Kyun Jalta hai yah dil

by Pooja on March 30, 2009, 07:57:24 PM
Pages: [1] 2  All
ReplyPrint
Author  (Read 1495 times)
Pooja
Guest
Reply with quote
kisi dost ki gujarish aai hai ki irsha per kuch likhu... so koshish ki hai...
ajj kal khuamr-e-ishaq main kam he likha ja raha hai...

Ho bas mere yah dil janta hai,
Jaise sadio se tujhko apna yah manta hai
Par dekhein jab tujhe kisi aor se karte baat
Kyun Jalta hai yah dil, is kadar her baar
Na jaane kitne shabdo se phir taane yah tujhko marta hai
Ho bas mere yah dil janta hai,


Karu jo shikayat to hanste ho tum mujh per
Ankhon se ashaq lakh yah dil phir nikalta hai
Ho bas mere yah dil janta hai,
Jaise sadio se tujhko apna yah manta hai

Kaise roku isko, kuch to batla ja piya
Na behle tujh bin ek pal bhi, ab yah mera jiya
Her baar bas tujhko apne pass dekhna mangta hai
Karo jo tum kisi aor se baat,
To taano se tujhe marna chahta hai

Ho bas mere yah dil janta hai,
Jaise sadio se tujhko apna yah manta hai
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
AAKHAir KYun (KYUn)(KYun(KYUn) by muneeb in Shayri-E-Dard
Dil Jalta hai by Bharat in Shayri for Dard -e- Judai
Dil Jalta hai by Sonu in Shayri-E-Dard « 1 2 3 4 »
““ dil tou jalta hai, chehre pe…”” by nirala in Shayri-E-Dard
jalta hai dil by poonamA in Share:Poetry of Separation
pankshivam
Guest
«Reply #1 on: March 30, 2009, 08:06:21 PM »
Reply with quote
kisi dost ki gujarish aai hai ki irsha per kuch likhu... so koshish ki hai...
ajj kal khuamr-e-ishaq main kam he likha ja raha hai...

Ho bas mere yah dil janta hai,
Jaise sadio se tujhko apna yah manta hai
Par dekhein jab tujhe kisi aor se karte baat
Kyun Jalta hai yah dil, is kadar her baar
Na jaane kitne shabdo se phir taane yah tujhko marta hai
Ho bas mere yah dil janta hai,


Karu jo shikayat to hanste ho tum mujh per
Ankhon se ashaq lakh yah dil phir nikalta hai
Ho bas mere yah dil janta hai,
Jaise sadio se tujhko apna yah manta hai

Kaise roku isko, kuch to batla ja piya
Na behle tujh bin ek pal bhi, ab yah mera jiya
Her baar bas tujhko apne pass dekhna mangta hai
Karo jo tum kisi aor se baat,
To taano se tujhe marna chahta hai

Ho bas mere yah dil janta hai,
Jaise sadio se tujhko apna yah manta hai

Nice One Poojaji Applause Applause Applause
Logged
Pooja
Guest
«Reply #2 on: March 30, 2009, 09:07:01 PM »
Reply with quote
bahoot achi line likhi hai Pank ji... magar yah Khumar-e-Isha qmain Judai ki lines kyun???
Logged
pankshivam
Guest
«Reply #3 on: March 30, 2009, 10:33:09 PM »
Reply with quote
bahoot achi line likhi hai Pank ji... magar yah Khumar-e-Isha qmain Judai ki lines kyun???
Sorry
Logged
Roja
Guest
«Reply #4 on: March 31, 2009, 02:34:47 AM »
Reply with quote
Sorry


Why say sorry Pank ji... fir Ishq mein likhne ka... !!  love9
Logged
honeyrose
Guest
«Reply #5 on: March 31, 2009, 04:56:05 AM »
Reply with quote
Bohat khoob Pooja... Applause Applause
Logged
deepika_divya
Guest
«Reply #6 on: March 31, 2009, 05:30:08 AM »
Reply with quote
Bhoot khoob Pooja di. Realy nice one
Logged
adil bechain
Umda Shayar
*

Rau: 161
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
31 days, 18 hours and 24 minutes.

Posts: 6552
Member Since: Mar 2009


View Profile
«Reply #7 on: March 31, 2009, 07:15:34 AM »
Reply with quote

 aisa nahin honaa chahiye....!!

   
  isiii liye kahtey hain......

   teri chahat main khud ko itnaa jalaya mainey,
   
   aaj lahu mera badlaa badlaa saa hai...!!!!!!!!!!!!!!!!!!
Logged
Talat
Guest
«Reply #8 on: March 31, 2009, 10:52:58 AM »
Reply with quote
kisi dost ki gujarish aai hai ki irsha per kuch likhu... so koshish ki hai...
ajj kal khuamr-e-ishaq main kam he likha ja raha hai...

Ho bas mere yah dil janta hai,
Jaise sadio se tujhko apna yah manta hai
Par dekhein jab tujhe kisi aor se karte baat
Kyun Jalta hai yah dil, is kadar her baar
Na jaane kitne shabdo se phir taane yah tujhko marta hai
Ho bas mere yah dil janta hai,


Karu jo shikayat to hanste ho tum mujh per
Ankhon se ashaq lakh yah dil phir nikalta hai
Ho bas mere yah dil janta hai,
Jaise sadio se tujhko apna yah manta hai

Kaise roku isko, kuch to batla ja piya
Na behle tujh bin ek pal bhi, ab yah mera jiya
Her baar bas tujhko apne pass dekhna mangta hai
Karo jo tum kisi aor se baat,
To taano se tujhe marna chahta hai

Ho bas mere yah dil janta hai,
Jaise sadio se tujhko apna yah manta hai


Very beautiful creation Pooja Applause Applause Applause
Logged
anjaan dharkan
Yoindian Shayar
******

Rau: 0
Offline Offline

Gender: Female
Waqt Bitaya:
10 days, 13 hours and 44 minutes.
-May Allah Bless You-

Posts: 1900
Member Since: Jul 2008


View Profile
«Reply #9 on: March 31, 2009, 12:11:39 PM »
Reply with quote
nice post pooja ji!
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #10 on: March 31, 2009, 12:23:26 PM »
Reply with quote
Bohat Achche Pooja Didi,.
Ek Arse Ke Baad Aapki Khumar Ishq Me Shayari pardh raha Hoon,.

Bohat Achcha LIkha Hai Aapne Nice One,.
Logged
jannatjahan
Guest
«Reply #11 on: April 01, 2009, 02:28:58 AM »
Reply with quote
beautiful creation poojaji Usual Smile
Logged
Pooja
Guest
«Reply #12 on: April 22, 2009, 04:17:51 PM »
Reply with quote
Thanks Lil bro, AD and jannatjahan!!
Logged
sajid_ghayel
Guest
«Reply #13 on: April 23, 2009, 10:58:35 AM »
Reply with quote
Nice work Pooja....
Logged
Aryaan
Guest
«Reply #14 on: April 23, 2009, 01:14:05 PM »
Reply with quote
Very Nice Pooja.. Applause
Logged
Pages: [1] 2  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 21, 2024, 05:20:39 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 21, 2024, 09:01:29 AM]

[November 16, 2024, 11:44:41 AM]

by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.105 seconds with 22 queries.
[x] Join now community of 8506 Real Poets and poetry admirer