Larazte Hoonth piyaasi ankhain aur kaise izhaar kerte hain

by javedarshad on September 10, 2009, 06:40:39 PM
Pages: [1] 2  All
ReplyPrint
Author  (Read 1849 times)
javedarshad
Guest
Reply with quote
Loog duniyaan mein piyaar to beikhtiyaar kerte hain
Kuch jaan ko nisaar aur kuch zindagee aazaar kerte hain

Mere gunahoon ka izaala ho bhi to kaise ho
Dekhiye  woh kaise kaise raste humwaar  kerte hain

Mujhko der hai kahin band na ho jaye meri harkate qalb
Jhuki palkon se jab woh besakhta israar kerte hain

Kia ada hai ,poochna , hum kaun hain aur kuin satate hain
Baithna pahron unka dareche per kuin intezaar kerte hain

Rahi na taab nazer ki to ankhain jhuka ker baith gaye
Sitam zareefi dekhiye na hi inkaar na iqraar kerte hain

Javed na samjhe ho na samjhu  gay zamane ko
Larazte hoonth piyasi ankhain aur kaise izhaar kerte hain



javed
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
ANKHAIN BHIG JATI HAIN… by SADIQA JAWED in Shayri for Dard -e- Judai « 1 2 3 4 5 »
kaise rotein hain by tausif in Shayri-E-Dard
De ker ikhtiyaar zindagee ka, phir merne ki dua kerte hain by javedarshad in Shayri for Khumar -e- Ishq « 1 2  All »
INTEZAR KERTE HAIN by fakhar sheikh in Share: Poetry of Pain
Gazal : Zindgi main to sabhi pyaar kiya kerte hain. by R.M. Dixit in Other Languages
musaafirhon
Guest
«Reply #1 on: September 10, 2009, 06:51:46 PM »
Reply with quote
Subhan Allah Javed Sahab , Subhan Allah , Kya Hi nayab Ghazal , 4th Ashar se bade mutasir howe hum , Allah Apke Kalamo ko Miyaari Izzath de , Isse Tarha Taherir Baksh Kalam dete rahe , aur logon ke ilm me izafa farmayen ,,apki tarif karna to suraj diya dikhane wali baath hogi !! Allah APko khush rakhe !!

Qadeertoopchi
Logged
madhuwesh
Guest
«Reply #2 on: September 11, 2009, 03:01:14 AM »
Reply with quote
Wow bahut khoob Javed ji really touching n mindblowing creation excellent. Thumbs UP Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
Logged
sakhi1909
Guest
«Reply #3 on: September 11, 2009, 05:57:43 AM »
Reply with quote
adaab
kya bat hai..bahut khub gazal pesh ki hai

Logged
javedarshad
Guest
«Reply #4 on: September 11, 2009, 06:46:19 PM »
Reply with quote
Qadeer Sb

Aaap ne to sare qulabe mila diye

bhai kahan main kahan aap ki yeh purzoor dad


aap ki muhabbat ka bahut bahut shukria


javed
Logged
Sayyid Randeri
Guest
«Reply #5 on: September 11, 2009, 06:55:22 PM »
Reply with quote
Umda ghzal hai javed sahab..
Logged
javedarshad
Guest
«Reply #6 on: September 11, 2009, 08:43:39 PM »
Reply with quote
Madhu ji

ati dhanaya waad aap ka


javed
Logged
javedarshad
Guest
«Reply #7 on: September 11, 2009, 08:45:19 PM »
Reply with quote
Sakhi adaab

shukria

humto aise hi dil bahla lete hain
aap kahan hain , darshan durlabh hain

kab de rahi hain deshan

shukria

javed
Logged
aaina
Guest
«Reply #8 on: September 12, 2009, 04:27:46 PM »
Reply with quote
Loog duniyaan mein piyaar to beikhtiyaar kerte hain
Kuch jaan ko nisaar aur kuch zindagee aazaar kerte hain

Mere gunahoon ka izaala ho bhi to kaise ho
Dekhiye  woh kaise kaise raste humwaar  kerte hain

Mujhko der hai kahin band na ho jaye meri harkate qalb
Jhuki palkon se jab woh besakhta israar kerte hain

Kia ada hai ,poochna , hum kaun hain aur kuin satate hain
Baithna pahron unka dareche per kuin intezaar kerte hain

Rahi na taab nazer ki to ankhain jhuka ker baith gaye
Sitam zareefi dekhiye na hi inkaar na iqraar kerte hain

Javed na samjhe ho na samjhu  gay zamane ko
Larazte hoonth piyasi ankhain aur kaise izhaar kerte hain



javed





bhut khoob javed sahab bhut hi achay
Logged
javedarshad
Guest
«Reply #9 on: September 12, 2009, 05:22:20 PM »
Reply with quote
Shukria Sayyed Sb


javed
Logged
Deepati
Guest
«Reply #10 on: September 12, 2009, 05:44:21 PM »
Reply with quote
Loog duniyaan mein piyaar to beikhtiyaar kerte hain
Kuch jaan ko nisaar aur kuch zindagee aazaar kerte hain

Mere gunahoon ka izaala ho bhi to kaise ho
Dekhiye  woh kaise kaise raste humwaar  kerte hain

Mujhko der hai kahin band na ho jaye meri harkate qalb
Jhuki palkon se jab woh besakhta israar kerte hain

Kia ada hai ,poochna , hum kaun hain aur kuin satate hain
Baithna pahron unka dareche per kuin intezaar kerte hain

Rahi na taab nazer ki to ankhain jhuka ker baith gaye
Sitam zareefi dekhiye na hi inkaar na iqraar kerte hain

Javed na samjhe ho na samjhu  gay zamane ko
Larazte hoonth piyasi ankhain aur kaise izhaar kerte hain



javed


Bahut Bahut Khoob, Javed Ji! Applause

Logged
KOYAL46
Guest
«Reply #11 on: September 12, 2009, 06:28:11 PM »
Reply with quote
Gane ko jee chata hai is tarane ko...
Logged
javedarshad
Guest
«Reply #12 on: September 13, 2009, 03:20:44 PM »
Reply with quote
aap gunguna ker suna dain to kia baat hai


shukria


javed
Logged
Roja
Guest
«Reply #13 on: September 13, 2009, 03:32:15 PM »
Reply with quote
Loog duniyaan mein piyaar to beikhtiyaar kerte hain
Kuch jaan ko nisaar aur kuch zindagee aazaar kerte hain

Mere gunahoon ka izaala ho bhi to kaise ho
Dekhiye  woh kaise kaise raste humwaar  kerte hain

Mujhko der hai kahin band na ho jaye meri harkate qalb
Jhuki palkon se jab woh besakhta israar kerte hain

Kia ada hai ,poochna , hum kaun hain aur kuin satate hain
Baithna pahron unka dareche per kuin intezaar kerte hain

Rahi na taab nazer ki to ankhain jhuka ker baith gaye
Sitam zareefi dekhiye na hi inkaar na iqraar kerte hain

Javed na samjhe ho na samjhu  gay zamane ko
Larazte hoonth piyasi ankhain aur kaise izhaar kerte hain



javed


Bahut bahut accha likha hai aapne... Applause Applause
Logged
KOYAL46
Guest
«Reply #14 on: September 13, 2009, 05:22:31 PM »
Reply with quote
Aaj subah aap ki khidki pe Gunguna rahi thee suna aapne...?

aap gunguna ker suna dain to kia baat hai


shukria


javed
Logged
Pages: [1] 2  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 23, 2024, 01:53:23 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by mkv
[December 22, 2024, 05:36:15 PM]

[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.122 seconds with 24 queries.
[x] Join now community of 8508 Real Poets and poetry admirer