Kiya Likhu

by rockindia on March 19, 2006, 03:15:14 AM
Pages: 1 2 3 4 5 [6] 7 8 9 10 ... 15
ReplyPrint
Author  (Read 13343 times)
rockindia
Guest
«Reply #75 on: April 07, 2006, 05:50:18 AM »
Reply with quote
Thnx Rajbir Bhai
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Sochti hoon kya likhu..... by Namkeen in Miscellaneous Shayri
Kahaa likhu tumhaara naam ??? by Just_Hate_Love in Shayri-E-Dard
!!__-Kia Likhu Tum Ko -__!! by khamosh.larka in Shayeri for Dard -e- Bewafai
likhu to kya likhu? kahu to kya kahu? by jyuthika in Share Poetry You Like
likhu to kya likhu ....jyuthika... by jyuthika in Shayri for Dard -e- Judai
badnaam_shayar
Guest
«Reply #76 on: April 07, 2006, 09:14:54 AM »
Reply with quote
Likhne ko toh abhi mere Khawabon ki Numaish baaki hai.....
Karti hai jo aankhon se nasha woh koi gair nahi Saaki hai......

Likhte likhte meri Kitaab panne bhare chale hain....
Aur yeh bolti hai Dunia ki iss Shayar ki toh Raat bhi ab aadhi hai....!!!!!
Logged
rockindia
Guest
«Reply #77 on: April 07, 2006, 12:06:55 PM »
Reply with quote
Very nice my brother......U r gr8
Logged
roshni246
Guest
«Reply #78 on: April 07, 2006, 02:48:47 PM »
Reply with quote
Quote from: "rockindia"
Kiya likhu ki ab zazbaat bhaut ghere hai...........
Tere mere milan par ab es duniya ke pehre hai..........

Tere bina yeh khwaab mere adhure hai.........
Kiya bataon tujhe mein, ki kaise dhoonde yeh savere hai........

Ab Kaise bataon ki tujbin hum kitne akele hai...........
Teri zudaai ka gum hum kis tara jehle hai..........

very gud rockindia jee welcum 2 yoindia !!

Pane se khone ka maza aur hai,
Band aakho se dekhne ka maza aur hai.
Aasu bane lafz aur lafz gazal,
Teri yaadon ke saath jine ka maza kuch aur hai.
!!

~roshni~
Logged
Pooja
Guest
«Reply #79 on: April 07, 2006, 02:57:08 PM »
Reply with quote
wah kay abaat hai RockIndia and Roshini!!! bahoot khooob!!!
Logged
rockindia
Guest
«Reply #80 on: April 07, 2006, 03:06:47 PM »
Reply with quote
Kiya likhu teri chahat me...........
Tere aane ki ahat me........
mere uthey hue zazbbaat me.........
Tere mere es pyar me........
Ek dusre ke es khayal me.........

Kiya likhu teri chahat me.........
Teri payal ki zanzanahat me..........
En choodio ki khankhanhat me........
Teri latto ke lambhe ghero me........
Tere bhilhre hue en savero me.........

Kiya likhu..........

Logged
rockindia
Guest
«Reply #81 on: April 09, 2006, 09:56:25 AM »
Reply with quote
Kiya likhu aaj ki ruth gye hai meri kalum, kagaz aur dawat..
Meri shayari ke alfaz bhi mujhse ruth gye aaj.......

Kalum ka kehna hai bhaut likh liya ab aur nahi meine shyahi me rona hai...
Kagazo ka bhi yehi fasana hai bhaut humpe likh liya bas aur alfazo ko nahi hum pe hona hai......

Ajj meri kalum kar rahi sawal mujhse.........
Etney alfazo ke banvaye sher mujhse........
Kiya padh kar hua asar kisi ek pe.........
Badla kisi ne zindgi ko kiya es dhang se.........

Tumne gum-e- judaai likha.......
Us judaai ke gum ke aah ko likha.......
kiya tumhe koi shaks aisa dekha.......
Jisko judaai ka gum na raha........

Tumne tanhai ka alaam likha.........
Tanha insaan ki cha ko likha....
Par uskey baad kiya hua.......
Kiya hai koi shaks aisa jo bin tanhai ke raha........

Tumne bewfaai ko likha.........
Chod jaye pyar apna, us sath ko likha.......
Es bewfaai me kiya koi pyar aisa mila........
Jise wafaai ke umeedo me sirf pyar hai mila..........

Kalum aur kagaz ne aage pucha mujhse.....
kiya tumhare likha hua padh ke koi badla yahan pe..........
Jisko dard tha judaai ka, kiya dard kum hua uska yahan pe........
Tanhai ke alaam me tanhai kiya kum hui es jahan me..........
Kiya logo ne chod diya karna bewfaai yahan pe.........

Ae Shayar tu kiyun apna waqt barbad kar raha hai.........
Logo ka kaam padh na hai..........
Aur padh ke bhool jana hai........
Tarif karna hai teri shayari ki, par matlab ko bhool jana hai......

Jo teri shayari ka matlab sabko samaj aa jaye.........
To es duniya me yeh dard khatm ho jaye.........
Es duniya me pyar hee pyar ho jaye............
Yeh duniya jannat se bhee aage ho jaye..............
Logged
badnaam_shayar
Guest
«Reply #82 on: April 09, 2006, 11:32:35 AM »

Marvalous Work Rocky...........  Usual Smile
Logged
chitra
Guest
«Reply #83 on: April 09, 2006, 12:03:01 PM »
Reply with quote
Wah rocki jee....YOINDIA pe jannat....la dee apne...!!

bahoot khoob.....!!!

"Kya Likhu" karte karte bahoot kuchh likh gye
har lafz mein chupke se payar ka izhaar kar gye
aaya ek tufaan tere jahan sama gya nazam banke
rokte rokte wo zazbaata aaj teri shayri mein aa gye
Logged
Sameer_love_1921
Guest
«Reply #84 on: April 09, 2006, 12:07:46 PM »
Reply with quote
Quote from: "chitra"
Wah rocki jee....YOINDIA pe jannat....la dee apne...!!

bahoot khoob.....!!!

"Kya Likhu" karte karte bahoot kuchh likh gye
har lafz mein chupke se payar ka izhaar kar gye
aaya ek tufaan tere jahan sama gya nazam banke
rokte rokte wo zazbaata aaj teri shayri mein aa gye

Wah Wah Rockindia se accha toh aapne likha hai Chitra ji
Logged
rockindia
Guest
«Reply #85 on: April 09, 2006, 02:05:10 PM »
Reply with quote
Thnx everyone
Logged
shayar_dildaar
Guest
«Reply #86 on: April 09, 2006, 09:19:16 PM »
Reply with quote
Keep up the good stuff dude...U r rocking gr8.....
Logged
_Vicky_
Guest
«Reply #87 on: April 10, 2006, 01:54:14 AM »
Reply with quote
Quote from: "rockindia"
Kiya likhu aaj ki ruth gye hai meri kalum, kagaz aur dawat..
Meri shayari ke alfaz bhi mujhse ruth gye aaj.......

Kalum ka kehna hai bhaut likh liya ab aur nahi meine shyahi me rona hai...
Kagazo ka bhi yehi fasana hai bhaut humpe likh liya bas aur alfazo ko nahi hum pe hona hai......

Ajj meri kalum kar rahi sawal mujhse.........
Etney alfazo ke banvaye sher mujhse........
Kiya padh kar hua asar kisi ek pe.........
Badla kisi ne zindgi ko kiya es dhang se.........

Tumne gum-e- judaai likha.......
Us judaai ke gum ke aah ko likha.......
kiya tumhe koi shaks aisa dekha.......
Jisko judaai ka gum na raha........

Tumne tanhai ka alaam likha.........
Tanha insaan ki cha ko likha....
Par uskey baad kiya hua.......
Kiya hai koi shaks aisa jo bin tanhai ke raha........

Tumne bewfaai ko likha.........
Chod jaye pyar apna, us sath ko likha.......
Es bewfaai me kiya koi pyar aisa mila........
Jise wafaai ke umeedo me sirf pyar hai mila..........

Kalum aur kagaz ne aage pucha mujhse.....
kiya tumhare likha hua padh ke koi badla yahan pe..........
Jisko dard tha judaai ka, kiya dard kum hua uska yahan pe........
Tanhai ke alaam me tanhai kiya kum hui es jahan me..........
Kiya logo ne chod diya karna bewfaai yahan pe.........

Ae Shayar tu kiyun apna waqt barbad kar raha hai.........
Logo ka kaam padh na hai..........
Aur padh ke bhool jana hai........
Tarif karna hai teri shayari ki, par matlab ko bhool jana hai......

Jo teri shayari ka matlab sabko samaj aa jaye.........
To es duniya me yeh dard khatm ho jaye.........
Es duniya me pyar hee pyar ho jaye............
Yeh duniya jannat se bhee aage ho jaye..............

Yeh kya likh dala aapne... main poochta hoon rocky ji yeh kya likhun kahate kahate yeh kya likh diya aapne?..... Aapko pata hai aapne yeh kalaam likha kar YOINDIA ke sabhi shayaro ko bahut peeche chod diya hai...aur chitra ji ne bilkul sahi kaha hai ki aapne YOINDIA  par jannat la di hai..... aur ROCKY ji main to yeh kahunga ki us jannat ke SARTAJ bhi aap hi hain... hum chote mote shayaro par apna karam farmaiyega ROCKY  ji........
          aapke is kalaam ki tareef ke liye mere paas alfaaz to nahi hain par phir bhi aapke is kalaam ki shan me sirf teen lafz kahana chahunga...ki...

BEHTREEN..........LAJAWAAB.........KHUBSOORAT

bahut bahut bahut bahuuuuuuuuuut khoob ROCKY JI.............
Logged
Riya_sweet19
Guest
«Reply #88 on: April 10, 2006, 04:56:07 AM »
Reply with quote
WOW Rockindia ji aapne toh apna dil nikaal kar rakh dia.
Logged
Gesu
Yoindian Shayar
******

Rau: 0
Offline Offline

Waqt Bitaya:
19 hours and 44 minutes.

Posts: 2743
Member Since: Sep 2005

View Profile
«Reply #89 on: April 10, 2006, 05:07:11 AM »
Reply with quote
BAHUT KHOOB ROCKY JI..

Har ek lavz dil ki siyaahi se likha nazar aata hai,
Tumhari shayari mein shayaron ko anokha jazbaa nazar aata hai,
Khoobsuratt kalam tumhari ki yoindia pe shayari ka chand nazar aata hai...

bahut khoob...likha hai rocky ji..
Logged
Pages: 1 2 3 4 5 [6] 7 8 9 10 ... 15
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.

Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 14, 2024, 03:22:03 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:55:06 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 06:58:58 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.107 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8508 Real Poets and poetry admirer