Kounsi Cheez Mohabbat Se Badi Hoti Hai,..

by Jaanasheen on May 30, 2006, 02:55:40 PM
Pages: 1 2 3 4 [5] 6 7 8
ReplyPrint
Author  (Read 8490 times)
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006

View Profile
«Reply #60 on: June 09, 2006, 12:58:33 PM »
Reply with quote
Quote from: "Ninaah"
bahot khoob jaanasheen.....

fitrat hai kisi ki, ki wo mohabbat ko khel bana de,
e-khuda tu unhe zindagi jeene ki aisi wajah de,
meri to khawahish hai yahi ek, iss zindagi mein,
ki tu do dilon ko milkar rehane ki saza de......

Quote from: "Jaanasheen"
Quote from: "Ninaah"
BAHOT KHOOB.... JANASHEEN JI....

ZINDAGI KAT GAYEE KISI KO BHULANE MEIN,
PUR KISI KO PAL BHI NA LAGA HUME DIL SE MITANE MEIN,
HO GAYEE VEERAAN HUMARI ZINDAGI ISS KADAR,
KI AAJ BHI DHOOND RAHE HAIN USSE APNE AFSAANE MEIN......

Quote from: "Jaanasheen"
Waah Ninaah Ji Bahoot Khoob,...

Bhoolna Kisi Ko Kahan Asaan Hota Hai,..
Bhoolaane Ke Liye To Zindagi Kat Jaati Hai,..
Koshish Karo Tum Bhoolaane Ki Laakh Phir Bhi,..
Jitna Bhoolaaoge Yaad Utni Hi Aati Hai,..

______________________________-Jaanasheen-

Waah Ninaah Ji Bahoot Khoob,..

Kaise Bhool Jaayein Hum Unhe "Ninaah"
Jinhe Paane Ke Liye Hume Zamaana Laga,..
Hum To Chahte Hain Aaj Bhi Unhe Dil-o-Jaan Se,..
Shayad Hamara Andaaz Unhe Kuch Poorana Laga,..
Hum To Wo Ashiq Hain Jo Ishq Mein Hadd Se Guzar Jaate Hain,..
Ye Baat Jab Kahi Maine Unse Shayad Unhe Fasaana Laga,..

________________________________________-Jaanasheen-
Shukriya Ninaah Ji,..
And Nice One,...

Kadar Na Jaani Usne Meri Mohabbat Ki,..
Is Liye Aaj Apni Mohabbat Ko Kheelona Bana Liya,..
Dekhkar Zaleem Ki Adaa Ko Maine Bhi "Jaanasheen",...
Veeraane Mein Apna Ashiaana Bana Liya,..

_________________________________-Jaanasheen-
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Tu Cheez badi namkeen hai!... by sharmaarunkumar in Shayari -e- Husn « 1 2 ... 5 6 »
IK CHEEZ BADI PYARI MILI HAI by Asghr in Shayri for Khumar -e- Ishq
HAMSAFAR KE SATH JURhEE CHEEZ HOTI HAI by BANSI DHAMEJA in Share:Love Poetry
Mohabbat Kya Cheez Hoti Hai by suman59 in Urdu Poets « 1 2  All »
kya cheez mohabbat hoti hai... by dhani in Shayri for Khumar -e- Ishq
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006

View Profile
«Reply #61 on: June 09, 2006, 01:06:03 PM »
Reply with quote
Quote from: "Ninaah"
bahot khoob PJPG......and thanks....

hum sochate he reh gaye,
aur humse kismat khafa ho gayee,
jiski chahat mein jiya har lamha,
wo manzil humse juda ho gayee......

Quote from: "purani_jeans_aur_guitar"
sukriya manju ji.........bahut hi khub kaha ninaah......
 
 teri tanhaiyo ka aksar mujhko bhi guman hota hai
  afsane tere yaad kar-kar,dil aaj bhi mera rota hai
 kaise socha tune ,ki tujhe bhul chuka hoon main
 jabki tere naam se suru ,sansso ka karvan hota hai
 
 ...............@fahi@...............

Bahot Khob Ninaah Ji,...

Hadd Se Jab Guzar Jaaye Mohabbat Kisi Ki,..
To Uski Muskurahat Bhi Zindagi Ban Jaati Hai,..
Junoon Ishq Ka Jab Bepanaah Ho Jaaye To,..
Chahat Uski Bandagi Ban Jaati Hai,..

___________________________-Jaanasheen-
Logged
sangy
Guest
«Reply #62 on: June 11, 2006, 01:29:49 PM »
Reply with quote
Quote from: "Jaanasheen"

Bahot Khob Ninaah Ji,...

Hadd Se Jab Guzar Jaaye Mohabbat Kisi Ki,..
To Uski Muskurahat Bhi Zindagi Ban Jaati Hai,..
Junoon Ishq Ka Jab Bepanaah Ho Jaaye To,..
Chahat Uski Bandagi Ban Jaati Hai,..

___________________________-Jaanasheen-[/b]

Mohabbat mein hadd se guzar jaaye koi..
pyaar ke khaatir, rab se dua maang jaaye koi..
Junoon yeh bepanaah mohabbat ka hain asar
chahat apni zindagi bana jaaye koi...
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006

View Profile
«Reply #63 on: June 12, 2006, 07:12:52 AM »
Reply with quote
Quote from: "sangy"
Quote from: "Jaanasheen"

Bahot Khob Ninaah Ji,...

Hadd Se Jab Guzar Jaaye Mohabbat Kisi Ki,..
To Uski Muskurahat Bhi Zindagi Ban Jaati Hai,..
Junoon Ishq Ka Jab Bepanaah Ho Jaaye To,..
Chahat Uski Bandagi Ban Jaati Hai,..

___________________________-Jaanasheen-[/b]

Mohabbat mein hadd se guzar jaaye koi..
pyaar ke khaatir, rab se dua maang jaaye koi..
Junoon yeh bepanaah mohabbat ka hain asar
chahat apni zindagi bana jaaye koi...

Waah Sangy Bahoot Khoob Kaha Hai,..

Mohabbat Mein Hadd Se Guzar Jaaye Koi,..
Zindagi Apni Mohabbat Ke Naam Kar Jaaye Koi...
Hum To Jeete Hain Unki Mohabbat Ki Wajah Se,..
Marne Ki Aas Mohabbat Mein Hume Dila Jaaye Koi,...

________________________________-Jaanasheen-
Logged
Ninaah
Guest
«Reply #64 on: June 13, 2006, 08:10:45 AM »
Reply with quote
you are most welcome PJAG,

ashqon se apni dosti bahot purani hai,
ye behte huve ashqon ki ik kahani hai,
jinn yaadon ko sanjo kar rakha hai,
uss ek-ek lamhe ki daastaan kisi ko sunani hai.........

Quote from: "purani_jeans_aur_guitar"
hum sabka sukriya ada karne ke liye thanx so much ninaah ji.......

ashko se apne keh do mere raste main na aaye
hum hasi ke saudagar hai,ashko ko piya karte hai
 
   ............@fahi2.............
Logged
Ninaah
Guest
«Reply #65 on: June 13, 2006, 08:13:20 AM »
Reply with quote
good one jaanasheen.....

tumhare issi hausale se jee rahe hain,
iss dil mein ab bhi ye pyaar baaki hai,
dekh rahi hoon rasta tumhara,
ab to bass ik intzaar baaki hai.....

Quote from: "Jaanasheen"
Quote from: "Ninaah"
bahot khoob PJPG......and thanks....

hum sochate he reh gaye,
aur humse kismat khafa ho gayee,
jiski chahat mein jiya har lamha,
wo manzil humse juda ho gayee......

Quote from: "purani_jeans_aur_guitar"
sukriya manju ji.........bahut hi khub kaha ninaah......
 
 teri tanhaiyo ka aksar mujhko bhi guman hota hai
  afsane tere yaad kar-kar,dil aaj bhi mera rota hai
 kaise socha tune ,ki tujhe bhul chuka hoon main
 jabki tere naam se suru ,sansso ka karvan hota hai
 
 ...............@fahi@...............

Waah Ninaah Sis Bahoot Khoob,..

Hogayi Judaa Manzilein Apni,..
Phir Bhi Mujhe Tera Intezaar Baaki Hai,..
Tu Bhala Tord De Dil Apna Ya Jalaa De,..
Dil Mein Tere Liye Aaj Bhi Pyaar Baaki Hai,..

___________________________-Jaanasheen-
Logged
Ninaah
Guest
«Reply #66 on: June 13, 2006, 08:21:52 AM »
Reply with quote
har koi mohabbat ki kadra kare,
aisa bhi mumkin nahi,
issi na-kadri ko dekhta hai aasmaan,
issi na-kadri pe ro rahi hai ye zameen.....

Quote from: "Jaanasheen"
Quote from: "Ninaah"
bahot khoob jaanasheen.....

fitrat hai kisi ki, ki wo mohabbat ko khel bana de,
e-khuda tu unhe zindagi jeene ki aisi wajah de,
meri to khawahish hai yahi ek, iss zindagi mein,
ki tu do dilon ko milkar rehane ki saza de......

Quote from: "Jaanasheen"
Quote from: "Ninaah"
BAHOT KHOOB.... JANASHEEN JI....

ZINDAGI KAT GAYEE KISI KO BHULANE MEIN,
PUR KISI KO PAL BHI NA LAGA HUME DIL SE MITANE MEIN,
HO GAYEE VEERAAN HUMARI ZINDAGI ISS KADAR,
KI AAJ BHI DHOOND RAHE HAIN USSE APNE AFSAANE MEIN......

Quote from: "Jaanasheen"
Waah Ninaah Ji Bahoot Khoob,...

Bhoolna Kisi Ko Kahan Asaan Hota Hai,..
Bhoolaane Ke Liye To Zindagi Kat Jaati Hai,..
Koshish Karo Tum Bhoolaane Ki Laakh Phir Bhi,..
Jitna Bhoolaaoge Yaad Utni Hi Aati Hai,..

______________________________-Jaanasheen-

Waah Ninaah Ji Bahoot Khoob,..

Kaise Bhool Jaayein Hum Unhe "Ninaah"
Jinhe Paane Ke Liye Hume Zamaana Laga,..
Hum To Chahte Hain Aaj Bhi Unhe Dil-o-Jaan Se,..
Shayad Hamara Andaaz Unhe Kuch Poorana Laga,..
Hum To Wo Ashiq Hain Jo Ishq Mein Hadd Se Guzar Jaate Hain,..
Ye Baat Jab Kahi Maine Unse Shayad Unhe Fasaana Laga,..

________________________________________-Jaanasheen-
Shukriya Ninaah Ji,..
And Nice One,...

Kadar Na Jaani Usne Meri Mohabbat Ki,..
Is Liye Aaj Apni Mohabbat Ko Kheelona Bana Liya,..
Dekhkar Zaleem Ki Adaa Ko Maine Bhi "Jaanasheen",...
Veeraane Mein Apna Ashiaana Bana Liya,..

_________________________________-Jaanasheen-
Logged
Ninaah
Guest
«Reply #67 on: June 13, 2006, 08:24:50 AM »
Reply with quote
kya baat hai jaanasheen aajkal badi badiya shayari chal rahi hai.....hmmmmm :wink:

zindagi se koi chala gaya,
pur dil mein bas ye pyar reh gaya,
har raste pe nigah thehar jaati hai,
ab to sirf iss maut ka intzaar reh gaya.....

Quote from: "Jaanasheen"
Quote from: "Ninaah"
bahot khoob PJPG......and thanks....

hum sochate he reh gaye,
aur humse kismat khafa ho gayee,
jiski chahat mein jiya har lamha,
wo manzil humse juda ho gayee......

Quote from: "purani_jeans_aur_guitar"
sukriya manju ji.........bahut hi khub kaha ninaah......
 
 teri tanhaiyo ka aksar mujhko bhi guman hota hai
  afsane tere yaad kar-kar,dil aaj bhi mera rota hai
 kaise socha tune ,ki tujhe bhul chuka hoon main
 jabki tere naam se suru ,sansso ka karvan hota hai
 
 ...............@fahi@...............

Bahot Khob Ninaah Ji,...

Hadd Se Jab Guzar Jaaye Mohabbat Kisi Ki,..
To Uski Muskurahat Bhi Zindagi Ban Jaati Hai,..
Junoon Ishq Ka Jab Bepanaah Ho Jaaye To,..
Chahat Uski Bandagi Ban Jaati Hai,..

___________________________-Jaanasheen-
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006

View Profile
«Reply #68 on: June 13, 2006, 08:58:01 AM »
Reply with quote
Sab Aapki Inayat Hai Ninaah Sis,..
Waise Appki Shayarion Ka To Jawaab Nahi,..

Mohabbat Mein Kisi Ki Sab Lootaane Ko Jee Chahta Hai,..
Abaad Hain Hum Phir Bhi Ghar Jalaane Ko Jee Chahta Hai,..

