KYUN NAHIN (Ghazal).... "MohaN"

by surindarn on April 22, 2016, 03:32:49 AM
Pages: [1] 2  All
ReplyPrint
Author  (Read 1566 times)
surindarn
Ustaad ae Shayari
*****

Rau: 273
Offline Offline

Waqt Bitaya:
134 days, 2 hours and 27 minutes.
Posts: 31520
Member Since: Mar 2012


View Profile
Reply with quote
KYUN NAHIN

Sahib aap ko ishq kyun nahin,
Aapko yeh jamaal kyun nahin!

Mohabbat huyee hai badnaam,
Aap mein koi swaal kyun nahin!

Dil lekar abb bhooley ho kyun,
Karoo dekh bhaal kyun nahin!

Pasand hotee hai, apnii apnii,
Aapko to khayaal kyun nahin!

Ek hee qafas do do jaan hoon,
Aisaa koi kamaal kyun nahin!

Ishq khud, nakaam kartey ho,
Kuchh bhi malaal kyun nahin!

Khelnaa to chaahtey ho Holi,
Sahib phir gulaal kyun nahin!

Bataatey to ishq prastish ho,
Sar phir rumaal kyun nahin!

Ishq badnaam bhi ho MohaN
Tujhe koi wabaal kyun nahin!

Jamaal = beauty; elegance;
Malaal = sadness;
Wabaal = burden; punished;
Sar rumaal = sign of respect;

Surindar. N     "MohaN"
Logged
poojachakarvarti@gmail.co
Shayari Qadrdaan
***

Rau: 9
Offline Offline

Gender: Female
Waqt Bitaya:
1 days, 18 hours and 31 minutes.
Posts: 265
Member Since: Feb 2016


View Profile
«Reply #1 on: April 22, 2016, 07:16:31 AM »
Reply with quote
nice verry verry nice sir...
Logged
poojachakarvarti@gmail.co
Shayari Qadrdaan
***

Rau: 9
Offline Offline

Gender: Female
Waqt Bitaya:
1 days, 18 hours and 31 minutes.
Posts: 265
Member Since: Feb 2016


View Profile
«Reply #2 on: April 22, 2016, 07:18:58 AM »
Reply with quote

KYUN NAHIN

Sahib aap ko ishq kyun nahin,
Ishq kaa ehtraam kyun nahin!

Mohabbat hotee hai badnaam,
Hazoor magar aap kyun nahin!

Dil lekar abb bhooley ho kyun,
Karoo dekh bhaal kyun nahin!

Pasand hotee hai, apnii apnii,
Aapko to khayaal kyun nahin!

Ek hee qafas do do jaan hoon,
Aisaa koi kamaal kyun nahin!

Ishq khud, nakaam kartey ho,
Kuchh bhi malaal kyun nahin!

Khelnaa to chaahtey ho Holi,..........owesome lines..
Sahib phir gulaal kyun nahin!

Bataatey to ishq prastish ho,.......is line ne toh dil cchho liya ek "RAU" banta hai...
Sar phir rumaal kyun nahin!

Ishq badnaam bhi ho MohaN
Tujhe koi wabaal kyun nahin!

Ehtraam = izat, respect;
Malaal = sadness;
Wabaal = burden; punished;
Sar rumaal = sign of respect;

Surindar. N     "MohaN"

Logged
poojachakarvarti@gmail.co
Shayari Qadrdaan
***

Rau: 9
Offline Offline

Gender: Female
Waqt Bitaya:
1 days, 18 hours and 31 minutes.
Posts: 265
Member Since: Feb 2016


View Profile
«Reply #3 on: April 22, 2016, 07:22:11 AM »
Reply with quote
"RAU" Added to your account sir.....aise hi accha accha likhte rahiye jo Dil Ko Cchho jaye,bar bar har bar...
Logged
adil bechain
Umda Shayar
*

Rau: 161
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
31 days, 18 hours and 24 minutes.

Posts: 6552
Member Since: Mar 2009


View Profile
«Reply #4 on: April 22, 2016, 10:18:10 AM »
Reply with quote

KYUN NAHIN

Sahib aap ko ishq kyun nahin,
Ishq kaa ehtraam kyun nahin!

Mohabbat hotee hai badnaam,
Hazoor magar aap kyun nahin!

Dil lekar abb bhooley ho kyun,
Karoo dekh bhaal kyun nahin!

Pasand hotee hai, apnii apnii,
Aapko to khayaal kyun nahin!

Ek hee qafas do do jaan hoon,
Aisaa koi kamaal kyun nahin!

Ishq khud, nakaam kartey ho,
Kuchh bhi malaal kyun nahin!

Khelnaa to chaahtey ho Holi,
Sahib phir gulaal kyun nahin!

Bataatey to ishq prastish ho,
Sar phir rumaal kyun nahin!

Ishq badnaam bhi ho MohaN
Tujhe koi wabaal kyun nahin!

Ehtraam = izat, respect;
Malaal = sadness;
Wabaal = burden; punished;
Sar rumaal = sign of respect;

Surindar. N     "MohaN"


 Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause
Logged
surindarn
Ustaad ae Shayari
*****

Rau: 273
Offline Offline

Waqt Bitaya:
134 days, 2 hours and 27 minutes.
Posts: 31520
Member Since: Mar 2012


View Profile
«Reply #5 on: April 22, 2016, 03:29:06 PM »
Reply with quote
Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause
Adil Sahib bahut shukria, main ne pehley sher mein tarmeem kar dee hai, aap dekhnaa chaahen to dekh saktey hain.
Sahib aap ko ishq kyun nahin,
Ishq pe koi imaan kyun nahin!
 hello2 hello2 hello2 hello2 hello2 hello2 hello2 hello2 hello2 hello2 hello2 hello2 hello2 hello2 hello2 hello2
Logged
sarfira
Guest
«Reply #6 on: April 22, 2016, 07:08:55 PM »
Reply with quote
bht khoob janaab
daad daad daad

khush rhie
Logged
surindarn
Ustaad ae Shayari
*****

Rau: 273
Offline Offline

Waqt Bitaya:
134 days, 2 hours and 27 minutes.
Posts: 31520
Member Since: Mar 2012


View Profile
«Reply #7 on: April 23, 2016, 02:20:26 AM »
Reply with quote
nice verry verry nice sir...
bahut shukria Pooja Jee.
 notworthy notworthy notworthy notworthy notworthy notworthy notworthy notworthy
Logged
Rajigujral
Khususi Shayar
*****

Rau: 17
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
4 days, 59 minutes.
Posts: 1703
Member Since: Apr 2014


View Profile
«Reply #8 on: April 23, 2016, 05:52:45 AM »
Reply with quote
 Applause Applause Applause Applause Applause Applause
Logged
adil bechain
Umda Shayar
*

Rau: 161
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
31 days, 18 hours and 24 minutes.

Posts: 6552
Member Since: Mar 2009


View Profile
«Reply #9 on: April 23, 2016, 07:35:43 AM »
Reply with quote
Adil Sahib bahut shukria, main ne pehley sher mein tarmeem kar dee hai, aap dekhnaa chaahen to dekh saktey hain.
Sahib aap ko ishq kyun nahin,
Ishq pe koi imaan kyun nahin!
 hello2 hello2 hello2 hello2 hello2 hello2 hello2 hello2 hello2 hello2 hello2 hello2 hello2 hello2 hello2 hello2


janaab main ne color  highlight kar qafiye ke taraf aap ka dhhayaan dilayaa hai chunke aap apne kalaam ko ghazal kahte hain to humqafia kaa ehtemaam karein matla mein qafia hum qafia nahin hai aur doosre sher mein bhi mokhtalif hai baaqi ashaar mein hum qafia hai jaise khyaal , kamaal,maal etc
Logged
surindarn
Ustaad ae Shayari
*****

Rau: 273
Offline Offline

Waqt Bitaya:
134 days, 2 hours and 27 minutes.
Posts: 31520
Member Since: Mar 2012


View Profile
«Reply #10 on: April 23, 2016, 03:09:09 PM »
Reply with quote

janaab main ne color  highlight kar qafiye ke taraf aap ka dhhayaan dilayaa hai chunke aap apne kalaam ko ghazal kahte hain to humqafia kaa ehtemaam karein matla mein qafia hum qafia nahin hai aur doosre sher mein bhi mokhtalif hai baaqi ashaar mein hum qafia hai jaise khyaal , kamaal,maal etc
Janaab main samjhaa nahin thaa, abb poori ghazal mein humkafia kar diyaa hai.

KYUN NAHIN

Sahib aap ko ishq kyun nahin,
Aapko yeh jamaal kyun nahin!

Mohabbat huyee hai badnaam,
Aap mein koi swaal kyun nahin!

Dil lekar abb bhooley ho kyun,
Karoo dekh bhaal kyun nahin!

Pasand hotee hai, apnii apnii,
Aapko to khayaal kyun nahin!

Ek hee qafas do do jaan hoon,
Aisaa koi kamaal kyun nahin!

Ishq khud, nakaam kartey ho,
Kuchh bhi malaal kyun nahin!

Khelnaa to chaahtey ho Holi,
Sahib phir gulaal kyun nahin!

Bataatey to ishq prastish ho,
Sar phir rumaal kyun nahin!

Ishq badnaam bhi ho MohaN
Tujhe koi wabaal kyun nahin!

Jamaal = beauty; elegance;
Malaal = sadness;
Wabaal = burden; punished;
Sar rumaal = sign of respect;

Surindar. N     "MohaN"
Logged
surindarn
Ustaad ae Shayari
*****

Rau: 273
Offline Offline

Waqt Bitaya:
134 days, 2 hours and 27 minutes.
Posts: 31520
Member Since: Mar 2012


View Profile
«Reply #11 on: April 24, 2016, 02:19:31 AM »
Reply with quote
"RAU" Added to your account sir.....aise hi accha accha likhte rahiye jo Dil Ko Cchho jaye,bar bar har bar...
bahut bahut shukria daad aur RAU ke liye Pooja Jee.
 blob7 blob7 blob7 blob7 blob7 blob7 blob7 blob7 blob7 blob7 blob7 blob7
Logged
Rustum Rangila
Yoindian Shayar
******

Rau: 128
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
10 days, 16 hours and 31 minutes.

Posts: 2534
Member Since: Oct 2015


View Profile
«Reply #12 on: April 24, 2016, 05:32:19 AM »
Reply with quote
Bahot khooob waaaaah hi waaah Applause Applause Applause Applause Applause
Logged
surindarn
Ustaad ae Shayari
*****

Rau: 273
Offline Offline

Waqt Bitaya:
134 days, 2 hours and 27 minutes.
Posts: 31520
Member Since: Mar 2012


View Profile
«Reply #13 on: April 25, 2016, 02:17:29 AM »
Reply with quote
bht khoob janaab
daad daad daad

khush rhie
bahut shukria Sarfira Sahib.
 notworthy notworthy notworthy notworthy notworthy notworthy notworthy notworthy notworthy notworthy
Logged
saahill
Mashhur Shayar
***

Rau: 86
Offline Offline

Waqt Bitaya:
147 days, 17 hours and 32 minutes.
Posts: 18608
Member Since: Jun 2009


View Profile
«Reply #14 on: April 25, 2016, 03:04:13 AM »
Reply with quote
Waah waah waah waah bas waah
Logged
Pages: [1] 2  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 15, 2024, 01:10:57 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:55:06 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 06:58:58 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.144 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8508 Real Poets and poetry admirer