KOI AISA AA JAAYE

by Jiya on June 26, 2007, 09:38:38 AM
Pages: 1 [2]  All
ReplyPrint
Author  (Read 2916 times)
Jiya
Guest
«Reply #15 on: July 02, 2007, 09:19:11 AM »
Reply with quote
Quote from: "NETRAPAL"
bhoot khoob,

pankhudi to kho aye fool apnee
bahanware ne chua hai tujhe
aankh ka jhumta hai to masti me
bhawnre rukh se chuma hai tujhe

titliya bhee hai bhoot gulshan me tere
par bhawnre kee goonj ne he chokya kyo tujhe

ye ristha jo banya hai kudrat ne hee
kee fool to banna hai bhawnre se hee tujhe

netra....


kya baat hai netra ji,,,, bohot hi achha likha hai aapne.

humne to yun hi beiraada,
apne kareeb bula liya,
aur jab wo paas humaare aaya,
to pankhudiyon se chehera apna dhaak liya,

bas kaid karna hai tumko hume,
fir pankhudiyon ko kholna nahin ,
jab raho tum paas humesha humaare,
to humko kali se phool ban-na nahin .

********************************** jiya ....
Logged
NETRAPAL
Guest
«Reply #16 on: July 02, 2007, 11:25:30 AM »
Reply with quote
Quote from: "Jiya"
Quote from: "NETRAPAL"
bhoot khoob,

pankhudi to kho aye fool apnee
bahanware ne chua hai tujhe
aankh ka jhumta hai to masti me
bhawnre rukh se chuma hai tujhe

titliya bhee hai bhoot gulshan me tere
par bhawnre kee goonj ne he chokya kyo tujhe

ye ristha jo banya hai kudrat ne hee
kee fool to banna hai bhawnre se hee tujhe

netra....


kya baat hai netra ji,,,, bohot hi achha likha hai aapne.

humne to yun hi beiraada,
apne kareeb bula liya,
aur jab wo paas humaare aaya,
to pankhudiyon se chehera apna dhaak liya,

bas kaid karna hai tumko hume,
fir pankhudiyon ko kholna nahin ,
jab raho tum paas humesha humaare,
to humko kali se phool ban-na nahin .

********************************** jiya ....


tum to beiraada hee bulate hao kareeb apne
aate hai apna samjh kar to mooh ko chipate ho kyo apne

fool nahi boolata hai kisee bahnware ko kareeb
fitrat hai bhawnare kee fool par mandraanaa
fool hee eleta hai aagosh me use khol ke pankhudki apne

ye n bash me hai bahware ke n kisee bhee fool ke hee
ye kudra hai naye naye mel milati hai har khel me apne

netra

Logged
poem143s
Shayari Qadrdaan
***

Rau: 0
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
20 hours and 21 minutes.
Posts: 319
Member Since: Mar 2004


View Profile
«Reply #17 on: July 03, 2007, 05:02:40 AM »
Reply with quote
Quote from: "Jiya"
Quote from: "poem143s"
Quote from: "Jiya"
yun khilna chahti hun gulshan ki tarah main,
ki ye zindagi bahaar ban jaaye,
dekhun use to palke hi na kholun phir main,
bas aisa koi aa jaaye.

haan dekhungi bas usko hi main,
ki jab tak wo dil mein na bas jaye,
haan rahe wo dil mein hardum mere,
bas aisa koi aa jaaye.

pehechaana jaaye use naam se mere,
aur naam uska pehechaan meri ban jaaye,
bas khoya rahe wo hurdum mujh mein,
bas aisa koi aa jaaye.

.-.-.-.-.-.-.-.-.-.-.-.-.-.-.-.-.-.-.-.-.-.-.-.-.-. jiya .-.-.-


Wo aayega pass tumhare jhumar bindi lagaye rakhna
Komal komal hathon main tum pyar ki mahendi rachaye rakhna
Sararat bhari sab dil ki baaten tum hothon pe laaye rakhna
Wo aayega paas tumhare jhumar bindi lagaye rakhna
Khil uthoge tum gulab jaise mushkarahat ke tabasum bachaye rakhna
Hoga sach sapna tumhara tum youn hi sapna sajaye rakhna
Wo aayega paas tumhare raahon main palken bichhaye rakhna

Bahut khoob jiya ji bahut achcha likha hai aapne bilkul dil se

Sameer
wah!!!!!! sameer ji bohot hi khoob likha hai aapne...... nd thanx ki aapko ye pasand aaya.....

dil ka armaan hai sajne ka,
mehendi uske naam ki lag jaye,
ho jaye ye roop sunehera,
bas aisa koi aa jaaye.

sapne sajaaye hain saat rang ke,
khilu aise ke muskuraahat bikhar jaaye,
bas chhu le wo mujhe aise ki,
ye rang aur nikhar jaaye,

khushiyon ki hogi barsaat phir har jagah,
 bas aisa koi aa jaaye,,,,, haan koi aa jaaye.

***********************************jiya ......

Kaha hai ghar tumhara? kaya hai naam ?tum kuch bhi nahi batate ho
Kyoun phool kali gulsan ki baaten kar dil mera jalate ho
Hai gujarish aap se kuch to bata do apane baare main
Chhupa kar har raaj apana, kyoun mera JIYA tarpaate ho
Main kaya karu? kuch samajh main na aaye
Tum hi Batao? tum hi kyoun mere JIYA (dil) ko bhaate ho

Ab aapki baari hai ..

Jiya ji ek request hai aap se aap kuch funny section main bhi likha karo sayad aapke do anmol lines read kar ke koi hum jaisa mushkra jaay, so please umeed karta hoo ki jald hi kuch funny sections mai  bhi aapki poem read karunga ab jaldi se suru ho jaao
TC
Sameer
Logged
Jiya
Guest
«Reply #18 on: July 04, 2007, 05:20:06 PM »
Reply with quote
bohot hi achhe saneer ji,,,,, thanks again for ye nice reply,,,

naam hai Jiya humaara,
Jiya mein hi humaara aashiyana hai,
paani mein bhi lag jaya aag,
adaaye jo humaari kaatilaana hain.

har phool ki mehek humse hai,
aur ye chaman bhi hum se mehekta hai,
humaari nigaaho mein wo saraab hai,
jise bin piye hi har koi behekta hai.

har kisi ko nahin sunaaya karte,
kuchh sargam ke aise saaz,
har kisi ko yun bataaya nahin karte,
is dil ke chhipe kai raaz.

koi phool ho khubsurat itna,
tabhi to bhanvare aate hain,
hain hum mein bhi ye khubiyaan saari,
tabhi to hum aapko bhaate hain.

*************************** jiya ....
Logged
Jiya
Guest
«Reply #19 on: July 04, 2007, 05:23:38 PM »
Reply with quote
ji bilkul sameer ji main funny sec.. mein  jarur likhne ki koshish karungi,, aur haan aap sahi kehete hain shabd Anmol hi hote hain ,,,,,

                                                   Jiya ....
Logged
paani
Guest
«Reply #20 on: July 05, 2007, 05:16:35 AM »
Reply with quote
jiya bahut dil se likha hai aapne.. poen123 so good reply.. keep it upwards
Logged
poem143s
Shayari Qadrdaan
***

Rau: 0
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
20 hours and 21 minutes.
Posts: 319
Member Since: Mar 2004


View Profile
«Reply #21 on: July 05, 2007, 07:29:04 AM »
Reply with quote
Quote from: "Jiya"
bohot hi achhe saneer ji,,,,, thanks again for ye nice reply,,,

naam hai Jiya humaara,
Jiya mein hi humaara aashiyana hai,
paani mein bhi lag jaya aag,
adaaye jo humaari kaatilaana hain.

har phool ki mehek humse hai,
aur ye chaman bhi hum se mehekta hai,
humaari nigaaho mein wo saraab hai,
jise bin piye hi har koi behekta hai.

har kisi ko nahin sunaaya karte,
kuchh sargam ke aise saaz,
har kisi ko yun bataaya nahin karte,
is dil ke chhipe kai raaz.

koi phool ho khubsurat itna,
tabhi to bhanvare aate hain,
hain hum mein bhi ye khubiyaan saari,
tabhi to hum aapko bhaate hain.

*************************** jiya ....


Khubsurat hai naam tumhara khubsurat hai ashiyana
Ho agar ijjat aapki wahi hum bhi apana bana le thikana
Paas aao mere, mere dil ke taaron main chhed jaao tarana
Tum ban jaao meri aur dekhta rahe jamana


Kaisa pyar hai tumhara kaisi hai ye uljhan
Kabhi barsti ho saavan main kabhi mahekati ho gulsan
Kaas mera bhi mahek jaaye kabhi ghar aagan
Wo tabhi hoga jab tum banogi meri dulhan

Dil ke raaj har kisi ko nahi apno ko sunaya karo
Dil ke dard ko youn aashon main na bahaya karo
Gar kabhi kahi hoti tumne dil ki baat hum se
To sikayat na hoti kabhi humen tum se


Hum wo bhanvare nahi ho ras pee ke ud jayenge
Hum wo hai jo zindagi bhar tumhara saath nibhayenge
Na ho gar yakeen meri muhbbat pe to azma lena
Tum kaho !!! hum chand tare bhi tod layenge

Jiya gustakhi maaf ho agar kahi aapko achcha na laga ho to please never mind

Khush rahiye
Sameer
Logged
poem143s
Shayari Qadrdaan
***

Rau: 0
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
20 hours and 21 minutes.
Posts: 319
Member Since: Mar 2004


