Ku Bhala Sharam Unhey Aa Jati Hai ..... (Jasbir Singh)

by jasbirsingh on March 18, 2009, 05:10:29 PM
Pages: 1 [2]  All
ReplyPrint
Author  (Read 1882 times)
jasbirsingh
Guest
«Reply #15 on: March 19, 2009, 05:34:25 PM »
Reply with quote

Sharam Kyun Na Kare Hum,.
Saath Jab Ho Itna Haseen Sanam,.

Unhe Dekhoon To Khushi Hoti Hai,.
Nazrein Milaaoon, To Bhool Jaaoon Gham,.

Mera Sanam, Hazaaron Mein Ek Hai,.
Hai Mujhe Is Baat Ka Bharam,.

Wo Hai To Azeem Hai "Doston,.
Uske Kabze Mein Hai Mera Dum,.

Wo Meri Himmat Hai, Meri Taaqat Hai,.
Saath Wo Hai, To Seh Loon, Sare Sitam,.

___________________-Jaanasheen-




wah bahut khoob jahansheen

jasbir singh
Logged
sajid_ghayel
Guest
«Reply #16 on: March 19, 2009, 05:35:58 PM »
Reply with quote
Sabhi ne badi khoobsurat mehfil sajayee hain.....Mere yaar ka kalam ho aur mehfil na jame aisa to ho hi nahi sakta.....
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #17 on: March 19, 2009, 05:37:24 PM »
Reply with quote
Shukriya Jasbir Bhai,.
Logged
jasbirsingh
Guest
«Reply #18 on: March 19, 2009, 05:42:53 PM »
Reply with quote
Sabhi ne badi khoobsurat mehfil sajayee hain.....Mere yaar ka kalam ho aur mehfil na jame aisa to ho hi nahi sakta.....

Thanks Ghayel
par aap key bina mehfil suni hai ... ho jaye koi pyara sa kalaam aap ki kalam sey bhi toh maja aa jaye....


jasbir singh
Logged
sajid_ghayel
Guest
«Reply #19 on: March 19, 2009, 05:54:42 PM »
Reply with quote
Thanks Ghayel
par aap key bina mehfil suni hai ... ho jaye koi pyara sa kalaam aap ki kalam sey bhi toh maja aa jaye....

jasbir singh

Yaar ki guzarish Ghayel ke liye hukum hain.....

Kisi bahane kisi tarah mile mera yaar mujhe khudaya
Jo nahi mila sake tu, bata q muje banaya
Na main sai hu na dervesh hu na sant na fakir
Aashiq hu us dar-e-yaar ka jisme tu nazar aaya

-SG-
Logged
jasbirsingh
Guest
«Reply #20 on: March 19, 2009, 05:59:17 PM »
Reply with quote
Yaar ki guzarish Ghayel ke liye hukum hain.....

Kisi bahane kisi tarah mile mera yaar mujhe khudaya
Jo nahi mila sake tu, bata q muje banaya
Na main sai hu na dervesh hu na sant na fakir
Aashiq hu us dar-e-yaar ka jisme tu nazar aaya

-SG-


wah GHAYEL, wah,


YAAR NEH APNI YAARI NIBHAHI
PYAR SEY APNI KALAM UTHAYI
LIKHEY DOH SHABD YAAR NEH YAHA
JUBAAN PEH WAH WAH KI AWAAZ AAYI
YAAR NEH APNI YAARI NIBHAHI



jasbir singh
Logged
anjaan dharkan
Yoindian Shayar
******

Rau: 0
Offline Offline

Gender: Female
Waqt Bitaya:
10 days, 13 hours and 44 minutes.
-May Allah Bless You-

Posts: 1900
Member Since: Jul 2008


View Profile
«Reply #21 on: March 20, 2009, 03:43:58 PM »
Reply with quote

Sharam Kyun Na Kare Hum,.
Saath Jab Ho Itna Haseen Sanam,.

Unhe Dekhoon To Khushi Hoti Hai,.
Nazrein Milaaoon, To Bhool Jaaoon Gham,.

Mera Sanam, Hazaaron Mein Ek Hai,.
Hai Mujhe Is Baat Ka Bharam,.

Wo Hai To Azeem Hai "Doston,.
Uske Kabze Mein Hai Mera Dum,.

Wo Meri Himmat Hai, Meri Taaqat Hai,.
Saath Wo Hai, To Seh Loon, Sare Sitam,.

___________________-Jaanasheen-




Waah Waah Waah! bahot khushnaseeb hai wo...!
Logged
anjaan dharkan
Yoindian Shayar
******

Rau: 0
Offline Offline

Gender: Female
Waqt Bitaya:
10 days, 13 hours and 44 minutes.
-May Allah Bless You-

Posts: 1900
Member Since: Jul 2008


View Profile
«Reply #22 on: March 20, 2009, 03:44:57 PM »
Reply with quote
Yaar ki guzarish Ghayel ke liye hukum hain.....

Kisi bahane kisi tarah mile mera yaar mujhe khudaya
Jo nahi mila sake tu, bata q muje banaya
Na main sai hu na dervesh hu na sant na fakir
Aashiq hu us dar-e-yaar ka jisme tu nazar aaya

-SG-

nice 1!
Logged
anjaan dharkan
Yoindian Shayar
******

Rau: 0
Offline Offline

Gender: Female
Waqt Bitaya:
10 days, 13 hours and 44 minutes.
-May Allah Bless You-

Posts: 1900
Member Since: Jul 2008


View Profile
«Reply #23 on: March 20, 2009, 03:47:59 PM »
Reply with quote
Bohat Achche Jasbir Bhai,.
Rahim Bhai,.

Sidraah Ji,.

Nice One,.


Shukriya Azeem ji
Logged
Roja
Guest
«Reply #24 on: March 21, 2009, 02:42:16 AM »
Reply with quote
Bahut khoob likha hai aapne Jas ji...
DH ji, Sajid ji, Jaanasheen ji, Anjaani sis... Sab ne abhut accha saat diya hai.
Logged
jasbirsingh
Guest
«Reply #25 on: March 21, 2009, 10:51:52 AM »
Reply with quote
Bahut khoob likha hai aapne Jas ji...
DH ji, Sajid ji, Jaanasheen ji, Anjaani sis... Sab ne abhut accha saat diya hai.


THANKS ROJA

JASBIR SINGH
Logged
Pages: 1 [2]  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 21, 2024, 11:18:18 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 21, 2024, 09:01:29 AM]

[November 16, 2024, 11:44:41 AM]

by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.098 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8506 Real Poets and poetry admirer