-----/// Main lutaa jaa rahaa hoon ///----- Hriday

by ~Hriday~ on September 08, 2014, 06:01:10 AM
Pages: [1]
ReplyPrint
Author  (Read 760 times)
~Hriday~
Poetic Patrol
Mashhur Shayar
***

Rau: 115
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
101 days, 3 hours and 51 minutes.

kalam k chalne ko zamaana paagalpan samajhta hai.

Posts: 16243
Member Since: Feb 2010


View Profile WWW
Reply with quote


naa  maaloom  mujhe  main  kahaan  jaa rahaa hoon
chalo  sangh   mere   main  jahaan   jaa  rahaa  hoon

hain    saagar    ki  lehrein,   shaant    kabhi   paagal
in  lehron   ke  sangh   main   bahaa  jaa rahaa hoon

chidiyon   ki    hai   chu  chu,  koyal   ki  hai koo koo
bas  dhunn  mein  hi unke, doobaa   jaa  rahaa hoon

paagal   dil   meraa,   aur   main   bhi   hoon  paagal
main  paagal  aur  zyaadaa  huwaa  jaa  rahaa hoon

hawaa mein hai khushboo, khushboo hai tumhaari
tumhaari  khushboo  mein, mehkaa jaa rahaa hoon

geeli   si  baarish,   aur   baarish     kaa   yeh   paani
bheegaa samaa  hai,  fir kyun jalaa  jaa rahaa hoon
 
leke  haathon  mein  haath, tum  chalo saath mere
main kis jahaan  mein,  kyaa  pataa jaa  rahaa hoon

koi roko, koi toko, zaraa    sambhaalo  bhi  mujhko
hoon  main nashe mein, main  giraa jaa rahaa hoon

main   paagal   to  thaa  hi, dewaanaa  bhi hoon ab
dewaanepan mein  bas main bahaa jaa  rahaa hoon

hai  kasak  ek 'Hriday'  mein,  aur   thodi mohabbat
aur mohabbat mein hi  main, lutaa  jaa  rahaa hoon





*****HRIDAY*****




Logged
mann.mann
Yoindian Shayar
******

Rau: 113
Offline Offline

Waqt Bitaya:
22 days, 12 hours and 36 minutes.
Posts: 3703
Member Since: Aug 2011


View Profile
«Reply #1 on: September 08, 2014, 07:35:56 AM »
Reply with quote
 Applause Applause Applause Applause

bahut khub hridayji.....
Logged
Rajigujral
Khususi Shayar
*****

Rau: 17
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
4 days, 59 minutes.
Posts: 1703
Member Since: Apr 2014


View Profile
«Reply #2 on: September 08, 2014, 12:15:08 PM »
Reply with quote
Bahut Khoob. Applause Applause Applause Applause
Logged
marhoom bahayaat
Guest
«Reply #3 on: September 08, 2014, 03:12:49 PM »
Reply with quote


naa  maaloom  mujhe  main  kahaan  jaa rahaa hoon
chalo  sangh   mere   main  jahaan   jaa  rahaa  hoon

hain    saagar    ki  lehrein,   shaant    kabhi   paagal
in  lehron   ke  sangh   main   bahaa  jaa rahaa hoon

chidiyon   ki    hai   chu  chu,  koyal   ki  hai koo koo
bas  dhunn  mein  hi unke, doobaa   jaa  rahaa hoon

paagal   dil   meraa,   aur   main   bhi   hoon  paagal
main  paagal  aur  zyaadaa  huwaa  jaa  rahaa hoon

hawaa mein hai khushboo, khushboo hai tumhaari
tumhaari  khushboo  mein, mehkaa jaa rahaa hoon

geeli   si  baarish,   aur   baarish     kaa   yeh   paani
bheegaa samaa  hai,  fir kyun jalaa  jaa rahaa hoon
 
leke  haathon  mein  haath, tum  chalo saath mere
main kis jahaan  mein,  kyaa  pataa jaa  rahaa hoon

koi roko, koi toko, zaraa    sambhaalo  bhi  mujhko
hoon  main nashe mein, main  giraa jaa rahaa hoon

main   paagal   to  thaa  hi, dewaanaa  bhi hoon ab
dewaanepan mein  bas main bahaa jaa  rahaa hoon

hai  kasak  ek 'Hriday'  mein,  aur   thodi mohabbat
aur mohabbat mein hi  main, lutaa  jaa  rahaa hoon





*****HRIDAY*****







good one,sir
Logged
~Hriday~
Poetic Patrol
Mashhur Shayar
***

Rau: 115
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
101 days, 3 hours and 51 minutes.

kalam k chalne ko zamaana paagalpan samajhta hai.

Posts: 16243
Member Since: Feb 2010


View Profile WWW
«Reply #4 on: September 08, 2014, 07:32:59 PM »
Reply with quote
Bahut bahut shukriyaa aap sabhi kaaa....!!!

Applause Applause Applause Applause

bahut khub hridayji.....

Bahut Khoob. Applause Applause Applause Applause



good one,sir
Logged
Pages: [1]
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
January 24, 2025, 06:54:42 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[January 19, 2025, 05:59:15 PM]

[January 19, 2025, 05:47:49 PM]

[January 10, 2025, 09:46:05 AM]

[January 10, 2025, 09:45:14 AM]

[January 08, 2025, 08:30:59 AM]

[January 08, 2025, 08:29:31 AM]

[January 05, 2025, 08:51:01 AM]

[January 05, 2025, 08:45:11 AM]

[January 05, 2025, 08:44:20 AM]

[January 05, 2025, 08:43:28 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.103 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8510 Real Poets and poetry admirer