
«Reply #14 on: February 03, 2009, 03:58:15 PM »
Reply with quote
Ab Hum Do Jism Ek Jaan Hai,.
Main Tera Tu Meri Shaan Hai,.

Kaise Rahoonga Tujh Bin Main,.
Tujhse Hi To Meri Pehchaan Hai,.

______________-Jaanasheen-



no words... i dont know wat 2 say!
Logged
Pages: [1] 2  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
January 24, 2025, 06:36:38 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[January 19, 2025, 05:59:15 PM]

[January 19, 2025, 05:47:49 PM]

[January 10, 2025, 09:46:05 AM]

[January 10, 2025, 09:45:14 AM]

[January 08, 2025, 08:30:59 AM]

[January 08, 2025, 08:29:31 AM]

[January 05, 2025, 08:51:01 AM]

[January 05, 2025, 08:45:11 AM]

[January 05, 2025, 08:44:20 AM]

[January 05, 2025, 08:43:28 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.115 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8510 Real Poets and poetry admirer