**Kitni Door Hoon Tumse**

by honeyrose on November 13, 2008, 01:03:57 PM
Pages: 1 2 [3] 4
ReplyPrint
Author  (Read 4448 times)
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #30 on: November 27, 2008, 10:50:58 AM »
Reply with quote
Bahot Achche Sabne chcha Likha Hai,.
Jaya Sis,.
abd Ji,.
JHL Ji,.
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Tumse Door!! by Princess21 in Shayri for Dard -e- Judai
Door reh kay tumse yeh by sem in Shayri for Dard -e- Judai
main bhi kitni pagal hoon na, by abeera in Shayri for Khumar -e- Ishq
Main kya kahu ab tumse kitni majburiyaan hai by tushar_4u_im in Shayri-E-Dard
tumse kitni mohabbat karti hai by saahill in Miscellaneous Shayri « 1 2  All »
abdbundeli
Guest
«Reply #31 on: November 27, 2008, 11:00:48 AM »
Reply with quote
Thanks, Jaanasheen ji!
             - abd bundeli
Logged
Just_Hate_Love
Guest
«Reply #32 on: November 27, 2008, 03:43:43 PM »
Reply with quote
...thanks a lot Janasheen...
Logged
honeyrose
Guest
«Reply #33 on: November 29, 2008, 02:39:43 PM »
Reply with quote
Shukriya Azeem bhai ,,Pooja and just...and Abd ji


Woh khud humse door jaate hain
Paas aate hi humse ruswai karte hain

Unko souk hai shayad dil dukhane ki
Humse wafa bhi mangte hai ruswai karne ki

 
Logged
Just_Hate_Love
Guest
«Reply #34 on: November 29, 2008, 06:58:12 PM »
Reply with quote
...door jaane dena hi aapke galti hai honey,
Aur door jaa ke paas aana, yeh unki marzi hai honey...
Logged
honeyrose
Guest
«Reply #35 on: November 30, 2008, 01:02:35 PM »
Reply with quote
...door jaane dena hi aapke galti hai honey,
Aur door jaa ke paas aana, yeh unki marzi hai honey...


Nice lines just....

Samandar ki leharon mein khel chuke hain
Dilon ke khel mein sab kuch kho chuke hain

Kaise bhool jaon mein unhe iss dil se
Jinhe aapna samjha tha woh door hue hum se

__________honeyrose____________
 
Logged
jasbirsingh
Guest
«Reply #36 on: November 30, 2008, 05:48:09 PM »
Reply with quote

Nice lines just....

Samandar ki leharon mein khel chuke hain
Dilon ke khel mein sab kuch kho chuke hain

Kaise bhool jaon mein unhe iss dil se
Jinhe aapna samjha tha woh door hue hum se

__________honeyrose____________
 



TUMNEY DIL BHI LAGAYA EK KHEL KI TARAH
PYAR TOH NAHI KIA NA EK KEHL KI TARAH

DIL TABHI TOH TOOT JATA HAI
JAB KHEL KHATAM HO JATA HAI


JASBIR SINGH



(pls take it in good spirit)
Logged
honeyrose
Guest
«Reply #37 on: November 30, 2008, 07:22:10 PM »
Reply with quote
Nice jasbir ji...

Jis din humne aapko bhula diya
Samajh lena is duniya mein hum nahi
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #38 on: December 01, 2008, 07:26:20 AM »
Reply with quote

Nice lines just....

Samandar ki leharon mein khel chuke hain
Dilon ke khel mein sab kuch kho chuke hain

Kaise bhool jaon mein unhe iss dil se
Jinhe aapna samjha tha woh door hue hum se

__________honeyrose____________
 


Shukriya Didi Jaan,. And Nice One,.

Door Hue Hum Aapse, Ke Aap Par Hamaare Gham Ka Saaya Na Ho,.
Aur Ek Aap Ho, Samjhe Nahi Meri Dil Ki Baat Aur Buraa Maan gaye,.
Logged
jasbirsingh
Guest
«Reply #39 on: December 01, 2008, 09:41:54 PM »
Reply with quote
Nice jasbir ji...

Jis din humne aapko bhula diya
Samajh lena is duniya mein hum nahi



ISI WAFA PEH HUMNEY AITBAAR KIA
DIL SEY KISI KEY PYAR KIA

AAYA WOH SAMA JAB WOH NA WOH RAHEY
AISEY WADEY DOH CHAAR DIN MEH HI BAHEY

AAJ BHI HUM SOCHA KARTEY HAI
KYO LOG AISEY WADEY KIA KARTEY HAI




JASBIR SINGH
Logged
Pooja
Guest
«Reply #40 on: December 01, 2008, 09:47:26 PM »
Reply with quote
nice work Honey, lil bro and Jas ji
Logged
jasbirsingh
Guest
«Reply #41 on: December 01, 2008, 09:49:34 PM »
Reply with quote
thanks

Jasbir Singh
Logged
honeyrose
Guest
«Reply #42 on: December 06, 2008, 04:14:36 PM »
Reply with quote
Thank you Pooja
Thank you Jasbir ji..


Saja rahe hai hum sajan ke aankhon mein khajal banke
Kya kami thi meri muhabatt mein jo chorh gaye dard banke

________honeyrose_________
 
Logged
jasbirsingh
Guest
«Reply #43 on: December 06, 2008, 04:26:12 PM »
Reply with quote
Thank you Pooja
Thank you Jasbir ji..


Saja rahe hai hum sajan ke aankhon mein khajal banke
Kya kami thi meri muhabatt mein jo chorh gaye dard banke

________honeyrose_________
 



HUMNEY JINHEY PALKOH PEH SAJA RAKHA THA
ARMAAN-EH-DIL KA MEHMAAN BANA RAKHA THA
WOH AASHIHAA BHI HAMEY MILA AJNABI KI TARAH
CHODD GAYA SAATH MERA, BITEY SAWAN KI TARAH


JASBIR SINGH
Logged
honeyrose
Guest
«Reply #44 on: December 06, 2008, 04:35:59 PM »
Reply with quote

HUMNEY JINHEY PALKOH PEH SAJA RAKHA THA
ARMAAN-EH-DIL KA MEHMAAN BANA RAKHA THA
WOH AASHIHAA BHI HAMEY MILA AJNABI KI TARAH
CHODD GAYA SAATH MERA, BITEY SAWAN KI TARAH


JASBIR SINGH

  Nice Jasbir ji....



Meine toh unko khuda mana hain
Aapne dil mein unko sajaya hain

Woh doori satati hai mujhe jab yaad aate hain
Mujhe rulakar kyun woh hanste rahete hain

_________honeyrose_________
Logged
Pages: 1 2 [3] 4
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 22, 2024, 09:38:51 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by mkv
[December 22, 2024, 05:36:15 PM]

[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.111 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8508 Real Poets and poetry admirer