Anjaan The Mohabbat Ke Naam Se, Gum The Duniya Mein,..
Ab Ke Baar "Jaanasheen" Duniya Ko Mitaane Ko Jee Chahta Hai,..

Badaa Asar Hai Mohabbat Mein, Ke Ye Pathar Ko Bhi Piglaati Hai,..
Mujhe Bhi Ab "Jaanasheen" Kisi Pathar Se Dil Laage Ko Jee Chahta Hai,...

Aye Khuda De Do Pal Ki Bhi Zindagi To Khushiaan Bharde,..
Ab Ke Baar Mujhe Teri Bandagi Karne Ko Jee Chahta Hai,..

_____________________-Azeem-__________________
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006

View Profile
«Reply #69 on: June 29, 2006, 08:17:20 AM »
Reply with quote
Mohabbat Humne Manaa Zindagi Barbaad Karti Hai,..
Ye Kya Kam Hai Ke Marjaane Se Duniya Yaad Karti Hai,..

Kisi ke Ishq Mein Sab Kuch Lootakar Hum Bhi Dekheinge,..
Teri Mehfil Mein Kismat Aazmakar Hum Bhi Dekheinge,..

___________________________________-Shakeel Badayuni-
Logged
Ninaah
Guest
«Reply #70 on: June 29, 2006, 11:44:19 AM »
Reply with quote
sach kaha tumne jaanasheen ki..........

mohabbat sirf zindagi barbaad karti hai,
marne ke baad he ye duniya yaad karti hai,
aakhiri waqt mein mein unhe dekh loon ek nazar,
ye aankhein uss khuda se fariyaad karti hai........

Quote from: "Jaanasheen"
Mohabbat Humne Manaa Zindagi Barbaad Karti Hai,..
Ye Kya Kam Hai Ke Marjaane Se Duniya Yaad Karti Hai,..

Kisi ke Ishq Mein Sab Kuch Lootakar Hum Bhi Dekheinge,..
Teri Mehfil Mein Kismat Aazmakar Hum Bhi Dekheinge,..

___________________________________-Shakeel Badayuni-
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006

View Profile
«Reply #71 on: June 30, 2006, 05:42:37 AM »

Bahoot Khoob Kaha Hai Apne Ninaah se,..

Kadar Nahi Karta Koi Wafaa Ki Jab Tak Bewafaai Ki Chot Na Lage,,..
Aur Jab Lagti Hai To Sab Milkar Mohabbat Ko Badnaam Karte Hain,..

_________________________________________________-Jaanasheen-

Logged
Ninaah
Guest
«Reply #72 on: June 30, 2006, 10:52:21 AM »
Reply with quote
waaah jaanasheen kya baat kahee hai........

mohabbat to yun he badnaam hoti hai,
jabki ye kaam to kuch bewafaon ka hai,
har koi kosta hai unn tofaano ko,
jabki ye kaam to unn hawaaon ka hai......

«Reply #73 on: July 01, 2006, 06:21:12 AM »

Waah Ninaah Sis Bahoot Hi Khoob Kaha Hai Apne,..

Karta Hai Koi Aur Bharta Hai Koi,..
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006

View Profile
«Reply #74 on: July 01, 2006, 06:26:14 AM »
Reply with quote
Nice One Ninaah Sis,..

Saath Ho Mohabbat Agar Kisi Ki,.
To Toofaano Mein Bhi Sahara Mil Jaayega,..
Ke Mohabbat Se Bardkar Koi Takhaat Nahi,..
Jab Mohabbat Hi Saath Na Ho To Hawa Se Bhi Barbaadian Ho Jaati hai..

____________________________________-Jaanasheen-
Logged
Pages: 1 2 3 4 [5] 6 7 8
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.

Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
January 24, 2025, 11:11:01 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[January 19, 2025, 05:59:15 PM]

[January 19, 2025, 05:47:49 PM]

[January 10, 2025, 09:46:05 AM]

[January 10, 2025, 09:45:14 AM]

[January 08, 2025, 08:30:59 AM]

[January 08, 2025, 08:29:31 AM]

[January 05, 2025, 08:51:01 AM]

[January 05, 2025, 08:45:11 AM]

[January 05, 2025, 08:44:20 AM]

[January 05, 2025, 08:43:28 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.137 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer