KOI AISA AA JAAYE

by Jiya on June 26, 2007, 09:38:38 AM
Pages: [1] 2  All
ReplyPrint
Author  (Read 2891 times)
Jiya
Guest
Reply with quote
yun khilna chahti hun gulshan ki tarah main,
ki ye zindagi bahaar ban jaaye,
dekhun use to palke hi na kholun phir main,
bas aisa koi aa jaaye.

haan dekhungi bas usko hi main,
ki jab tak wo dil mein na bas jaye,
haan rahe wo dil mein hardum mere,
bas aisa koi aa jaaye.

pehechaana jaaye use naam se mere,
aur naam uska pehechaan meri ban jaaye,
bas khoya rahe wo hurdum mujh mein,
bas aisa koi aa jaaye.

.-.-.-.-.-.-.-.-.-.-.-.-.-.-.-.-.-.-.-.-.-.-.-.-.-. jiya .-.-.-
Logged
poem143s
Shayari Qadrdaan
***

Rau: 0
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
20 hours and 21 minutes.
Posts: 319
Member Since: Mar 2004

View Profile
«Reply #1 on: June 26, 2007, 10:07:46 AM »
Reply with quote
Quote from: "Jiya"

Wo aayega pass tumhare jhumar bindi lagaye rakhna
Komal komal hathon main tum pyar ki mahendi rachaye rakhna
Sararat bhari sab dil ki baaten tum hothon pe laaye rakhna
Wo aayega paas tumhare jhumar bindi lagaye rakhna
Khil uthoge tum gulab jaise mushkarahat ke tabasum bachaye rakhna
Hoga sach sapna tumhara tum youn hi sapna sajaye rakhna
Wo aayega paas tumhare raahon main palken bichhaye rakhna

Bahut khoob jiya ji bahut achcha likha hai aapne bilkul dil se

Sameer
Logged
Shikha12
Guest
«Reply #2 on: June 26, 2007, 10:13:20 AM »
Reply with quote
Its Really lovely.. Jiya... Bahut hi achha likha hai aapne... Usual Smile

and A Very Nice Reply... Sameer...

Good Work... Both of You... =D> =D> =D>
Logged
deepika_divya
Guest
«Reply #3 on: June 26, 2007, 11:08:11 AM »
Reply with quote
Very sweet poetry Jiya.. good one

Poem.. Good one.. keep writing both of u
Logged
Pooja
Guest
«Reply #4 on: June 26, 2007, 05:00:18 PM »
Reply with quote
wah bahoot khoob Jiya... dil se likhi hai poem apne and sameer bahoot hi acha jawab diyahai apne..

Good work both!!!
Logged
poem143s
Shayari Qadrdaan
***

Rau: 0
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
20 hours and 21 minutes.
Posts: 319
Member Since: Mar 2004

View Profile
«Reply #5 on: June 27, 2007, 03:39:03 AM »
Reply with quote
Thankyou so much
Shikha ji, Divya ji
            &
pooja ma'am (GURU ji)
Logged
NETRAPAL
Guest
«Reply #6 on: June 27, 2007, 03:51:14 AM »
Reply with quote
Quote from: "Jiya"
yun khilna chahti hun gulshan ki tarah main,
ki ye zindagi bahaar ban jaaye,
dekhun use to palke hi na kholun phir main,
bas aisa koi aa jaaye.

haan dekhungi bas usko hi main,
ki jab tak wo dil mein na bas jaye,
haan rahe wo dil mein hardum mere,
bas aisa koi aa jaaye.

pehechaana jaaye use naam se mere,
aur naam uska pehechaan meri ban jaaye,
bas khoya rahe wo hurdum mujh mein,
bas aisa koi aa jaaye.

.-.-.-.-.-.-.-.-.-.-.-.-.-.-.-.-.-.-.-.-.-.-.-.-.-. jiya .-.-.-

bhoot acha likha hai fir aapne jiya ji

dua hai pardigar se tera majhi tujhe mil jaye
beech majhdhaar me khadi hai nyaa teri par lga jaye

de mohobbat itnee tujhe wo ki mohabbat bhe sharma jaye
to simat jao ek duje me tum usme wo tum me sama jaye

netra.....
Logged
Jiya
Guest
«Reply #7 on: June 28, 2007, 04:13:11 PM »
Reply with quote
Quote from: "poem143s"
Quote from: "Jiya"
yun khilna chahti hun gulshan ki tarah main,
ki ye zindagi bahaar ban jaaye,
dekhun use to palke hi na kholun phir main,
bas aisa koi aa jaaye.

haan dekhungi bas usko hi main,
ki jab tak wo dil mein na bas jaye,
haan rahe wo dil mein hardum mere,
bas aisa koi aa jaaye.

pehechaana jaaye use naam se mere,
aur naam uska pehechaan meri ban jaaye,
bas khoya rahe wo hurdum mujh mein,
bas aisa koi aa jaaye.

.-.-.-.-.-.-.-.-.-.-.-.-.-.-.-.-.-.-.-.-.-.-.-.-.-. jiya .-.-.-

Wo aayega pass tumhare jhumar bindi lagaye rakhna
Komal komal hathon main tum pyar ki mahendi rachaye rakhna
Sararat bhari sab dil ki baaten tum hothon pe laaye rakhna
Wo aayega paas tumhare jhumar bindi lagaye rakhna
Khil uthoge tum gulab jaise mushkarahat ke tabasum bachaye rakhna
Hoga sach sapna tumhara tum youn hi sapna sajaye rakhna
Wo aayega paas tumhare raahon main palken bichhaye rakhna

Bahut khoob jiya ji bahut achcha likha hai aapne bilkul dil se

Sameer
wah!!!!!! sameer ji bohot hi khoob likha hai aapne...... nd thanx ki aapko ye pasand aaya.....

dil ka armaan hai sajne ka,
mehendi uske naam ki lag jaye,
ho jaye ye roop sunehera,
bas aisa koi aa jaaye.

sapne sajaaye hain saat rang ke,
khilu aise ke muskuraahat bikhar jaaye,
bas chhu le wo mujhe aise ki,
ye rang aur nikhar jaaye,

khushiyon ki hogi barsaat phir har jagah,
 bas aisa koi aa jaaye,,,,, haan koi aa jaaye.

***********************************jiya ......
Logged
Jiya
Guest
«Reply #8 on: June 28, 2007, 04:21:02 PM »
Reply with quote
Quote from: "NETRAPAL"
Quote from: "Jiya"
yun khilna chahti hun gulshan ki tarah main,
ki ye zindagi bahaar ban jaaye,
dekhun use to palke hi na kholun phir main,
bas aisa koi aa jaaye.

haan dekhungi bas usko hi main,
ki jab tak wo dil mein na bas jaye,
haan rahe wo dil mein hardum mere,
bas aisa koi aa jaaye.

pehechaana jaaye use naam se mere,
aur naam uska pehechaan meri ban jaaye,
bas khoya rahe wo hurdum mujh mein,
bas aisa koi aa jaaye.

.-.-.-.-.-.-.-.-.-.-.-.-.-.-.-.-.-.-.-.-.-.-.-.-.-. jiya .-.-.-

bhoot acha likha hai fir aapne jiya ji

dua hai pardigar se tera majhi tujhe mil jaye
beech majhdhaar me khadi hai nyaa teri par lga jaye

de mohobbat itnee tujhe wo ki mohabbat bhe sharma jaye
to simat jao ek duje me tum usme wo tum me sama jaye

netra.....
thanks Netra ji,,,,,,, aapne bhi kaafi achha reply diya hai...

kisi ko fariyaad ki kya jarurat,
jab koi aisi dua kar jaaye,
phir zara bhi taajub nahin hoga,
jab humaari minzil humko mil jaaye.

**************************** jiya ........
Logged
Jiya
Guest
«Reply #9 on: June 28, 2007, 04:24:10 PM »
Reply with quote
thanks pooja didi, shikha ji, deepika_divya ji,,,,, ki aapko mera likha pasand aaya ..aa     once again thanx.
Logged
NETRAPAL
Guest
«Reply #10 on: June 30, 2007, 06:33:34 AM »
Reply with quote
Quote from: "Jiya"
yun khilna chahti hun gulshan ki tarah main,
ki ye zindagi bahaar ban jaaye,
dekhun use to palke hi na kholun phir main,
bas aisa koi aa jaaye.

haan dekhungi bas usko hi main,
ki jab tak wo dil mein na bas jaye,
haan rahe wo dil mein hardum mere,
bas aisa koi aa jaaye.

pehechaana jaaye use naam se mere,
aur naam uska pehechaan meri ban jaaye,
bas khoya rahe wo hurdum mujh mein,
bas aisa koi aa jaaye.

.-.-.-.-.-.-.-.-.-.-.-.-.-.-.-.-.-.-.-.-.-.-.-.-.-. jiya .-.-.-

shobhaye-gulshan ho tum
mahakta gulshan tumhee se hai
bhawnre hai ham bhee gulshan ke tere
mahaka do jindgee ko kali bankar jara tum

Logged
NETRAPAL
Guest
«Reply #11 on: June 30, 2007, 06:34:31 AM »

«Reply #12 on: June 30, 2007, 03:45:34 PM »

its really nice,,,,,, bohot achhe Netra ji.

mehekte gulshan mein hi ye bhanvre aate hain,
phool naya koi dekh chaman ka,uski or ud jaate hain.

pankhudiyo mein kaid kar lu, jab paas wo mere aa jaaye,
jaane na dun use aur kahin mein ,bas aisa koi aa jaaye.

************************************ jiya ....
Logged
NETRAPAL
Guest
«Reply #13 on: July 01, 2007, 04:43:30 AM »
Reply with quote
bhoot khoob,

pankhudi to kho aye fool apnee
bahanware ne chua hai tujhe
aankh ka jhumta hai to masti me
bhawnre rukh se chuma hai tujhe

titliya bhee hai bhoot gulshan me tere
par bhawnre kee goonj ne he chokya kyo tujhe

ye ristha jo banya hai kudrat ne hee
kee fool to banna hai bhawnre se hee tujhe

netra....
Logged
NETRAPAL
Guest
«Reply #14 on: July 01, 2007, 04:45:59 AM »
Reply with quote
bhoot khoob,

pankhudi to khol aye fool apnee
bahanware ne chua hai tujhe....
aank moond jhumta hai to masti me
bhawnre ne rukh se chuma hai tujhe

titliya bhee hai bhoot gulshan me tere
par bhawnre kee goonj ne he chokya kyo tujhe

ye ristha jo banya hai kudrat ne hee
kee fool to banna hai bhawnre se hee tujhe

netra....
Logged
Pages: [1] 2  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.

Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 21, 2024, 10:04:24 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 21, 2024, 09:01:29 AM]

[November 16, 2024, 11:44:41 AM]

by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.156 seconds with 24 queries.
[x] Join now community of 8506 Real Poets and poetry admirer