KhwaaboN Ko Koi Baat Behlaati Nahi..!!...Shireen Hakani

by Shireen Hakani on February 25, 2013, 05:17:18 PM
Pages: [1] 2  All
ReplyPrint
Author  (Read 1851 times)
Shireen Hakani
Guest
Reply with quote
KhwaaboN Ko Koi Baat Behlaati Nahi,
Raat Bhar Ab HumeiN Neend Aati Nahi..!!

Bas Gaye Ho In AankhoN MeiN Aaise,
Tasveer Koi Aur Ab Hum Ko Bhaati Nahi..!!

Ek Aag Si Hai Lagi Rooh-O-Jism MeiN,
Baarish Bhi YeH Agan Bhujaati Nahi..!!

Kis Anjaan Raah Par Chhod Gaye Ho,
Paa Ke Bhi Khud Ko MaiN Paati Nahi..!!

Aa Jaa Aye Meri Mohabbat Ki Manzil,
Tanha Zindagani Ab Muskuraati Nahi..!!

Jee Rahe HaiN Tere Bin Kuch Is Tarah,
Saans Aati Nahi Aur Jaan Jaati Nahi..!!     

Shireen Hakani
Logged
Aarish
Guest
«Reply #1 on: February 25, 2013, 05:50:14 PM »
Reply with quote
bohut khoob shireen jee umda kalaam hai daad qubool kareN
Logged
saahill
Mashhur Shayar
***

Rau: 86
Offline Offline

Waqt Bitaya:
147 days, 16 hours and 48 minutes.
Posts: 18608
Member Since: Jun 2009


View Profile
«Reply #2 on: February 25, 2013, 06:20:11 PM »
Reply with quote
boht khub sheerin ji
Logged
Ritesh Modi
Guest
«Reply #3 on: February 25, 2013, 06:41:57 PM »
Reply with quote
bahut khoob, very nice...
Logged
nandbahu
Mashhur Shayar
***

Rau: 122
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
20 days, 4 hours and 11 minutes.
Posts: 14553
Member Since: Sep 2011


View Profile
«Reply #4 on: February 25, 2013, 07:01:04 PM »
Reply with quote
bahut khoob
Logged
BANSI DHAMEJA
Guest
«Reply #5 on: February 25, 2013, 07:13:33 PM »
Reply with quote
Khwaabon Ko Koi Baat Behlaati Nahi,
Raat Bhar Ab Hume Neend Aati Nahi..!!

Bas Gaye Ho In Aankhon Mein Aaise,
Tasveer Koi Aur Hum Ko Bhaati Nahi..!!

Ek Aag Hai Lagi Rooh-O-Jism Mein,
Sawaan Bhi Yeh Agan Bhujaati Nahi..!! Applause Applause Applause

Kis Anjaan Raah Par Chhod Gaye Ho,
Paa Ke Bhi Khud Ko Main Paati Nahi..!!

Aa Jaa Aye Meri Mohabbat Ki Manzil,
Tanha Zindagani Ab Muskuraati Nahi..!!

Jee Rahe Hai Tere Bin Kuch Is Tarah,
Saans Aati Nahi Aur Jaan Jaati Nahi..!! Applause Applause Applause Applause

Shireen Hakani

BAHUT HI KHOOBSOORAT
Logged
Bishwajeet Anand Bsu
Guest
«Reply #6 on: February 25, 2013, 07:21:23 PM »
Reply with quote
Behtarin Shireen Ji...
Logged
sksaini4
Ustaad ae Shayari
*****

Rau: 853
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
112 days, 8 hours and 51 minutes.
Posts: 36414
Member Since: Apr 2011


View Profile
«Reply #7 on: February 25, 2013, 07:54:30 PM »
Reply with quote
waah waah bahut khoob
Logged
aqsh
Guest
«Reply #8 on: February 25, 2013, 08:26:27 PM »
Reply with quote
 Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause
Awesome creation shireen ji. sach mein bahut pasand aayi aapki yeh ghazal mujhe. har sher apne aap mein khoob rahe. dheron daad.
Logged
sbechain
Guest
«Reply #9 on: February 25, 2013, 09:02:09 PM »
Reply with quote
Khwaabon Ko Koi Baat Behlaati Nahi,
Raat Bhar Ab Hume Neend Aati Nahi..!!

Bas Gaye Ho In Aankhon Mein Aaise,
Tasveer Koi Aur Dil Ko Bhaati Nahi..!!

Ek Aag Hai Lagi Rooh-O-Jism Mein,
Baarish Bhi Yeh Agan Bhujaati Nahi..!!

Kis Anjaan Raah Par Chhod Gaye Ho,
Paa Ke Bhi Khud Ko Main Paati Nahi..!!

Aa Jaa Aye Meri Mohabbat Ki Manzil,
Tanha Zindagani Ab Muskuraati Nahi..!!

Jee Rahe Hai Tere Bin Kuch Is Tarah,
Saans Aati Nahi Aur Jaan Jaati Nahi..!!

Shireen Hakani


lovely shireen.............!
Logged
soudagar
Guest
«Reply #10 on: February 25, 2013, 09:32:02 PM »
Reply with quote
Wah wah wah shireen ji hriday ji ke baad gar kisi ka romantic pyar se full kalaam padhne ko milta hai to wo apka hai....... Bahut umda just superb
Logged
~Hriday~
Poetic Patrol
Mashhur Shayar
***

Rau: 115
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
101 days, 3 hours and 51 minutes.

kalam k chalne ko zamaana paagalpan samajhta hai.

Posts: 16243
Member Since: Feb 2010


View Profile WWW
«Reply #11 on: February 25, 2013, 11:12:13 PM »
Reply with quote
Applause Applause Applause Applause Applause Applause
bahut bahut khoob Shireen ji....!!!
Logged
ambalika sharma
Guest
«Reply #12 on: February 26, 2013, 12:33:55 AM »
Reply with quote
shireen bahut acha likha hai apne
Logged
suman59
Guest
«Reply #13 on: February 26, 2013, 12:35:04 AM »
Reply with quote
Khwaabon Ko Koi Baat Behlaati Nahi,
Raat Bhar Ab Hume Neend Aati Nahi..!!

Bas Gaye Ho In Aankhon Mein Aaise,
Tasveer Koi Aur Hum Ko Bhaati Nahi..!!

Ek Aag Hai Lagi Rooh-O-Jism Mein,
Baarish Bhi Yeh Agan Bhujaati Nahi..!!

Kis Anjaan Raah Par Chhod Gaye Ho,
Paa Ke Bhi Khud Ko Main Paati Nahi..!!

Aa Jaa Aye Meri Mohabbat Ki Manzil,
Tanha Zindagani Ab Muskuraati Nahi..!!

Jee Rahe Hai Tere Bin Kuch Is Tarah,
Saans Aati Nahi Aur Jaan Jaati Nahi..!!

Shireen Hakani


bahut bahut khoob shireen jee. bahut c daad Thumbs UP
Logged
mkv
Guest
«Reply #14 on: February 26, 2013, 02:44:27 PM »
Reply with quote
Kis Anjaan Raah Par Chhod Gaye Ho,
Paa Ke Bhi Khud Ko Main Paati Nahi..!!

Aa Jaa Aye Meri Mohabbat Ki Manzil,
Tanha Zindagani Ab Muskuraati Nahi..!!

Jee Rahe Hai Tere Bin Kuch Is Tarah,
Saans Aati Nahi Aur Jaan Jaati Nahi..!!

Bahut badhiya shireen jee
khoob..bahut khoob likha hai aapne
Logged
Pages: [1] 2  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 08, 2024, 08:56:08 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 08, 2024, 09:59:08 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:55:06 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 06:58:58 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.122 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8505 Real Poets and poetry admirer