~~'Likhta Rehta Hoon"~~

by Sammual on June 12, 2008, 08:40:55 PM
Pages: [1]
ReplyPrint
Author  (Read 1258 times)
Sammual
Guest
Reply with quote
Aaj Kal Pata Nahin Kaha Khoya Rehta Hoon
Jagta Hoon Par Lagta Hai Soya Rehta Hoon
Ik Shayar Se Kar Baithe Hai Pyar
Bus Uski Yaad Main Raat Bhar Likhta Rehta Hoon

Hamari Kalam Nai Bhi Aaj Ik Kamaal Kiya.
Dairy Ke Sare Panno Par Uska Naam Likh Diya.
Uthata Hoon Jab Kalam Kuch Likhne Ke Liye
To Uski Tasveer Banta Rehta Hoon
Bus Uski Yaad Main Raat Bhar Likhta Rehta Ho

Dewana Kiya Hai Unhone Mujhe Apni Shayari Se
Unki Tareef Karta Rehta Hoon.
Milenge Kabhi Pata Nahin
Par unke Liye Duayain Karta Rehta Hoon
Bus Uski Yaad Main Raat Bhar Likhta Rehta Hoon  
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Tumhara Naam Likhta Hoon..... by Aryaan in Shayri-E-Dard « 1 2 3  All »
Kitne paigam likhta hoon by chahat in Shayri for Khumar -e- Ishq
{Likhta Rehta Hoon} by angel4u in Shayri-E-Dard
"mujhme rehta hai" by aaina in Ghazals
likhta hoon jab bhi by saahill in Shairi - E - Zindagi
Pooja
Guest
«Reply #1 on: June 12, 2008, 08:43:32 PM »
Reply with quote
WAH KAYA BAAT HAI.. Dil se dua.. app jise chahte hai wo apko mil jaaye!!

bahoot acha likh rahe hai app!! Good job!!
Logged
Sonia01
Guest
«Reply #2 on: June 13, 2008, 02:56:03 AM »
Reply with quote
Aaj Kal Pata Nahin Kaha Khoya Rehta Hoon
Jagta Hoon Par Lagta Hai Soya Rehta Hoon
Ik Shayar Se Kar Baithe Hai Pyar
Bus Uski Yaad Main Raat Bhar Likhta Rehta Hoon

Hamari Kalam Nai Bhi Aaj Ik Kamaal Kiya.
Dairy Ke Sare Panno Par Uska Naam Likh Diya.
Uthata Hoon Jab Kalam Kuch Likhne Ke Liye
To Uski Tasveer Banta Rehta Hoon
Bus Uski Yaad Main Raat Bhar Likhta Rehta Ho

Dewana Kiya Hai Unhone Mujhe Apni Shayari Se
Unki Tareef Karta Rehta Hoon.
Milenge Kabhi Pata Nahin
Par unke Liye Duayain Karta Rehta Hoon
Bus Uski Yaad Main Raat Bhar Likhta Rehta Hoon 


Wah bahut khoob  Applause Aaj kal aap her jagah chaye huwe hai. Yu hi likhte rehna. Accha laga padkar.. Applause
Logged
kaushikbhawna008
Guest
«Reply #3 on: June 13, 2008, 06:09:19 AM »
Reply with quote
Aaj Kal Pata Nahin Kaha Khoya Rehta Hoon
Jagta Hoon Par Lagta Hai Soya Rehta Hoon
Ik Shayar Se Kar Baithe Hai Pyar
Bus Uski Yaad Main Raat Bhar Likhta Rehta Hoon

Hamari Kalam Nai Bhi Aaj Ik Kamaal Kiya.
Dairy Ke Sare Panno Par Uska Naam Likh Diya.
Uthata Hoon Jab Kalam Kuch Likhne Ke Liye
To Uski Tasveer Banta Rehta Hoon
Bus Uski Yaad Main Raat Bhar Likhta Rehta Ho

Dewana Kiya Hai Unhone Mujhe Apni Shayari Se
Unki Tareef Karta Rehta Hoon.
Milenge Kabhi Pata Nahin
Par unke Liye Duayain Karta Rehta Hoon
Bus Uski Yaad Main Raat Bhar Likhta Rehta Hoon 


waaah bohut khoob sammual ji

dil se dua hai tujhe tera har mukam mile
jise tere dil ne chaha wo hamdam tujhe jald mile
kalam ki taarif mei teri ham kya likhe e-dost
bas chahat hai yahi jinki pyaar mei tu hua hai deewana
ek baar tu shayri mei uska naam b likhe

Logged
Sammual
Guest
«Reply #4 on: June 13, 2008, 10:26:39 AM »
Reply with quote
Thank You So Much kaushikbhawna ji,Pooja Ji Aur Sonia Ji Isse Padhne Ke Liye. 
Logged
Pages: [1]
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 23, 2024, 12:39:46 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by mkv
[December 22, 2024, 05:36:15 PM]

[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.132 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8508 Real Poets and poetry admirer