~main to sada ghareeb tha chalo kuch to mujhe mila hai ~

by fakharenaveed on June 13, 2005, 07:53:14 PM
Pages: 1 [2] 3  All
ReplyPrint
Author  (Read 3002 times)
fakharenaveed
Guest
«Reply #15 on: June 18, 2005, 04:57:11 AM »
Reply with quote
pyar krne waley sahi kuch kr jate hain
pyar k liye jaan bhi de jate  hain ~!!!
Logged
Qutubuddin
Guest
«Reply #16 on: June 18, 2005, 05:45:52 AM »
Reply with quote
Well said all..

Paayr May Hotee Badee, Ruswayee Hai..
Dil Rota Hai, aur Aakhe bhee Num Hojaatee Hai..
Jab wo tumsay door hotee hai..

Ques....

*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*******-*-*-*-*-***--*-*-*-**
Logged
fakharenaveed
Guest
«Reply #17 on: June 18, 2005, 09:36:46 PM »
Reply with quote
Quote from: "Qutubuddin"
Well said all..

Paayr May Hotee Badee, Ruswayee Hai..
Dil Rota Hai, aur Aakhe bhee Num Hojaatee Hai..
Jab wo tumsay door hotee hai..

Ques....

*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*******-*-*-*-*-***--*-*-*-**
Thanx
Logged
Qutubuddin
Guest
«Reply #18 on: June 19, 2005, 06:03:53 AM »
Reply with quote
Main to sada ghareeb tha.. chalo kuch to mujhe milgaya..
Tayree Cahatu ka Asraa.. Chalo Kuch to Mujhe Milgaya..

Tum calay jo mayray sang do khadam.. Majhay saraa Jaha miljayaa.. Chalo Kuch to Mujhe milgaya...

Ques....
Logged
fakharenaveed
Guest
«Reply #19 on: June 19, 2005, 06:16:38 AM »
Reply with quote
Quote from: "Qutubuddin"
Main to sada ghareeb tha.. chalo kuch to mujhe milgaya..
Tayree Cahatu ka Asraa.. Chalo Kuch to Mujhe Milgaya..

Tum calay jo mayray sang do khadam.. Majhay saraa Jaha miljayaa.. Chalo Kuch to Mujhe milgaya...

Ques....
nice
Logged
Qutubuddin
Guest
«Reply #20 on: June 19, 2005, 06:21:26 AM »
Reply with quote
Zaranawzee Ka Sukreyaa Naveed..

Thank you ......

Ques.....


***************************************
Logged
fakharenaveed
Guest
«Reply #21 on: June 19, 2005, 06:24:03 AM »
Reply with quote
You Wel Come Brother

For You


Zindagi to kab ki bikhar gayi
har ek hasrat dil mein hi mar gayi
wo jab se chal di baith ke doli mein
humari to jeene ki tamana hi mar gayi

Logged
Qutubuddin
Guest
«Reply #22 on: June 19, 2005, 06:29:28 AM »
Reply with quote
Bahut khoob Naveed..
"
Zindagi to kab ki bikhar gayi
har ek hasrat dil mein hi mar gayi
wo jab se chal di baith ke doli mein
humari to jeene ki tamana hi mar gayi
"


Zindagi Ko ab Samaytloo..
Hasrat ko dakh loo...

Jo Cala Gaya Usay Bholjaa...
Kesey Aur Kee talash kar..

Zindagee Jenaa Hai Tujhay...
Aakeerat Kay wastay...

Usual Smile

Ques...
Logged
fakharenaveed
Guest
«Reply #23 on: June 19, 2005, 06:36:10 AM »
Reply with quote
hmmmmmmmmmmmm

balle ballee


AANSUO KO BAHUT SAMJAYA TANHAI MAIN AYA KARO
MEHFIL MAIN HAMARA MAZAK NA UDAYA KARO,
ISPAR ANSOO TADAP KAR BOLE....ITNE LOGON MAIN APKO
TANHA PATE HAI ISLIYE CHALE AATE HAI.
Logged
Qutubuddin
Guest
«Reply #24 on: June 19, 2005, 06:45:15 AM »
Reply with quote
Very well said again.. Naveed..

"
AANSUO KO BAHUT SAMJAYA TANHAI MAIN AYA KARO
MEHFIL MAIN HAMARA MAZAK NA UDAYA KARO,
ISPAR ANSOO TADAP KAR BOLE....ITNE LOGON MAIN APKO
TANHA PATE HAI ISLIYE CHALE AATE HAI.
"

ITNE LOGON MAIN APKO TANHA PATE HAI ISLIYE CHALE AATE HAI.

Ques...
Logged
fakharenaveed
Guest
«Reply #25 on: June 19, 2005, 06:47:05 AM »
Reply with quote
Thanx


It`s On sucide(khudkushi)



Aaj kay daur mein aye dost yeh manzar kyuun hai ??
Zakhm har sar pe har ek haath mein pathar kyuun hai ??

Jab haqeeqat hai ki har zarrey mein wo rehta hai
Phir zameen par kahin Masjid kahin Mandir kyuun hai ??

Apna anjaam to maaloom hai sab ko phir bhi
Apni nazron mein har insaan sikandar kyuun hai ??

Zindagi jeene ke kaabil hi nahin ab
Varna har aankh mein ashko ka samandar kyuun hai ??
Logged
Qutubuddin
Guest
«Reply #26 on: June 19, 2005, 06:53:03 AM »
Reply with quote
Well said Naveed..

"
Apna anjaam to maaloom hai sab ko phir bhi
Apni nazron mein har insaan sikandar kyuun hai ??

Zindagi jeene ke kaabil hi nahin ab
Varna har aankh mein ashko ka samandar kyuun hai ??
"

Ques....
Logged
fakharenaveed
Guest
«Reply #27 on: June 19, 2005, 06:56:47 AM »
Reply with quote
Har Rah per chal ker dekha hai,
har rah per Thokar Khai hai,
Kisi se gila shikva kya karna ,
jab takdeer hi aisi pai hai... :|
Logged
fakharenaveed
Guest
«Reply #28 on: June 19, 2005, 09:43:35 PM »
Reply with quote
Dil Ko Manana Gar Hota Aaasaaan
Na Karta Kisi Ko Yoon Pareshaan
Tanha Na Rahte Bhari Mehfil Main
Na Hoti Woh Halat Jo Ho Na Bayaan


Repeated
Logged
Aarzuu
Guest
«Reply #29 on: June 20, 2005, 04:38:13 AM »
Reply with quote
Quote from: "fakharenaveed"


parchai ko bhi teri pa na saka main


jab Armanon ka chingariyon se wasta pada


daman ko bhi aag se bacha na saka main


tote hoye sapnon ki ladi phir se jod kar


armanon ka phir haar bana na saka main


tujh se teri yaadein mehboob hain hamain


khushbo main base khat jala na saka main

rehna udas ab meri adat si ho gayi


soyi jo qismat to jaga na saka main

kuch reshte bade ajeeb the


jin main na muhabbaton ka dard tha na


na hasraton ka junoon tha


na nazron main raaz tha

na rafaquton ka saaz tha

woh rishte barde fuzol the

jazbat ki aik bhol the

yeh hamare rishte ki to baat hai


ke dukhon bhari aik raat hai


ke tu ne tujhe bhula diya

jazbon ko main ne sula diya


tu to bada rafiq tha


main to sada ghareeb tha


chalo kuch to mujhe mila kabhi

yeh ghamon ka qafla sahi



yeh gham hi mere liye kafi hai

ke kuch zindagi baqi hai



Lajawab..................
Logged
Pages: 1 [2] 3  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 08, 2024, 06:46:30 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 08, 2024, 09:59:08 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:55:06 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 06:58:58 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.099 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8505 Real Poets and poetry admirer