Mehboob ka andaj nirala lagta kabhi hai

by prashad on April 03, 2013, 12:03:46 PM
Pages: [1]
ReplyPrint
Author  (Read 611 times)
prashad
Guest
Reply with quote
Nigaho se pyar dikhate kabhi hain
Juban se kuchh keh jate kabhi hain

Nimantran swayam se dete kabhi hain
Pass apne bulate kabhi kabhi hain

Pehloo mein yakayak aate kabhi hain
Laj ki deewar khud girate kabhi hain

Bindiya mathe ki chamakti kabhi hai
Aanchal hava se lehrata kabhi hai

Julphein mathe se takrati kabhi hain
Galo ko chumban de jati kabhi hain

Shararat vo jab kar jate kabhi hain
Khilkhila ke hans kar jate kabhi hain

Man mein hilore uthti kabhi hain
Tamanna angrai lene lagti kabhi hain

Sailab andar jab umarta kabhi hai
Vo rok ke humko tham lete kabhi hain

Mehboob ka andaj nirala lagta kabhi hai
Bhola andaj unka bhala lagta kabhi hai

Mayus jab hum ho jate kabhi hain
Shokh chanchal phir bana dete kabhi hain
 
Logged
suman59
Guest
«Reply #1 on: April 03, 2013, 01:22:51 PM »
Reply with quote
Nigaho se pyar dikhate kabhi hain
Juban se kuchh keh jate kabhi hain

Nimantran swayam se dete kabhi hain
Pass apne bulate kabhi kabhi hain

Pehloo mein yakayak aate kabhi hain
Laj ki deewar khud girate kabhi hain

Bindiya mathe ki chamakti kabhi hai
Aanchal hava se lehrata kabhi hai

Julphein mathe se takrati kabhi hain
Galo ko chumban de jati kabhi hain

Shararat vo jab kar jate kabhi hain
Khilkhila ke hans kar jate kabhi hain

Man mein hilore uthti kabhi hain
Tamanna angrai lene lagti kabhi hain

Sailab andar jab umarta kabhi hai
Vo rok ke humko tham lete kabhi hain

Mehboob ka andaj nirala lagta kabhi hai
Bhola andaj unka bhala lagta kabhi hai

Mayus jab hum ho jate kabhi hain
Shokh chanchal phir bana dete kabhi hain
 

Wah wah bahut bahut umda peshkash. bahut c daad
Logged
Bishwajeet Anand Bsu
Guest
«Reply #2 on: April 03, 2013, 05:46:06 PM »
Reply with quote
wah wah wah....dheron daad....
Logged
Advo.RavinderaRavi
Guest
«Reply #3 on: April 03, 2013, 07:35:21 PM »
Reply with quote
Bahut Khoob
Logged
prashad
Guest
«Reply #4 on: April 04, 2013, 05:57:38 PM »
Reply with quote
Wah wah bahut bahut umda peshkash. bahut c daad
thanx suman ji
Logged
prashad
Guest
«Reply #5 on: April 04, 2013, 05:58:03 PM »
Reply with quote
wah wah wah....dheron daad....
thanx bishwajeet ji
Logged
prashad
Guest
«Reply #6 on: April 04, 2013, 05:58:26 PM »
Reply with quote
Bahut Khoob
thanx ravinder ji
Logged
mkv
Guest
«Reply #7 on: April 25, 2013, 01:36:03 AM »
Reply with quote
Bahut khoobsurat kalaam prashad jee

ye to lajavaab raha
Nigaho se pyar dikhate kabhi hain
Juban se kuchh keh jate kabhi hain

Logged
prashad
Guest
«Reply #8 on: July 26, 2013, 02:44:15 PM »
Reply with quote
Bahut khoobsurat kalaam prashad jee

ye to lajavaab raha
Nigaho se pyar dikhate kabhi hain
Juban se kuchh keh jate kabhi hain


thanx mkv ji
Logged
Pages: [1]
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
January 28, 2025, 02:17:34 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[January 19, 2025, 05:59:15 PM]

[January 19, 2025, 05:47:49 PM]

[January 10, 2025, 09:46:05 AM]

[January 10, 2025, 09:45:14 AM]

[January 08, 2025, 08:30:59 AM]

[January 08, 2025, 08:29:31 AM]

[January 05, 2025, 08:51:01 AM]

[January 05, 2025, 08:45:11 AM]

[January 05, 2025, 08:44:20 AM]

[January 05, 2025, 08:43:28 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.132 seconds with 24 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer