Talat
Guest
|
«Reply #30 on: September 23, 2004, 01:39:04 PM » |
|
Thx Waheed....
Mujhe pata hai ki ye mumkin nahin hai lekin phir bhi... ye mera nadaan dil chahe ki tera sath ho hum hon..tum hon..ye bilkul mumkin nahin.. humaare tumhaare beech ye faasla.. hazaron meel ka hai.. jo shayad kabhi na kum ho! Kab tak chalti rahoongi main pairo main aable liye... Kabhi tu mera ho, is anhoni ka sochte sochte.. umr ka ye safar na beet jaaye...
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|
waheed_rose2004
Guest
|
|
«Reply #31 on: September 23, 2004, 04:06:22 PM » |
|
Wah!!!!!! Talat...............Bahot Khoob Likha Aap ne
Tu Meray Sath Aap Safar Per Bazid Hua, Jungle Hai Khofnak Tu Tanay Mujhe Na De ! Pathar Bana De Jism Ko, Sochon Ko Rakh Kerde, Lekin Judaiyon Kai Zamanay Mujhe Na De !
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Talat
Guest
|
|
«Reply #32 on: September 23, 2004, 06:30:07 PM » |
|
thx Waheed & a nice one...
Ajab morh pe thehra hai qaafila dil ka sukoon dhoondne nilkle the wehshatain bhi gayeen!!! (NM)
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Pooja
Guest
|
|
«Reply #33 on: September 23, 2004, 07:00:34 PM » |
|
wah!!!
|
|
|
Logged
|
|
|
|
waheed_rose2004
Guest
|
|
«Reply #34 on: September 24, 2004, 06:16:56 AM » |
|
jawab aap ka bhi nahin Talat.........
badah phir badah hay may zaher bhe pee jaon QATEEL shart yeh kay koi bahoon may sambhalay mujhe ko........
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Talat
Guest
|
|
«Reply #35 on: September 24, 2004, 06:22:15 AM » |
|
thanks Waheed.. Nice one Waheed.. this my fav Ghazal....
Apne haathon ki lakeeron main basa le mujh ko Main hoon tera to naseeb apna bana le mujh ko!!!
|
|
|
Logged
|
|
|
|
waheed_rose2004
Guest
|
|
«Reply #36 on: September 24, 2004, 06:26:57 AM » |
|
wah!!! Talat...........bahot khoob likha aap ne.........
Main hoon tera to naseeb apna bana le mujh ko!!!
--------------------------------------------------------------------------------
Din Apanii Chiraagon Ki Maanind Guzarate Hai.N Har Subah Ko Bujh Jaanaa Har Shaam Jal Jaanaa.............
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Talat
Guest
|
|
«Reply #37 on: September 24, 2004, 06:28:59 AM » |
|
nahin ye ghazal kisi aur ki hai.. i dont know the poet's name... I just love this ghazal... one more line from the same one...
Mujh se tu poochne aaya hai wafa ke maane Ye teri saada dili maar na daale mujh ko!!
|
|
|
Logged
|
|
|
|
waheed_rose2004
Guest
|
|
«Reply #38 on: September 24, 2004, 06:35:26 AM » |
|
is se kya fark padta hai...duniya bhi to kisi aur ki hai....jindagi bhi to hum logon ki nahin hai..bus humlog isko sajaate hain...pyar karte hai.........
one of my faverite.........................
Mujhe Haadason Se Sajaa Sajaa Ke Bahut Haseen Bana Diya Mera Dil Bhi Jaise Dulhan Kaa Haath Ho Mehandiyon Se Racha Hua...
|
|
|
Logged
|
|
|
|
nishita
Guest
|
|
«Reply #39 on: September 24, 2004, 07:51:14 AM » |
|
thanks Waheed.. Nice one Waheed.. this my fav Ghazal....
Apne haathon ki lakeeron main basa le mujh ko Main hoon tera to naseeb apna bana le mujh ko!!! nice talat.. aise hi ek falguni pathak ki line hai... haathon ki lakeeron me aa chupaale mujhe karna paaye fir koi judaa hi hume.. (this is my fav)
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Talat
Guest
|
|
«Reply #40 on: September 24, 2004, 10:06:44 AM » |
|
Thanks Nishita ... Nice one....
|
|
|
Logged
|
|
|
|
waheed_rose2004
Guest
|
|
«Reply #41 on: September 26, 2004, 04:38:04 AM » |
|
nice nishta...............
|
|
|
Logged
|
|
|
|
sandeepparker
Guest
|
|
«Reply #42 on: January 24, 2005, 09:26:10 AM » |
|
Kahin bijli gire woh apna gulshan ho ke auron ka Mujhe apni hi shaakh-i–aashiyan maaloom hoti hai
|
|
|
Logged
|
|
|
|
SADIQA JAWED
Guest
|
|
«Reply #43 on: January 24, 2005, 12:10:16 PM » |
|
Thx Waheed....
Mujhe pata hai ki ye mumkin nahin hai lekin phir bhi... ye mera nadaan dil chahe ki tera sath ho hum hon..tum hon..ye bilkul mumkin nahin.. humaare tumhaare beech ye faasla.. hazaron meel ka hai.. jo shayad kabhi na kum ho! Kab tak chalti rahoongi main pairo main aable liye... Kabhi tu mera ho, is anhoni ka sochte sochte.. umr ka ye safar na beet jaaye... KHOOL YAR..TO KHOOL "suntay hain hum piar ki batain piar ki hum say bat karo jis ki chahat main hain pagal us dildar ki bat karo. sal kia sadian beet gaiy hain bichray us harjai say milnay ki koi khabar to laoo aour milap ki bat karo. phool sa hussan wwo rakhty hain shrab bhri jawani main bhool kay saray phoolon ko us gul shabab ki bat karo. bikhri zulfain simti shamain us per shoukh ada un ki js andaz say daaikhtay hain wwo us ansaz ki bat karo. un ko chahnay say ab asif badal gaya hay dil ka mosum us mosum ko chahnay walay is mosam ki bat karo.[/b]
|
|
|
Logged
|
|
|
|
waheed_rose2004
Guest
|
|
«Reply #44 on: January 28, 2005, 03:34:12 PM » |
|
wah!!!!!!!!! very nice sandeep.........sadiqa........
Us Key Batien Roothi Roothi Jis Ka Lehja Meetha Hai Us Key Ankh Samandar Jaissey Jis Key Zaath Men Sehra Hai Raat Say Gehri Sochein Us Key Jis Ka Rang Sunehra Hai Phool Or Kulyaan Chunanay Wala Khud Kyo Bikhra Bikhra Hai Chand Say Batein Kurnay Wala Dekho Kitna Tanha Hai..............................
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|