Matwali nazron se

by dhadkan on January 15, 2005, 07:09:17 AM
Pages: [1]
ReplyPrint
Author  (Read 1608 times)
dhadkan
Guest
Reply with quote
Matwali nazron se sabko dekh kar yu sitam na dhaiye,
Hum bhi aapke deewane hai jara hum par karam to farmaiye,
Hum bhi kar denge ghayal aapko,
Kabhi hum se nazare to milaeya.
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
BUs nazron.... by Princess21 in Mazahiya Shayri(Funny Shayari) « 1 2 ... 14 15 »
~Nazron se nazrein~ by Rahim by dead heart in Miscellaneous Shayri
NAZRON SE by saahill in English
nazron se nazron kee jabse mulakaat ho gayi by aru12 in Shayri for Khumar -e- Ishq
Nazron se nazron ki baat by harinderbhasin in Shayari-e-Parastish
Snazzy
Guest
«Reply #1 on: January 15, 2005, 08:28:08 AM »
Reply with quote
nice
Matwali nazron se sabko dekh kar yu sitam na dhaiye,
pyaar mein yaha sab deewane hain kuch reham hum par farmaiye
humne in matwaali nazro ko machalte hua dekha hai
jab jab aapki nazron ko humarar chehra padhte hue dekha hai
Logged
pandit
Guest
«Reply #2 on: January 15, 2005, 08:42:24 AM »
Reply with quote
Quote from: "Snazzy"
nice
Matwali nazron se sabko dekh kar yu sitam na dhaiye,
pyaar mein yaha sab deewane hain kuch reham hum par farmaiye
humne in matwaali nazro ko machalte hua dekha hai
jab jab aapki nazron ko humarar chehra padhte hue dekha hai

wah....
aapke nazaron ka jhukane aur uthane ka andaaz hi kuch aur hai,
zuba ko khamosh kar,nazron se baatein karne ka andaz hi kuch aur hai.
is dil pe kya gujarte hai sanam yeh aapko kya maalum,
lekin ise mehsus karne ka mazaa hi kuch aur hai.
Logged
Princess21
Guest
«Reply #3 on: January 15, 2005, 08:58:19 AM »
Reply with quote
wah wah sub ne buhat acha likha hai...
wow nice really nice
Logged
waheed_rose2004
Guest
«Reply #4 on: January 15, 2005, 09:18:24 AM »
Reply with quote
wah!!!!!!!!!!  Dhadkan.........Snazzy..........Pandit......bahot khoob.......... nice works.............  :lol:
Logged
Princess21
Guest
«Reply #5 on: January 15, 2005, 09:57:55 AM »
Reply with quote
teree har ek baat ssun ke mujhe acha lagta hai...
teree in ankhon main kho jana acha lagta hai...
uff yeh teree pyarii sii jo hain adayen
in pe to mar jana hi hamen acha lagta hai....
Logged
alam
Guest
«Reply #6 on: January 15, 2005, 10:01:45 AM »
Reply with quote
Wah Nice u all :D  :D
Logged
Mansi_d_archi
Guest
«Reply #7 on: January 15, 2005, 02:48:02 PM »
Reply with quote
Quote from: "pandit"
Quote from: "Snazzy"
nice
Matwali nazron se sabko dekh kar yu sitam na dhaiye,
pyaar mein yaha sab deewane hain kuch reham hum par farmaiye
humne in matwaali nazro ko machalte hua dekha hai
jab jab aapki nazron ko humarar chehra padhte hue dekha hai

wah....
aapke nazaron ka jhukane aur uthane ka andaaz hi kuch aur hai,
zuba ko khamosh kar,nazron se baatein karne ka andaz hi kuch aur hai.
is dil pe kya gujarte hai sanam yeh aapko kya maalum,
lekin ise mehsus karne ka mazaa hi kuch aur hai.


nice...
bhari mehfil mein bhi ye nazren dhoondhti hain aapko
ghoonghat se chupke se dekh rahi hain yeh sabko
dil kahin hai hosh kahi hai khabar ho rahi hai aaj sabko
jitna chhupaaye utna hi dikhta hai yeh ishq duniya waalo ko
Logged
yogi
Guest
«Reply #8 on: January 15, 2005, 02:57:24 PM »
Reply with quote
kya milane hi nazare is milwat ke zamaane mein
mil bhi jaye nazare to kya
sach yaar bhi nahi milega
hum unhe lakh aapna pyar jaataye
unhe usme bhi koi jehaar nazar aayega
Logged
pandit
Guest
«Reply #9 on: January 15, 2005, 02:58:24 PM »
Reply with quote
Quote from: "Mansi_d_archi"
Quote from: "pandit"
Quote from: "Snazzy"
nice
Matwali nazron se sabko dekh kar yu sitam na dhaiye,
pyaar mein yaha sab deewane hain kuch reham hum par farmaiye
humne in matwaali nazro ko machalte hua dekha hai
jab jab aapki nazron ko humarar chehra padhte hue dekha hai

wah....
aapke nazaron ka jhukane aur uthane ka andaaz hi kuch aur hai,
zuba ko khamosh kar,nazron se baatein karne ka andaz hi kuch aur hai.
is dil pe kya gujarte hai sanam yeh aapko kya maalum,
lekin ise mehsus karne ka mazaa hi kuch aur hai.


nice...
bhari mehfil mein bhi ye nazren dhoondhti hain aapko
ghoonghat se chupke se dekh rahi hain yeh sabko
dil kahin hai hosh kahi hai khabar ho rahi hai aaj sabko
jitna chhupaaye utna hi dikhta hai yeh ishq duniya waalo ko


mansi for u,... :oops:
dunia waalon se rakhna bachkar is isq ko
aao ek dusre ke aankhon me khoo jayen,
bhool kar sab kuch ,
ek dusre ke khwabon me khoo jayen,
tum mujhme aur hum tujhme sama jayen. :D
Logged
Mansi_d_archi
Guest
«Reply #10 on: January 15, 2005, 03:01:53 PM »
Reply with quote
Quote from: "pandit"
Quote from: "Mansi_d_archi"
Quote from: "pandit"
Quote from: "Snazzy"
nice
Matwali nazron se sabko dekh kar yu sitam na dhaiye,
pyaar mein yaha sab deewane hain kuch reham hum par farmaiye
humne in matwaali nazro ko machalte hua dekha hai
jab jab aapki nazron ko humarar chehra padhte hue dekha hai

wah....
aapke nazaron ka jhukane aur uthane ka andaaz hi kuch aur hai,
zuba ko khamosh kar,nazron se baatein karne ka andaz hi kuch aur hai.
is dil pe kya gujarte hai sanam yeh aapko kya maalum,
lekin ise mehsus karne ka mazaa hi kuch aur hai.


nice...
bhari mehfil mein bhi ye nazren dhoondhti hain aapko
ghoonghat se chupke se dekh rahi hain yeh sabko
dil kahin hai hosh kahi hai khabar ho rahi hai aaj sabko
jitna chhupaaye utna hi dikhta hai yeh ishq duniya waalo ko


mansi for you,... :oops:
dunia waalon se rakhna bachkar is isq ko
aao ek dusre ke aankhon me khoo jayen,
bhool kar sab kuch ,
ek dusre ke khwabon me khoo jayen,
tum mujhme aur hum tujhme sama jayen. :D

 wah v nice

kya kahen ab hum aapko
kuch bhi to na raha ab kuch keh jaane ko
khwaab to tumne hi the mere sajaaye
maine to bas ye apne dil mein hain basaaye
Logged
Princess21
Guest
«Reply #11 on: January 16, 2005, 05:42:45 AM »
Reply with quote
nice everyone
Logged
Pages: [1]
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 14, 2024, 03:59:47 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:55:06 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 06:58:58 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.11 seconds with 22 queries.
[x] Join now community of 8508 Real Poets and poetry admirer