kya ehi pyaar hain

by nazaakat on October 25, 2005, 12:08:40 PM
Pages: 1 ... 18 19 20 21 [22] 23 24 25 26 ... 28
ReplyPrint
Author  (Read 25096 times)
shayar_dildaar
Guest
«Reply #315 on: May 04, 2006, 06:43:03 AM »
Reply with quote
Yeh gilaa yeh shikhwa kaisa hum na samajh paye;
Yeh moti jaise aansu kaise, tum kyun inhein na rokh paye...

Raat aadhi ho chukhi hain, teri yaad mujhe kyun sathaye;
Teri awaaz kyun mujhe yehi kahe jaye;
 
Tu ruthi hain mujhse, kya hain jo tujhe iss qadar khafa kar jaye;
Door chand ko dekh tujhe sawaal karu, koi meri khatah bathlaye...

Dildaar ka dil sirf yehi kahe jaye;
Naaz hain jinpe mujhe sif woh mere dil meyreh paye........
[/color]
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
TUM SE PYAAR KARTAY HAIN HUM by Arifa in Shayri-E-Dard « 1 2 3  All »
~~~PYAAR SABHI KARTE HAIN~~~ by vitasta in Shayri for Khumar -e- Ishq « 1 2 3  All »
Yuun to, yah sach hai, ki, ham un ko pyaar kartey hain! by abdbundeli in Shayri for Khumar -e- Ishq
Pyaar Se Pyaar Ka Ek Geet Aj Gatey Hain by Bored in Ghazals
*_^ Kya pyaar issi ko kahte hain.. *_^ by Rancho-D-Idiot in Shayri for Khumar -e- Ishq
nazaakat
Guest
«Reply #316 on: May 05, 2006, 06:31:32 PM »
Reply with quote
Intezaar mein aankhiyan shukh gayee
par tum na aayey..
Par tum kahi aspaas ho
mere dil nein mujhe bataya..
Koi khatah ho to maaf kar do
Yuh tadpake na jao..
Bahot pyaar karte hain tum se
jaan se jada..
Aab to kareeb ajao....
Logged
shayar_dildaar
Guest
«Reply #317 on: May 06, 2006, 06:52:52 PM »
Reply with quote
Nice 1 Usual Smile
Logged
nazaakat
Guest
«Reply #318 on: May 07, 2006, 07:42:58 PM »
Reply with quote
Thanx shayarji... Usual Smile
Logged
shayar_dildaar
Guest
«Reply #319 on: May 08, 2006, 05:01:15 AM »
Reply with quote
Gunaah hua, beinteha mujhe tujhse pyaar hua;
panaah mila; dil mein unke mujhe ek jagah mila;
Kabhi kabhi; dil mein ajeeb sa kabhi dard hua;
Kuch sehmi si; woh sehmi si kuch rehne lagi;
yeh pyaar hua; yeh mitha sa ghum kyun hone laga ;
Mohabbat mein fanaa mein hone lagaaa
Logged
RIZWANJAAN
Guest
«Reply #320 on: May 08, 2006, 07:19:24 AM »
Reply with quote
WAH JI KYA BAAT HAI CHALIYE SAFAR MEY THODA HUM BHI AAP KA SAATH DEIN,

BIN TUMHAREY YEH ZINDAGI KYA HAI,
BAAT HAI DIL KI DILAGI KYA HAI.....

UMEED HAI AAP ISI TARAH APNEY KALAAM SEY DIL KI DHADKANOUN KO DHADKAINGI....

RIZWANJAAN.
Logged
shayar_dildaar
Guest
«Reply #321 on: May 08, 2006, 06:35:41 PM »
Reply with quote
Good one Rijwanjaan sahab...
Logged
Pooja
Guest
«Reply #322 on: May 09, 2006, 01:54:47 AM »
Reply with quote
Dil mai basi tasveer kaya hai
khud mai chupi,tadbeer kaya hai
dil dhadak jaaye, tere ek naam per
payaar ki yah, sada kaya hai
Logged
shayar_dildaar
Guest
«Reply #323 on: May 09, 2006, 04:17:06 AM »
Reply with quote
Gud 1
Logged
nazaakat
Guest
«Reply #324 on: May 10, 2006, 06:43:47 PM »
Reply with quote
Quote from: "shayar_dildaar"
Gunaah hua, beinteha mujhe tujhse pyaar hua;
panaah mila; dil mein unke mujhe ek jagah mila;
Kabhi kabhi; dil mein ajeeb sa kabhi dard hua;
Kuch sehmi si; woh sehmi si kuch rehne lagi;
yeh pyaar hua; yeh mitha sa ghum kyun hone laga ;
Mohabbat mein fanaa mein hone lagaaa


Hmmmmmmmmmmm...Aisa to hota hi hain na pyaar mein... :wink:
Bahot khub likhe hain aap shayarji....Loved it.. Usual Smile
Logged
nazaakat
Guest
«Reply #325 on: May 10, 2006, 06:45:59 PM »
Reply with quote
Very  nice pujaji n rizwanji........ Usual Smile
Logged
nazaakat
Guest
«Reply #326 on: May 11, 2006, 09:11:22 AM »
Reply with quote

Waqt nein humare zindegi mein se lamhon ko nikalkar bahot chota kar diya..
Hum waqt se pehle hi ish jahan se ja rehen hain..
Tumhara  yadoon ki sahare har waqt mushkurate rehen..
Sochlo aaj jate jate bhi hum apna wada nibha rehen hain..
Hum aaj, aaj bhi mushkura rehen hain... Usual Smile

Logged
shayar_dildaar
Guest
«Reply #327 on: May 12, 2006, 02:15:14 AM »
Reply with quote
Kya baat hain Naaz jiii..Aisa kyun likha aapne..
Logged
shayar_dildaar
Guest
«Reply #328 on: May 14, 2006, 12:28:02 AM »
Reply with quote
Kitna peeche chala gaya tha thread...

Humme chod, kahan aap chal diye;
Tanhai mein hummein rakh, kaha ko nikal liye;
Zindagi veeran sa lage aap ke begair, yeh zindagi aap k liye;
Jaane ka zikr na karo, hum toh muskurate hain bass aap k liye...
[/color]
Logged
anjani_si
Guest
«Reply #329 on: May 14, 2006, 02:00:14 AM »
Reply with quote
Quote from: "nazaakat"
Quote from: "shayar_dildaar"
Gunaah hua, beinteha mujhe tujhse pyaar hua;
panaah mila; dil mein unke mujhe ek jagah mila;
Kabhi kabhi; dil mein ajeeb sa kabhi dard hua;
Kuch sehmi si; woh sehmi si kuch rehne lagi;
yeh pyaar hua; yeh mitha sa ghum kyun hone laga ;
Mohabbat mein fanaa mein hone lagaaa


Hmmmmmmmmmmm...Aisa to hota hi hain na pyaar mein... :wink:
Bahot khub likhe hain aap shayarji....Loved it.. Usual Smile


kasam se bhai maza ageya....luv it....

gunaah tumse hua nahi;
hamari ghalati thi humne jo mohabbat ki

panaah tumhe nahi mujhe mili,
tumne jo apne dil mein jhagha banayi

kabhi tumhara ghayal maan me se gaya nahi
roz karne lagha bekaboo humhe

mera maan mein rehne lagha woh sehma sa
laghne lagha koi humse se bi apna sa

mohabbat huwi mitha sa ghum mehsoos hone lagha
dil mein hulchul si hone laghe

mohabbat mein fana hogayi
teri mohabbat mein deewani hogayi....:D
Logged
Pages: 1 ... 18 19 20 21 [22] 23 24 25 26 ... 28
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 22, 2024, 09:47:35 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 21, 2024, 09:01:29 AM]

[November 16, 2024, 11:44:41 AM]

by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.104 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8506 Real Poets and poetry admirer