KII THI SURUAAT EK CHOTI SII MAZAK SE..

by redwhitegang on June 28, 2006, 04:27:24 PM
Pages: 1 2 3 [4]
ReplyPrint
Author  (Read 4217 times)
redwhitegang
Guest
«Reply #45 on: June 30, 2006, 08:32:05 PM »
Reply with quote
Quote from: "burniing_desiires"
Quote from: "Pankhuri2"
Quote from: "burniing_desiires"
Good One Ranjana ji ....

Teri ankhon mein appne liye be-inteha pyaar
anjaan ban kar,dewaangi ki hadh tak dekha hai
Appne khyalon mein tere khayalon ke mahal ko
Hazaar bar sajtte-sawartte ,har pal dekha hai
hai meri yeh sarri duniya tujhi se ,mere mehboob
tuj mein maine aapne khawabon ka humsafar dekha hai...!!!


Good job all.... Jeet this one is just gr888888888888. bahoot hi ach alikha hai apne...

Sata kar use, maine her baar dekha hai
payar, payar aor sirf payaar hi uski juban per dekha hai
her waqat muskurate, jawabo mai uski
mujh per, khud se jayada aitbaar dekha hai
ek naam mai simat aaya hai sara jahan mera
humne apne naam ke sath, bas ab ek yahi naam dekha hai



wah pooja ji .. kamaal@dhamaal.com likh diya aapne...  direct@dil.se nikale aor direct@dil.pe  pe lagga...


kiya aitbar tujhe par khud se jayada
tera bhi naam ban gaya hai mera jahan sara
dekha hai tujhe aapne aks mein har pal maine
rahonga aakhri saans tak tere sang
khud se kiya hai yeh maine waada...!!!

Quote from: "Pankhuri2"
Shukaria Jeet ji..
wah kaya reply hai Jeet.. bahoot khoob...

wo majak mai tera mujko pukar jaana
kis kader ek choti si baat se, zindagi mai aa jaana
ban gaye ho jahan, ki ab duniya ki khabar nahi
na lo jo tum mera naam, yah jee kahi lagta nahi
mile ho kismat se, kismat hi meri ban jaana
ab muje chod kar, kahi kho tum na jaana

Lovely! pooja ji and Jeet ji :D

Teri wo chotii sii mazak ne jo dhaya sitam
Ke raaton ko nind bhi kho gayii sanam
Tune jo haaste haasate keh diya
Ke ham rahenge saath saaton janam
Aab tumhe khone ke dar se nind aati nahi,
Kaas ye mazak sach ho aur is darr se teri bhi aankhe ho nam

kahin is dar se tumhari bhi aankhen nam to nahi.
Logged
Pankhuri2
Guest
«Reply #46 on: July 01, 2006, 03:59:02 AM »
Reply with quote
ha haha thanks Ranju, Fahi and RWG JI!!!

sahi kaha Ranju, good one Fahi and RWG ji!!

Choti si mulkaat, mai baat badi ho gai
pata hi na chala kab dil ki chori ho gai
kab mit gai dooria, kab ek jaan ho gai
her khayal mai uske, mai dulhan ho gai
Logged
ranjana
Guest
«Reply #47 on: July 01, 2006, 11:52:54 AM »
Reply with quote
Quote from: "Pankhuri2"
ha haha thanks Ranju, Fahi and RWG JI!!!

sahi kaha Ranju, good one Fahi and RWG ji!!

Choti si mulkaat, mai baat badi ho gai
pata hi na chala kab dil ki chori ho gai
kab mit gai dooria, kab ek jaan ho gai
her khayal mai uske, mai dulhan ho gai


 :D shukriya pooja..........nice one......


shru hua thaa yeh khel nazare milaane ke khel se
jab mili nazaro se nazare toh baat badane lagi
dil dharkne laga kuch is tarah se betaab ho kar
ki unki tasveer meri nighaaon mein utarane lagi
Logged
Pankhuri2
Guest
«Reply #48 on: July 01, 2006, 08:15:42 PM »
Reply with quote
good one Ranju.....

karte thy so so baaty socho mai
phir samne juban se kabhi kuch nikla nahi
bad kar gale se jo laga liye usne
ab bato ka silsilla kahi rukta hi nahi.....
Logged
redwhitegang
Guest
«Reply #49 on: July 01, 2006, 09:28:13 PM »
Reply with quote
bohot khub ranz-nz and pooja ji! :D

Tere bandh hoton nehii to tere ikrar ka bharosa dilya tha
Issi bharose to maine tujhe aage baad kar gale se lagaya tha
Tere kehne ka intazar mein rehta ta to tujhe kaise pata
Is liye to tere bandh hoton ke bawajud bhi tujhe seene se lagaya tha

Quote from: "Pankhuri2"
good one Ranju.....

karte thy so so baaty socho mai
phir samne juban se kabhi kuch nikla nahi
bad kar gale se jo laga liye usne
ab bato ka silsilla kahi rukta hi nahi.....
Logged
Pankhuri2
Guest
«Reply #50 on: July 01, 2006, 09:30:42 PM »
Reply with quote
Nice RWG ji!!!

chute hi muje, mera ang ang mehak utha
dil ka her ek armaan, khilkhila kar chehak utha
urdati hu hawao mai, sath tera jo mil gaya
bas us ek pal mai, sansaar sara mil gaya
Logged
redwhitegang
Guest
«Reply #51 on: July 02, 2006, 10:05:17 AM »
Reply with quote
Quote from: "Pankhuri2"
Nice RWG ji!!!

chute hi muje, mera ang ang mehak utha
dil ka her ek armaan, khilkhila kar chehak utha
urdati hu hawao mai, sath tera jo mil gaya
bas us ek pal mai, sansaar sara mil gaya


Bohot khub pooja ji!................ :D
Logged
purani_jeans_aur_guitar
Guest
«Reply #52 on: July 02, 2006, 11:36:33 AM »
Reply with quote
very nice ranjana ,pooja ji & shahid...........

 ban gaya  hai aankhon ki nami aaj wahi
 jis mazak se kabhi zindagi ko hasane chale the

.................@fahi@..................
Logged
redwhitegang
Guest
«Reply #53 on: July 02, 2006, 11:52:04 AM »
Reply with quote
Quote from: "purani_jeans_aur_guitar"
very nice ranjana ,pooja ji & shahid...........

 ban gaya  hai aankhon ki nami aaj wahi
 jis mazak se kabhi zindagi ko hasane chale the

.................@fahi@..................

bohot khub fahi! ji :D
Fahi bhai mere is thread ko aap hi ka intazar tha
Kyun ke yahe thread kuch achcha shayar ke liye karz-dar tha
Logged
ranjana
Guest
«Reply #54 on: July 03, 2006, 04:49:42 AM »
Reply with quote
BAHUT KHOOB FAHI ........

ek mazak ne aaj saari jindagi badal di meri
maine toh unse zikar sirf mohabbat a wafa ka kiya thaa

woh kho gaye hamare nazaro ke jaam mein kuch aise
hamne toh sirf ishara apni masoomiyat mein kiya thaa
Logged
redwhitegang
Guest
«Reply #55 on: July 04, 2006, 02:23:17 PM »
Reply with quote
Quote from: "ranjana"
BAHUT KHOOB FAHI ........

ek mazak ne aaj saari jindagi badal di meri
maine toh unse zikar sirf mohabbat a wafa ka kiya thaa

woh kho gaye hamare nazaro ke jaam mein kuch aise
hamne toh sirf ishara apni masoomiyat mein kiya thaa

hmmmmmmm.ye baat hein!........... :wink:

In hi adaon pe to ham martein hein
Aap jisse masumiyat kehtein hein
Rang badal na to fitrat hein aab zamana ka
Par ham to teri saadgii mein  martein hein
Logged
Pages: 1 2 3 [4]
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 09, 2024, 02:03:31 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 08, 2024, 09:59:08 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:55:06 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 06:58:58 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.129 seconds with 24 queries.
[x] Join now community of 8505 Real Poets and poetry admirer