mai shayer to nahi

by manjot on May 30, 2005, 04:16:41 PM
Pages: [1] 2 3 4 5
ReplyPrint
Author  (Read 7708 times)
manjot
Shayari Qadrdaan
***

Rau: 0
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
1 days, 10 hours and 46 minutes.
My Picture

Posts: 358
Member Since: May 2005


View Profile WWW
Reply with quote
hume dekh kar u mat muskarya kijye
hasino ki is ada ke hai hum diwane
haste haste u zakham na diya kijye
khaye hai zakham to bane hai shayer
in isharon ko alphaz de diya kijye
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
shayer ne ki ..... by moon_chandni in Mazahiya Shayri(Funny Shayari)
Shayer nahi mante.........(Ghayel) by sajid_ghayel in Tanziya aur Tehreekbaksh Shayariyan « 1 2  All »
Main shayer hun koi Deewana nahi by sarfaraz_sagar in Ghazals
NA MAI SHAYER NA MAI KAVI by wime in Shayri-E-Dard
MAIN KOI SHAYER NAHI HOON by sahal in Tarruf Yoindia Sae : Give your Introduction
manjot
Shayari Qadrdaan
***

Rau: 0
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
1 days, 10 hours and 46 minutes.
My Picture

Posts: 358
Member Since: May 2005


View Profile WWW
«Reply #1 on: May 31, 2005, 03:19:36 PM »
Reply with quote
jamana kahta hai ki hum shyari karte hai
khye honge zakham to muh se alfaz niklte hai
rab aur yar ke nate hote bahut karib ke
hum likhte hai yar ki zudai pe
log samazte likha hai khuda ki khudai pe
Logged
tushar_4u_im
Guest
«Reply #2 on: May 31, 2005, 03:34:08 PM »
Reply with quote
Quote from: "manjot"
hume dekh kar you mat muskarya kijye
hasino ki is ada ke hai hum diwane
haste haste you zakham na diya kijye
khaye hai zakham to bane hai shayer
in isharon ko alphaz de diya kijye



de denge tumhe hum zamane ki khusiya,...

kabhi mil ker to dekh ....

na dikha de jannat ka rishta to kehna,....

kare aagar bewafai to kehne,.....

na ho koi teri puri tammanna to kehna,..

hum bhi ishq k bande hai,...


aashiqi humara kam hai,....

firte hai gali gali is liye badnaam hai,....
Logged
manjot
Shayari Qadrdaan
***

Rau: 0
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
1 days, 10 hours and 46 minutes.
My Picture

Posts: 358
Member Since: May 2005


View Profile WWW
«Reply #3 on: June 02, 2005, 04:32:28 PM »
Reply with quote
Quote from: "tushar_4u_im"
Quote from: "manjot"
hume dekh kar you mat muskarya kijye
hasino ki is ada ke hai hum diwane
haste haste you zakham na diya kijye
khaye hai zakham to bane hai shayer
in isharon ko alphaz de diya kijye



de denge tumhe hum zamane ki khusiya,...

kabhi mil ker to dekh ....

na dikha de jannat ka rishta to kehna,....

kare aagar bewafai to kehne,.....

na ho koi teri puri tammanna to kehna,..

hum bhi ishq k bande hai,...


aashiqi humara kam hai,....

firte hai gali gali is liye badnaam hai,....

ishq kiya hai apne to hume nibhana padega
kiya hai wada to hume milna padega
ashikon se hoti hai har mahfil roshan...
ab har mafil me is shama ko jalana pedga
Logged
pandit
Guest
«Reply #4 on: June 02, 2005, 04:35:50 PM »
Reply with quote
Quote from: "manjot"
hume dekh kar you mat muskarya kijye
hasino ki is ada ke hai hum diwane
haste haste you zakham na diya kijye
khaye hai zakham to bane hai shayer
in isharon ko alphaz de diya kijye


wah manjoot ji ..................................
 jakhmo ka khel khoob khel rahe hai........................................... :wink:
Logged
azeemssj
Guest
«Reply #5 on: June 02, 2005, 06:19:36 PM »
Reply with quote
UNKO BHI HUM SAY WAISE HE MOHABBAT HO ZAROORI TU NAHI
AIK SI DONON KI HALAT HO ZAROORI TU NAHI
DIL KI CHAHAT TU KAYEE KHAWAAB JAGA DETI HAI
HAAN MAGAR SAATH MAIN KISMAT BHI HO, ZAROORI TU NAHI
MERI TANHAYEE KERTI HAIN JINHAIN YAAD SADA
UNKO BHI MERI ZAROORAT HO ZAROORI TU NAHI
MUSKURANAY SAY BHI HOTA HAI BAYAN GHAM-E-DIL
MUJH KO RONAY KI BHI AADAT HO ZAROORI TU NAHI .
Logged
azeemssj
Guest
«Reply #6 on: June 02, 2005, 06:20:04 PM »
Reply with quote
UNKO BHI HUM SAY WAISE HE MOHABBAT HO ZAROORI TU NAHI
AIK SI DONON KI HALAT HO ZAROORI TU NAHI
DIL KI CHAHAT TU KAYEE KHAWAAB JAGA DETI HAI
HAAN MAGAR SAATH MAIN KISMAT BHI HO, ZAROORI TU NAHI
MERI TANHAYEE KERTI HAIN JINHAIN YAAD SADA
UNKO BHI MERI ZAROORAT HO ZAROORI TU NAHI
MUSKURANAY SAY BHI HOTA HAI BAYAN GHAM-E-DIL
MUJH KO RONAY KI BHI AADAT HO ZAROORI TU NAHI .
Logged
azeemssj
Guest
«Reply #7 on: June 02, 2005, 06:22:33 PM »
Reply with quote
UNKO BHI HUM SAY WAISE HE MOHABBAT HO ZAROORI TU NAHI
AIK SI DONON KI HALAT HO ZAROORI TU NAHI
DIL KI CHAHAT TU KAYEE KHAWAAB JAGA DETI HAI
HAAN MAGAR SAATH MAIN KISMAT BHI HO, ZAROORI TU NAHI
MERI TANHAYEE KERTI HAIN JINHAIN YAAD SADA
UNKO BHI MERI ZAROORAT HO ZAROORI TU NAHI
MUSKURANAY SAY BHI HOTA HAI BAYAN GHAM-E-DIL
MUJH KO RONAY KI BHI AADAT HO ZAROORI TU NAHI .
Logged
manjot
Shayari Qadrdaan
***

Rau: 0
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
1 days, 10 hours and 46 minutes.
My Picture

Posts: 358
Member Since: May 2005


View Profile WWW
«Reply #8 on: June 03, 2005, 03:57:23 PM »
Reply with quote
Quote from: "azeemssj"
UNKO BHI HUM SAY WAISE HE MOHABBAT HO ZAROORI TU NAHI
AIK SI DONON KI HALAT HO ZAROORI TU NAHI
DIL KI CHAHAT TU KAYEE KHAWAAB JAGA DETI HAI
HAAN MAGAR SAATH MAIN KISMAT BHI HO, ZAROORI TU NAHI
MERI TANHAYEE KERTI HAIN JINHAIN YAAD SADA
UNKO BHI MERI ZAROORAT HO ZAROORI TU NAHI
MUSKURANAY SAY BHI HOTA HAI BAYAN GHAM-E-DIL
MUJH KO RONAY KI BHI AADAT HO ZAROORI TU NAHI .
like it
good work!
Logged
manjot
Shayari Qadrdaan
***

Rau: 0
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
1 days, 10 hours and 46 minutes.
My Picture

Posts: 358
Member Since: May 2005


View Profile WWW
«Reply #9 on: June 03, 2005, 04:01:44 PM »
Reply with quote
sharabi chodta nahi adat sharab ki
syar chodta nahi adat syari ki
mahobat ne hume kafir se khuda banaya
to kayo chod de hum adat mahobat ki
Logged
fakharenaveed
Guest
«Reply #10 on: June 03, 2005, 07:34:06 PM »
Reply with quote
Quote from: "manjot"
sharabi chodta nahi adat sharab ki
syar chodta nahi adat syari ki
mahobat ne hume kafir se khuda banaya
to kayo chod de hum adat mahobat ki
hmmmmmmmmmmmmmmmm

good job.............................................. ..
Logged
manjot
Shayari Qadrdaan
***

Rau: 0
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
1 days, 10 hours and 46 minutes.
My Picture

Posts: 358
Member Since: May 2005


View Profile WWW
«Reply #11 on: June 04, 2005, 03:57:44 PM »
Reply with quote
dil ke the jo pas ab vo dur ho gaye
samzte the karib par hum se karib koi aur ho gaye
Logged
manjot
Shayari Qadrdaan
***

Rau: 0
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
1 days, 10 hours and 46 minutes.
My Picture

Posts: 358
Member Since: May 2005


View Profile WWW
«Reply #12 on: June 04, 2005, 04:05:07 PM »
Reply with quote
Quote from: "azeemssj"
UNKO BHI HUM SAY WAISE HE MOHABBAT HO ZAROORI TU NAHI
AIK SI DONON KI HALAT HO ZAROORI TU NAHI
DIL KI CHAHAT TU KAYEE KHAWAAB JAGA DETI HAI
HAAN MAGAR SAATH MAIN KISMAT BHI HO, ZAROORI TU NAHI
MERI TANHAYEE KERTI HAIN JINHAIN YAAD SADA
UNKO BHI MERI ZAROORAT HO ZAROORI TU NAHI
MUSKURANAY SAY BHI HOTA HAI BAYAN GHAM-E-DIL
MUJH KO RONAY KI BHI AADAT HO ZAROORI TU NAHI .


hasino ke liye hota zaroori nahi mahobat karna
nahi hota zaroori parwane ki tarah jalna
pathar dil hai yeh inko nahi aata wafa karna
tabhi is jahan mein itne shayar hui hain........
Logged
manjot
Shayari Qadrdaan
***

Rau: 0
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
1 days, 10 hours and 46 minutes.
My Picture

Posts: 358
Member Since: May 2005


View Profile WWW
«Reply #13 on: June 07, 2005, 03:35:48 PM »
Reply with quote
chod kar mazaro ko hum yar pe sazda karte rahe
likhna tha khudai pe hum yar ki yari pe likhte rahe
karte rahe hum unse mahobat vo mazak samzte rahe
unko wafa karni na aayi hum yuhi unki ibadat karte rahe
Logged
myloveosho
Guest
«Reply #14 on: June 08, 2005, 06:08:12 AM »
Reply with quote
Quote from: "manjot"
jamana kahta hai ki hum shyari karte hai
khye honge zakham to muh se alfaz niklte hai
rab aur yar ke nate hote bahut karib ke
hum likhte hai yar ki zudai pe
log samazte likha hai khuda ki khudai pe




bahut accha kaha manjot ji! :D
Logged
Pages: [1] 2 3 4 5
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
January 24, 2025, 03:26:20 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[January 19, 2025, 05:59:15 PM]

[January 19, 2025, 05:47:49 PM]

[January 10, 2025, 09:46:05 AM]

[January 10, 2025, 09:45:14 AM]

[January 08, 2025, 08:30:59 AM]

[January 08, 2025, 08:29:31 AM]

[January 05, 2025, 08:51:01 AM]

[January 05, 2025, 08:45:11 AM]

[January 05, 2025, 08:44:20 AM]

[January 05, 2025, 08:43:28 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.095 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8510 Real Poets and poetry admirer