LOOG KYAA JAANE...........masoom

by Masoom Shahzada on July 26, 2012, 05:00:54 AM
Pages: [1]
ReplyPrint
Author  (Read 1097 times)
Masoom Shahzada
Guest
Reply with quote

Pyaar kee baatein loog kyaa jaane.
Pyaar kee keemat loog kya jaane.
Raatein aour khawaaboo kee duniyaa.
Palkoo tale jannat kaa hoona.
Aesaa soonaa loog kyaa jaanaa.
Jannat me hoona loog kyaa jaane.
.
Ishq ibadat, ishq hee pooja.
Ishq huaa too duniyaaN choodee.
Marne ka aelaan kiyaa hai.
Maut kee dekhoo baat chaalee hai.
Maut kee khusiyaaN loog kyaa jaane.
Ek pal me duniyaa koo paanaa.
Ye anjaane loog kyaa jaane.
.
Pyaar kamayee, pyaar hee daulat.
Pyaar kiyaa aour paayee kismat.
Kismat ne bhee jaal bhichaayaa.
Pyaar kee uljhan loog kyaa jaane.
Resham resham sapne uljhe.
Khud se khud ko ladte paanaa.
Pyaar kee anban loog kyaa jaane.
.
Deewaroo kee baat nahee hai.
Milne waale milte hai.
Saath jeeyaaN naheeN jaataa too.
Saath shauk se marte hai.
Pyaar hai ek maut kee baajee.
Pyaar kee baajee loog kyaa jaane.
.
Girnaa kadmoo me aa jaanaa.
Thookar thookar jakhmee hoona.
Riste lahoo ko fakhar samajhna.
Muskurakar lutf uthaanaa.
Ye sab lajjat loog kyaa jaane.
Pyaar kee izzat loog kyaa jaane.
.
Paanee kaa taalaab nahee hai.
Pyaar too ak samundar hai.
Doob ke jis me jindaa hoona.
Darne waale ye loog kyaa jaane.
Lahroo lahroo shaheel shaheel.
Girnaa uthnaa loog kyaa jaane.
.
Gam chaahoo yaa chaahoo khushiyaaN.
Pyaar me sab kuch milta hai.
AansooN aour khusiyooN kaa.
Har dam sauda chaltaa hai.
Baazaaroo me rahtee hai duniyaa.
Par ishq kee duniyaa looog kyaa jaane.
Ghaate ka sauda de khusiyaa.
Aesaa sauda loog kyaa jaane.
.
Loog kyaa jaane.
Loog kyaa jaane.
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
**Ye Bedard Zamaanaa Kyaa Jaane ** RH by Rajesh Harish in Miscellaneous Shayri
Khuda jaane.......masoom by masoom shahjada in Share:Miscellaneous Shayari « 1 2  All »
JAANE BHI DO NA..........masoom by masoom shahjada in Shayri-E-Dard
Aaj Mar Jaane Kii Baat Kar....masoom by Masoom Shahzada in Ghazals « 1 2  All »
En Lakkeero Mein Rakhkhaa Kyaa Hai.........masoom by Masoom Shahzada in Miscellaneous Shayri
mkv
Guest
«Reply #1 on: July 26, 2012, 05:25:36 AM »
Reply with quote
Bahut khoob
sensitive matter hai..
sach hai..bilkul sach..
log kya jaane..
sab kuch ho shayad..par vo nahee jo aapne likha hai
jo hai hi nahi..use bhala..log kya jaane.

Logged
~Hriday~
Poetic Patrol
Mashhur Shayar
***

Rau: 115
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
101 days, 3 hours and 51 minutes.

kalam k chalne ko zamaana paagalpan samajhta hai.

Posts: 16243
Member Since: Feb 2010


View Profile WWW
«Reply #2 on: July 26, 2012, 09:21:33 AM »
Reply with quote
Applause Applause Applause Applause Applause  bahut khoob Masoom ji...!!!
Logged
F.H.SIDDIQUI
Guest
«Reply #3 on: July 26, 2012, 09:42:07 AM »
Reply with quote
 Applause
 Nice,Masoom saheb.
Logged
amit_prakash_meet
Guest
«Reply #4 on: July 26, 2012, 09:50:03 AM »
Reply with quote
 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
khoob kaha Masoom Ji
Logged
sksaini4
Ustaad ae Shayari
*****

Rau: 853
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
112 days, 8 hours and 51 minutes.
Posts: 36414
Member Since: Apr 2011


View Profile
«Reply #5 on: July 26, 2012, 02:41:57 PM »
Reply with quote
bahut khoobsoorat
Logged
masoom shahjada
Guest
«Reply #6 on: July 28, 2012, 10:47:23 AM »
Reply with quote
Bahut khoob
sensitive matter hai..
sach hai..bilkul sach..
log kya jaane..
sab kuch ho shayad..par vo nahee jo aapne likha hai
jo hai hi nahi..use bhala..log kya jaane.



sabse pahle to mai aapka sukriya adaa karna chahunga kee aapne es kalaam ko padne ke liye wqkt nikaala aour comment bhee kiyaa.
Aapne bilkul sahee kaha hai Mukesh bhai jab aesa duniya me kuch hota hee nahee to log kya janege.
Bas ye to mene kuch khayalo ko kuch kalpanaoo ko libaas pahnakar pesh karne kee kosis kee the.
Khair aapka ek baar aour sukriya.
 
Logged
masoom shahjada
Guest
«Reply #7 on: July 28, 2012, 10:23:00 PM »
Reply with quote
Applause Applause Applause Applause Applause  bahut khoob Masoom ji...!!!
hriday bhai kalaam pasand karne ke liye aour waqt dene ke liye bahoot bahoot sukriya.
Logged
suman59
Guest
«Reply #8 on: July 29, 2012, 12:23:09 AM »
Reply with quote
Quote
shq ibadat, ishq hee pooja.
Ishq huaa too duniyaaN choodee.
Marne ka aelaan kiyaa hai.
Maut kee dekhoo baat chaalee hai.
Maut kee khusiyaaN loog kyaa jaane.
Ek pal me duniyaa koo paanaa.
Ye anjaane loog kyaa jaane.

wah wah masoom jee bahut pyara kalam likha hai aapne. i felt very nice while reading.  Thumbs UP
Logged
masoom shahjada
Guest
«Reply #9 on: July 29, 2012, 03:13:23 AM »
Reply with quote
Applause
 Nice,Masoom saheb.
bahoot bahoot sukriya hasan bhai,
aapkee chootee see comment bhee bahoot achchee lagtee hai.
Aapka hausla afjai ka bahoot bahoot sukriyaa.
Logged
masoom shahjada
Guest
«Reply #10 on: July 29, 2012, 03:31:55 AM »
Reply with quote
Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
khoob kaha Masoom Ji
sukriyaa amit jee
Logged
masoom shahjada
Guest
«Reply #11 on: July 29, 2012, 08:25:25 AM »
Reply with quote
bahut khoobsoorat
bahoot bahoot sukriya sir jee
Logged
masoom shahjada
Guest
«Reply #12 on: July 30, 2012, 10:34:23 AM »
Reply with quote
wah wah masoom jee bahut pyara kalam likha hai aapne. i felt very nice while reading.  Thumbs UP
sukiraa suman jee.
Logged
Pages: [1]
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 23, 2024, 02:56:33 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by mkv
[December 22, 2024, 05:36:15 PM]

[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.143 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer