Kounsi Cheez Mohabbat Se Badi Hoti Hai,..

by Jaanasheen on May 30, 2006, 02:55:40 PM
Pages: 1 ... 4 5 6 7 [8]
ReplyPrint
Author  (Read 8487 times)
Ninaah
Guest
«Reply #105 on: July 10, 2006, 01:01:09 PM »
Reply with quote
good one....once again..... Jaansheen....

pyaar mein har kadam pe,
har badnaseeb ka imtihaan hai,
pyaar ki chahat mein sab kuch loota betha,
pur issi lafz se wo ab tak anjaan hai.....




Quote from: "Jaanasheen"
Quote from: "Ninaah"
good one..... jaansheen ji...

gur khawahish puri hoti iss kadar,
to har koi dua mein haath utha leta,
har khushi hoti uski jholi mein,
aur shukrane mein do ashq baha leta.....



Quote from: "Jaanasheen"
Bahoot Khoob Ninaah sis,,...

Majboor Hoon Main Is Zamaane Mein,..
Tord Nahi Sakta Iske Rasmon Ko,..
Marne Se Pehle Khuda Se Ye Dua Hai,..
Poore Karo Teri Chahat Ki Kasmon Ko...


Bahoot Khoob Ninaah Sis,..

Aisi Ek Dua Nahi Apni Jisme Uske Liye Fariyaad Na Ho,..
Mili Hai Use Khushiaan Jaane Kounsi Kabool Hui Apni Duaa,..
Use Har Waqt Khush Rakh Bhale Mujhe De Zamaane Ke Sitam,,..
Aaaye Na Aankh Mein Uske Aansoon Ye Iltijaa Hai Khudaa..

________________________________________-Jaanasheen-
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Tu Cheez badi namkeen hai!... by sharmaarunkumar in Shayari -e- Husn « 1 2 ... 5 6 »
IK CHEEZ BADI PYARI MILI HAI by Asghr in Shayri for Khumar -e- Ishq
HAMSAFAR KE SATH JURhEE CHEEZ HOTI HAI by BANSI DHAMEJA in Share:Love Poetry
Mohabbat Kya Cheez Hoti Hai by suman59 in Urdu Poets « 1 2  All »
kya cheez mohabbat hoti hai... by dhani in Shayri for Khumar -e- Ishq
Ninaah
Guest
«Reply #106 on: July 10, 2006, 01:02:33 PM »
Reply with quote
thanks tabbu.......

kismat aisi thi apni,
ki pyar ki taabeer na mili,
jiss zindagi mein pyar hota,
aisi hume takdeer na mili.....



Quote from: "tabassum shakeel"
bahut khoob jaanasheen aur ninnah

mohabbat se badi koi haqeeqat hi nahi hai
ye hai vo khwab jo khud me haqeeqat se bada hai
jo hon sare jahaan ki bhi balaen isme sahana
to bhi ye toot na paae ga aisa khwab hai ye
Logged
rakeshthp
Guest
«Reply #107 on: July 10, 2006, 01:09:24 PM »
Reply with quote
Neenah Aap likhati bahut Achchha ho
Quote from: "Ninaah"
good one....once again..... Jaansheen....

pyaar mein har kadam pe,
har badnaseeb ka imtihaan hai,
pyaar ki chahat mein sab kuch loota betha,
pur issi lafz se wo ab tak anjaan hai.....




Quote from: "Jaanasheen"
Quote from: "Ninaah"
good one..... jaansheen ji...

gur khawahish puri hoti iss kadar,
to har koi dua mein haath utha leta,
har khushi hoti uski jholi mein,
aur shukrane mein do ashq baha leta.....



Quote from: "Jaanasheen"
Bahoot Khoob Ninaah sis,,...

Majboor Hoon Main Is Zamaane Mein,..
Tord Nahi Sakta Iske Rasmon Ko,..
Marne Se Pehle Khuda Se Ye Dua Hai,..
Poore Karo Teri Chahat Ki Kasmon Ko...


Bahoot Khoob Ninaah Sis,..

Aisi Ek Dua Nahi Apni Jisme Uske Liye Fariyaad Na Ho,..
Mili Hai Use Khushiaan Jaane Kounsi Kabool Hui Apni Duaa,..
Use Har Waqt Khush Rakh Bhale Mujhe De Zamaane Ke Sitam,,..
Aaaye Na Aankh Mein Uske Aansoon Ye Iltijaa Hai Khudaa..

________________________________________-Jaanasheen-
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #108 on: July 11, 2006, 10:28:51 AM »
Reply with quote
Quote from: "Ninaah"
thanks tabbu.......

kismat aisi thi apni,
ki pyar ki taabeer na mili,
jiss zindagi mein pyar hota,
aisi hume takdeer na mili.....



Quote from: "tabassum shakeel"
bahut khoob jaanasheen aur ninnah

mohabbat se badi koi haqeeqat hi nahi hai
ye hai vo khwab jo khud me haqeeqat se bada hai
jo hon sare jahaan ki bhi balaen isme sahana
to bhi ye toot na paae ga aisa khwab hai ye


Bahoot Khoon Ninaah Sis,..

Mohabbat Hum Unse Kar Baithe Jinse Milne Ki Aas Nahi,..
Karte Hai Khudaa Se Ab Dua Unhe Paane Ki Aur Khuda Hai Ke Mere Paas Nahi,..

________________________________________________-Jaanasheen-
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #109 on: July 11, 2006, 10:30:30 AM »
Reply with quote
Quote from: "Ninaah"
good one....once again..... Jaansheen....

pyaar mein har kadam pe,
har badnaseeb ka imtihaan hai,
pyaar ki chahat mein sab kuch loota betha,
pur issi lafz se wo ab tak anjaan hai.....




Quote from: "Jaanasheen"
Quote from: "Ninaah"
good one..... jaansheen ji...

gur khawahish puri hoti iss kadar,
to har koi dua mein haath utha leta,
har khushi hoti uski jholi mein,
aur shukrane mein do ashq baha leta.....



Quote from: "Jaanasheen"
Bahoot Khoob Ninaah sis,,...

Majboor Hoon Main Is Zamaane Mein,..
Tord Nahi Sakta Iske Rasmon Ko,..
Marne Se Pehle Khuda Se Ye Dua Hai,..
Poore Karo Teri Chahat Ki Kasmon Ko...


Bahoot Khoob Ninaah Sis,..

Aisi Ek Dua Nahi Apni Jisme Uske Liye Fariyaad Na Ho,..
Mili Hai Use Khushiaan Jaane Kounsi Kabool Hui Apni Duaa,..
Use Har Waqt Khush Rakh Bhale Mujhe De Zamaane Ke Sitam,,..
Aaaye Na Aankh Mein Uske Aansoon Ye Iltijaa Hai Khudaa..

________________________________________-Jaanasheen-


Aaj Bhi Anjaan Hai Hum Mohabbat Ke Naam Se,..
Phir Bhi Iske Bagair Hum Jee Nahi Sakte,..
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #110 on: July 11, 2006, 12:09:28 PM »
Reply with quote
Is Tarah Tabaah Ho Jaaon Main Mohabbat Mein Teri,.
Ke Kuch Bhi Na Bache Zindagi Mein Meri, Teri Mohabbat Ke Siwa,..

_________________________________________________-Jaanasheen-
Logged
Pages: 1 ... 4 5 6 7 [8]
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
January 24, 2025, 06:50:23 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[January 19, 2025, 05:59:15 PM]

[January 19, 2025, 05:47:49 PM]

[January 10, 2025, 09:46:05 AM]

[January 10, 2025, 09:45:14 AM]

[January 08, 2025, 08:30:59 AM]

[January 08, 2025, 08:29:31 AM]

[January 05, 2025, 08:51:01 AM]

[January 05, 2025, 08:45:11 AM]

[January 05, 2025, 08:44:20 AM]

[January 05, 2025, 08:43:28 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.121 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8510 Real Poets and poetry admirer