~Main Wohi Hoon Jise Tum Pyar Kiya Kerttey Thay~

by Sonu on June 08, 2006, 08:09:40 AM
Pages: [1] 2 3  All
ReplyPrint
Author  (Read 4281 times)
Sonu
Guest
Reply with quote



Main Wohi Hoon Jise Tum Piyar Kiya Kertey Thay
Din Mein So Baar Mera Naam Liya Kertey Thay

Kiya Baat Hai Kiyoon Mujh Se Khaffa Bethey Ho
Kiya Kissi Aur Ko Dil Apna Dey Bethey Hoo

Faasaley To Pehle Na Hua Kertey Thay SONU
Main Wohi Hoon Jispey Tum Aetbaar Kiya Kertey thay

Mujh ko Maaloom Hai Gum Hay Koi Sogaat Nahi
Tum Mujheu Apna Kahoo Aisey Bhi Haalaat Nahi

Aur Ager Bhool Gaye Ho To Koi Baat Nahi
Zakham To Pehle Bhi Is Dil Pe Lagga Kertey Thay

Main Wohi Hoon Jise Tum Pyar Kiya Kerttey Thay
Din Mein So Baar Mera Naam Liya Kertey Thay
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Main us ko bohat pyar karta hoon (perosnal) by muneeb in Shayri for Khumar -e- Ishq
bohat pyar karta hoon main tum sa(personal) by muneeb in Ghazals
Main Wohi Hoon Jise Tum by waheed_rose2004 in Shayri-E-Dard « 1 2  All »
Aaj bhi main tujhse karta hoon pyar by chahat in Shayri-E-Dard
tune chaha tha jise,wohi "Rizwan"hoon me by rizwan1942 in Shairi - E - Zindagi
sangy
Guest
«Reply #1 on: June 08, 2006, 08:35:19 AM »
Reply with quote
Quote from: "Sonu"



Main Wohi Hoon Jise Tum Piyar Kiya Kertey Thay
Din Mein So Baar Mera Naam Liya Kertey Thay

Kiya Baat Hai Kiyoon Mujh Se Khaffa Bethey Ho
Kiya Kissi Aur Ko Dil Apna Dey Bethey Hoo

Faasaley To Pehle Na Hua Kertey Thay SONU
Main Wohi Hoon Jispey Tum Aetbaar Kiya Kertey thay

Mujh ko Maaloom Hai Gum Hay Koi Sogaat Nahi
Tum Mujheu Apna Kahoo Aisey Bhi Haalaat Nahi

Aur Ager Bhool Gaye Ho To Koi Baat Nahi
Zakham To Pehle Bhi Is Dil Pe Lagga Kertey Thay

Main Wohi Hoon Jise Tum Pyar Kiya Kerttey Thay
Din Mein So Baar Mera Naam Liya Kertey Thay


kya baat hain Sonuji.. ek dum badiya Usual Smile

aap ho wahi..
main bhi hoon wahi..
karna intezaar mera
chod na dena saath kahin..

bas ye judai tho do pal ka hain..
phir milenge hum ek duje se
uss mod par wahin..
Logged
PREMANSHU
Guest
«Reply #2 on: June 08, 2006, 08:41:47 AM »
Reply with quote
Bahut Knoob Sonu & Sangy

Ek din aisa nahi tha gujra
Jis din milne ki fariyaad nahi karte the

Khud Rote hue bhi hamesha
Hamari khusi ki muraad kiya karte the

Bana kar humsafar jisko
har safar mein dil ke paas rakha karte the

Han mein wahi hun
Jiss se tum pyaar kiya karte the . . . .
Logged
Sonu
Guest
«Reply #3 on: June 08, 2006, 08:49:31 AM »
Reply with quote
Sangy ji bahut bahut shukriya.... apney bhi bahut acha likha hia....

main tujhay dhoondnay yadoon ki khuli sarkoon per
khushk patoon ki tarah Rooz bhikhar ker jati hoon
teyrey aney ki ek ahhat sey mey samaender key taat tak jati hoon...


Quote from: "sangy"
Quote from: "Sonu"



Main Wohi Hoon Jise Tum Piyar Kiya Kertey Thay
Din Mein So Baar Mera Naam Liya Kertey Thay

Kiya Baat Hai Kiyoon Mujh Se Khaffa Bethey Ho
Kiya Kissi Aur Ko Dil Apna Dey Bethey Hoo

Faasaley To Pehle Na Hua Kertey Thay SONU
Main Wohi Hoon Jispey Tum Aetbaar Kiya Kertey thay

Mujh ko Maaloom Hai Gum Hay Koi Sogaat Nahi
Tum Mujheu Apna Kahoo Aisey Bhi Haalaat Nahi

Aur Ager Bhool Gaye Ho To Koi Baat Nahi
Zakham To Pehle Bhi Is Dil Pe Lagga Kertey Thay

Main Wohi Hoon Jise Tum Pyar Kiya Kerttey Thay
Din Mein So Baar Mera Naam Liya Kertey Thay


kya baat hain Sonuji.. ek dum badiya Usual Smile

aap ho wahi..
main bhi hoon wahi..
karna intezaar mera
chod na dena saath kahin..

bas ye judai tho do pal ka hain..
phir milenge hum ek duje se
uss mod par wahin..
Logged
Sonu
Guest
«Reply #4 on: June 08, 2006, 08:53:28 AM »
Reply with quote
Permanshu ji bahut bahut shukriya... welcome to yoinda family.... apney bhi bahut acha likha hai...

gujertey lamho ko humney simat ker rakha hai
teyri her ek yaad ko yado key jharokey mey rakha hai
tum palko mey na deykhlo ahso esleya chup chup ker ruya kertey hai
teyri ek muskan deykhney keyleay khud ko takleef deytey hai
teyri her adha sey humney pyar keya tha
haan mey vohi hoon jisey tuney ek roz pyar keya tha...

Quote from: "PREMANSHU"
Bahut Knoob Sonu & Sangy

Ek din aisa nahi tha gujra
Jis din milne ki fariyaad nahi karte the

Khud Rote hue bhi hamesha
Hamari khusi ki muraad kiya karte the

Bana kar humsafar jisko
har safar mein dil ke paas rakha karte the

Han mein wahi hun
Jiss se tum pyaar kiya karte the . . . .
Logged
PREMANSHU
Guest
«Reply #5 on: June 08, 2006, 09:03:16 AM »
Reply with quote
Dekh kar aaina aap ko jiski yaad satatati hai
Yaad kar jis lamhe ko aankh bar aati hai
Suraj ki roshini chupke se jo Baat Kah jati hai
Jis khawab ko dekh aapki neend kho jati hai

Woh yaad , woh lamha , woh baat  , woh khwab
jise baade pyaar se sanjoya karte the

Main wahi hun
Jisse tum pyaar kiya karte the . . .
Logged
PREMANSHU
Guest
«Reply #6 on: June 08, 2006, 09:12:32 AM »
Reply with quote
Tere Dhakte Dil ki pehchan Main hun
Aanke baad kar tuje nazaar aata hai jo
Woh sunhera hasin Khawab Main hun
Thi roshini jisse tere raston pe
Khud ko jaalane wala woh aftaab main hun
Aaj chaahe tum mujhe na pehchano
Par Teri zindagi ka pehla pyaar Main hun . . .
Logged
badnaam_shayar
Guest
«Reply #7 on: June 08, 2006, 04:13:46 PM »
Reply with quote
Lovely Job Sonu Usual Smile
Logged
nikki
Guest
«Reply #8 on: June 08, 2006, 04:14:51 PM »
Reply with quote
tussi gr8 ho Sonu sis..n baaki sabne bhi bahut hi acha likha hai
Logged
Sonu
Guest
«Reply #9 on: June 09, 2006, 06:43:22 AM »
Reply with quote
thanks gaurav... tey niky...

premanshu ji bahut khob..
Logged
Sonu
Guest
«Reply #10 on: June 09, 2006, 07:04:56 AM »
Reply with quote
Mera mehboob mujh se kyaa routh gaya hai
Kaise manaaoon main routhe yaar ko
Najane kyaa gustakhi howi hai hum se
Ke bheyjaa nahn koi peghaam apne pyaar ko
Ae hawaoo ajj apna rukh zaraa unkye ghar ki taraf kerna
Zaraa mera dil ka haal yeh sunaa deyna
Ae badalo [clouds] ajj garjnaa aur baresnaa
Shahmil kar ke mere aansoo ko ,ajj un ko bheghaa deyna
Shayad un ko ess pani [aansoo] mein mere pyaar ki mahak aa jaye
Shayad du[2] ghari apne mehboob ki yaad aa jaye
Kiss haal mein gee rahee hoon tere baghair [with out u ]
Her pal tarap rahee hoon ,yah sun ke un ko qarar aa jaye
Yeh dil kissi ko nahin suntaa meri jaan
Kehta hai baar baar yaad kar apne yaar ko
Lekin damaag[brain]sochta hai yeh kyaa kar raha hoonmain Sonu
Phir dil ne kaha churr[leave] soch ko bus yaad kar apne pyaar ko
haan mey vahi ho jissey kabi usney pyar keya tha
Logged
badnaam_shayar
Guest
«Reply #11 on: June 09, 2006, 12:23:14 PM »
Reply with quote
Gud job Sonu

Na tum badli na hee badle yeh raaste.....
Badal gaya yeh Sama bas badal gaye sab rishtey.....

Kya kahein kisi ko apni bebasi ka haal......
Aaj Doston ne hee kar dia hume Behaal.....

Badalne ko kuch bacha nahi ab.....
Bas teri Mahobbat me doobi hai meri harr Shab.....!!!!!!!!
Logged
PREMANSHU
Guest
«Reply #12 on: June 09, 2006, 01:19:13 PM »
Reply with quote
Quote from: "Sonu"
Ae hawaoo ajj apna rukh zaraa unkye ghar ki taraf kerna
Zaraa mera dil ka haal yeh sunaa deyna
Ae badalo [clouds] ajj garjnaa aur baresnaa
Shahmil kar ke mere aansoo ko ,ajj un ko bheghaa deyna
Shayad un ko ess pani [aansoo] mein mere pyaar ki mahak aa jaye
Shayad du[2] ghari apne mehboob ki yaad aa jaye


Yeh sidhe dil tak pahuncha . . . .      :cry:

Naraaj hue ho humse is kaddar
ki shyaad unhe ab hamari yaad tak nahi aati hai
Ruthee hui hai saari khudayi ki
Dil ka haal sunaane un ko Hawa tak nahi jaati hai. . . .
Logged
Sonu
Guest
«Reply #13 on: June 12, 2006, 04:14:20 AM »
Reply with quote
Gaurav thanks... tumney bhi bahut khoob likha hia babo.... wonderful....

Hum Jaiso Ki Zindagi Mein Lakh Fasane Hotein Hain
Nighahein Saaf Hotein Hain Fir Bhi Badnaam Hotein Hain

Quote from: "badnaam_shayar"
Gud job Sonu

Na tum badli na hee badle yeh raaste.....
Badal gaya yeh Sama bas badal gaye sab rishtey.....

Kya kahein kisi ko apni bebasi ka haal......
Aaj Doston ne hee kar dia hume Behaal.....

Badalne ko kuch bacha nahi ab.....
Bas teri Mahobbat me doobi hai meri harr Shab.....!!!!!!!!
Logged
Sonu
Guest
«Reply #14 on: June 12, 2006, 04:19:36 AM »
Reply with quote
Premanshu ji bahut bahut shukriya apko passend ahiye shayri....

Bewafa se wafaa ki ummeed kiye jaate hai,
Hum unhe har pal yaad kiye jaate.
Ab to woh humse door jaa chuki hain,
phir kyon unse khwabon mein baat kiye jaate hain.

Quote from: "PREMANSHU"
Quote from: "Sonu"
Ae hawaoo ajj apna rukh zaraa unkye ghar ki taraf kerna
Zaraa mera dil ka haal yeh sunaa deyna
Ae badalo [clouds] ajj garjnaa aur baresnaa
Shahmil kar ke mere aansoo ko ,ajj un ko bheghaa deyna
Shayad un ko ess pani [aansoo] mein mere pyaar ki mahak aa jaye
Shayad du[2] ghari apne mehboob ki yaad aa jaye


Yeh sidhe dil tak pahuncha . . . .      :cry:

Naraaj hue ho humse is kaddar
ki shyaad unhe ab hamari yaad tak nahi aati hai
Ruthee hui hai saari khudayi ki
Dil ka haal sunaane un ko Hawa tak nahi jaati hai. . . .
Logged
Pages: [1] 2 3  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 23, 2024, 07:45:25 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by mkv
[December 22, 2024, 05:36:15 PM]

[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.126 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8508 Real Poets and poetry admirer