KHWAISH

by saaz_haldwanvi on September 17, 2009, 05:06:07 AM
Pages: [1]
ReplyPrint
Author  (Read 1051 times)
saaz_haldwanvi
Guest
Reply with quote


FIR AISA HO KE DIN WO PURANE LAUT KAR AAYE
WO HI JAGTI RAATEIN,DHALTE CHAND LIYE SAHAR AAYE
AUR TUM MILO BADE-SABA KI MANIND,AANCHAL LEHRATE HUYE
UDA LE CHALO MUJHE IS WAQT SE DURR EK PAL KE LIYE
WO PAL JISME MAIN THORA RO LU,THORA HANS LU,THORA JEE LU
FIR AISA HO---KAAS,
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
khwaish by salaam2all in Shayari-e-Parastish
~~~Khwaish hai...~~~ by vitasta in Shayri for Khumar -e- Ishq « 1 2  All »
~~~Ek khwaish hai...~~~ by vitasta in Shayri-E-Dard
khwaish by santosh bhosale in Other Languages
KHWAISH by madhuwesh in Shayeri for Dard -e- Bewafai « 1 2  All »
madhuwesh
Guest
«Reply #1 on: September 17, 2009, 05:12:50 AM »
Reply with quote
Wah bahut khoob Saaz ji,purane din ki yaade toh aur kuch hai na Saaz ji,very beautiful creation,excellent Thumbs UP Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
Logged
saaz_haldwanvi
Guest
«Reply #2 on: September 17, 2009, 05:42:54 AM »
Reply with quote
Wah bahut khoob Saaz ji,purane din ki yaade toh aur kuch hai na Saaz ji,very beautiful creation,excellent Thumbs UP Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
JI HAAN MADHU JI  SHUKRIYA
Logged
Sammual
Guest
«Reply #3 on: September 17, 2009, 02:32:21 PM »
Reply with quote
Bahut Khoob Saaz Ji.
Logged
poppoetry
Guest
«Reply #4 on: September 17, 2009, 03:58:45 PM »
Reply with quote
Bahoot khoob Saaz ji..... Applause Applause
Logged
aaina
Guest
«Reply #5 on: September 19, 2009, 01:50:35 AM »
Reply with quote


FIR AISA HO KE DIN WO PURANE LAUT KAR AAYE
WO HI JAGTI RAATEIN,DHALTE CHAND LIYE SAHAR AAYE
AUR TUM MILO BADE-SABA KI MANIND,AANCHAL LEHRATE HUYE
UDA LE CHALO MUJHE IS WAQT SE DURR EK PAL KE LIYE
WO PAL JISME MAIN THORA RO LU,THORA HANS LU,THORA JEE LU
FIR AISA HO---KAAS,



Saaz sahab bhut khoob janaab aapki is paishkash par kuch yaad aagaya jo ki shayad us wqt ki hai jab kuch kehna hi shur kya tha usi douraan ki ye nazam hai ijazat chahunga....;


Phir lot ke aane ka wada karke
usne raato.n ki neendae.n
cura lie.n meri
har raat doob jata hu.n
uski yaado.n ki gheri khaaii mai
wo haseen roop aur uspar
uski mehekti baate.n
jo kar daiti hain aaj bhi
diwaana mujh ko, kya?
kabhi wo lot kar aayegi?
hai aaj bhi mujhko
intezaar uska, kaash
wo bholi si nazuk nadaa.n
mere paas ho, kaash
phir lot ke aane ka wada
kar lay...................
Logged
saaz_haldwanvi
Guest
«Reply #6 on: September 24, 2009, 05:40:49 PM »
Reply with quote
Bahut Khoob Saaz Ji.
shukriya sammual ji
Logged
saaz_haldwanvi
Guest
«Reply #7 on: October 10, 2009, 04:11:57 PM »
Reply with quote

Saaz sahab bhut khoob janaab aapki is paishkash par kuch yaad aagaya jo ki shayad us wqt ki hai jab kuch kehna hi shur kya tha usi douraan ki ye nazam hai ijazat chahunga....;


Phir lot ke aane ka wada karke
usne raato.n ki neendae.n
cura lie.n meri
har raat doob jata hu.n
uski yaado.n ki gheri khaaii mai
wo haseen roop aur uspar
uski mehekti baate.n
jo kar daiti hain aaj bhi
diwaana mujh ko, kya?
kabhi wo lot kar aayegi?
hai aaj bhi mujhko
intezaar uska, kaash
wo bholi si nazuk nadaa.n
mere paas ho, kaash
phir lot ke aane ka wada
kar lay...................
shukriya aaina ji ,gud work
Logged
Pages: [1]
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
January 28, 2025, 02:29:45 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[January 19, 2025, 05:59:15 PM]

[January 19, 2025, 05:47:49 PM]

[January 10, 2025, 09:46:05 AM]

[January 10, 2025, 09:45:14 AM]

[January 08, 2025, 08:30:59 AM]

[January 08, 2025, 08:29:31 AM]

[January 05, 2025, 08:51:01 AM]

[January 05, 2025, 08:45:11 AM]

[January 05, 2025, 08:44:20 AM]

[January 05, 2025, 08:43:28 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.126 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer