Kya Hai Mohabbat "Khwaish"

by khwaish on September 11, 2012, 12:28:42 PM
Pages: [1]
ReplyPrint
Author  (Read 894 times)
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
Reply with quote
Maine Ek Kitaab Padhi Jis Ke Pehle Panne Pe Likha Tha

"Aao Mohabbat Ko Samjhein"

Aur

Aakhri Panne Pe Likha Tha,

"Jo Samajh Ke Ki Jaaye Wo Mohabbat Nahi Hoti"


Aaj Tak Main Mohabbat Ko Nahi Samajh Paaya

Kyun Ke

"Mohabbat Jab Hoti Hai To Samajh Nahi Rehti"

Aur

"Jab Samajh Aati Hai Tab Mohabbat Nahi Rehti"





Mohabbat MeN Dard Bhi Hai Pyaas Bhi Hai
Mohabbat Jeeta-Jaagta Ehsaas Bhi Hai..

Mohabbat  Khushi Bhi Hai,Niraash Bhi Hai....!!!!!!
Jo Zinda Rahe Umar Bhar, Aisi Aaas Bhi Hai

Mohabbat Ghazal Bhi Hai Saaz Bhi Hai
Mohabbat Tanhai MeN Dil Ki Awaaz Bhi Hai

Mohabbat Khamoshi Bhi Hai Humraaz Bhi Hai
Mohabbat Jeene Ka Neet-Naya Andaaz Bhi Hai

Mohabbat  Bechaini Bhi Hai,Mohabbat Khaas Bhi Hai
Mohabbat MeN Qaid Naa Jaane Kitne Raaz Bhi Hai

Mohabbat MeN Paabandi Bhi Hai,Parwaaz Bhi Hai..!!!!
Hum Sab Ko "Khwaish" Mohabbat Par Naaz Bhi Hai.....



         ~~~~~Khwaish~~~~~
Logged
Mohammad Touhid
Umda Shayar
*

Rau: 35
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
38 days, 12 hours and 35 minutes.

'I' 'Luv' d Way 'U' 'Forget' Me..!.!

Posts: 7160
Member Since: Aug 2009


View Profile
«Reply #1 on: September 11, 2012, 12:34:58 PM »
Reply with quote
Maine Ek Kitaab Padhi Jis Ke Pehle Panne Pe Likha Tha

"Aao Mohabbat Ko Samjhein"

Aur

Aakhri Panne Pe Likha Tha,

"Jo Samajh Ke Ki Jaaye Wo Mohabbat Nahi Hoti"


Aaj Tak Main Mohabbat Ko Nahi Samajh Paaya

Kyun Ke

"Mohabbat Jab Hoti Hai To Samajh Nahi Rehti"

Aur

"Jab Samajh Aati Hai Tab Mohabbat Nahi Rehti"



 Applause Applause Applause Applause True words..

Mohabbat MeN Dard Bhi Hai Pyaas Bhi Hai
Mohabbat Jeeta-Jaagta Ehsaas Bhi Hai..

Mohabbat  Khushi Bhi Hai,Niraash Bhi Hai....!!!!!!
Jo Zinda Rahe Umar Bhar, Aisi Aaas Bhi Hai

Mohabbat Ghazal Bhi Hai Saaz Bhi Hai
Mohabbat Tanhai MeN Dil Ki Awaaz Bhi Hai

Mohabbat Khamoshi Bhi Hai Humraaz Bhi Hai
Mohabbat Jeene Ka Neet-Naya Andaaz Bhi Hai

Mohabbat  Bechaini Bhi Hai,Mohabbat Khaas Bhi Hai
Mohabbat MeN Qaid Naa Jaane Kitne Raaz Bhi Hai

Mohabbat MeN Paabandi Bhi Hai,Parwaaz Bhi Hai..!!!!
Hum Sab Ko "Khwaish" Mohabbat Par Naaz Bhi Hai.....



         ~~~~~Khwaish~~~~~



bahut bahut khoob.. Usual Smile

 Applause Applause Applause Applause

Ye Mohabbat Ki Kahani Sadiyo Se Chali Aa Rahi Hai..
Jo Kal Bhi Tha, Kal Bhi Rahega Aur Ye Aaj Bhi Hai..
Logged
Shireen Hakani
Guest
«Reply #2 on: September 11, 2012, 01:00:22 PM »
Reply with quote
Bohat Khub!!!! Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
Logged
pankajwfs
Guest
«Reply #3 on: September 11, 2012, 01:06:29 PM »
Reply with quote
Bahut khoob Khwaaish ji bahut sachi aur sunder qalaam likhi hai apne dheron daad aur mubarakbaad qabool kijiye ... Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
Logged
khamosh_aawaaz
Guest
«Reply #4 on: September 11, 2012, 01:16:19 PM »
Reply with quote
Maine Ek Kitaab Padhi Jis Ke Pehle Panne Pe Likha Tha

"Aao Mohabbat Ko Samjhein"

Aur

Aakhri Panne Pe Likha Tha,

"Jo Samajh Ke Ki Jaaye Wo Mohabbat Nahi Hoti"


Aaj Tak Main Mohabbat Ko Nahi Samajh Paaya

Kyun Ke

"Mohabbat Jab Hoti Hai To Samajh Nahi Rehti"

Aur

"Jab Samajh Aati Hai Tab Mohabbat Nahi Rehti"





Mohabbat MeN Dard Bhi Hai Pyaas Bhi Hai
Mohabbat Jeeta-Jaagta Ehsaas Bhi Hai..

Mohabbat  Khushi Bhi Hai,Niraash Bhi Hai....!!!!!!
Jo Zinda Rahe Umar Bhar, Aisi Aaas Bhi Hai

Mohabbat Ghazal Bhi Hai Saaz Bhi Hai
Mohabbat Tanhai MeN Dil Ki Awaaz Bhi Hai

Mohabbat Khamoshi Bhi Hai Humraaz Bhi Hai
Mohabbat Jeene Ka Neet-Naya Andaaz Bhi Hai

Mohabbat  Bechaini Bhi Hai,Mohabbat Khaas Bhi Hai
Mohabbat MeN Qaid Naa Jaane Kitne Raaz Bhi Hai

Mohabbat MeN Paabandi Bhi Hai,Parwaaz Bhi Hai..!!!!
Hum Sab Ko "Khwaish" Mohabbat Par Naaz Bhi Hai.....



         ~~~~~Khwaish~~~~~


mohabbat pey achii byaanii aur khyaal rahey- per shayad saarey kaafiye merey khayaal mein ek sey nahin hain
Usual Smile Usual Smile Usual Smile Usual Smile
Logged
Sps
Guest
«Reply #5 on: September 11, 2012, 01:50:44 PM »
Reply with quote
bahot khub bahot khoob
Logged
F.H.SIDDIQUI
Guest
«Reply #6 on: September 11, 2012, 01:56:02 PM »
Reply with quote
Waah , Khwaish  ji . Bahut  khubsurat  andaz
mein  mohabat  ke   mukhtalif  pahloo  ujagar
kiye  hain . Bahut  mubarakbaad  aur  daad .
                                    

                                 duago, HASAN
Logged
suman59
Guest
«Reply #7 on: September 11, 2012, 03:15:09 PM »
Reply with quote
haha aajtak koyi nahi samajpaya mohabbat kya hai tongue3

waise bahut bahut acha likha hai aapne khwaish jee  Usual Smile
Logged
masoom shahjada
Guest
«Reply #8 on: September 12, 2012, 03:03:12 AM »
Reply with quote
Bahoot bahoot khoob
Logged
mkv
Guest
«Reply #9 on: September 12, 2012, 10:01:41 AM »
Reply with quote
Bahut khoob khwaish jee
Pyar  ..wah wah wah ,
Bahut pyare ashaar hai.
Bahut sundar ghazal pesh kee hai aapne
Applause  Applause  Applause  Applause Applause  Applause
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #10 on: September 13, 2012, 02:43:55 PM »
Reply with quote

bahut bahut khoob.. Usual Smile

 Applause Applause Applause Applause

Ye Mohabbat Ki Kahani Sadiyo Se Chali Aa Rahi Hai..
Jo Kal Bhi Tha, Kal Bhi Rahega Aur Ye Aaj Bhi Hai..



Thanks a Lotttt touhid ji.. icon_flower icon_flower icon_flower
Logged
_Vicky_
Guest
«Reply #11 on: September 13, 2012, 03:21:36 PM »
Reply with quote
Aaye Haaye Khwaish Bhai.. Such Me Maar hi Daala Dost.. Kya Likha hai yaaaaaaaar.. ek ek Lafz Such Hai.. Ishq ko apne Lafzon me Bahut Khubsoorati se Bayaan Kiya hai aapne.. Applause Applause

Is Khubsoorat aur Lajawab Rachna Ke Liye Dheron Badhaai aur Daad Hi Daad...  Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley



**~** Mann **~**
Logged
_Vicky_
Guest
«Reply #12 on: September 13, 2012, 03:38:47 PM »
Reply with quote
Mujhe Mohabat Ke Maayene To Nahi Pata Yaaron,

Bas Itna Khayaal Rakhta Hoon,

Wo Jab Saath Hoti Hai Mere,

Main Us Lamha Hi Jhachta Hoon...!!!!
Usual Smile Usual Smile




**~** Mann **~**




Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #13 on: September 14, 2012, 11:28:00 AM »
Reply with quote
Bohat Khub!!!! Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley

Thanks a Lottttttt Shireenji icon_flower icon_flower icon_flower
Logged
laaiba
Guest
«Reply #14 on: September 14, 2012, 12:07:24 PM »
Reply with quote
bila subah bohat achi nazm kahee aap ne ....hr andaz se mohabat ko
deikha bohat khoob....
mera manna hai ke asal mein
muhabat woh aayina hai
jis mein
apne HI dil ka AKS nazar aata hai.....

shad rahen ...
Logged
Pages: [1]
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
January 28, 2025, 02:32:21 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[January 19, 2025, 05:59:15 PM]

[January 19, 2025, 05:47:49 PM]

[January 10, 2025, 09:46:05 AM]

[January 10, 2025, 09:45:14 AM]

[January 08, 2025, 08:30:59 AM]

[January 08, 2025, 08:29:31 AM]

[January 05, 2025, 08:51:01 AM]

[January 05, 2025, 08:45:11 AM]

[January 05, 2025, 08:44:20 AM]

[January 05, 2025, 08:43:28 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.184 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer