Kya priye tumne humko kiya yaad hai

by BHONDU on April 12, 2006, 11:29:54 AM
Pages: [1] 2  All
ReplyPrint
Author  (Read 2315 times)
BHONDU
Khususi Shayar
*****

Rau: 0
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
3 days, 19 hours and 12 minutes.

Posts: 1550
Member Since: Mar 2006


View Profile
Reply with quote
TOOT NINDIYA GAYI HAI ACHANAK MERI,
KYA PRIYE TUMNE HUMKO KIYA YAAD HAI.
NEEND GAHRI MEIN THA SWAPN DEKHA NHI
PHIR AACHANAK KHULI AANKH KYA BAAT HAI.

MANPATAL MEIN GHIRI THI NHI BAADRI
WAH SAMAY AUR.. HAI JUB KI THA WAADRI
DIL DHADAKNE LAGA HAI HUMARA PRIYE
BAAT AAPNI KAHO KAISI HO NAAGRI.

TOOT NIDIYAAN GAYI HAI AACHANAK MERI
KYA PRIYE TUMNE HUMKOKIYA YAAD HAI

WAYU BHI SHANT HAI AUR.. PRAKRITI SHANTI HAI
JAG RAHA HU AAKELA BADI BRANTI HAI
YAAD RAH RAH KE AATI HAI UR SHOOL SI
MAN MEIN AATI NHI AB CHARIK SHANTI HAI
MAN MEIN EK TOOK HAI
KYA HUI CHOOK HAI
NAIN JHAPKAAU TO HOTI BARSAAT HAI.

TOOT NIDIYAA GAYI HAI AACHANAK MERI
KYA PRIYE TUMNE HUMKO KIYA YAAD HAI.

BHOR KAB HO LIKHU PATRA EK AAJ HI
IS GARAJ SE NIHARU MAIN AAMBAR SAHI
SYAAH SAYAHI MEIN BOONDOON KI NARWAT LAGI
YAMINI PAG UTHATI HAI GUMSIN SI
PRATIMA DEKHU TERE PAAU KI CHAND MEIN
HAATH HILTA DIKHE KYA TERA HAATH HAI


TOOT NIDIYAA GAYI HAI AACHANAK MERI
KYA PRIYE TUMNE HUMKO KIYA YAAD HAI.
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Kiya Ghayal tumne.... by punam in Shayri-E-Dard « 1 2  All »
Yaad kiya tumne ya nahi by limit in Shayri-E-Dard
Tumne Humko Aazmaya Na Sahi by suman59 in Urdu Poets
Kash humko tumne baho mein apnee bhar liya hota by nandbahu in Shayri for Khumar -e- Ishq
Aryaan
Guest
«Reply #1 on: April 12, 2006, 11:33:42 AM »
Reply with quote
Bohat khoob Bhondu...Usual Smile
Logged
BHONDU
Khususi Shayar
*****

Rau: 0
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
3 days, 19 hours and 12 minutes.

Posts: 1550
Member Since: Mar 2006


View Profile
«Reply #2 on: June 28, 2006, 03:12:20 PM »
Reply with quote
Quote from: "Aryaan"
Bohat khoob Bhondu...Usual Smile


thankz yaar
Logged
ranjana
Guest
«Reply #3 on: August 13, 2006, 05:46:16 AM »
Reply with quote
bahut khoob kavi ji..........

yun hi badi mushkil se hamne apni aankho ko sulaaya thaa
beran nindiya ko kitni mushkil se hamne manaaya thaa

dekh li jab khawab mein ek jhalak tumhari
yeh neendiya ho gayi beran hamaari

ab aate hain bas din raat in aabkho mein sapane tumhare
bas ab yahan palko mein tasveer tumhari hi saj jaati hai

beran hi gaya hai yeh tera yaad aana humko
ab in aankho mein sajan neend nahi aati hai
Logged
BHONDU
Khususi Shayar
*****

Rau: 0
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
3 days, 19 hours and 12 minutes.

Posts: 1550
Member Since: Mar 2006


View Profile
«Reply #4 on: August 13, 2006, 07:36:22 AM »
Reply with quote
Quote from: "ranjana"
bahut khoob kavi ji..........

yun hi badi mushkil se hamne apni aankho ko sulaaya thaa
beran nindiya ko kitni mushkil se hamne manaaya thaa

dekh li jab khawab mein ek jhalak tumhari
yeh neendiya ho gayi beran hamaari

ab aate hain bas din raat in aabkho mein sapane tumhare
bas ab yahan palko mein tasveer tumhari hi saj jaati hai

beran hi gaya hai yeh tera yaad aana humko
ab in aankho mein sajan neend nahi aati hai


good one ranjana ji.

need aati nhi humko chinta badi.
yaad aati ho tum hume her ghadi.

ghoote hai hai tumhe her jagah gaur se,
bhag jaati ho tum dhadkan ki shor se.

srry beech mein chor raha hu ...... kyn ki aabhi jaana hai
Logged
ranjana
Guest
«Reply #5 on: August 13, 2006, 04:52:39 PM »
Reply with quote
teri dharkan sach mein shor bahut machaati hai
aadhi raat ko yeh aadhi baat keh jaati hai

jab se piya gaye hain pardesh mein
in aankho mein ab neend nahi aati hai

aa ke kar do baat apni tum puri sanam
ki ab toh yeh raat bhi beeti jaati hai :D
Logged
BHONDU
Khususi Shayar
*****

Rau: 0
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
3 days, 19 hours and 12 minutes.

Posts: 1550
Member Since: Mar 2006


View Profile
«Reply #6 on: August 15, 2006, 11:42:50 AM »
Reply with quote
Quote from: "ranjana"
teri dharkan sach mein shor bahut machaati hai
aadhi raat ko yeh aadhi baat keh jaati hai

jab se piya gaye hain pardesh mein
in aankho mein ab neend nahi aati hai

aa ke kar do baat apni tum puri sanam
ki ab toh yeh raat bhi beeti jaati hai :D


aaj kerni hai tumse kuch baat,
dhal na jaaye phir ye suhani raat.

aapni khusiyon ka ab ambaar gadhna hai.
aaj aapne pyaar ka ijhaar kerna hai.

kehna hai dil se ab tumhari yaadein nhi jaati hai,
jaagte hai raat bhar need nhi aati hai.

her raat tujhe sooch sooch hand ka deedar kerte hai.
kya kehe hum sanam tumko jo pyaar kertein hai.
Logged
ranjana
Guest
«Reply #7 on: August 15, 2006, 06:11:23 PM »
Reply with quote
hui jab raat toh saath mein tere khawabo ka ek silsila sa thaa
us chamkate chand ke sang mere saath beetaaye lamho ka basrea  thaa

kar raha thaa woh bhi mere sang sitaaro se pyaar ki baate
yeh pyaar ke khel mein kya rang khila khila sa thaa

neend beran  ho gayi hai ab toh hamaari
yeh teri jadu gari thee ya nasha teri mohbbat ka thaa

dil dharak raha thaa sirf teri baato  ko yaad karke
aur labo per bas naam ek tera hi thaa
Logged
Gesu
Yoindian Shayar
******

Rau: 0
Offline Offline

Waqt Bitaya:
19 hours and 44 minutes.

Posts: 2743
Member Since: Sep 2005


View Profile
«Reply #8 on: August 18, 2006, 12:37:14 PM »
Reply with quote
Quote from: "BHONDU"
TOOT NINDIYA GAYI HAI ACHANAK MERI,
KYA PRIYE TUMNE HUMKO KIYA YAAD HAI.
NEEND GAHRI MEIN THA SWAPN DEKHA NHI
PHIR AACHANAK KHULI AANKH KYA BAAT HAI.

MANPATAL MEIN GHIRI THI NHI BAADRI
WAH SAMAY AUR.. HAI JUB KI THA WAADRI
DIL DHADAKNE LAGA HAI HUMARA PRIYE
BAAT AAPNI KAHO KAISI HO NAAGRI.

TOOT NIDIYAAN GAYI HAI AACHANAK MERI
KYA PRIYE TUMNE HUMKOKIYA YAAD HAI

WAYU BHI SHANT HAI AUR.. PRAKRITI SHANTI HAI
JAG RAHA HU AAKELA BADI BRANTI HAI
YAAD RAH RAH KE AATI HAI UR SHOOL SI
MAN MEIN AATI NHI AB CHARIK SHANTI HAI
MAN MEIN EK TOOK HAI
KYA HUI CHOOK HAI
NAIN JHAPKAAU TO HOTI BARSAAT HAI.

TOOT NIDIYAA GAYI HAI AACHANAK MERI
KYA PRIYE TUMNE HUMKO KIYA YAAD HAI.

BHOR KAB HO LIKHU PATRA EK AAJ HI
IS GARAJ SE NIHARU MAIN AAMBAR SAHI
SYAAH SAYAHI MEIN BOONDOON KI NARWAT LAGI
YAMINI PAG UTHATI HAI GUMSIN SI
PRATIMA DEKHU TERE PAAU KI CHAND MEIN
HAATH HILTA DIKHE KYA TERA HAATH HAI


TOOT NIDIYAA GAYI HAI AACHANAK MERI
KYA PRIYE TUMNE HUMKO KIYA YAAD HAI.


wah bhondu ji jawaab nahi aapka kya likha hai janaab..bahut khoob....
Logged
Gesu
Yoindian Shayar
******

Rau: 0
Offline Offline

Waqt Bitaya:
19 hours and 44 minutes.

Posts: 2743
Member Since: Sep 2005


View Profile
«Reply #9 on: August 18, 2006, 12:38:47 PM »
Reply with quote
Quote from: "ranjana"
bahut khoob kavi ji..........

yun hi badi mushkil se hamne apni aankho ko sulaaya thaa
beran nindiya ko kitni mushkil se hamne manaaya thaa

dekh li jab khawab mein ek jhalak tumhari
yeh neendiya ho gayi beran hamaari

ab aate hain bas din raat in aabkho mein sapane tumhare
bas ab yahan palko mein tasveer tumhari hi saj jaati hai

beran hi gaya hai yeh tera yaad aana humko
ab in aankho mein sajan neend nahi aati hai


wah ranju ji... excellent work.. ek baar fir se kahoongi aapka ek ek sher dil ko chhooo jaata hai.. aapki bahut badhi pankha hain hum..... :D
Logged
ranjana
Guest
«Reply #10 on: August 19, 2006, 04:01:32 AM »
Reply with quote
Quote from: "Gesu"
Quote from: "ranjana"
bahut khoob kavi ji..........

yun hi badi mushkil se hamne apni aankho ko sulaaya thaa
beran nindiya ko kitni mushkil se hamne manaaya thaa

dekh li jab khawab mein ek jhalak tumhari
yeh neendiya ho gayi beran hamaari

ab aate hain bas din raat in aabkho mein sapane tumhare
bas ab yahan palko mein tasveer tumhari hi saj jaati hai

beran hi gaya hai yeh tera yaad aana humko
ab in aankho mein sajan neend nahi aati hai


wah ranju ji... excellent work.. ek baar fir se kahoongi aapka ek ek sher dil ko chhooo jaata hai.. aapki bahut badhi pankha hain hum..... :D


 :D shukriya Gesu .....aur tumhara yeh pyaar mujhe chhoo jaata hai ....  :oops:
Logged
BHONDU
Khususi Shayar
*****

Rau: 0
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
3 days, 19 hours and 12 minutes.

Posts: 1550
Member Since: Mar 2006


View Profile
«Reply #11 on: August 25, 2006, 05:27:47 AM »
Reply with quote
Quote from: "ranjana"

hui jab raat toh saath mein tere khawabo ka ek silsila sa thaa
us chamkate chand ke sang mere saath beetaaye lamho ka basrea  thaa

kar raha thaa woh bhi mere sang sitaaro se pyaar ki baate
yeh pyaar ke khel mein kya rang khila khila sa thaa

neend beran  ho gayi hai ab toh hamaari
yeh teri jadu gari thee ya nasha teri mohbbat ka thaa

dil dharak raha thaa sirf teri baato  ko yaad karke
aur labo per bas naam ek tera hi thaa


bahut aache rajana ji,

lab ye lete hai ab to tera naam jo,
lab ne pe thi teri aankho se ek jaam jo,
ab tasrasti hai aankhe tumhe kuch kahe,
lab ye ho gaye hai ab naakaam jo.
Logged
Pooja
Guest
«Reply #12 on: August 25, 2006, 05:32:59 AM »
Reply with quote
wah kay abaat hai ranju and dost kavi... bahoot khoob..

Lub per jo tera naam ayya
dil ne dhadkno ko paigam sunaya
nasha phir jo meri ankhon  mai ayya
jhoom kar tune jo mera sath nibhaya
Logged
BHONDU
Khususi Shayar
*****

Rau: 0
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
3 days, 19 hours and 12 minutes.

Posts: 1550
Member Since: Mar 2006


View Profile
«Reply #13 on: August 25, 2006, 05:39:22 AM »
Reply with quote
Quote from: "Pooja"
wah kay abaat hai ranju and dost kavi... bahoot khoob..

Lub per jo tera naam ayya
dil ne dhadkno ko paigam sunaya
nasha phir jo meri ankhon  mai ayya
jhoom kar tune jo mera sath nibhaya


aaj bhi tere ishq mein her geet gaa rahe hai,
lub khamosh hai lekin muskura rahe hai.
nasha aankho ka her dum badta jaa raha hai.
khush hai ye dil jo tu saath nibha raha hai.
Logged
Pooja
Guest
«Reply #14 on: August 25, 2006, 05:41:26 AM »
Reply with quote
sath apka umarbhar nibhaya jayega
kiya hai jo wada, nibhaya jayega
nasha ankhon ka teri meri ankhon mai utarne de
badai is raat ke sath aor khumar chadne de
Logged
Pages: [1] 2  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 23, 2024, 02:32:00 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by mkv
[December 22, 2024, 05:36:15 PM]

[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.132 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8508 Real Poets and poetry admirer