koi nahin

by abeera on June 17, 2006, 07:53:53 AM
Pages: [1]
ReplyPrint
Author  (Read 817 times)
abeera
Guest
Reply with quote
Haath uthahay hain magar harf e dua koi nahi

ki ibbadat bhi to wo jis ki jazza koi nahi!!!!!!

Aah  k ab tasleem kar lain,tu nahi to mein sahi

kon manega k hum mein baiwafa koi nahi!!!!!

khud ko yun mehsoor kar bathi hoon apni zaat mein

manzalein charon taraf hain rasta koi nahi!!!!!!!!!!!!!
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Tum Bhi To Aaj Tum Nahin..... by waheed_rose2004 in Shayri-E-Dard
Tum jo nahin ho ....!!!! by Talat in Shayri for Dard -e- Judai « 1 2 ... 6 7 »
Zarf ka koi naam nahin , Aansoo ka koi daam nahin by javedarshad in Miscellaneous Shayri « 1 2  All »
Nahin hai mujhe hosh mera Lekin mein madhosh nahin by Ricky in Miscellaneous Shayri « 1 2 3  All »
Just for You !!! - Nahin Nahin Nahin ... by Qutubuddin in Ghazals
madhuwesh
Guest
«Reply #1 on: September 01, 2009, 10:16:10 AM »
Reply with quote
Wah wah Abeera ji bahut khoob.mindblowing creation.excellent Thumbs UP Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
Logged
guest
Guest
«Reply #2 on: September 01, 2009, 01:47:03 PM »
Reply with quote
good good very good abeera jii  Applause Applause
Logged
Roja
Guest
«Reply #3 on: September 01, 2009, 03:02:03 PM »
Reply with quote
Haath uthahay hain magar harf e dua koi nahi

ki ibbadat bhi to wo jis ki jazza koi nahi!!!!!!

Aah  k ab tasleem kar lain,tu nahi to mein sahi

kon manega k hum mein baiwafa koi nahi!!!!!

khud ko yun mehsoor kar bathi hoon apni zaat mein

manzalein charon taraf hain rasta koi nahi!!!!!!!!!!!!!

Nice.. Yeh sher padkar kahi pada ek gazal yaad aaya. Yahan share kar rahi hu.

Hai dua yaad mager harf-e-dua yaad nahi
mere naghmaat ko andaz-e-nawa yaad nahi

humne jinke liyeh raahon mein bichaya tha lahu
humse kehte hain wahi ehd-e-wafa yaad nahi

zindagi jabr-e-musalal ki tarhan kaati hai
jane kiss jurm ki payi hai saza yaad nahi

meinne palkon se dayar pe dastak di hai
mein woh saayil hoon jise koi sada yaad nahi

kaise bhar aayyin sar-e-sham kisi ki ankhein
kaise tharrayi charaghon ki ziya yaad nahi

sirf dhunlate sitaron ki chamak dekhi hai
kon hua kab hua kiss se khafa yaad nahi

aao ek sajda karein aalam-e-madhoshi mein
log kehte hain hum ko khuda yaad nahi
Logged
madhuwesh
Guest
«Reply #4 on: September 01, 2009, 08:20:11 PM »
Reply with quote
Wah wah Roja ji,bahut khoob,mindblowing lines.excellent Thumbs UP Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
Logged
aaina
Guest
«Reply #5 on: September 02, 2009, 09:29:05 AM »
Reply with quote
bhut khoob.............

nd very nice sharing roja thnxxxx
Logged
Pages: [1]
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 15, 2024, 07:51:44 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:55:06 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 06:58:58 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.103 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8506 Real Poets and poetry admirer