Kounsi Cheez Mohabbat Se Badi Hoti Hai,..

by Jaanasheen on May 30, 2006, 02:55:40 PM
Pages: 1 2 3 4 5 [6] 7 8
ReplyPrint
Author  (Read 8349 times)
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006

View Profile
«Reply #75 on: July 02, 2006, 08:07:51 AM »
Reply with quote
Mohabbat Mein Teri Mujhe Aisa Mehsoos Hua,..
Ke Judaa Tha Pehle Mein Rooh Se Ab Milaa Hoon,..
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Tu Cheez badi namkeen hai!... by sharmaarunkumar in Shayari -e- Husn « 1 2 ... 5 6 »
IK CHEEZ BADI PYARI MILI HAI by Asghr in Shayri for Khumar -e- Ishq
HAMSAFAR KE SATH JURhEE CHEEZ HOTI HAI by BANSI DHAMEJA in Share:Love Poetry
Mohabbat Kya Cheez Hoti Hai by suman59 in Urdu Poets « 1 2  All »
kya cheez mohabbat hoti hai... by dhani in Shayri for Khumar -e- Ishq
Ninaah
Guest
«Reply #76 on: July 03, 2006, 05:51:48 AM »
Reply with quote
bilkul sahi kaha jaanasheen aapne,

jisko chaha humne zindagi mein,
bass usse paane ki khawahish thi,
koi pal mein veeran kar gaya humko,
yahi to humare pyar ki aajmaayeesh thi.....

Quote from: "Jaanasheen"
Nice One Ninaah Sis,..

Saath Ho Mohabbat Agar Kisi Ki,.
To Toofaano Mein Bhi Sahara Mil Jaayega,..
Ke Mohabbat Se Bardkar Koi Takhaat Nahi,..
Jab Mohabbat Hi Saath Na Ho To Hawa Se Bhi Barbaadian Ho Jaati hai..

____________________________________-Jaanasheen-
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006

View Profile
«Reply #77 on: July 03, 2006, 10:35:40 AM »
Reply with quote
Quote from: "Ninaah"

Bahoot Khoob Ninaah Sis,..

Veeraan Hokar Bhi Dil Mein Usi Ki Mehfil Sajti Hai,..
Dekhkar Meri Chahat Ko Khud Zindagi Mujhpar Hasti Hai,..
Ek Pal Ke Liye Jise Dekha Tha Maine Kabhi,..
Nazron Mein Dekh Yaaron Aaj Usi Ki Tasweer Basti Hai,..

_______________________________________Jaanasheen-
Logged
tabassum shakeel
Guest
«Reply #78 on: July 03, 2006, 12:35:45 PM »
Reply with quote
bahut khoob jaan sheen aur ninnah ...........

monabbaton ka zikr bhi mohabbaton se karo
ye rooth jaae to phir mehrbaan nahi hoti
hazzar dil jab tuten hain ek ghar hai bana
ye cheez itani bhi asaan to nahi hotii
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006

View Profile
«Reply #79 on: July 04, 2006, 06:23:41 AM »
Reply with quote
Quote from: "tabassum shakeel"
bahut khoob jaan sheen aur ninnah ...........

monabbaton ka zikr bhi mohabbaton se karo
ye rooth jaae to phir mehrbaan nahi hoti
hazzar dil jab tuten hain ek ghar hai bana
ye cheez itani bhi asaan to nahi hotii
Shukriya Didi,..

Bahoot Khoob Likha Hai,..

Duniya Mein Kitni Hai Nafratein...
Phir Bhi Dilon Mein Hain Chahatein,..
Marr Bhi Jaaye Pyaar Waale,..
Mit Bhi Jaaye Yaar Waale,..
Zinda Rehti Hai Unki Mohabbatein,...
Logged
Ninaah
Guest
«Reply #80 on: July 04, 2006, 07:01:25 AM »
Reply with quote
bahot badiya.... jaanasheen ji.....

ashq jo bahe ankhon se humare,
to gum-e-zindagi ki takdeer ban gayee,
jo ghumayee ungaliyaan kore kaagaz pur,
to samne tumhari ik tasveer ban gayee.......

Quote from: "Jaanasheen"
Quote from: "Ninaah"
bilkul sahi kaha jaanasheen aapne,

jisko chaha humne zindagi mein,
bass usse paane ki khawahish thi,
koi pal mein veeran kar gaya humko,
yahi to humare pyar ki aajmaayeesh thi.....

Quote from: "Jaanasheen"
Nice One Ninaah Sis,..

Saath Ho Mohabbat Agar Kisi Ki,.
To Toofaano Mein Bhi Sahara Mil Jaayega,..
Ke Mohabbat Se Bardkar Koi Takhaat Nahi,..
Jab Mohabbat Hi Saath Na Ho To Hawa Se Bhi Barbaadian Ho Jaati hai..

____________________________________-Jaanasheen-

Bahoot Khoob Ninaah Sis,..

Veeraan Hokar Bhi Dil Mein Usi Ki Mehfil Sajti Hai,..
Dekhkar Meri Chahat Ko Khud Zindagi Mujhpar Hasti Hai,..
Ek Pal Ke Liye Jise Dekha Tha Maine Kabhi,..
Nazron Mein Dekh Yaaron Aaj Usi Ki Tasweer Basti Hai,..

_______________________________________Jaanasheen-
Logged
Ninaah
Guest
«Reply #81 on: July 04, 2006, 07:05:12 AM »
Reply with quote
thank you tabbu ji.....

mohabbat kabhi aasaan nahi hoti,
ismein to na jaane kitne katal huve,
koi jaan se gaya aur koi jahan se gaya,
pur inse na mohabbat ke masle hal huve......

Quote from: "tabassum shakeel"
bahut khoob jaan sheen aur ninnah ...........

monabbaton ka zikr bhi mohabbaton se karo
ye rooth jaae to phir mehrbaan nahi hoti
hazzar dil jab tuten hain ek ghar hai bana
ye cheez itani bhi asaan to nahi hotii
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006

View Profile
«Reply #82 on: July 04, 2006, 07:19:24 AM »
Reply with quote
Shukriya Ninaah Sis,..
Aur Bahoot Khoob Likha Hai,..Apne,..

Lagi Jab Chot Dil Par Mohabbat Ke Naam Se,..
Aankhon Se Har Waqt Aansoon Behte Hain,..
Abaad Karke Mohabbat Ko Humne "Jaanasheen"
Dekho Ab Tanhaaion Mein Rehte Hain,...

___________________________-Jaanasheen-
Logged
Ninaah
Guest
«Reply #83 on: July 04, 2006, 07:31:40 AM »
Reply with quote
thank you jaanasheen....ji.....

ab gum he humara aashiyana hai,
aur tanhayee he humari kismat hai,
jiss se hum door jaa chuke hain,
hume aaj bhi unse mohabbat hai............

Quote from: "Jaanasheen"
Shukriya Ninaah Sis,..
Aur Bahoot Khoob Likha Hai,..Apne,..

Lagi Jab Chot Dil Par Mohabbat Ke Naam Se,..
Aankhon Se Har Waqt Aansoon Behte Hain,..
Abaad Karke Mohabbat Ko Humne "Jaanasheen"
Dekho Ab Tanhaaion Mein Rehte Hain,...

___________________________-Jaanasheen-
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006

View Profile
«Reply #84 on: July 04, 2006, 07:37:21 AM »
Reply with quote
Nice Again Sis,...

Ab To  Hamara Bhi Gham Ka Aashiaana Hai,..
Veeraan Raahein Aur Tanhaai Hi Ab Mera Theekaana Hai,..
Paakar Bhi Itne Saare Zakham Mohabbat Ke Hume Muskuraana Hai,..
Do Pal Ki Khushi Jo Paayi Thi Maine Uske Liye Dekho Umar Bhar Aansoon Bahaana Hai,..

____________________________________________-Jaanasheen-
Logged
Ninaah
Guest
«Reply #85 on: July 04, 2006, 07:44:09 AM »
Reply with quote
kaash hum bhi unn do palon mein jee lete,
to koi khawahish dil mein na reh jaati,
uss yaad ko dil mein basa lete,
har kasak ashqon mein beh jaati......

Quote from: "Jaanasheen"
Nice Again Sis,...

Ab To  Hamara Bhi Gham Ka Aashiaana Hai,..
Veeraan Raahein Aur Tanhaai Hi Ab Mera Theekaana Hai,..
Paakar Bhi Itne Saare Zakham Mohabbat Ke Hume Muskuraana Hai,..
Do Pal Ki Khushi Jo Paayi Thi Maine Uske Liye Dekho Umar Bhar Aansoon Bahaana Hai,..

____________________________________________-Jaanasheen-
Logged
shayar_dildaar
Guest
«Reply #86 on: July 04, 2006, 07:48:25 AM »
Reply with quote
Classic stuff guys :D
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006

View Profile
«Reply #87 on: July 04, 2006, 07:58:36 AM »
Reply with quote
Quote from: "Ninaah"
kaash hum bhi unn do palon mein jee lete,
to koi khawahish dil mein na reh jaati,
uss yaad ko dil mein basa lete,
har kasak ashqon mein beh jaati......

Quote from: "Jaanasheen"
Nice Again Sis,...

Ab To  Hamara Bhi Gham Ka Aashiaana Hai,..
Veeraan Raahein Aur Tanhaai Hi Ab Mera Theekaana Hai,..
Paakar Bhi Itne Saare Zakham Mohabbat Ke Hume Muskuraana Hai,..
Do Pal Ki Khushi Jo Paayi Thi Maine Uske Liye Dekho Umar Bhar Aansoon Bahaana Hai,..

____________________________________________-Jaanasheen-

Mile The Char Pal Zindagi Ke Mujhe "Jaanasheen",..
Do Pyaar Paane Ke Liye Kat Gaye Do Intezaar Mein,..
Logged
tabassum shakeel
Guest
«Reply #88 on: July 04, 2006, 08:12:41 AM »
Reply with quote
shukriya bro aur bahut khoob aapne likha hai
aur ninnah ke phool itane pyare lagte hain ki bas kya  kahun lagta hai mahak yahan tak aarahi hai.................

dilon ke aise rishte hain bina baandhe bandhe hai
jo koi bandhna chahe to ye bandhte nahi hain
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006

View Profile
«Reply #89 on: July 04, 2006, 08:18:46 AM »
Reply with quote
Nice One Again Sis,..
Aur Shukriya,..,

Jo Dion Ke Naate Hai Inhe Bandhna Bhi Asaan Nahi,..
Aur Inhe Tordna Bhi Asaan Nahi,..
Dil Ke Rishte Faulaad Se Bhi Mazboot,..
Aur Kailon Se Bhi Nazook Hote Hain,..
Inhe Badaa Smabhal Ke Rakhna Hai,..
Logged
Pages: 1 2 3 4 5 [6] 7 8
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.

Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 22, 2024, 01:48:08 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 21, 2024, 09:01:29 AM]

[November 16, 2024, 11:44:41 AM]

by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.128 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8506 Real Poets and poetry admirer