khushboo kis se aati hi ?

by kiiller_1 on July 11, 2008, 10:22:06 AM
Pages: [1]
ReplyPrint
Author  (Read 1148 times)
kiiller_1
Guest
Reply with quote
Baago me khushboo pattiyon se nahi,
phoolon se aati hai,
tu mujhe khubsurat aur bhi jyada dikhi hai
jab bhi tune surat apni apne naqab se dhaki hai. love4
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Aks khushboo ka... by shakeel_shaiki in Shayri for Khumar -e- Ishq
Khushboo by kamran_bombay in Shayri for Khumar -e- Ishq
khushboo by tushar_4u_im in Shayri for Khumar -e- Ishq
khushboo by tushar_4u_im in Mazahiya Shayri(Funny Shayari)
khushboo by innocent.devil20 in Shayri for Khumar -e- Ishq
Muhammed
Guest
«Reply #1 on: July 11, 2008, 10:39:00 AM »
Reply with quote
Bahot Khub..Lekin Phool Kis Se bana Hota Hai..Huh?
Logged
diya786
Guest
«Reply #2 on: July 11, 2008, 11:01:15 AM »
Reply with quote
Baago me khushboo pattiyon se nahi,
phoolon se aati hai,
tu mujhe khubsurat aur bhi jyada dikhi hai
jab bhi tune surat apni apne naqab se dhaki hai. love4


khoobsurti to parde mein chupi hoti hai
aur saadgi se bhari hoti hai

aapko kya ho gaya hai ashraf Huh?
har shayari par sawaal kyon?
Logged
kiiller_1
Guest
«Reply #3 on: July 11, 2008, 11:15:12 AM »
Reply with quote
Muhammed
Shayari Kadradan

 Online


Huzzat-ul-laahe A-lal-Ard Hai Burhan-e-Raza

Posts: 175


     Re: khushboo kis se aati hi ?
« Reply #1 on: Today at 06:39:00 AM »   

--------------------------------------------------------------------------------
Bahot Khub..Lekin Phool Kis Se bana Hota Hai..

assalamwalakum
aap ka sawal bahut hi badhiya he
magar mere bhai pattiyon se
kabhi phool nahi bante.
 
 
Logged
kiiller_1
Guest
«Reply #4 on: July 11, 2008, 11:41:50 AM »
Reply with quote
khoobsurti to parde mein chupi hoti hai
aur saadgi se bhari hoti hai  Clapping Smiley

u r right diya
khubsurti husn ki numaish mein nahi hoti
hira kitna bhi chupa hua ho uski chamak aa hi jati he  Usual Smile
Logged
Muhammed
Guest
«Reply #5 on: July 12, 2008, 05:05:05 AM »
Reply with quote
Ye Shayri-e-Husn Hai Ki,
Khumar-e-Ishq Hai...??

Agar Ye Husn Pe Hai To Kashish-e-Husn Kya Hai Ye Samjo Ki

Kashmir Ki Waadiyo'n Me Be-Pardaah Jo Nikle Ho,
Kyon..? Aaag Lagaa o ge Barfeeli Chattano Me....

Logged
kiiller_1
Guest
«Reply #6 on: July 12, 2008, 05:18:00 AM »
Reply with quote
Ye Shayri-e-Husn Hai Ki,
Khumar-e-Ishq Hai...??

Agar Ye Husn Pe Hai To Kashish-e-Husn Kya Hai Ye Samjo Ki

Kashmir Ki Waadiyo'n Me Be-Pardaah Jo Nikle Ho,
Kyon..? Aaag Lagaa o ge Barfeeli Chattano Me....




kya yaar?
galti ho gayi jo likha he use padho.
sawal kar ke kyu dimag kharab karte ho
muj mein tumhare jeisi samaj nahi he.
thnk u khuda aafiz Winking
Logged
Muhammed
Guest
«Reply #7 on: July 12, 2008, 05:40:22 AM »
Reply with quote
Maaf Karna Yaar..!
Fi-amanillah
Logged
kiiller_1
Guest
«Reply #8 on: July 12, 2008, 09:18:39 AM »
Reply with quote
Maaf Karna Yaar..!
Fi-amanillah

kya yaar

dost ho ke dost se maafi mangta he

2 baat ho sakti he ya tuje meri baat buri lagi

ya dost nahi samajta....   icon_scratch & icon_scratch

ans plz ..
Logged
Muhammed
Guest
«Reply #9 on: July 12, 2008, 10:12:49 AM »
Reply with quote
Muje Kabhi Bura Nahi Lagta..Dost

Aur Maafi Is Wajah Se Mangi Maine Ki..Tumhare Ashaar Ko Main samaj Na Saka

Aur Kashish-e-Husn Wala Sher Jo maine Likha Tha,
Wo Kisi Kashish K Taswwur Me Kashmir Ki Waadio Ko Markaz-e-Nazar Rakh kar bola Tha..

Ok..dost apna naam to bataeea
Logged
kiiller_1
Guest
«Reply #10 on: July 12, 2008, 12:03:13 PM »
Reply with quote
Muje Kabhi Bura Nahi Lagta..Dost

Aur Maafi Is Wajah Se Mangi Maine Ki..Tumhare Ashaar Ko Main samaj Na Saka

ghanshyam
gujarat
ahmedabad


Aur Kashish-e-Husn Wala Sher Jo maine Likha Tha,
Wo Kisi Kashish K Taswwur Me Kashmir Ki Waadio Ko Markaz-e-Nazar Rakh kar bola Tha..

Ok..dost apna naam to bataeea

Logged
Pages: [1]
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 23, 2024, 11:48:39 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by mkv
[December 22, 2024, 05:36:15 PM]

[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.143 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer