Maine Jaana

by nirbhay on September 23, 2006, 05:00:28 PM
Pages: [1] 2  All
ReplyPrint
Author  (Read 1817 times)
nirbhay
Guest
Reply with quote
Ishq kya hota hai ye aaj maine Jaana
Kuch Gehre Jazzbaaton ka hai ye Tarana

Teri Umeed liye Jeena hai Mujhe Jaana(n)
Tera Hi Dil hai meri Zindagi ka aashiyana

Tum hi se hai Dillagi ka ye fasana
Tum hi to ho mere Karaar ka Paimana

Meri Galtiyon Ko yoon na doo Zakhm
Meri Muhabaat nahi hai koi Dhoka, nahi hai koi viraana

Yoon rooth kar Jo tum bhi mujhse door chale jaoge
Mein sach kehta hun, Iss Jahan mein na paoge mujhsa koi Diwaana!




 :oops:
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
jaana jaana by sammu1984 in Shayri for Khumar -e- Ishq
## Maine Jaana ## by angel4u in Shayri-E-Dard
TUMKO SANAM MAINE JAANA ABHI HAI by saahill in Shayri for Khumar -e- Ishq
jaana tha tumhe jaana by aru12 in Shayeri for Dard -e- Bewafai
Pooja
Guest
«Reply #1 on: September 23, 2006, 06:31:46 PM »
Reply with quote
wah Neer kaya baat hai.... ek ek lafz dil se nikla hua hai apka... bahoot hi acha likha hai....


Ishaq mai doob kar na tujko kabhi tha jaana
door ho kar dil chahta hai her pal tum tak anna
Logged
gumnaamshayar
Guest
«Reply #2 on: September 23, 2006, 07:22:59 PM »
Reply with quote
KYA bAAT HAI NEER SAHAB
KAMAL HAI
10 ON 10
Logged
anjani_si
Guest
«Reply #3 on: September 24, 2006, 12:44:05 AM »
Reply with quote
Quote from: "nirbhay"
Ishq kya hota hai ye aaj maine Jaana
Kuch Gehre Jazzbaaton ka hai ye Tarana

Teri Umeed liye Jeena hai Mujhe Jaana(n)
Tera Hi Dil hai meri Zindagi ka aashiyana

Tum hi se hai Dillagi ka ye fasana
Tum hi to ho mere Karaar ka Paimana

Meri Galtiyon Ko yoon na doo Zakhm
Meri Muhabaat nahi hai koi Dhoka, nahi hai koi viraana

Yoon rooth kar Jo tum bhi mujhse door chale jaoge
Mein sach kehta hun, Iss Jahan mein na paoge mujhsa koi Diwaana!




 :oops:


neer chaaaaaaaaaaaaaa gaye!! :D:D:D:D:D:D:D  lagha di sabki waat!! :D:D:D:D:D: too good......thareef ke liye lafz nahi hain :D:D:D

too good too good.....humhe bhi jhukadhiya :D:D:D:D

ishq ke safar mein hum aise doorh chale jayenge
rooth ke tujhse hum kisi aur ke ho jayenge

milakar tujhse nighayein hum pachtayenge
hokar juda tujhse se o jaane jaana hum maar jayenge :D:D::D:D:D:D:D
Logged
ranjana
Guest
«Reply #4 on: September 24, 2006, 03:01:27 AM »
Reply with quote
Quote from: "nirbhay"
Ishq kya hota hai ye aaj maine Jaana
Kuch Gehre Jazzbaaton ka hai ye Tarana

Teri Umeed liye Jeena hai Mujhe Jaana(n)
Tera Hi Dil hai meri Zindagi ka aashiyana

Tum hi se hai Dillagi ka ye fasana
Tum hi to ho mere Karaar ka Paimana

Meri Galtiyon Ko yoon na doo Zakhm
Meri Muhabaat nahi hai koi Dhoka, nahi hai koi viraana

Yoon rooth kar Jo tum bhi mujhse door chale jaoge
Mein sach kehta hun, Iss Jahan mein na paoge mujhsa koi Diwaana!





 :oops:



bahut hi accha likha hai ......too good shubu ........ :D  =D>


banaya hai jabse unke dil mein apna ashiyaana
yeh duniya kehti hai mujhko   diwaana

kar gaya hai tera husan mujh  per jaadu
ab mujhe hosh mein na koi laana

jabse dekha hai unki nazaro mein hamne
meri nazaro se bhi chalke hai ishq ka paimaana

ho sake toh kar lena mere in lafazo per yakeen
ab na badale kabhi yeh pyaar ka mosaum suhaana!!
Logged
nirbhay
Guest
«Reply #5 on: September 24, 2006, 04:07:49 AM »
Reply with quote
Quote from: "Pooja"
wah Neer kaya baat hai.... ek ek lafz dil se nikla hua hai apka... bahoot hi acha likha hai....


Ishaq mai doob kar na tujko kabhi tha jaana
door ho kar dil chahta hai her pal tum tak anna



Thankyou Ddi!


Wo Kehtey hain Na ...

  Muhabaat Ek HaQiQat hai
  Ye Koi Fasana Nahi Hota
  Bheed bhare is Zamane mein
  Koi apni marzi se Diwana nahi hota!
Logged
nirbhay
Guest
«Reply #6 on: September 24, 2006, 04:28:40 AM »
Reply with quote
Quote from: "anjani_si"


neer chaaaaaaaaaaaaaa gaye!! :D:D:D:D:D:D:D  lagha di sabki waat!! :D:D:D:D:D: too good......thareef ke liye lafz nahi hain :D:D:D

too good too good.....humhe bhi jhukadhiya :D:D:D:D

ishq ke safar mein hum aise doorh chale jayenge
rooth ke tujhse hum kisi aur ke ho jayenge

milakar tujhse nighayein hum pachtayenge
hokar juda tujhse se o jaane jaana hum maar jayenge :D:D::D:D:D:D:D




Ohh Thanks... :D :D :D :D


Picha Hum karenge tumnhara harr manzil Takk
Yoon roothne ki kabb talak rasm tum nibhaoge

Lekar Tujhko Bahon mein Hum geet Koi GunGunayenge
Bhool ke Shikwe tum bhi sur se mere apni taal milaoge!!
Logged
nirbhay
Guest
«Reply #7 on: September 24, 2006, 04:30:02 AM »
Reply with quote
Quote from: "gumnaamshayar"
KYA bAAT HAI NEER SAHAB
KAMAL HAI
10 ON 10


Bohat Shukriya GS! Usual Smile
Logged
nirbhay
Guest
«Reply #8 on: September 24, 2006, 04:40:26 AM »
Reply with quote
Quote from: "ranjana"


bahut hi accha likha hai ......too good shubu ........ :D  =D>


banaya hai jabse unke dil mein apna ashiyaana
yeh duniya kehti hai mujhko   diwaana

kar gaya hai tera husan mujh  per jaadu
ab mujhe hosh mein na koi laana

jabse dekha hai unki nazaro mein hamne
meri nazaro se bhi chalke hai ishq ka paimaana

ho sake toh kar lena mere in lafazo per yakeen
ab na badale kabhi yeh pyaar ka mosaum suhaana!!



Thanks Maa! Bohat Shurkriya..


Aashiyane ko Hum yoon fanah hone nhai Denge
Laakh kare Zulm Zamana, hum khud ko unse Juda hone nahi denge

Husn to uska saadgi se hai gulshan gulshan
Haif hum hain ki jispar jaan bhi luta Denge

Uski Nigahein maano Dil ke kisii Koone mein Utaar gayi
Abb dedey bhi kehtein hain ki harr katra usko nazar kar denge

Yakeenan Mujhe Muhabaat shabd pe Pura aitbaar hai
Mera waada hai Hum iss Khumar ko abb hum khatam hone nahi Denge!
Logged
badnaam_shayar
Guest
«Reply #9 on: September 25, 2006, 03:51:10 PM »
Reply with quote
Quote from: "nirbhay"
Ishq kya hota hai ye aaj maine Jaana
Kuch Gehre Jazzbaaton ka hai ye Tarana

Teri Umeed liye Jeena hai Mujhe Jaana(n)
Tera Hi Dil hai meri Zindagi ka aashiyana

Tum hi se hai Dillagi ka ye fasana
Tum hi to ho mere Karaar ka Paimana

Meri Galtiyon Ko yoon na doo Zakhm
Meri Muhabaat nahi hai koi Dhoka, nahi hai koi viraana

Yoon rooth kar Jo tum bhi mujhse door chale jaoge
Mein sach kehta hun, Iss Jahan mein na paoge mujhsa koi Diwaana!




 :oops:


Superb Neeer....Gr8
Logged
nirbhay
Guest
«Reply #10 on: September 25, 2006, 03:58:43 PM »
Reply with quote
Thanks a Lot Gourav..
Logged
_Vicky_
Guest
«Reply #11 on: September 26, 2006, 04:02:51 AM »
Reply with quote
Quote from: "nirbhay"
Ishq kya hota hai ye aaj maine Jaana
Kuch Gehre Jazzbaaton ka hai ye Tarana

Teri Umeed liye Jeena hai Mujhe Jaana(n)
Tera Hi Dil hai meri Zindagi ka aashiyana

Tum hi se hai Dillagi ka ye fasana
Tum hi to ho mere Karaar ka Paimana

Meri Galtiyon Ko yoon na doo Zakhm
Meri Muhabaat nahi hai koi Dhoka, nahi hai koi viraana

Yoon rooth kar Jo tum bhi mujhse door chale jaoge
Mein sach kehta hun, Iss Jahan mein na paoge mujhsa koi Diwaana!




 :oops:


WAH! WAH! NIRBHAY BHAI behtreen likha hai aapne.... bahut khoob....
Logged
angel4u
Guest
«Reply #12 on: September 26, 2006, 01:30:19 PM »
Reply with quote
Its wonderful all of you...
Logged
angel4u
Guest
«Reply #13 on: September 26, 2006, 06:40:52 PM »
Reply with quote
Tujhse Bichhad Ke Aye HuMsafar Aaj Maine Jaana
Hota Hia Kya Saanso Ka Dhadkan Se Rishta Toot Jana

Ab To Akhein Dekhti Hai Sirf Tera Hi Manzar Har Soo
Kya Hota Hai Palkon Ke Kinaare Ashq Chhupana Maine Jaana

Ho Gayi Jab Nafrat Mohabbat Ke NaaM Se
Dil Ne Phir Bhi Chaha TuMhe Hi Maine Jaana

Kaash Ye Dhoka Tu Na Karta
Kaash Tu SaMajh Paata Mere Dilke ZakhaM
SaMbhal Ke Rakhenge Har Ek ZakhaM Ko Jaan Se Zyada
Kyonki In ZakhMo Me Bhi Hia Chhavi TuMhari Maine Jaana...
Logged
SURESH SANGWAN
Guest
«Reply #14 on: March 28, 2010, 12:15:43 PM »
Reply with quote
nice icon_flower icon_flower icon_flower
Logged
Pages: [1] 2  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
January 24, 2025, 03:45:05 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[January 19, 2025, 05:59:15 PM]

[January 19, 2025, 05:47:49 PM]

[January 10, 2025, 09:46:05 AM]

[January 10, 2025, 09:45:14 AM]

[January 08, 2025, 08:30:59 AM]

[January 08, 2025, 08:29:31 AM]

[January 05, 2025, 08:51:01 AM]

[January 05, 2025, 08:45:11 AM]

[January 05, 2025, 08:44:20 AM]

[January 05, 2025, 08:43:28 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.14 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8510 Real Poets and poetry admirer