~Hriday~
Poetic Patrol
Mashhur Shayar
Rau: 115
Offline
Gender:
Waqt Bitaya:101 days, 3 hours and 51 minutes.
kalam k chalne ko zamaana paagalpan samajhta hai.
Posts: 16243 Member Since: Feb 2010
|
"kyun udaas sa rehta hoon main aajkal" wo kabhi to ye baat poochhenge humse "achche nahi lagte hain hum gumsum se" ye baat kabhi to jarur kahenge humse kuch khayaal aise hi mere dil me aate jaate hain kuch unki yaadon me doobke hum muskuraate hain kabhi kho jaate hain hum unki tasveer me aur kabhi unhi ke naam se khushi ke geet gaate hain
haan humein mohabbat nahi hai usne ye kehte hain aur tasveer se unhi ke baatein karte rehte hain ye kaisa ajeeb ehsaas hai jo ho ke bhi nahi hai kuch dil me rakhte hain kuch zubaan se kehte hain
dekh le unhe to bas unhe dekhte hi reh jaate hain chaah ke bhi hum unse kuch bhi nahi keh paate hain mil lete hain unse banke koi khaas dost unke magar jo rishta hai unse mera wo samjhaa nahi paate hain
log kehte hain ki hum kahi baaton ko dohraate hain maaloom nahi dil ki baaton ko kaise chhipaate hain koshish bahut karte hain ki pataa na chale kisi ko par hum har kisi ko apne dil ka haal sunaate hain......
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
Rau: 166
Offline
Gender:
Waqt Bitaya:272 days, 6 hours and 11 minutes.
Posts: 11814 Member Since: Sep 2006
|
|
«Reply #1 on: August 17, 2012, 12:15:14 PM » |
|
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Shireen Hakani
Guest
|
|
«Reply #2 on: August 17, 2012, 12:20:38 PM » |
|
|
|
|
Logged
|
|
|
|
sksaini4
Ustaad ae Shayari
Rau: 853
Offline
Gender:
Waqt Bitaya:112 days, 8 hours and 51 minutes.
Posts: 36414 Member Since: Apr 2011
|
|
«Reply #3 on: August 17, 2012, 12:59:20 PM » |
|
bahut sunder nazm kiyaa hai khyaalon ko badhaai ho
|
|
|
Logged
|
|
|
|
sushilbansal
Guest
|
|
«Reply #4 on: August 17, 2012, 03:15:50 PM » |
|
"kyun udaas sa rehta hoon main aajkal" wo kabhi to ye baat poochhenge humse "achche nahi lagte hain hum gumsum se" ye baat kabhi to jarur kahenge humse kuch khayaal aise hi mere dil me aate jaate hain kuch unki yaadon me doobke hum muskuraate hain kabhi kho jaate hain hum unki tasveer me aur kabhi unhi ke naam se khushi ke geet gaate hain
haan humein mohabbat nahi hai usne ye kehte hain aur tasveer se unhi ke baatein karte rehte hain ye kaisa ajeeb ehsaas hai jo ho ke bhi nahi hai kuch dil me rakhte hain kuch zubaan se kehte hain
dekh le unhe to bas unhe dekhte hi reh jaate hain chaah ke bhi hum unse kuch bhi nahi keh paate hain mil lete hain unse banke koi khaas dost unke magar jo rishta hai unse mera wo samjhaa nahi paate hain
log kehte hain ki hum kahi baaton ko dohraate hain maaloom nahi dil ki baaton ko kaise chhipaate hain koshish bahut karte hain ki pataa na chale kisi ko par hum har kisi ko apne dil ka haal sunaate hain...... "Mat kaid karu yu muthi may yeh shokh havahey behnay doe"
|
|
|
Logged
|
|
|
|
mkv
Guest
|
|
«Reply #5 on: August 17, 2012, 03:39:48 PM » |
|
Bahut khoobsurat Nazm pesh kee hai.. Kya kahne. Bahut bahut mubaarakbaad
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Rahi2001
Maqbool Shayar
Rau: 1
Offline
Gender:
Waqt Bitaya:5 days, 19 hours and 8 minutes.
ミ★яαнι★彡¤ℓσνє¤ ●๋•кιηg σƒ ωαソ●๋•
Posts: 745 Member Since: Nov 2008
|
|
«Reply #6 on: August 17, 2012, 07:27:16 PM » |
|
Nice hriday ji Love u
|
|
|
Logged
|
|
|
|
khamosh_aawaaz
Guest
|
|
«Reply #7 on: August 17, 2012, 09:03:14 PM » |
|
"kyun udaas sa rehta hoon main aajkal" wo kabhi to ye baat poochhenge humse "achche nahi lagte hain hum gumsum se" ye baat kabhi to jarur kahenge humse kuch khayaal aise hi mere dil me aate jaate hain kuch unki yaadon me doobke hum muskuraate hain kabhi kho jaate hain hum unki tasveer me aur kabhi unhi ke naam se khushi ke geet gaate hain
haan humein mohabbat nahi hai usne ye kehte hain aur tasveer se unhi ke baatein karte rehte hain ye kaisa ajeeb ehsaas hai jo ho ke bhi nahi hai kuch dil me rakhte hain kuch zubaan se kehte hain
dekh le unhe to bas unhe dekhte hi reh jaate hain chaah ke bhi hum unse kuch bhi nahi keh paate hain mil lete hain unse banke koi khaas dost unke magar jo rishta hai unse mera wo samjhaa nahi paate hain
log kehte hain ki hum kahi baaton ko dohraate hain maaloom nahi dil ki baaton ko kaise chhipaate hain koshish bahut karte hain ki pataa na chale kisi ko par hum har kisi ko apne dil ka haal sunaate hain...... mohbbat ko alfaaz nahin ehsaas chahiye.! dil ke dharakney ka buss aaghaaz chahiye.!!
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Sps
Guest
|
|
«Reply #8 on: August 18, 2012, 01:52:33 PM » |
|
very nice Hriday ji!!
|
|
|
Logged
|
|
|
|
laaiba
Guest
|
|
«Reply #9 on: August 18, 2012, 03:04:32 PM » |
|
bohat khoob....
|
|
|
Logged
|
|
|
|
soudagar
Guest
|
|
«Reply #10 on: August 18, 2012, 05:04:32 PM » |
|
|
|
|
Logged
|
|
|
|
~Hriday~
Poetic Patrol
Mashhur Shayar
Rau: 115
Offline
Gender:
Waqt Bitaya:101 days, 3 hours and 51 minutes.
kalam k chalne ko zamaana paagalpan samajhta hai.
Posts: 16243 Member Since: Feb 2010
|
|
«Reply #11 on: August 21, 2012, 07:09:46 PM » |
|
|
|
|
Logged
|
|
|
|
~Hriday~
Poetic Patrol
Mashhur Shayar
Rau: 115
Offline
Gender:
Waqt Bitaya:101 days, 3 hours and 51 minutes.
kalam k chalne ko zamaana paagalpan samajhta hai.
Posts: 16243 Member Since: Feb 2010
|
|
«Reply #12 on: August 25, 2012, 09:45:06 AM » |
|
thanks a lot Shireen ji.....!!!
|
|
|
Logged
|
|
|
|
~Hriday~
Poetic Patrol
Mashhur Shayar
Rau: 115
Offline
Gender:
Waqt Bitaya:101 days, 3 hours and 51 minutes.
kalam k chalne ko zamaana paagalpan samajhta hai.
Posts: 16243 Member Since: Feb 2010
|
|
«Reply #13 on: August 26, 2012, 03:42:05 PM » |
|
bahut bahut shukriyaa Saini ji.....!!! bahut sunder nazm kiyaa hai khyaalon ko badhaai ho
|
|
|
Logged
|
|
|
|
poppoetry
Guest
|
|
«Reply #14 on: August 26, 2012, 03:51:54 PM » |
|
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|