Khushi Kahoon, Ya Zindagi Apni,.

by Jaanasheen on March 04, 2009, 08:27:45 AM
Pages: [1]
ReplyPrint
Author  (Read 1439 times)
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 7 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
Reply with quote

Raaton Ko Mujhko Jagaati Hai Wo,.
Din Mein Bahut Sataati Hai Wo,.

Paas To nahi Hai Mere Phir Bhi,.
Qurbat Ka Apni Ehsaas Dilaati Hai Wo,.

Us Se Jab Bhi Nazrein Milaaoon,.
Dekh Kar Mujhe Sharmaati Hai Wo,.

Sehaliyon Se Karti Hai,baat meri
Aate Hi Mere Bas Chup Jaati Hai Wo,

Likhti Hai Mere Naam Ki Chittiyaan,.
Mujhse Hi Jaane Kyun Chupaati Hai Wo,.

Karti Hai Mujhse Mohabbat Bahut,.
Zaahir Karne Se, Ghabraati Hai Wo,.

Abto Uska Khayaal Zehan Se Hatta Nahi,.
Khayalon Mein Har Waqt Chaayi Rehti Hai Wo,.

Usne Maana Hai Zindagi Ka Haasil Mujhe,.
Is Tarah Phir Kyun Tadpaati Hai Wo,.

Naam "Azeem" Ka Sajaker Haathon Pe woh
Mujh Se Chupaakar Sabko Dikhaati Hai Wo,

Anjaan Bankar Aai Thi Zindagi Mein Meri.,
Ab Dharkan Bankar Aahat Sunaati Hai Wo,.

Us Se Bichardke Ek Pal Bhi Reh Na Sakun
Jahaan Bhi Dekhoon, Wahaan Nazar Aati Hai Wo,.

Kaisa  Mujhpar, Yeh Uska Jaadoo Chala Hai,.
Hasoon To Rulaaye ,Royoon To Hasaati Hai Wo,.

Uske Dum Se Aabaad Hai Mera Jahan,.
Aur Azeem Ki Jaan, Keh Laati Hai Wo,.

__________________________-Jaanasheen-
Logged
jasbirsingh
Guest
«Reply #1 on: March 04, 2009, 08:32:32 AM »
Reply with quote
wah wah wah, kya baat kahi hai aap ney jahansheen, wah .. khoob pyar ki dastaan aap ney bayaan ki hai, wah ..

great poem sir .. wah


jasbir singh
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 7 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #2 on: March 04, 2009, 08:34:58 AM »
Reply with quote
wah wah wah, kya baat kahi hai aap ney jahansheen, wah .. khoob pyar ki dastaan aap ney bayaan ki hai, wah ..

great poem sir .. wah


jasbir singh

Shukriya Jasbir Bhaiya,.
Bas Duaa Karein..
Logged
javedarshad
Guest
«Reply #3 on: March 04, 2009, 08:44:54 AM »
Reply with quote
bahut hi jazbati likha hai
5 shair mein us se ki jagah shaid mujhse to nahi hai





dad qubool ho


javed
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 7 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #4 on: March 04, 2009, 08:51:56 AM »
Reply with quote
bahut hi jazbati likha hai
5 shair mein us se ki jagah shaid mujhse to nahi hai





dad qubool ho


javed

Shukriya Javed Bhaiya Hausla Afzaai Ka,.
Bas Duaa Karien,.
Logged
anjaan dharkan
Yoindian Shayar
******

Rau: 0
Offline Offline

Gender: Female
Waqt Bitaya:
10 days, 13 hours and 44 minutes.
-May Allah Bless You-

Posts: 1900
Member Since: Jul 2008


View Profile
«Reply #5 on: March 04, 2009, 12:38:54 PM »
Reply with quote
paas mere aakay, meri beychainee badrata hai wo,
raathon mein khwaabon mein pati ban kar aaye, muhje iss qadar tadrpata hai wo.
aankhon k agay se usska aks jaata nahi, mere upar udrta rehta hai wo,
meri mamooli si shakal ko, khoobsurat kehta hai wo...
dil mein reh kar bhi, door hai wo muhjse, usska magar ehsaas dil mein jeeta hai wo,
dhuk dard kabhi bayaan karaen usse, tho upnee JAAN ka har dard peeta hai wo.
SIDRAAH ka dil ub usska na raha, aisa kuch jaadu kiya hai ussne,
ek martay huway shareer ko dubara jeewan diya hai ussne...!
JAANASHEEN hain wo, upnee JAAN ko such mein zinda karne waale...
Ek insaan hain wo, unsa nahi koi, wo jahaan mein hain subse niralay!
Logged
anjaan dharkan
Yoindian Shayar
******

Rau: 0
Offline Offline

Gender: Female
Waqt Bitaya:
10 days, 13 hours and 44 minutes.
-May Allah Bless You-

Posts: 1900
Member Since: Jul 2008


View Profile
«Reply #6 on: March 04, 2009, 12:40:58 PM »
Reply with quote

Raaton Ko Mujhko Jagaati Hai Wo,.
Din Mein bahut Sataati Hai Wo,.

Paas To nahi Hai Mere Phir Bhi,.
Qurbat Ka Apni Ehsaas Dilaati Hai Wo,.

Us Se Jab Bhi Nazrein Milaaoon,.
Dekh Kar Mujhse Sharmaati Hai Wo,.

Sehaliyon Se Karti Hai,baat meri
Aate Hi Mere Bas Chup Jaati Hai Wo,

Likhti Hai Mere Naam Ki Chittiyaan,.
Mujhse Hi Jaane Kyun Chupaati Hai Wo,.

Karti Hai Mujhse Mohabbat Bahut,.
Zaahir Karne Se, Ghabraati Hai Wo,.

Abto Uska Khayaal Zehan Se Hatta Nahi,.
Khayalon Mein Har Waqt Chaayi Rehti Hai Wo,.

Usne Maana Hai Zindagi Ka Haasil Mujhe,.
Is Tarah Phir Kyun Tadpaati Hai Wo,.

Naam "Azeem" Ka Sajaker Haathon Pe woh
Mujh Se Chupaakar Sabko Dikhaati Hai Wo,

Anjaan Bankar Aai Thi Zindagi Mein Meri.,
Ab Dharkan Bankar Aahat Sunaati Hai Wo,.

Us Se Bichardke Ek Pal Bhi Reh Na Sakun
Jahaan Bhi Dekhoon, Wahaan Nazar Aati Hai Wo,.

Kaisa  Mujhpar, Yeh Uska Jaadoo Chala Hai,.
Hasoon To Rulaaye ,Royoon To Hasaati Hai Wo,.

Uske Dum Se Aabaad Hai Mera Jahan,.
Aur Azeem Ki Jaan, Keh Laati Hai Wo,.

__________________________-Jaanasheen-


hmmmmmmmmmm...... lucky girl! kon hai wo khushnaseeb jissko tera pyaar naseeb huwa re?
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 7 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #7 on: March 04, 2009, 12:46:21 PM »
Reply with quote
paas mere aakay, meri beychainee badrata hai wo,
raathon mein khwaabon mein pati ban kar aaye, muhje iss qadar tadrpata hai wo.
aankhon k agay se usska aks jaata nahi, mere upar udrta rehta hai wo,
meri mamooli si shakal ko, khoobsurat kehta hai wo...
dil mein reh kar bhi, door hai wo muhjse, usska magar ehsaas dil mein jeeta hai wo,
dhuk dard kabhi bayaan karaen usse, tho upnee JAAN ka har dard peeta hai wo.
SIDRAAH ka dil ub usska na raha, aisa kuch jaadu kiya hai ussne,
ek martay huway shareer ko dubara jeewan diya hai ussne...!
JAANASHEEN hain wo, upnee JAAN ko such mein zinda karne waale...
Ek insaan hain wo, unsa nahi koi, wo jahaan mein hain subse niralay!

Bohat Khoob, Bohat Bohat Achche, May Allah Bless You Sidraah.
Logged
anjaan dharkan
Yoindian Shayar
******

Rau: 0
Offline Offline

Gender: Female
Waqt Bitaya:
10 days, 13 hours and 44 minutes.
-May Allah Bless You-

Posts: 1900
Member Since: Jul 2008


View Profile
«Reply #8 on: March 04, 2009, 12:50:56 PM »
Reply with quote
Bohat Khoob, Bohat Bohat Achche, May Allah Bless You Sidraah.


Ameen! And May Allah Bless you more than even me...
Logged
sajid_ghayel
Guest
«Reply #9 on: March 05, 2009, 07:13:43 AM »
Reply with quote
hmmmmmmmmmm...... lucky girl! kon hai wo khushnaseeb jissko tera pyaar naseeb huwa re?

Azeem hoti hain mohabbat
Ise ibadat samajh ke kiya karo

Jis mehboob ko kaha jata hai majazi khuda
Guftugu unse adab se kiya karo

-SG-
Logged
sajid_ghayel
Guest
«Reply #10 on: March 05, 2009, 07:19:10 AM »
Reply with quote
Bohat khoobsurat Chote bohat khoob Clapping Smiley
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 7 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #11 on: March 05, 2009, 07:31:22 AM »
Reply with quote
Bohat khoobsurat Chote bohat khoob Clapping Smiley

Shukriya Bhai,.
Bas Duaa Karein,.
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 7 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #12 on: March 05, 2009, 07:32:14 AM »
Reply with quote
Azeem hoti hain mohabbat
Ise ibadat samajh ke kiya karo

Jis mehboob ko kaha jata hai majazi khuda
Guftugu unse adab se kiya karo

-SG-

Hmm Great Bhai,
Achchi Lines Hain,.
Logged
anjaan dharkan
Yoindian Shayar
******

Rau: 0
Offline Offline

Gender: Female
Waqt Bitaya:
10 days, 13 hours and 44 minutes.
-May Allah Bless You-

Posts: 1900
Member Since: Jul 2008


View Profile
«Reply #13 on: March 05, 2009, 12:47:50 PM »
Reply with quote
Azeem hoti hain mohabbat
Ise ibadat samajh ke kiya karo

Jis mehboob ko kaha jata hai majazi khuda
Guftugu unse adab se kiya karo

-SG-

Sorry janaab, buss humara mazzaak chalta hai!
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 7 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #14 on: March 05, 2009, 12:50:34 PM »
Reply with quote
Sorry janaab, buss humara mazzaak chalta hai!
Its Ok Sidraah,.
Logged
Pages: [1]
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 08, 2024, 09:10:47 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 08, 2024, 09:59:08 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:55:06 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 06:58:58 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.108 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8505 Real Poets and poetry admirer