Kyun Kehete Ho Mujhe

by honeyrose on May 22, 2008, 08:27:38 AM
Pages: [1]
ReplyPrint
Author  (Read 1154 times)
honeyrose
Guest
Reply with quote
Kyun Kehete Ho Mujhe Pyaar Hai Tumse
Kyun Kehete Ho Mera Dil Bekarar Hai Tumse
 
Kyun Churaya Hai Needh Humari Sach Kahete Hai Dilse
Kyun Aaye Ho Meri Zindagi Main Ek Hawa Ka Johka Banke
 
Milti Nahi Sabko Yeh Kush Naseeb Mauka Zindagi Ke
Dil Main Hoti Aapki Tasveer Joh Mere Dil Ke Kareeb Hai
 
Nazaron Se Pehchan Liya Hai Tumhe Aab Koi Gum Nahi
Jeene Ka Maqsad Tumse Ho Toh Humhe Koi Gum Nahi
 
Mere Iss Mohabatt Main Kar Jaho Mujhe Aapna
Kyun Kehete Ho Mujhe Pyaar Hai Tumse..
 
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
jaan kar kyun mujhe sataate rahe.. by Aryaan in Shayri-E-Dard « 1 2  All »
::Kyun mujhe dekh tumhari raah badal jaati hai:: by nidhi_yadein in Shayri-E-Dard « 1 2 3 4 »
Aey Zindagi Kyun Mujhe Aazmati Hai.!!! by majid in Shayri-E-Dard
Kyun Kiya Mujhe Khud Se Dur..By SK by Shayaries_King in Ghazals
<>*Kyun mujhe har bar aajmaya*<> by *KasaK*....Dil Ki in Shayri-E-Dard « 1 2  All »
lolita
Guest
«Reply #1 on: May 23, 2008, 10:36:07 AM »
Reply with quote
hey  dis is wonderful.. Clapping Smiley
but culd u transalate it in english 4 me ...
pls... icon_flower
Logged
samnoj
General Patrol
Mashhur Shayar
***

Rau: 1
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
19 days, 9 hours and 8 minutes.

always smile

Posts: 15216
Member Since: Aug 2004


View Profile
«Reply #2 on: May 28, 2008, 09:31:23 AM »
Reply with quote
bahut ache honey...kaafi acha likha hai
Logged
honeyrose
Guest
«Reply #3 on: May 28, 2008, 09:42:10 AM »
Reply with quote
Shukriya samnoj bro..Usual Smile
Logged
Roja
Guest
«Reply #4 on: May 28, 2008, 01:00:20 PM »
Reply with quote
Kyun Kehete Ho Mujhe Pyaar Hai Tumse
Kyun Kehete Ho Mera Dil Bekarar Hai Tumse
 
Kyun Churaya Hai Needh Humari Sach Kahete Hai Dilse
Kyun Aaye Ho Meri Zindagi Main Ek Hawa Ka Johka Banke
 
Milti Nahi Sabko Yeh Kush Naseeb Mauka Zindagi Ke
Dil Main Hoti Aapki Tasveer Joh Mere Dil Ke Kareeb Hai
 
Nazaron Se Pehchan Liya Hai Tumhe Aab Koi Gum Nahi
Jeene Ka Maqsad Tumse Ho Toh Humhe Koi Gum Nahi
 
Mere Iss Mohabatt Main Kar Jaho Mujhe Aapna
Kyun Kehete Ho Mujhe Pyaar Hai Tumse..
 


bahut accha likha hai Honey dear Applause
Logged
honeyrose
Guest
«Reply #5 on: May 28, 2008, 01:23:14 PM »
Reply with quote
Thanks Roja dear..Usual Smile

Aapke pyaar mein dil ki bekarari badh rahi hai
Mere dil mein aapke liye baichani badh rahi hai

Samajh na pao mein aapni dil ki bebasi ko
Aapke pyaar mein dil ki bekarari badh rahi hai

Sambhal lo mujhe aapni naram saason mein
Kahin kho na jaon mein iss duniya ki kash makash mein

Logged
Sonia01
Guest
«Reply #6 on: May 28, 2008, 01:30:03 PM »
Reply with quote
Thanks Roja dear..Usual Smile

Aapke pyaar mein dil ki bekarari badh rahi hai
Mere dil mein aapke liye baichani badh rahi hai

Samajh na pao mein aapni dil ki bebasi ko
Aapke pyaar mein dil ki bekarari badh rahi hai

Sambhal lo mujhe aapni naram saason mein
Kahin kho na jaon mein iss duniya ki kash makash mein



hmmm waaah waaah  drunken_smilie

Lagta hai pyar main dooba hai dil tera
sunayi de rahi hai tez dhadkanon ka dadakna
yu na itna pyar main ithrana
raah main kante bhi hote hai
Logged
honeyrose
Guest
«Reply #7 on: September 11, 2008, 06:49:37 PM »
Reply with quote
Kaise jeeye hum tumare bina
Zindagi mein nahi hai sur tumare bina
Hothon pe baat aaye phir ruk jaaye
Humen manzur nahi ye zindagi tumare bina
Logged
sanya310
Guest
«Reply #8 on: September 11, 2008, 07:40:58 PM »
Reply with quote
bohot khoob honey!!

iss khilti hui muskurahat ke peeche ek khalish si reh gayi..
kya karein ki aapki yaad mein ek pal nahi kat-ta..
kaise sambhale dil mein machalti dhadkano ko ae sanam
jab meffil mein aapke naam ka bus zikr hai hota..

Logged
Pages: [1]
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 21, 2024, 10:56:40 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 21, 2024, 09:01:29 AM]

[November 16, 2024, 11:44:41 AM]

by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.096 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8506 Real Poets and poetry admirer