View Profile
«Reply #22 on: July 05, 2007, 07:32:43 AM »
Reply with quote
Quote from: "paani"
jiya bahut dil se likha hai aapne.. poem143 so good reply.. keep it upwards


Paani ji bahut bahut sukriya aapka aapne apne do anmol sabad likhe thanks once again
aur JIYA ki taraf se bhi aapko bahut sara sukriya
sameer
Logged
Jiya
Guest
«Reply #23 on: July 05, 2007, 04:19:01 PM »
Reply with quote
Quote from: "poem143s"
Quote from: "Jiya"
bohot hi achhe saneer ji,,,,, thanks again for ye nice reply,,,

naam hai Jiya humaara,
Jiya mein hi humaara aashiyana hai,
paani mein bhi lag jaya aag,
adaaye jo humaari kaatilaana hain.

har phool ki mehek humse hai,
aur ye chaman bhi hum se mehekta hai,
humaari nigaaho mein wo saraab hai,
jise bin piye hi har koi behekta hai.

har kisi ko nahin sunaaya karte,
kuchh sargam ke aise saaz,
har kisi ko yun bataaya nahin karte,
is dil ke chhipe kai raaz.

koi phool ho khubsurat itna,
tabhi to bhanvare aate hain,
hain hum mein bhi ye khubiyaan saari,
tabhi to hum aapko bhaate hain.

*************************** jiya ....


Khubsurat hai naam tumhara khubsurat hai ashiyana
Ho agar ijjat aapki wahi hum bhi apana bana le thikana
Paas aao mere, mere dil ke taaron main chhed jaao tarana
Tum ban jaao meri aur dekhta rahe jamana


Kaisa pyar hai tumhara kaisi hai ye uljhan
Kabhi barsti ho saavan main kabhi mahekati ho gulsan
Kaas mera bhi mahek jaaye kabhi ghar aagan
Wo tabhi hoga jab tum banogi meri dulhan

Dil ke raaj har kisi ko nahi apno ko sunaya karo
Dil ke dard ko youn aashon main na bahaya karo
Gar kabhi kahi hoti tumne dil ki baat hum se
To sikayat na hoti kabhi humen tum se


Hum wo bhanvare nahi ho ras pee ke ud jayenge
Hum wo hai jo zindagi bhar tumhara saath nibhayenge
Na ho gar yakeen meri muhbbat pe to azma lena
Tum kaho !!! hum chand tare bhi tod layenge

Jiya gustakhi maaf ho agar kahi aapko achcha na laga ho to please never mind



Khush rahiye
Sameer


ji agar bura bhi laga ho to bhi koi baat hi nahin ,,, kyunki humaare kuchh kehene se pehele hi aap apni safaai de dete hain ....
nd by-the-way aapne bohot hi achha se javaab diya hai... gud job.



is duniya mein humse bhi jyaada haseen bohot hain,
par tum kyun hum hi ko paana chahte ho,
chamakte aashiyaane bhi bohot hain is duniya mein,
par dil mein humaare tum kyun zindagi bitaana chahte ho.


hum to sach mein khubsurat raaz hain,
tunhaare liye na koi uljhan hain hum,
humi se hai ye pehela savan pyaar ka,
har mehekte gulshan hain hum.


hum to kehena chah rahe the tumse apna haale dil,
par tum kya koi gair ho,
hum to aitbaar karne lage the tum par yun aankhe mund kar,
ab na ye zindagi tumhare bagair ho.


chaand taare todne ki kyun baat karte ho,
kyun chaandni ko chaand se juda karte ho,
har cheez ko uski mukammal jagah par rehene do,
hume pata hai ki tum pyaar hum hi se karte ho.

*********************************** jiya ....
Logged
Roja
Guest
«Reply #24 on: July 06, 2007, 01:38:01 AM »
Reply with quote
Quote from: "poem143s"
Quote from: "Jiya"
bohot hi achhe saneer ji,,,,, thanks again for ye nice reply,,,

naam hai Jiya humaara,
Jiya mein hi humaara aashiyana hai,
paani mein bhi lag jaya aag,
adaaye jo humaari kaatilaana hain.

har phool ki mehek humse hai,
aur ye chaman bhi hum se mehekta hai,
humaari nigaaho mein wo saraab hai,
jise bin piye hi har koi behekta hai.

har kisi ko nahin sunaaya karte,
kuchh sargam ke aise saaz,
har kisi ko yun bataaya nahin karte,
is dil ke chhipe kai raaz.

koi phool ho khubsurat itna,
tabhi to bhanvare aate hain,
hain hum mein bhi ye khubiyaan saari,
tabhi to hum aapko bhaate hain.

*************************** jiya ....


Khubsurat hai naam tumhara khubsurat hai ashiyana
Ho agar ijjat aapki wahi hum bhi apana bana le thikana
Paas aao mere, mere dil ke taaron main chhed jaao tarana
Tum ban jaao meri aur dekhta rahe jamana


Kaisa pyar hai tumhara kaisi hai ye uljhan
Kabhi barsti ho saavan main kabhi mahekati ho gulsan
Kaas mera bhi mahek jaaye kabhi ghar aagan
Wo tabhi hoga jab tum banogi meri dulhan

Dil ke raaj har kisi ko nahi apno ko sunaya karo
Dil ke dard ko youn aashon main na bahaya karo
Gar kabhi kahi hoti tumne dil ki baat hum se
To sikayat na hoti kabhi humen tum se


Hum wo bhanvare nahi ho ras pee ke ud jayenge
Hum wo hai jo zindagi bhar tumhara saath nibhayenge
Na ho gar yakeen meri muhbbat pe to azma lena
Tum kaho !!! hum chand tare bhi tod layenge

Jiya gustakhi maaf ho agar kahi aapko achcha na laga ho to please never mind

Khush rahiye
Sameer


Sameer and Jiya... both are toooooo good...
Hame bahut accha laga aap dono ko padkar. Keep flowing.
Logged
poem143s
Shayari Qadrdaan
***

Rau: 0
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
20 hours and 21 minutes.
Posts: 319
Member Since: Mar 2004


View Profile
«Reply #25 on: July 06, 2007, 04:24:59 AM »
Reply with quote
JIYA kuch alfaz likhne aaya hoo
Kuch tumhari sunne aur kuch apani sunane aaya hoo
so arz kiya........aur us se pahile gustakhi maaf ho..

Haseen to bahut hai par tum jaisa bhi koi nahi
Jab se dekha hai tumhen aankh meri soyi nahi
Tamam raat chali aati ho tum mujhe satane ko
Ab to zindagi baichain hai har pal sang  bitane ko

Tum raaj nahi kisi devi ki tasveer ho
Haathon main khichi huyi kishmat ki lakeer ho
Tum se sawar jayegi zindagi har sakas ki
Marte huye ko bhi mil jaaye sasen tum yesi takdeer ho

Zindagi meri bhi tumhare bina bekaar hai
Jaise sawan ke bina bahaar hai
Tum to aankhen mud kar, kar lete ho izhaar
Hum kaise bataye ?? humare dil main kitna pyar hai

Agar chaand ka hai khayal itna to tum bhi juda na hona
Ho jaaye khafa duniya saari par tum kafa na hota
Zindagi ke har kadam pe dena saath mera
Chhor mujhe tanha tum be-wafa na hona

Jiya tum bahut achcha likhte ho kaise likhte ho humen bhi kuch shikhao na please... youn hi likhte rahiye humen achcha lagta hai

Khush rahiye
Sameer
Logged
poem143s
Shayari Qadrdaan
***

Rau: 0
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
20 hours and 21 minutes.
Posts: 319
Member Since: Mar 2004


View Profile
«Reply #26 on: July 06, 2007, 04:30:27 AM »
Reply with quote
Tumhen achchi lagi hum dono ki jodi hai
Jisme pyar jayada nafrat thodi hai
dekh hamari jodi ko Dekho !!
Reply dene Roja bhi Doudi hai


Thankyou so much Roja ji aur
Jiya ki taraf se bhi bahut sara thankyou

Phoolon ke guldaste main youn hi baithi rahe ROJA roj
Khushiyan hi mile ROJA ko kabhi na aaye gum ka bhoj


TC
Sameer
Logged
Jiya
Guest
«Reply #27 on: July 08, 2007, 10:27:34 AM »
Reply with quote
thanks a lot roja ji and paani ji ki aapko meri ye koshish pasand aayi ..... thanks once again,:) Usual Smile
Logged
Jiya
Guest
«Reply #28 on: July 21, 2007, 09:59:23 AM »
Reply with quote
tHANKS A LOT U ALL,,,

 
jaane kiska reheta hai aajkal intzaar mujhe,
kyun khoyi khoyi si main reheti hun,
haalat bohot buri hai meri,
sochti kya hun aur kya keh deti hun.

bohot si baate karungi us-se,
jab saamne mere wo aayega,
bas dulhan banungi main uski,
aur saath apne wo mujhe le jayega.

*************************** jiya ....
Logged
Kenisha
Guest
«Reply #29 on: August 11, 2016, 04:54:14 PM »
Reply with quote
It's great to find soneome so on the ball
Logged
Pages: 1 [2]  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 23, 2024, 01:46:43 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by mkv
[December 22, 2024, 05:36:15 PM]

[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.139 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer