Kounsi Cheez Mohabbat Se Badi Hoti Hai,..

by Jaanasheen on May 30, 2006, 02:55:40 PM
Pages: 1 ... 3 4 5 6 [7] 8
ReplyPrint
Author  (Read 8304 times)
tabassum shakeel
Guest
«Reply #90 on: July 04, 2006, 08:35:00 AM »
Reply with quote
bahut khoob janasheeen

dilon ki baat jo ki hai to ik baat yaad aai hai
dilon ke rishte me gham bhi hain aur rusvaai hai
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Tu Cheez badi namkeen hai!... by sharmaarunkumar in Shayari -e- Husn « 1 2 ... 5 6 »
IK CHEEZ BADI PYARI MILI HAI by Asghr in Shayri for Khumar -e- Ishq
HAMSAFAR KE SATH JURhEE CHEEZ HOTI HAI by BANSI DHAMEJA in Share:Love Poetry
Mohabbat Kya Cheez Hoti Hai by suman59 in Urdu Poets « 1 2  All »
kya cheez mohabbat hoti hai... by dhani in Shayri for Khumar -e- Ishq
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 7 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #91 on: July 04, 2006, 08:39:41 AM »
Reply with quote
Quote from: "tabassum shakeel"
bahut khoob janasheeen

dilon ki baat jo ki hai to ik baat yaad aai hai
dilon ke rishte me gham bhi hain aur rusvaai hai


Nice One Didi,..

Mohabbat ke Saare Ilzaam Hum Apne Sar Lenge,..
Tujhe Kabhi Ruswaa Na Hone Denge,..
Mile Tujhe Meri Bhi Khushiaan " Tabassum",..
Tujhe Hum Kisi Bhi Pal Na Rone Denge,..

____________________________-Jaanasheen-
Logged
rakeshthp
Guest
«Reply #92 on: July 04, 2006, 09:35:06 AM »
Reply with quote
NEENAH Medam Aap Shayer gajab ki ho Kiya khub kaha hai Aapne
Quote from: "Ninaah"
kaash hum bhi unn do palon mein jee lete,
to koi khawahish dil mein na reh jaati,
uss yaad ko dil mein basa lete,
har kasak ashqon mein beh jaati......



Quote from: "Jaanasheen"
Nice Again Sis,...

Ab To  Hamara Bhi Gham Ka Aashiaana Hai,..
Veeraan Raahein Aur Tanhaai Hi Ab Mera Theekaana Hai,..
Paakar Bhi Itne Saare Zakham Mohabbat Ke Hume Muskuraana Hai,..
Do Pal Ki Khushi Jo Paayi Thi Maine Uske Liye Dekho Umar Bhar Aansoon Bahaana Hai,..

____________________________________________-Jaanasheen-
Logged
tabassum shakeel
Guest
«Reply #93 on: July 04, 2006, 01:02:37 PM »
Reply with quote
tahnx jaanasheen
Logged
Ninaah
Guest
«Reply #94 on: July 05, 2006, 06:57:25 AM »
Reply with quote
thanks SD

Quote from: "shayar_dildaar"
Classic stuff guys :D
Logged
Ninaah
Guest
«Reply #95 on: July 05, 2006, 07:03:59 AM »
Reply with quote
good one jaanasheen ji.....


beet gayee ye zindagi kisi ke intzaar mein,
pur dhadakta hai dil aaj bhi unke pyaar mein,
wo khush hai dekho apne jeet ke jash mein,
aur hume mil hai khushi apni iss haar mein......




Quote from: "Jaanasheen"
Quote from: "Ninaah"
kaash hum bhi unn do palon mein jee lete,
to koi khawahish dil mein na reh jaati,
uss yaad ko dil mein basa lete,
har kasak ashqon mein beh jaati......



Quote from: "Jaanasheen"
Nice Again Sis,...

Ab To  Hamara Bhi Gham Ka Aashiaana Hai,..
Veeraan Raahein Aur Tanhaai Hi Ab Mera Theekaana Hai,..
Paakar Bhi Itne Saare Zakham Mohabbat Ke Hume Muskuraana Hai,..
Do Pal Ki Khushi Jo Paayi Thi Maine Uske Liye Dekho Umar Bhar Aansoon Bahaana Hai,..

____________________________________________-Jaanasheen-


Mile The Char Pal Zindagi Ke Mujhe "Jaanasheen",..
Do Pyaar Paane Ke Liye Kat Gaye Do Intezaar Mein,..
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 7 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #96 on: July 06, 2006, 11:38:16 AM »
Reply with quote
Shukriya Ninaah Sis And Ur welcome Tabassum Didi,..
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 7 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #97 on: July 06, 2006, 11:41:29 AM »
Reply with quote
Quote from: "Ninaah"
good one jaanasheen ji.....


beet gayee ye zindagi kisi ke intzaar mein,
pur dhadakta hai dil aaj bhi unke pyaar mein,
wo khush hai dekho apne jeet ke jash mein,
aur hume mil hai khushi apni iss haar mein......




Quote from: "Jaanasheen"
Quote from: "Ninaah"
kaash hum bhi unn do palon mein jee lete,
to koi khawahish dil mein na reh jaati,
uss yaad ko dil mein basa lete,
har kasak ashqon mein beh jaati......



Quote from: "Jaanasheen"
Nice Again Sis,...

Ab To  Hamara Bhi Gham Ka Aashiaana Hai,..
Veeraan Raahein Aur Tanhaai Hi Ab Mera Theekaana Hai,..
Paakar Bhi Itne Saare Zakham Mohabbat Ke Hume Muskuraana Hai,..
Do Pal Ki Khushi Jo Paayi Thi Maine Uske Liye Dekho Umar Bhar Aansoon Bahaana Hai,..

____________________________________________-Jaanasheen-


Mile The Char Pal Zindagi Ke Mujhe "Jaanasheen",..
Do Pyaar Paane Ke Liye Kat Gaye Do Intezaar Mein,..
Bahoot Khoob Ninaah Sis Bahoot Khoob,..

Haar Ta Gaya Main Har Mord Pe "Jaanasheen",..
Tumhare Chehre Pe Jeet Ki Khushi Dekhne Ke Liye,...
Aur Tum Ho Ki Meri Haar Par Afsos Karne Lage,..

____________________________-Jaanasheen-
Logged
Ninaah
Guest
«Reply #98 on: July 06, 2006, 12:36:30 PM »
Reply with quote
kyaa baat hai jaanasheen ji......


Koi pyar mein jahan bhulaye betha hai,
to koi issi pyar mein dekho kitna majboor hai,
aankhein bhi thak gayee ashq bahate-bahate,
pur ismein akhir iss dil ka kya kasoor hai.......



Quote from: "Jaanasheen"
Quote from: "Ninaah"
good one jaanasheen ji.....


beet gayee ye zindagi kisi ke intzaar mein,
pur dhadakta hai dil aaj bhi unke pyaar mein,
wo khush hai dekho apne jeet ke jash mein,
aur hume mil hai khushi apni iss haar mein......




Quote from: "Jaanasheen"
Quote from: "Ninaah"
kaash hum bhi unn do palon mein jee lete,
to koi khawahish dil mein na reh jaati,
uss yaad ko dil mein basa lete,
har kasak ashqon mein beh jaati......



Quote from: "Jaanasheen"
Nice Again Sis,...

Ab To  Hamara Bhi Gham Ka Aashiaana Hai,..
Veeraan Raahein Aur Tanhaai Hi Ab Mera Theekaana Hai,..
Paakar Bhi Itne Saare Zakham Mohabbat Ke Hume Muskuraana Hai,..
Do Pal Ki Khushi Jo Paayi Thi Maine Uske Liye Dekho Umar Bhar Aansoon Bahaana Hai,..

____________________________________________-Jaanasheen-


Mile The Char Pal Zindagi Ke Mujhe "Jaanasheen",..
Do Pyaar Paane Ke Liye Kat Gaye Do Intezaar Mein,..
Bahoot Khoob Ninaah Sis Bahoot Khoob,..

Haar Ta Gaya Main Har Mord Pe "Jaanasheen",..
Tumhare Chehre Pe Jeet Ki Khushi Dekhne Ke Liye,...
Aur Tum Ho Ki Meri Haar Par Afsos Karne Lage,..

____________________________-Jaanasheen-
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 7 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #99 on: July 06, 2006, 01:20:45 PM »
Reply with quote
Bahoot Khoob Ninaah sis,,...

Majboor Hoon Main Is Zamaane Mein,..
Tord Nahi Sakta Iske Rasmon Ko,..
Marne Se Pehle Khuda Se Ye Dua Hai,..
Poore Karo Teri Chahat Ki Kasmon Ko...
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 7 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #100 on: July 06, 2006, 02:15:27 PM »
Reply with quote
Mohabbat Kitaabi Baatein Nahi,..
Ye To Ek Haqeeqat Hai,..
Jeeta Hai Wohi Is Duniya Mein,..
Jiske Dilmein Chahat Hai,..
Logged
Ninaah
Guest
«Reply #101 on: July 07, 2006, 11:02:23 AM »
Reply with quote
good one..... jaansheen ji...

gur khawahish puri hoti iss kadar,
to har koi dua mein haath utha leta,
har khushi hoti uski jholi mein,
aur shukrane mein do ashq baha leta.....



Quote from: "Jaanasheen"
Bahoot Khoob Ninaah sis,,...

Majboor Hoon Main Is Zamaane Mein,..
Tord Nahi Sakta Iske Rasmon Ko,..
Marne Se Pehle Khuda Se Ye Dua Hai,..
Poore Karo Teri Chahat Ki Kasmon Ko...
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 7 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #102 on: July 07, 2006, 12:58:10 PM »
Reply with quote
Quote from: "Ninaah"
good one..... jaansheen ji...

gur khawahish puri hoti iss kadar,
to har koi dua mein haath utha leta,
har khushi hoti uski jholi mein,
aur shukrane mein do ashq baha leta.....



Quote from: "Jaanasheen"
Bahoot Khoob Ninaah sis,,...

Majboor Hoon Main Is Zamaane Mein,..
Tord Nahi Sakta Iske Rasmon Ko,..
Marne Se Pehle Khuda Se Ye Dua Hai,..
Poore Karo Teri Chahat Ki Kasmon Ko...


Bahoot Khoob Ninaah Sis,..

Aisi Ek Dua Nahi Apni Jisme Uske Liye Fariyaad Na Ho,..
Mili Hai Use Khushiaan Jaane Kounsi Kabool Hui Apni Duaa,..
Use Har Waqt Khush Rakh Bhale Mujhe De Zamaane Ke Sitam,,..
Aaaye Na Aankh Mein Uske Aansoon Ye Iltijaa Hai Khudaa..

________________________________________-Jaanasheen-
Logged
tabassum shakeel
Guest
«Reply #103 on: July 08, 2006, 12:13:23 PM »
Reply with quote
bahut khoob jaanasheen aur ninnah

mohabbat se badi koi haqeeqat hi nahi hai
ye hai vo khwab jo khud me haqeeqat se bada hai
jo hon sare jahaan ki bhi balaen isme sahana
to bhi ye toot na paae ga aisa khwab hai ye
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 7 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #104 on: July 08, 2006, 12:53:53 PM »
Reply with quote
Quote from: "tabassum shakeel"
bahut khoob jaanasheen aur ninnah

mohabbat se badi koi haqeeqat hi nahi hai
ye hai vo khwab jo khud me haqeeqat se bada hai
jo hon sare jahaan ki bhi balaen isme sahana
to bhi ye toot na paae ga aisa khwab hai ye


Bahoot Khoob Tabassum Didi,..

Kaun Samjha Hai Mohabbat Ki Haqeeqat Ko,..
Dil Lagaate Hain Yahan Bas Apni Zaroorat Ko,..
Khush Naseeb Ho Tum Ke Tumhe Sacha Pyaar Mila,..
Hum Chale Gaye Kabar Mein Paane Rahat Ko,...

______________________________-Jaanasheen-
Logged
Pages: 1 ... 3 4 5 6 [7] 8
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 08, 2024, 07:18:58 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 08, 2024, 09:59:08 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:55:06 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 06:58:58 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.102 seconds with 26 queries.
[x] Join now community of 8505 Real Poets and poetry admirer