~Main Wohi Hoon Jise Tum Pyar Kiya Kerttey Thay~

by Sonu on June 08, 2006, 08:09:40 AM
Pages: 1 [2] 3  All
ReplyPrint
Author  (Read 4263 times)
badnaam_shayar
Guest
«Reply #15 on: June 12, 2006, 04:22:16 AM »
Reply with quote
Quote from: "Sonu"
Gaurav thanks... tumney bhi bahut khoob likha hia babo.... wonderful....

Hum Jaiso Ki Zindagi Mein Lakh Fasane Hotein Hain
Nighahein Saaf Hotein Hain Fir Bhi Badnaam Hotein Hain

Quote from: "badnaam_shayar"
Gud job Sonu

Na tum badli na hee badle yeh raaste.....
Badal gaya yeh Sama bas badal gaye sab rishtey.....

Kya kahein kisi ko apni bebasi ka haal......
Aaj Doston ne hee kar dia hume Behaal.....

Badalne ko kuch bacha nahi ab.....
Bas teri Mahobbat me doobi hai meri harr Shab.....!!!!!!!!


Thnx mom......aap bhi kam nahi

Yeh Zindagi nahi Maut ka ek dastoor hai......
Jeete hai sab isi bhool me ki Maut abhi door hai.......!!!!!!!!
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Main us ko bohat pyar karta hoon (perosnal) by muneeb in Shayri for Khumar -e- Ishq
bohat pyar karta hoon main tum sa(personal) by muneeb in Ghazals
Main Wohi Hoon Jise Tum by waheed_rose2004 in Shayri-E-Dard « 1 2  All »
Aaj bhi main tujhse karta hoon pyar by chahat in Shayri-E-Dard
tune chaha tha jise,wohi "Rizwan"hoon me by rizwan1942 in Shairi - E - Zindagi
Sonu
Guest
«Reply #16 on: June 12, 2006, 04:34:11 AM »
Reply with quote
gaurav babo... thanks... bahut khoob babo...

Keo ke ho bale hi na un ko hum se pyar
Hum to abhi bhi un se pyar kiye jaatey hai ..... Usual Smile

Quote from: "badnaam_shayar"
Quote from: "Sonu"
Gaurav thanks... tumney bhi bahut khoob likha hia babo.... wonderful....

Hum Jaiso Ki Zindagi Mein Lakh Fasane Hotein Hain
Nighahein Saaf Hotein Hain Fir Bhi Badnaam Hotein Hain

Quote from: "badnaam_shayar"
Gud job Sonu

Na tum badli na hee badle yeh raaste.....
Badal gaya yeh Sama bas badal gaye sab rishtey.....

Kya kahein kisi ko apni bebasi ka haal......
Aaj Doston ne hee kar dia hume Behaal.....

Badalne ko kuch bacha nahi ab.....
Bas teri Mahobbat me doobi hai meri harr Shab.....!!!!!!!!


Thnx mom......aap bhi kam nahi

Yeh Zindagi nahi Maut ka ek dastoor hai......
Jeete hai sab isi bhool me ki Maut abhi door hai.......!!!!!!!!
Logged
PREMANSHU
Guest
«Reply #17 on: June 17, 2006, 02:30:00 AM »
Reply with quote
Sardi ki Dhup mein,
Barish ka Intezaar hai,
Jante hain ki yeh mumkin nahi,
Phir bhi har pal Tera Inetzaar hai,
Chahe aaj hume na chahe tu,
Hume phir bhi sirf tujhi se pyaar hai . . .
Logged
Pankhuri2
Guest
«Reply #18 on: June 17, 2006, 02:55:56 AM »
Reply with quote
Quote from: "Sonu"



Main Wohi Hoon Jise Tum Piyar Kiya Kertey Thay
Din Mein So Baar Mera Naam Liya Kertey Thay

Kiya Baat Hai Kiyoon Mujh Se Khaffa Bethey Ho
Kiya Kissi Aur Ko Dil Apna Dey Bethey Hoo

Faasaley To Pehle Na Hua Kertey Thay SONU
Main Wohi Hoon Jispey Tum Aetbaar Kiya Kertey thay

Mujh ko Maaloom Hai Gum Hay Koi Sogaat Nahi
Tum Mujheu Apna Kahoo Aisey Bhi Haalaat Nahi

Aur Ager Bhool Gaye Ho To Koi Baat Nahi
Zakham To Pehle Bhi Is Dil Pe Lagga Kertey Thay

Main Wohi Hoon Jise Tum Pyar Kiya Kerttey Thay
Din Mein So Baar Mera Naam Liya Kertey Thay


Wah kaya baat hai Sonu, very emotional and touching!!!! bahoot hi acha likha hai,,,,,
Logged
Pankhuri2
Guest
«Reply #19 on: June 17, 2006, 03:02:50 AM »
Reply with quote
Quote from: "PREMANSHU"
Sardi ki Dhup mein,
Barish ka Intezaar hai,
Jante hain ki yeh mumkin nahi,
Phir bhi har pal Tera Inetzaar hai,
Chahe aaj hume na chahe tu,
Hume phir bhi sirf tujhi se pyaar hai . . .


bahoot sahi kaha.....

dhoop ho ya barsaat
dil chahe bas tera sath
ho koi bhi baat
chute na hatho se tera hath
Logged
PREMANSHU
Guest
«Reply #20 on: June 18, 2006, 12:12:38 PM »
Reply with quote
Na jaane kab aap hum se ruth gaye,
Na bishadnewale haath chut gaye,
Hum har gadi tere hi sapne sajate rahe,
Jaane kaise yeh saare sapne toot gaye . . .
Logged
mrkotians
Guest
«Reply #21 on: June 18, 2006, 01:34:05 PM »
Reply with quote
nice one prem...
keep posting...
Logged
PREMANSHU
Guest
«Reply #22 on: June 18, 2006, 01:35:41 PM »
Reply with quote
thankz AGAIN mrk
Logged
Sonu
Guest
«Reply #23 on: June 29, 2006, 05:26:20 AM »
Reply with quote
Prem ji bauht khoob...

ye kaisaa hai ehsaas, tu hi tu hai dil ke paas,
neend hai ki aati nahin, aur badhti jaati hai pyaas!!!


Quote from: "PREMANSHU"
Sardi ki Dhup mein,
Barish ka Intezaar hai,
Jante hain ki yeh mumkin nahi,
Phir bhi har pal Tera Inetzaar hai,
Chahe aaj hume na chahe tu,
Hume phir bhi sirf tujhi se pyaar hai . . .
Logged
Sonu
Guest
«Reply #24 on: June 29, 2006, 05:38:18 AM »
Reply with quote
Pankhuri sis thanks so much...

Quote from: "Pankhuri2"
Quote from: "Sonu"



Main Wohi Hoon Jise Tum Piyar Kiya Kertey Thay
Din Mein So Baar Mera Naam Liya Kertey Thay

Kiya Baat Hai Kiyoon Mujh Se Khaffa Bethey Ho
Kiya Kissi Aur Ko Dil Apna Dey Bethey Hoo

Faasaley To Pehle Na Hua Kertey Thay SONU
Main Wohi Hoon Jispey Tum Aetbaar Kiya Kertey thay

Mujh ko Maaloom Hai Gum Hay Koi Sogaat Nahi
Tum Mujheu Apna Kahoo Aisey Bhi Haalaat Nahi

Aur Ager Bhool Gaye Ho To Koi Baat Nahi
Zakham To Pehle Bhi Is Dil Pe Lagga Kertey Thay

Main Wohi Hoon Jise Tum Pyar Kiya Kerttey Thay
Din Mein So Baar Mera Naam Liya Kertey Thay


Wah kaya baat hai Sonu, very emotional and touching!!!! bahoot hi acha likha hai,,,,,
Logged
Sonu
Guest
«Reply #25 on: June 29, 2006, 06:08:19 AM »
Reply with quote
Pankhuri sis or Prem ji bahut khoob.... app donu ka javab nahi wonderful....

Ashkon ko humne kayi baar roka,
phir bhi na jane keo ankhen dhoka de gayi,
Bharosa to tha hamey apne aap par
magar,
unka zikr aate hi naa jane keo palkey nam ho gayi.
Logged
PREMANSHU
Guest
«Reply #26 on: June 29, 2006, 06:35:11 AM »
Reply with quote
U r Welcome Sonu ji

Hum toh lakh chupa lette teri judai ka gam
par badal kab suraj ko chuppa paate hain
Na kaffi si ho jaati hain meri muskrahatein
Teri Yaad ke aansu jab Aankh mein chaa jaate hain. . .
Logged
Sonu
Guest
«Reply #27 on: June 30, 2006, 04:24:47 AM »
Reply with quote
Prem ji bahut khoob....

waqt ney mujhsey teyru yaado ka  tassavur bhi chheen liya,
kasey ujhda tha chaman meyra yeh bhi to ab yaad nahi!!



Quote from: "PREMANSHU"
you r Welcome Sonu ji

Hum toh lakh chupa lette teri judai ka gam
par badal kab suraj ko chuppa paate hain
Na kaffi si ho jaati hain meri muskrahatein
Teri Yaad ke aansu jab Aankh mein chaa jaate hain. . .
Logged
PREMANSHU
Guest
«Reply #28 on: July 01, 2006, 10:28:34 AM »
Reply with quote
Dard-e-Judai chaahe
Na yaad rahe
Dil chaahe Lakh Khusiyon se
Aabaad rahe
Bhool na paienge us chere ko
jisse dekh kar hum jiya karte the
Haan Main wahi hun
Jis se tum pyaar karte the . . .
Logged
Sonu
Guest
«Reply #29 on: July 10, 2006, 06:26:25 AM »
Reply with quote
Prem ji bahut khoob....


A gaye meri zindagi me tum pyar bankar
Udaas tanhai me payal ki jhankar bankar
Zindagi se kinara kar yu hi ji rahi thi main
A gaye tum achanak pyar bankar
Logged
Pages: 1 [2] 3  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 21, 2024, 08:18:52 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 21, 2024, 09:01:29 AM]

[November 16, 2024, 11:44:41 AM]

by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.098 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8506 Real Poets and poetry admirer