mairi chahat ko samjogay to lout awogay

by chitralsony on April 05, 2009, 08:03:52 PM
Pages: [1]
ReplyPrint
Author  (Read 1045 times)
chitralsony
Guest
Reply with quote
mairay ehsaas ki shidat ko samjogay to lout awogay
mairi dosti mairi chahat ko samjogay to lout awogay
kis treh tarpati hain judayi kay lamhay hum ko
hijer ki qayamat ko samjogay to lout awogay
mujay ashaar kay rangon say ashna kr kay chor gayay
 girtay paton ki weshat ko daikhogay to lout awogay
nahi maloom mujay maira juram hay kiya lakin
kisi masoom ko daikhogay to lout awogay
itni tanhyai may bhi yay dil khosh fehem hay kitna
maira piyam jo poncha to lout awogay



Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Narm jhounkoun ki tarah, lout to na jaaougey? by abdbundeli in Shayri for Khumar -e- Ishq
Aye waqt tu lout ke aaja dil pe mere tab ikhtiyaar na tha.. by heartbeat in Shayeri for Dard -e- Bewafai
Tum aaye ho lout kar by abdbundeli in Shayri for Khumar -e- Ishq
mairi haqeeqat kiya hay by chitralsony in Miscellaneous Shayri
Shaam bhi mairi hai by Dr Maqsood Hasni in Shairi - E - Zindagi
aaina
Guest
«Reply #1 on: April 05, 2009, 08:30:45 PM »
Reply with quote
mairay ehsaas ki shidat ko samjogay to lout awogay
mairi dosti mairi chahat ko samjogay to lout awogay
kis treh tarpati hain judayi kay lamhay hum ko
hijer ki qayamat ko samjogay to lout awogay
mujay ashaar kay rangon say ashna kr kay chor gayay
 girtay paton ki weshat ko daikhogay to lout awogay
nahi maloom mujay maira juram hay kiya lakin
kisi masoom ko daikhogay to lout awogay
itni tanhyai may bhi yay dil khosh fehem hay kitna
maira piyam jo poncha to lout awogay





very nice chitral ji................
Logged
Roja
Guest
«Reply #2 on: April 06, 2009, 01:56:53 AM »
Reply with quote
mairay ehsaas ki shidat ko samjogay to lout awogay
mairi dosti mairi chahat ko samjogay to lout awogay
kis treh tarpati hain judayi kay lamhay hum ko
hijer ki qayamat ko samjogay to lout awogay
mujay ashaar kay rangon say ashna kr kay chor gayay
 girtay paton ki weshat ko daikhogay to lout awogay
nahi maloom mujay maira juram hay kiya lakin
kisi masoom ko daikhogay to lout awogay
itni tanhyai may bhi yay dil khosh fehem hay kitna
maira piyam jo poncha to lout awogay

Haan haan chitral ji.... lout aayega...... Bahut khoob likha hai aapne.
Logged
chitralsony
Guest
«Reply #3 on: April 06, 2009, 02:51:10 AM »
Reply with quote
Haan haan chitral ji.... lout aayega...... Bahut khoob likha hai aapne.
thank u roja ji
Logged
Roja
Guest
«Reply #4 on: April 06, 2009, 02:52:26 AM »
Reply with quote
thank u roja ji


Welcome jii  Usual Smile
Logged
sajid_ghayel
Guest
«Reply #5 on: April 06, 2009, 06:17:58 AM »
Reply with quote
mairay ehsaas ki shidat ko samjogay to lout awogay
mairi dosti mairi chahat ko samjogay to lout awogay
kis treh tarpati hain judayi kay lamhay hum ko
hijer ki qayamat ko samjogay to lout awogay
mujay ashaar kay rangon say ashna kr kay chor gayay
 girtay paton ki weshat ko daikhogay to lout awogay
nahi maloom mujay maira juram hay kiya lakin
kisi masoom ko daikhogay to lout awogay
itni tanhyai may bhi yay dil khosh fehem hay kitna
maira piyam jo poncha to lout awogay

Chaha to bohat tujhse door chale jaye
Par maujood rahi tu, hum jaha bhi jaye

Tujhse shikwa nahi tha koi na teri khata thi
Itna chaha hain tujhe janaa, ke ab inkaar se dil ghabraye

Teri thodi si berukhi lagti hain maut si
Bada mushkil hain aisa jeena, tu de ijazat to mar jaye

Tujhsa masoom ab kaha mile GHAYEL ko janaa
Jab aayee yaad woh teri masoom hasi, aakho me meri aasoo aaye
Logged
chitralsony
Guest
«Reply #6 on: April 06, 2009, 08:02:12 AM »
Reply with quote
Chaha to bohat tujhse door chale jaye
Par maujood rahi tu, hum jaha bhi jaye

Tujhse shikwa nahi tha koi na teri khata thi
Itna chaha hain tujhe janaa, ke ab inkaar se dil ghabraye

Teri thodi si berukhi lagti hain maut si
Bada mushkil hain aisa jeena, tu de ijazat to mar jaye

Tujhsa masoom ab kaha mile GHAYEL ko janaa
Jab aayee yaad woh teri masoom hasi, aakho me meri aasoo aaye
amad e sobah ki manind hay alfaz tairay
        kiya elan e saher aur bhi howa kerta hay
        yun to alfaz kay jam bhot hain is mekhanay may
        per koyi kub bhala tuj sa guftar ka fan rakhta hay
        jo bhi ayay yahan nazdeek hi bathay tairay
        kiya koyi aysa bhi der abad howa kerta hay
        tu yay na poch kay tairay anay say bahar ayi hay
        gul kay anay kay fasanay ko bhi koyi biyan kerta hay?
Logged
sajid_ghayel
Guest
«Reply #7 on: April 06, 2009, 08:36:17 AM »
Reply with quote
amad e sobah ki manind hay alfaz tairay
        kiya elan e saher aur bhi howa kerta hay
        yun to alfaz kay jam bhot hain is mekhanay may
        per koyi kub bhala tuj sa guftar ka fan rakhta hay
        jo bhi ayay yahan nazdeek hi bathay tairay
        kiya koyi aysa bhi der abad howa kerta hay
        tu yay na poch kay tairay anay say bahar ayi hay
        gul kay anay kay fasanay ko bhi koyi biyan kerta hay?

Uff yeh tera andaze bayaan, yeh teri mohabbat
Q na kare gurur GHAYEL, apne wajood pe

Sharminda hua hu aaj main, apne khuda ke samne
Jo aaya khayal-e-TAIBA, humko sujood* me

* Sajda - Prostation
Logged
chitralsony
Guest
«Reply #8 on: April 06, 2009, 07:57:06 PM »
Reply with quote
Uff yeh tera andaze bayaan, yeh teri mohabbat
Q na kare gurur GHAYEL, apne wajood pe

Sharminda hua hu aaj main, apne khuda ke samne
Jo aaya khayal-e-TAIBA, humko sujood* me

* Sajda - Prostation
[/quote piroya hay alfaaz ko kis derja muhabat say tu nay
        jis simat nazer othi pholon ko hum nay paya
        muoaf krdaiga wo rub hamari khatayain wo meherban hay
        dilon kay bhayd wohi janay kay kyun dil bhr aya
Logged
Pages: [1]
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
January 24, 2025, 07:44:22 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[January 19, 2025, 05:59:15 PM]

[January 19, 2025, 05:47:49 PM]

[January 10, 2025, 09:46:05 AM]

[January 10, 2025, 09:45:14 AM]

[January 08, 2025, 08:30:59 AM]

[January 08, 2025, 08:29:31 AM]

[January 05, 2025, 08:51:01 AM]

[January 05, 2025, 08:45:11 AM]

[January 05, 2025, 08:44:20 AM]

[January 05, 2025, 08:43:28 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.139 seconds with 20 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer